Unka wahi tha bilawal ko kaam dete aur mere pass bahar aa kar baith jate aur maine bhi apni beti ko padosi ke yaha bhejna jari rakha.
Par is baar master thoda soch kar baat karte the.
To mujhe laga ki sayad meri galatfahmi thi master ji ke par kehte hai janwar sudhar sakta hai par master ji jaise insaan nahi.
Kyu ki unke dobara aane ko abhi 3 din he huye the ki chouthe din wo bahar angan main aaye jaha main aksar baithi rehti thi kaam khatam karke ki kahi wo mere kamre main na aa jaye.
To wo aaye aur mujhe dekh kar niche se upar dekhne lage to maine sarma kar nazar niche kar li

Master- ek baat to hai heena tu lagti kamaal ki hai.
Do bacchon ki ammi hai par lagti nahi hai.
Pata nahi tera sohar tujhe akele chhod kar waha reh raha hai akela.
Main kuch nahi boli bas itna
Main - kaam hai parivaar ke liye karna padta hai.
Ap bilawal ko padhye.
Ye sun kar Master ji mere bagal main baith gye aur
Master- pehle tujhe padhana padega ki mere se baat kaise karni hai aur kis tarah mera khyaal rakhna hai
Chal ja mere liye chai bana kar la
Aur mujhe ghurne lage to mujhe laga yaha se ja kar chai banana jyada behtar hai is liye main kitchen main aa gai.