Main us din bahut khus tha ki jisko soch soch kar pareshaan tha wo khud mil gya aur mila he nahi ummid se jyada mil gya.
Specially whisper wali harkat par
Mann main tha kya pata wo kya soch rahi hongi is baat par
Par unhone usko zaahir nahi hone diye ki unke dil main kuch tha.
Main agle do din to market nahi gya kyu ki nargis ne kafi saman purchase kiya tha to unke market itni jaldi aane ki ummid kam thi par tisre din main college na ja kar market chala gya is ummid main ki nargis mil jaye
Par kai baar kismat ap ke sath hoti kai baar ap ka khilaf.
To aj wahi hua pure din market main ghumta raha par nargis nahi dikhi
Aur aj kya agle teen din aisa he raha to mann phir udash ho gya
College bhi bunk hua aur nargis bhi nahi mili
Par sayad kismat mujh par meharban thi tabhi to chouthe din nargis dikhi par us tarah jiski ummid kam thi
Wo is tarah
Main dekh to liya par ignor kar diya
Par nargis ne nahi
Mujhe dekh kar awaz di
To main
M: hi aunty
N: hi anurag bade din baad
M: ha kaam nahi tha is liye
N: ha par mujhe tha to main to daily aai market par tum nahi dikhe the
Main sun kar hairan tha par mujhe to nahi dikhi thi nargis
Ab bolta bhi kya ki main to daily aaya tha
N: subah kaam hoto tha is liye second half main aati thi par aj kaam tha is liye jaldi aana pada
Main hai ri kismat wo sham ko aa rahi thi aur main subah aa raha tha
Essi liye kehte hai jyada samajh daar nahi banna chahiye
M: ok main aj college nahi gya tha is liye subah aa gya
N: ok ok tho chale
M: sure aunty par aj burqa
N: oo ye wo mere sohar aa gye hai na
M: matlab uncle yaha nahi rehte
N: anwar ne bataya nahi ki wo gulf main job karte hai to saal main ek baar aate hai aur wo thode conservative type ke hai tho pehnna padta hai
M: ok
Hum itne main shop par aa gye aur nargis apna saman lene lagi aur main unko dekh raha tha
N: kya hua
M: ji wo maine ap ko pehli baar burqa main dekha hai to thoda ajeeb
N: muskura kar ab jab tak anwar ke abbu rehenge to aise he rehna padega.
Main bhi muskura diya
N: tumne kuch nahi liya
M: nahi jyada nahi lena mujhe to maine unko dikhne ke liye kuch le liya
Aur phir billing karai aur bahar aa gye
N: tho chalti hoon anwar ke abbu intzaar kar rahe honge
M: sure aunty
N: to agli baar kab aana hai shopping ke liye
To main mann main khush hote huye
M: Abhi to pata nahi
N: ok mujhe to kal aana hai tum aao to bata do ek he time par aate hai sath main shopping acchi ho jati hai
Main khush hote huye
M: ap bata do main aa jaunga after college sahi hai
N: ok done to kal 4 baje mujhe kuch shopping karni hai milte hai
M: ok aunty main aata hoon will do shopping together
N: ok anurag bye aur auto main chali gai
Aur main itna khush tha ki bata nahi sakta
Aur kal ke liye tyari karne laga
Mummy se shopping ki lambi si list banwai aur agle din time se pehle market main pahuch gya