Tabhi mere mobile par nargis ka msg aaya
Mujhe maaf kar do Anurag main tumhare bina nahi reh sakti
Aur ab apne ghar bhi nahi sakti is liye mera mar jana accha hai
I love you anurag i love you so much
Tabhi anwar mere bagal main
Main usse mobile de kar
Ab tho Tu khush hoga aur apni bike start karke auto ke piche laga di
Auto hamare city ki yamuna ki tarf jane laga jab ki nargis ka ghar opposite side main tha
Maine apni bike ki speed bhadai aur auto ne bhi bhada di sayad nargis ne mujhe aate dekh liya tha
Tabhi mere bagal main anwar ki bike chal rahi thi
M: zaldi anwar ye pakka lohe ke pull par ja rahi hai baccha le meri nargis ko bacha le sath main maine apni speed aur bhada di
Lohe ka pull ke beech o beech auto ruka aur nargis zaldi se Auto se utri aur side ki relling ki traf bhadi
M: ruk jao nargis meri kasam hai ruk na
Jao
A: ruk jao ammi ap ko allah ka wasta rukhsar api ki kasam ammi ruk jao jab tak hum pahuchte nargis relling par chadi he thi maine ek dum se bike roki aur kismat se nargis ne jaise he chhalang lagai mere hatho main uske hath aa gya
Par nargis latak chuki thi niche
N: jane do anurag main nahi reh sakti tumhare bina
M: main bhi nahi ji paunga nargis tumare bina main bhi aa raha hoon nargis tabhi anwar ne apne hatho se nargis ka dusra hath pakda
A: ammi aisa na kre galti ho gai mere se main samajh nahi paya ap dono ke pyar ko
Aur hum dono ne nargis ko upper khich liya aur
Nargis anwar ke samne mere se lipat gai
I love you anurag i love you
M: love you to nargis love you to
Anwar: ammi log dekh rahe hai
Maine dekha to kafi log ikkatha ho gye the
Anwar Yaha se chale
To main khud nargis se alag hua aur
Anwar ko nargis ko dete huye
Thik se meri amanat ko le jao anwar
Agar lage ki hame alag karke tum khush reh sakte ho tho reh lena
N: anurag
M: i love you nargis i love you
Aur apni bike start ki aur chala gya apni nargis ko chhod kar is ummeed main ki anwar sayad hamari feeling samajh jaye