yeh jhandu baap sala hitler se gand marwa ke aaya hain, jab dekho tab isse sirf parry se hi khunnas rahti hai, bhai jab tak baap ke paiso pe palta rahega uski ghurki toh sehni hi paregi, yeh sabhi jagah chalti hain, thora pyar se bhi toh baat kar shakta hain, ek baar bhi usse janne kee kosis na kee wahan pe kya hua tha, ya phir uski naragji par usse baat bhi na kari.
Hum toh abhi se hi iski life jhand man rahe the, lekin yeh toh abhi shuruat hain jaisi kee title mein hi usko majboor kar diya, us nakchaddi chudail se shaadi, uffff.
Ghar toh ghar udhar bahar bhi siya naam kee dayan sar pe baithi hai, na jaane iski gand kee khujli kab mitegi, abhi tak toh college nahin gaya hain, ab rajni ne jaane kaun sa tarap bichhaya hoga. Ab triya charitra hain, kuchh husn kee jaal mein fasa ke badnam karne ka irada hoga.
Ab wahan dinner pe bechari kee kitni fajihat hogi, ab usko toh jhelna hain ek hi ghar mein, na jija sahi mila na bhabhi.