• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Manhoos se mahan tak

Story kaisi lagi

  • Best

    Votes: 894 85.0%
  • Good

    Votes: 135 12.8%
  • Bad

    Votes: 23 2.2%

  • Total voters
    1,052
Status
Not open for further replies.

Rizwan

Active Member
1,229
3,335
143
Update 203



‘Kahan chale gye the tum ? Aaj bhi keh do kisi dost se milne gya tha . ‘ rima se milne k bad main Divya mausi k ghar pahuncha to radha mujhse narazagi dikhane lagi jabki Divya mausi apne room me thi .

Amit : wo wo mujhe ek kam tha .

Radha : kya kam tha ? Sari duniya k kam tumhe hi hote hain? Pata hai exams shuru ho rahe hain next week me aur tum abhi bhi classes bunk kar rahe ho .

Amit : wo main dekh lunga tum chinta mat karo . Mausi kahan hai. ?

Radha : ma apne room me hai . Tum kisi ki parwah hai k nahi ? Khana khane bhi nahi aaye tum. Itna bhi kya zaruri kam tha ?

Amit : tha koi kam ,, tum aise gussa kyun ho rahi ho ?

Radha : gussa na karun to kya karun. Jante ho abhi tak maine bhi khana nahi khaya .

Amit : kyaa ??? Par kyun ??

Radha : aaj tum gaon ja rahe ho socha aaj to sath me khana khayenge par tumhe to koi farak nahi padta .

Radha ki ye bat sun kar mujhe bura laga k meri vajah se wo ab tak bhukhi baithi hai . Par ab main kya karta main to khana kha chuka tha agar ab main use ye kehta k maine khana kha liya hai to use aur bura lagta .

Amit : tum mera intzar kyun karti ho? Tumhe pata tha na main kam se bahar hun to time lag sakta hai . Aur kya pata main bahar se khana kha kar hi aaya hun .

Radha : to theek hai jao tum . Mujhe bhi bhookh nahi hai .

Amit : ye kya bat hui. Kaise bhookh nahi hai . Chalo khana lagao .

Radha : maine kaha na mujhe bhookh nahi hai . Main ja rahi hun apne kamre me .

Itna keh kar radha apne kamre me chali gyi . Mujhe radha k liye ab khud par gussa aa raha tha. Maine gaon jane se pehle radha ko aise naraz kar k nahi jana chahta tha . Main turant kitchen me gya aur ek plate me khana lagay aur radha k kamre me gya . Radha apne bed par takiye me muh dabaye leti hui thi. Maine khane ki plate side me rakhi aur radha k pas baith gya .

Amit : ab aise naraz rahogi to kya mujhe acha lagega ? Janti ho na main gaon ja raha hun . Fir aise ab mood kharab mat karo. Chalo utho aur khana kha lo . Dekho main le kar aya hun .

Radha : mujhe nahi khana .

Amit : kaise nahi khana ? Chalo utho jaldi karo .

Radha : mujhe bhookh nahi hai .

Radha waise hi leti hui thi takiye me muh dabaye. Maine radha ko the akad kar palat kar sidha kiya to uske chehre par dukh k bhaw dekh kar ek tees mere dil me uthi . Maine use sidha kar k bed par bitha diya .

Amit : ye kya bat hui ? Aisa muh bana kar mujhe vida karogi ? Chalo muh kholo main apne hathon se khana khilata hun. Dekht hun kaise nahi khati.

Maine plate ko apni goad me rakha aur niwala bana kar radha k muh k pas kiya to radha muh nahi khol rahi thi aur bas meri ankhon me dekhe ja rahi thi .

Amit : ab muh kholo bhi , dekho agar tumne khana nahi khaya to fir main bhi naraz ho jaunga tum se aur dekh lena fir bat bhi nahi karunga .

Radha : ek to khud aisa karte ho aur upar se aise dhamkiyan dete ho . Kya naraz bhi nahi ho sakti main ?

Amit : kyun nahi ho sakti , bilkul ho sakti ho par narazagi mujhse karo na , is khane se kyun ? Chalo ab muh kholo.

Radha ne muh khola to maine niwala uske muh me dala. Radha ne khana shuru kiya aur sath hi apne hathon se ek niwala bana kar mere aage kar diya .

Amit : ye kya ? Khana maine tumhare liye lagaya hai . Mujhe bhookh nahi hai .

Radha : agar tum nahi khaoge to main bhi nahi khaungi . Chalo jaldi muh kholo .

Radha bachon k jaise zid kar rahi thi to mujhe bhi uski bat manni padi aur ek bar fir se main kahan kahane laga halanki main Rima k sath pehle hi khana kha chuka tha par ab Radha k liye mujhse fir se khana pada. Khana khate khate radha ka mood fir se acha ho gya aur uske chehre par ab wahi muskan thi jo main hamesha dekhna chahta tha .

Amit : acha ab main apna bag pack kar leta hun fir mujhe jana bhi hai .

Radha : agle hafte exam hain na , to tum yahin ruk jao tab tak .

Amit : tumhe pata to hai k agar ghar nahi gya to ma naraz hogi aur fir badi mausi k yahan bhi to jana hai .

Radha : yahin ruk jao na . Exams k liye sath me taiyari kar lenge .

Amit : aur nidhi didi naina didi ka kya ? Kya wo naraz nahi hongi ? Chalo ab mujhe taiyari karne do .

Radha beman se uthi aur bartan kitchen me rakhne chali gyi . Main apne room me akar bag pack karne wala . Divya mausi abhi tak kamre se bahar nahi nikali thi . Radha ne mere pas aa kar saman pack karne me meri madad ki . Jane se pehle main Divya mausi se milna chahta tha . Is liye maine unse milne unke kamre me gya to wo bed par sir jhukaye baithi hui thi . Main unhe dekh kar hairan hua kyunki main soch raha tha shayad wo so rahi hongi .

Amit : mausi main ja raha hun .

Divya mausi ne meri awaz sun kar chehra upar kiya aur meri tarf dekha . Unke chehre par gehre dukh k bhaw the. Magar ek khamoshi si thi .

Divya : theek hai , dhyan se jana . Aur ja kar phone kar dena .

Amit : mausi aap theek to hain ?

Divya : mujhe kya hoga ?

Amit : wo radha keh rahi thi k aap ....

Divya : main theek hun . Ab tum jao aur dhyan se jana .

Maine aage barh k Divya mausi k paon chhue aur bahar akar apna gav utha kar ghar se bahar nikal aya. Divya mausi apne kamre se bahar nahi aayi . Mujhe laga k shayad wo mujhse naraz hain. Radha bahar tak mujhe chhodne aayi . Main jab bike start kar k jane lga to Radha k chehre par fir se udasi thi .

Amit : ab aise goodbye kahogi ?

Radha : muskurane ki koshish karte hue ) dhyan se jana aur pahunch kar mujhe call zarur karna .

Amit : han han kar dunga par pehle ek achi si smile do mujhe .

Radha : muskurate hue ) ab theek hai .

Amit : hamesha aise hi khush raha karo .

Radha : to hamesha mere sath hi raha karo .

Amit : main chahe pas ho ya door , tum hamesha aise hi rha karo . Bye bye

Itna keh kar main chal diya jab tak main mod se mud nahi gya tab tak radha darwaze par khadi hath hilati rahi aur main bhi use sheeshe se dekh rha tha . Uske bad main nonstop chal diya gaon ki taraf.

Udhar Divya Amit k sath ache se bat na kar k khud par hi gusa ho rahi thi. Amit k ghar aane se lekar radha ko khana khilane tak Divya ab kuch chhup chhup kar dekh sun rahi thi. Ek man se Divya Amit se bat karna chahti thi PR dimag use Amit se door rehne ko keh raha tha . Vajah thi to sirf ye k wo apne dil k hathon Majboor thi aur dimag use rishton ki duhai deta tha. Amit ko rukhepan se vida karna bhi use chubh raha tha. Uska dil tha k wo amit ko gale laga kar chum kar vida kare par wo apna man mar kar baithi rahi. Aur Amit ki bike ki awaz sunte hi wo daud kar bahar aayi magar darwaze se pehle hi ruk kar wo Amit ko bas jata hua dekhti rahi aur jab radha andar aane k liye palati to apni ma ko samne dekh kar ek pal k liye wo bhi hairan hui magar Divya ki nam ankhon ne use koi sawal karne na diya . Divya bhi bina kuch kahe apne kamre me wapis chali gyi . Radha bhi udas thi Amit k jane se aur wo ye bhi samajh rahi thi k ma bhi shayad udas hai ya fir naraz hai Amit se is liye usne koi bat nahi ki. Dono ma beti k dil me ek hi insan k liye ek jaisa hi dard tha magar Divya k dil ki to Divya khud bhi nahi samajh pati thi . Khair dono ma beti apne apne kamre me ja kar takiye me muh chhupaye let gyi .



‘ use marna nahi hai samjhe ? Poori hoshiyari k sath use utha kar mere ps lana hai. Ye kam itni safai se hona chahiye k kisi ko Kano kan khabar tak na ho . Ek bar wo hath aa gyi to fir hamesha k liye meri paltu ban kar rahegi aur hum pehle jaise hi khul kar kam kar sakenge . Sali badi akadti hai . Wardi ka bahut ghamand hai na . Sara ghamand uske bhosde me hi ghusa dunga. Bas ek bar mere hath aa gyi to uski jawani ka ta bhi ache se nichod dunga . ‘ ye bat narayan Dass apne apne admiyon se keh raha tha. Sharab ka thoda surur uski ankhon se saaf zahir ho raha tha jo lalima diye hue thi.

‘ par Malik wo to badi afsar hai har waqt policewale uske aaspas rehte hain . Ghar daftar har jagah police uske sath hi hoti hai. Agar humne aisa kuch kiya to bawal ho jayega . Hum to jan se jayenge hi , aap par bhi bat aa jayegi .’ Ye narayan das ka hi Aadmi tha jo bataye gye kam k jokhim k bare me apni shanka zahir kar raha tha .

N. D. : Abe salo kisne kaha hai k police se sidha uljho? Agar police walon ko khabar lagi to poora department pagal kutton ki tarah piche lag jayega . Fir to wo kahin se bhi humen dhoondh hi nikalenge aur meri kursi bhi jayegi. Is liye ye kam badi hoshiyari se safai se karna hai. Pehle us par nazar rakho . Wo kahan jati hai kis kis se milti hai? Kaun kaun hai uske pariwar me ? har bat par nazar rakho. Uski pal pal ki khabar rakho . Kahin na kahin to wo police k pehre se bahar hoti hogi. Ya fir koi to hoga jisse wo akele me milti hogi. Aisa koi bhi insan mile bas wahin par ghaat laga dena. Aur bas ek rat ki hi bat hai. Ek bar wo shikanje me aa gyi to aage ka rasta apne aap ban jayega.

‘ par Malik iske liye to hamen uske aas pas hi rehna hoga . Kahin koi nazar me aa gya to ? ‘

N. D. : nazar me tab aaye ha jab koi harkat karega. Aur us par nazar door se hi rakhni hai . Jyada kareeb jaoge to pakde jaoge . Apne sath 10-15 log le jao. Sahi maika dekh kar use utha kar sidha apne adde par le ana . Aur hoshiarpur rehna . Har pal ki khabar dete rehna aur yad rahe agar koi gadbad hui to apne tak hi rakhna. Mujhse contact karne ki koshish mat karna . Ek Aadmi tum logon k sath contact me rahega . Ab jao tum aur ye paise lete jao . Jitna zarurat ho aur le lena .

Narayan dass ne noton ki do gaddiyan apne Aadmi k samne fenkte hue kaha. 500-500 k hare notes ki gaddiyan dekh kar Aadmi khush ho gya aur jaldi se note utha kar khush hota hua salam thok kar nikal gya . Uske jate hi Narayan das Ritu singh k bare me sochta hua apna land khujane laga .

N. D. : sali jab se wardi me dekha hai tab se nanga dekhne ko dil tadap raha hai. Ab to tujhe apni randi bana kar hi rahunga . Bahut choot faadi hain zindagi me par pehli bar aisi policewali maal mili hai . Tujhe to randi banaunga sabse badi randi .



‘ kya bat hai tum kuch pareshan lag rahi ho ? ‘ Ritu ko tension me dekh kar Manju ne usse sawal kiya. Ritu is waqt Manju k ghar aayi thi use nirasha thi is bat se k manager se wo kuch pata na kar payi. Ab is case ki sari ummeeden lagbhag khatam ho gyi thi. Ritu aaj hospital me admit police walon se mil kar aayi thi aur manager ki dead body ko uski family ko de diya gya tha. Ritu is liye yahan aayi thi k wo amit ko mil kar is bare me bata sake par Amit aaj aaya hi nahi tha yahan .

Ritu singh : kya bataun yar wo manager k itni mushkil se pakda tha magar raste me hi ek accident me wo mara gya. Ab samajh nahi aa rahi aage kya karun . Ab aur koi ummeed bhi nahi hai.

Manju : ek bat kahun manegi? Tu na ye case yahin rok de. Maine pehle hi kaha tha k tum usse na ulajh . Wo bade hi khatarnak hain. Tu is case ko yahin band kar de. Aur Amit se bhi keh de k bas yahin tak tha jo bhi tha. Warna wo bhi is bare me sochta rahega aur agar kahin wo khud kuch karne k liye aage barha to kahin us par koi musibat na aa jaye. Main nahi chahti BALJEET rai ki parchai bhi Amit par pade.

Ritu singh : ye tu kaisi baten kar rahi hai ? Maine Amit se wada kiya tha k main manjari ko Insaf zarur dilawaungi . Ab tu ye keh rahi hai k main case band kar dun aur us masoom ladki ko insaf na dilaun. Pata nahi kya kiya hoga us masoom k sath in darindon ne. Aise kaise main ye case band kar dun. Mera zameer is bat ki ijazat nahi deta .

Manju : tu samajh kyun nahi rahi ? Dekh tu aur Amit meri zindagi ka sabse zaruri hissa ho aur main nahi chahti tum dono me se kisi ko bhi kuch ho.

Ritu singh : mujhe kya hoga ? Janti hai na main khud police ki itni badi officer hun. Mujhe koi hath lagane se pehle bhi 100 bar sochega aur fir mera to profession hi aisa hai. Aise kai log milte hain. Agar main aise hi darti rahi to insaf ki hifazat kaise karungi . Tujhe Amit ki chinta hai na , main use is sab se bahar hi rakhungi. Waise hai kahan wo aaj ? Main to usi se bat karne aayi thi.

Manju : pta nahi aaj wo college se bhi nikal gya tha . Aaj Saturday hai to shayad gaon chala gya hoga. Waise acha hi hua jo wo nahi hai warna ye sab sun k pata nahi wo kya karta. Ab itna karna k khud usse koi bat na karn is bare me aur agar koi bat wo piche bhi to bat ghuma dena.

Ritu singh : acha theek hai baba , tujhe uski bahut chinta hai. Par yakeen man , wo asani se kisi k aage jhukne wala nahi hai. Trailer to tu dekh hi chuki hai aur main bhi. Ek bat to bata , tum uske sath hafte me kitne din pyar karti ho ?

Ritu singh k achanak is tarah k sawal se Manju ek dam se Sharma gyi aur Ritu ko marne lagi .

Manju : cheee ..... sharam nahi aati tujhe ?

Ritu singh : aaahhhh ...... cccc mar kyun rahi hai? Isme sharam kaisi ? Maine kaun sa galat bat puch li ? Ab itna to main janne ka hak to rakhti hun na. Akhir best friend hun tumhari. Waise ek bat to hai , tu bahut lucky hai jo tujhe Amit jaisa sathi mil gya. You deserve it. Aur ek main hun , lagta hai upar wale ne akele rehne ki saza di hai .

Manju : aisa kyun kehti hai ? Dekhna tujhe bhi koi na koi zarur milega .

Ritu singh : nahi yar ab to dil hi nahi karta aisa kuch karne ka. Waise bhi duniya me har insan apne aap me akela hi hota hai. Agar ek jaise do insan banaye hote to main Amit k dusre roop k sath zindagi settle kar leti.

Manju ne Ritu ki ankhon me sachai ko dekh liya tha chahe wo chehre par hansi mazak k bhaw liye hue thi. It wo uski pakki saheli thi.

Manju : tu janti hai na k hum kabhi ek nahi ho sakte . Ye duniya is bat koi kabhi accept nahi karegi. Magar Amit fir bhi kehta hai k chahe wo mujhse shadi na bhi kar sake wo mujhe apne sath rakhega. Aur agar tum chaho to tum bhi hamare sath reh sakti ho . Amit ki koi aur copy nahi hogi duniya me , par agar tum use itna pasand karti ho to tum bhi uske sath .....

Manju ki bat sun kar Ritu k chehre se sari muskan ek pal me gayab ho gyi. Wo to Manju ko BALJEET rai ki vajah se serious hote dekh uska mood theek karne k liye aise mazak kar rahi thi magar abhi jo Manju ne kaha tha usse Ritu ande tak hil gyi thi. Wo yahi to chahti thi magar wo Manju ka dil na toote is liye apne arman daba rahi thi .

Ritu singh : ye tu kya keh rahi hai ?

Manju : wahi ho tu sun rahi hai . Dekh ye sach hai k main Amit ko dilo jan se chahti hun. Par tum bhi mere liye kuch kam nahi ho. Main janti hun tere dil me bhi Amit k liye feelings hain . Aur waise bhi Amit kal ko kisi na kisi se shadi to karega hi . To uske upar mera akeli ka adhikar to nahi hoga na to fir main uska pyar kya apni behan k sath nahi bant sakti ?

Manju ka dil sach me bahut bada tha aur Ritu ye ache se janti thi magar jo kuch abhi Manju ne kaha tha wo sun kar to Ritu ka dil bhar aya tha . Usne Manju ko kas k apne gale se laga liya. Ritu ki ankhon se apne aap aansu beh nikle .

Ritu singh : tu sach me bahut achi hai Manju . Tu meri dost nahi meri sagi behan se bhi badkar hai. Mere dil ki tujhe sari khabar hai .

Manju : behan bolti hai na mujhe fir mujhe khabar nahi hogi to kise hogi? Acha ye bat Amit ko mat batana. Aur use force bhi mat karna. Wo bahut acha hai . Dekh lena wo tumhe bhi pyar dega magar pyar se hi.

Ritu singh : us budhu ram ko to main dande se sidha karungi . Ruk zar abhi use phone lagati hun. Hain kahan wo , kam se kam bata kar to Jata.

Manju : nahi nahi , maine kaha na usse pyar se pesh aa tabhi wo tujhe pyar karega . Agar aise bat karegi to bura man jayega .

Ritu singh : are meri bholi begam tu abhi nahi janti apne majnu ko. Uske kai rang hain. Main use dekh chuki hun . Ruk tu abhi

Itna keh kar Ritu ne Amit ko phone lagaya magar usne uthaya nahi .

Manju : rehne de na , bike chala raha hoga .

Ritu singh : relax madam relax , phone hi to kar rahi hun koi goli thoda chala rahi hun. Tab tak tum apne hathon ki mast coffee pilao mujhe .

Manju uth kar kitchen me chali gyi aur Ritu fir se Amit ko phone karne lagi . Is bar Amit ne phone utha liya aur usne bataya k wo gaon ja raha hai. Ritu ne use wapis aane ka pucha to usne Monday ka bola to Ritu ne kuch soch kar use Monday evening Milne ko keh diya .



‘ aa gya tu ? Shukar hai aaj theek time se aa gye ho andhera hone se pehle . Chal baith main tere liye doodh lati hun .’ Ghar pahunchte hi main ma se mila to unhone mujhe gale se laga kar pyar diya aur bitha diya .

Amit : ma baba kahan hain ?

Gauri : thik hain abhi aate honge tu aram se baith.

Itna keh kar ma kitchen me chali gyi to Deepika mami aarav ko goad me uthaye chali aayi . Aate hi unhone mere honthon ko chuma aur aarav ko meri goad me dete hue mujhe ek side se bahon me bhar liya .

Amit : are are chhodiye koi dekh lega , kya kar rahi hain aap ?

Deepika : koi nahi dekhega. Kaun hai ghar me jo dekhega? Dono didi to waise bhi sab janti hi hain to unse kaisa dar? Unke ilawa koi nahi hai yahan.

Amit : aaj kya bat hai ? Itna pyar kis liye?

Deepika : bahut dino se tumhe maine ache se time nahi diya na , socha aaj sari kasar nikal hi dun.

Amit : kasar nikalni hai ? Soch lijiye , agar maine kuch kar diya to .....

Deepika : jo marzi kar lo main mana nahi karne wali. Main khud andar se tadap rahi hun .

Amit : bas bas , rokiye khud ko warna rukna mushkil ho jayega . Pata hai na dr ne mana kiya hua hai 5 mahine kam se kam .

Deepika : aag lage in dr ko , main kaise apne aap ko samjha rahi hun ye main hi janti hun. Mera bas chale to abhi ya hain par .... chal chhod wo sab. Acha ye bata ab karishma aur rama didi k sath sab theek hai na ?

Amit : ji , main gya tha unke ghar . Ab sab theek hai.

‘ kya theek hai ? Kis bare me bat ho rahi hai ? ‘ ma ne anadar aate hue sawal kiya.

Deepika : kuch nahi , main wo Divya didi k bare me pooch rahi thi .

Gauri : un dono ko bhi sath le ata , dono ma beti akeli pata nahi kaise reh leti hain. Yahan to ek tu nahi hota ghar me to sara ghar hi suna lagta hai.

Deepika : sach kaha didi , bechari Divya ne sari zindagi akele hi guzar di hai. Kabhi kabhi to mujhe bahut dukh hota hai uski halat par: wo akeli hi radha ko kaise sambhal rahi hai. Ma aur baap dono ka farz nibha rahi hai. Jab unhone Amit ko fir se apna liya tha to mujhe sabse jyada khushi hui thi . Kam se kam Amit to hai na jinko wo apne sath rakh leti hain. Warna hamare itna kehne k bad bhi wo kabhi hamare sath rehne nahi aayi. Akele hi sari zindagi wahan guzar di.

Gauri : sach keh rahi ho , bahut dukh dekhen hain us bechari ne . Beta , ho sake to use kabhi dukh mat dena . Wo tumhe bahut pyar karti hai. Ek tu aur dusri radha , bas tum dono hi uski zindagi ho.

Amit : main kabhi unko dukh nahi dunga ma aap bharosa rakho .

Gauri : main bhi kya baton me lag gyi , tu ye doodh pi , main rat k liye khana taiyar karti hun . Bata kya khayega rat ko?

Amit : aap jo bhi bana dengi sab acha hi hai mere liye .


Meri bat sun kar ma muskurai aur mere sir ko sehla kar bahar nikal gyi. Main Divya mausi k bare me sochne laga. Aane se pehle Divya mausi ka jo chehra maine dekha tha. Wo mujhe khatak raha tha. Tabhi mujhe yad aya k maine radha ko phone nahi kiya . Maine jaldi se phone nikala aur radha ko call laga di. Kuch der maine radha se bat ki aur deepika mami ko phone pakda kar main Kamini mami k pas chala gya. Mujhe dekh wo bhi khush ho gyi aur uth kar baithte hue mujhe gal se laga liya . Unhone bataya k ab unka time aa chuka hai aur kisi bhi din ab wo ma banne wali hain . Khair aise hi kuch der maine unke sath baten ki aur fir baba ajay mama aur kamlesh mama bhi wapis aa gye . Rat ka khana khane k bad main apne kamre me chala gya . Ma ko maine sidiyan charne se mana kar diya tha . Is liye aaj main kamre me akela hi so raha tha. Kuch der maine Rima se bat ki . Wo bahut khush lag rahi thi magar use dard bhi tha . Maine manju Mam se bhi bat ki aur unhe sorry kaha . Rat ko main aram se Soya. Main der tak sota raha , bade dino baad aisi neend aayi thi . Subah meri neend kisi k hilane se khuli. Meri ankhen khulne se pehle hi ek dilkash si khushbu meri sanso me ghulni shuru ho gyi aur ek komal sa ehsas kisi ladki k badan ka mujhe ho raha tha. Meri ankhen khuli to samne wahi chehra tha jo mujhe sabse jyada pyar karta tha .
Har bar ki Tarah both hi ❤️💝❤️💕💟❤️💕💖💞❣️💖💞❤️💝❤️💕💟❤️💕💟❤️💞💓☺️☺️💞💓☺️☺️😌❤️💕💟💕❤️💕💟💕❤️💕💟 vadiya update Hy Raja bahi
 
Status
Not open for further replies.
Top