Update 232
Ritu : manjuuuuu ,,, manjuuuuu hosh me aao , hosh me aao Manju .
Ritu jab Manju k ghar pahunchi to wo besudh farsh par padi hui thi. Asal me wo to ro kar besudh ho gyi thi. Atmglani se bhari Manju khud ko dosh deti hui ro hi rahi thi jab se Amit uske pass se gya tha. Wo chah kar bhi apne bhatije ko apne sine se nahi laga payi kyunki uski antaratma ne use doshi bana diya tha . Apne hi sage bhatije k sath pyar aur sharirik sambandh banane ka . Manju to jaise ab jeene ki icha hi chhod chuki thi . Zindagi ne aaj aisa jhatka de diya tha k use ab zindagi se hi nafrat ho gyi thi. Shuru se hi usne gum dekhe the. Janm k waqt hi ma chal basi aur fir pita ki maut k bad sautele bhaiyon se ghar se nikal diya tha. Ek pawan bhaiya hi uske sab kuch the aur fir use choti behan ki tarah pyar karne wali uski damini bhabhi aayi jisme use ma ka bhi pyar mila tha. Magar waqt ne wo bhi usse cheen liya. Uske bad to mano zindagi narak hi banti gyi thi aur itne salon bad uski ujadi hui zindagi me Amit bahar ban k aya tha jiske sath ab wo jeena chahti thi magar takdeer ne aaj wo bhi cheen liya . Jise apna sab kuch man chuki thi aur apna sab kuch de chuki thi wo uska apna saga bhatija nikla. Ye aatmaglani use jeene nahi de rahi thi k apne sage bhai k bete k sath hi usne sab kiya .
Ritu : hosh me aa Manju ,, hosh me aa. Dekh main Ritu teri dost . Hosh me aa Manju .
Ritu ne Manju ka sir apni goad me rakh kar use hosh me lane ki koshish ki . Ritu ki awaz ka Manju par asar nahi ho raha tha. Magar uski saanse chal rahi thi. Ritu samajh gyi k uski ye halat shock ki vajah se hui hai. Ritu ne jaldi se pani la kar Manju k muh par cheeten mare to wo jaise hosh me aane lagi .
Ritu : Manju hosh me aao , dekh main aayi hun ritu.
Manju : maine bahut bada ,,,, pap kiya hai . Main bahut gandi hun. Apne hi bhateeje k sath maine ...
Manju thoda sa hosh me aate hi foot foot kar rone lagi. Usne Ritu ki taraf dekha bhi nahi . Ritu ne Manju ka chehra dono hathon me thama aur use hakeekat me lane ki koshish karti hui boli .
Ritu : khud ko sambhal Manju . Tune kuch nahi kiya hai. Dekh pehle rona band ke aur mujhse bat kar . Manjuuu
Manju : mujhe chhod de Ritu main jeena nahi chahti , main jeena nahi chahti .
Ritu : hosh me aa Manju , ye kya bewakoofon wali bat kar rahi hai tu .
Manju : tu nahi janti Ritu maine kitna bada paap kiya hai . Tujhe pata chalega to tu bhi mujhse nafrat karegi . Main jeena nahi chahti , main jeena nahi chahti .
Ritu : pyar karna paap kab se ho gya Manju ?? Tune koi paap nahi kiya hai . Tu to Amit se sacha pyar karti hai na aur wo bhi tumse itna hi pyar karta hai for ye paap kaise hua ?
Manju : nahiiii , ye paap hai , kyunki tum nahi janti Amit mera .....
Ritu : bhatija hai , yahi na ?
Ritu ka jawab sun kar Manju ek dam se shocked ho jati hai aur rote rote chup ho jati hai. Wo bas Ritu ki ankhon me dekhe ja rahi thi .
Ritu : aise kya dekh rahi hai ? Yahi na k mujhe kaise pata ?. Mujhe Amit ne sab bata diya hai aur usi ne mujhe yahan bheja hai.
Manju : sab kuch jan kar bhi tu keh rahi hai ye paap nahi hai. Apne hi sage bhatije k sath Maine wo sab kiya .
Ritu : isme na tumhari galati hai na Amit ki. Ye sab upar wale ki galati hai. To uski galati k liye tum khud ko dosh kyun de rahi ho? Aur fir ye paap kaise hua bata mujhe .
Manju : apne hi sage bhatije k sath wo sab karna kya ye paap nahi ??
Ritu : tujhe to aaj pata chala na k wo tumhara bhatija hai par aaj se pehle kya tha ?? Bata mujhe , itni jaldi bhool gyi tu sab kuch ? Yad hai tumne kya kaha tha Amit k bare me . K Teri zindagi me jis pyar ki kami thi , jis pyar k liye tu sari zindagi tarasti rahi wo tujhe Amit k roop me Mila . Aur wo bhi to tujhe sache dil se pyar karta hai na . To fir tu ise paap ka nam kyun de rahi hai ?
Manju : tu ye kaisi baten kar rahi hai . Wo mera saga bhatija hai . Pannu bhaiya aur damini bhabhi ka beta hai wo . Mera bittu hai wo jise maine apni goad me khilaya hai .
Ritu : usse pehle wo ek mard hai. Ek aisa mard jisne teri suni zindagi me pyar k rang bhar diye . Jisne tujhe wo pyar diya jo tujhe kabhi nahi mila tha. Jisne tere dil teri rooh ko wo sukoon diya jo tumhe kabhi nahi mila tha . Tune khud hi kaha tha na k tu sab kuch chhod sakti hai Amit k liye . To fir in rishton ki zanjir ko kyun nahi tod deti . Dekh main teri best friend hun aur tumhe mujhse acha koi nahi janta . Aur maine tere andar jo khushi Amit ki vajah se dekhi hai na wo bhi nahi dekhi thi. Tere suni zindagi me pyar k rang bharne k liye hi shayad bhagwan ne ye sab kiya tha warna soch kya tumhe wo pyar mil pata jo tujhe amit ne diya ? Are aaj kal to duniya me sahe bhai behan ma beta baap beti jija saali kaun se rishte me jismani rishte nahi ban rahe . Jo sirf apne jism ki bhookh ko mitane k liye hai . Aur tumne to sacha pyar kiya hai Amit se aur usne bhi tumhe waisa hi pyar diy hai. Fir kyun us pyar ko gaali de rahi ho paap keh kar?
Manju : tu samajh kyun nahi rahi wo mera saga bhatija hai jise maine apni goad me khilaya hai. Main kya jawab dungi apne bhaiya ko k maine unke bete k sath wo sab ....
Ritu : maine pehle hi kaha na k bhagwan shayad tujhe zindagi ki sari khushiyan dena chahta tha isi liye usne Amit ko is trah teri zindagi me bheja . Warna tu adhuri hi reh jati. Tu bhool kyun nahi jati k wo tumhara bhatija hai. Samajh le aaj ka din tumhari zindagi me aya hi nahi. Kal tak jaise tu Amit ko apna sab kuch man kar chah rahi thi waise hi chahti reh na. Wo bahut acha ladka hai Manju aur tumhe dil se pyar karta hai. Meri bat man to apne dil se paap ye wali bat nikal de .
Manju : kaise nikal dun ye baat apne dil se han ? Jis bittu ko main mara hua samajh rahi thi wo zinda hai. Mera dil chah raha hai k main use gale se laga kar pyar karun magar maine jo paap kiya hai wo mujhe jeene nahi de raha . Main chah kar bhi use gale nahi laga sakti .
Ritu : enough is enough Manju , hadd hai yar. Logon ko sari zindagi sacha pyar nahi milta aur tujhe mila hai to aaj tu use paap keh rahi hai sirf is liye by chance wo tera khoya hua bhatija nikal aya. Kya tu wo sab badal sakti hai jo ho chuka hai ? Ye zara soch tu khud hi to kehti thi na k tu sari zindagi Amit k sath rehna chahti hai. To isse acha aur kya hoga k wo tera bhatija hai. Koi tumhe usse alag nahi kar sakega . Shadi to wo pehle hi tumse kar nahi sakta tha aur bina shadi k sath rehna bahut badi mushkil thi magar ab to tumhare liye bhagwan ne rasta khol diya hai. Tu chahe to use bhai bhatije wala pyar kar aur chahe to ....
Manju : ye tu kaisi baten kar rahi hai Ritu? Tera dimag to kharab nahi ho gya na .
Ritu : mera dimag bilkul theek hai magar lagta hai tera dimag hil gya hai. Dekh main teri best friend hun aur tere bhale ki hi baat karungi. Zara soch itne salon baad jis bittu ko bhagwan ne tujhe lautaya hai kya tu aise hi use jaane degi ? Kya tu chain se reh payegi? Aur fir zara ye bhi to soch k agar tu uske sath rahegi to kya tu wo sab bhul payegi jo sab tum dono k beech ho chuka hai? Nahi Manju aisa tu nahi kar payegi kyunki aisa ho hi nahi sakta .
Manju : isi liye to main marna chahti hun .
Ritu : to fir Amit ka kya ? Kya wo zinda reh payega ? Agar tumhe kuch hua to iska sara dosh wo apne upar lekar apni jaan bhi de dega to kya fir tumhe khushi mil jayegi ? Bol
Ritu ki is bat se Manju k kaano me Amit k wo bol goonjne lag jate hain jo wo jate jate keh kar gya tha k agar aap ne khud k sath kuch bhi galat kiya to wo bhi zinda nahi rahega . Ye yaad aate hi Manju aur bhi jyada foot foot kar rone lagti hai .
Manju : main kya karun main kya karun . Kya thi din dekhne k liye main zinda thi .
Ritu : tu ye kisi baten kar rahi hai Manju. Tum ek professor ho kar bachon jaise bat kar rahi ho . Khud itni samajhdar ho kar nasamjhi wali baten kar rahi ho. Dekh meri bat man jo hua use bhool ja . Sabke liye theek to yahi hoga k tu Amit ko pehle ki tarah hi pyar karti reh aur ab to rishta bhi nikal aya hai to use bua bhatije wala pyar bhi de duniya ki nazron me . Aur agar tera dil mane to biwi wala bhi. Aaj kal duniya me ye aam bat ho chuki hai. Agar tera dil nahi manta us pyar k liye to kam se kam bua ban kar to use pyar kar hi sakti hai na. Akhir wo tera pannu bhaiya ki nishani hai. Rahi baat biwi wale pyar ki to wo main kar lungi agar tujhe aitraaz na ho . After all Tera bhatija hai aur us naate tu meri bua saas hui na ? Theek kaha na buaa ji .
Ritu ne akhiri baat jaan bujh kar thoda mazakiya lehje me kahi taki Manju ka man badal sake . Aur iska asar hua bhi Manju k rote hue chehre par Ritu k face impressions dekh kar ek bar hansi aate aate reh gyi . Uski aansoo bahati aankho se aansoo ruk gye aur usne ek chapat Ritu ko laga hi di .
Manju : sharam nahi aati , tu bhi to uski bua hi lagi . Fir bhi aisi baten kar rahi hai .
Ritu : sorry yar par is mamale me main tumse agri nahi nahi hun. Mujhe bua bhateeje wala pyar nahi chahiye mujhe to palang tod pyar chahiye . Wo itna acha hai k main use kabhi khud se door hone nahi dena chahti. Pehle to teri vajah se main thoda dar rahi thi magar ab to tu ban gyi hai bua to matlab meri line clear hai. Ab to main jaise chahe usse pyar karungi aur tum dekhti rehna .
Manju : jaan le lungi teri agar mere bhatije k sath kuch galat kiya to .
Ritu : wah ji wah , ab rishta nikal aya to meri jaan lene par aa gyi . Pehle to khud hi permission de di thi jeeja bana kar aur ab bhatija bana rahi ho . Na baba na mujhe bhatija nahi chahiye . Pehle aadhi gharwali thi ab to poori banungi aur tu banegi meri saas.
Ritu ki is bat par Manju ne Ritu ko marne k liye hath uthaya to wo uth kar jaldi se bhagi uske piche hi Manju bhi bhagi aur Ritu Manju ko chhalate hue idhar udhar bhagne lagi .
Manju : thehr tujhe main batati hun. Saas bolti hai mujhe . Main teri jaan le lungi . Ruk
Ritu : bhagte hue ) saasu ji please mat mariye na warna main Amit ki sewa kaise karungi . Agar aap bhi marengi to Amit k maarne k liye kya bachega . Aaaahhhhh chhhodo na saasu ji .
Ritu ki chaal akhir kamyab ho hi gyi aur lane tarak vitarak k baad akhir Manju k honthon par hansi aa hi gyi thi. Magar abhi tak dil se wo Amit k sath rishte par koi faisla nahi kar payi thi . Filhal k liye uske dil par se bojh kaafi hat gya tha Ritu ki baten sun kar . Magar aage Amit k sath uske rishte ka bhawishya kya hoga ye to samay k hathon me hi tha .
Rama : Amit ,, Amit ,,, utho ,, so gye kya ?
Aunty ne mujhe soya hua samajh kar hilaya to main uth baitha .
Amit : aunty aap is waqt yahan ?
Rama : kyun ? Kya ab main tumhare pass bhi nahi aa sakti ? Kya abhi tak naraz ho mujhse ?
Amit : nahi nahi aisi koi bat nahi . Maine aap se pehle bhi kaha tha k main kisi se naraz nahi hun .
Rama : to fir aaj iska suboot do ki tum naraz nahi ho . Isi liye main aayi hun yahan .
Amit : aunty please bura mat manna par aaj mera mood bilkul bhi nahi hai .
Rama : iska matlab tum abhi bhi naraz ho na mujhse .
Amit : nahi Aunty aisi koi bat nahi hai .
Rama : to fir mujhe pyar karo na aaj . Tum to jante ho tumhare uncle to mujhe hath bhi nahi lagate agar kabhi zor dekar kahun bhi to mujhe tadapta chhod dete hain. Ek tum hi to ho jo meri zarurat poori kar dete the magar tum ne bhi mujhse muh der liya hai. Ab tum hi batao main kahan jaun. Please aaj ek bar kar do na , main bahut tadap rahi hun .
Aunty mere gale me bahen daal kar mere sath chipak rahi thi . Wo sach me bahut pyasi lag rahi thi magar main to pehle hi soch soch kar pareshan hua pada tha aise me ye sab karna mere liye possible nahi tha is liye maine apne gale se unki bahon ko alag kiya .
Amit : please aunty samajhne ki koshish kijiye . Mera bilkul bhi mood nahi hai . Main aap se sach me naraz nahi hun. Par please main aaj kuch nahi kar sakta .
Rama : akhir baat kya hai ? Kya hua hai jo tumhara mood nahi hai . Main dinner k waqt bhi dekh rahi thi k tum kuch soch rahe ho. Batao mujhe akhir hua kya hai jo tum aise behave kar rahe ho. Kya kisi ne kuch kaha hai? Ya fir hamari kisi bat par tum naraz ho ?
Amit : nahi kisi ne kuch nahi kaha aur na hi main aap se ya kisi aur se naraz hun .
Rama : to akhir bat kya hai ?
Amit : please aunty main abhi aapko kuch nahi bata sakta . Agar aap ko mujh par bharosa hai to abhi kuch mat puchiye . Sahi samay aane par main khud bata dunga .
Rama : theek hai agr tumhari yahi marzi hai to yahi sahi . Par itna yad rakhna Raghav k bad sirf tum ho jise maine dil me jagah di hai jise maine apna sab kuch diya hai. Agar tumne mujhe thukra diya to main bikhar jaungi .
Itna keh kar Aunty tez kadmo se bahar nikal gyi magar unki awaz me chalakta dard main mehsus kar pa raha tha . Wo sach me tadap rahi thi magar main bhi kya karta mera bilkul bhi man nahi kar raha tha . Main bas Aunty ko jata hua dekhta raha .
Wahin Rama jab Amit k room me aayi thi to sab ko sawdhani se check kar k aayi thi magar karishma thi jo soyi nahi thi aur Amit k bare me hi soch rahi thi. Use ummeed thi k aaj itne dino baad Amit yahan hai to shayad uski ma aaj Amit k pas jaye aur hua bhi aisa. Karishma ko jaise hi darwaze ki halki si awaz aayi to ghar k sannate me use pata chal gya tha k uski ma Amit k room me gyi hai. Dabe paon wo bhi Amit k room k bahar pahunch gyi aur key hole se andar jhankne lagi . Usi ummeed thi k Amit aur apni ma ki Rasleela wo dekhegi. Asal me apne laptop par wo kai bar Amit ki wo videos dekh chuki thi jisme wo uski saas aur nanad k sath chudai kar raha tha. Aur wo videos dekh dekh kar karishma itna uttejit ho jati k use ungali kiye bina neend nahi aati thi. Aur aaj use ummeed thi k wo Amit ko live chudai karte hue dekh sakegi apni ma k sath. Asal me wo dekhna chahti thi k Amit uski ma k sath kis tarah chudai karta hai . Kyunki uski saas aur nanad k sath to usne bahut hi wild chudai ki thi. Magar uski sari ummeeden dhari ki dhari reh gyi jab Amit me bina kuch kiye Rama ko wapis lauta diya. Rama k bahar nikalne se pehle wo wahan se nikal gyi thi taki kisi ko pata na chale . Aaj use Amit ka ek aur roop dekhne ko mil raha tha . Jahan wo man me ye soch baithi thi k Amit kahin na kahin sex ka bhookha hai aaj wo bhram bhi toot gya tha. Warna wo uski ma ko aise lautata nahi . Karishma apne bed par leti leti Amit k bare me sochne lagi k akhir wo hai kya . Karishma ko har bar hi wo galat sabit kar deta tha . Karishma Amit ki taraf itni jyada attract ho chuki thi k ab use Amit se andar hi andar hi iyar hota ja raha tha magar abhi tak wo ye bat janti nahi thi. Amit ki chudai ki video dekhna to jaise uska roz ka hi kam ban gya tha . Magar wo ise sirf porn video ki tarah hi man kar dekhti thi jabki sachai ye thi k wo andar hi andar Amit k sath khud ko imagine kar k ungali karti thi. Karishma apne bed par leti Amit k bare me hi soch rahi thi aur use dinner karte waqt Amit k face impressions yaad aa rahe the aur uske bad jaise ab usne uski ma ko lauta diya tha matlab saaf tha k kuch to hua hai jo wo chhupa raha hai. Karishma man hi man ab Amit ki us tension ko janna chahti thi taki wo Amit ki help kar sake .
Udhar gaon me divya ki neend ek khwab dekhte dekhte achanak toot gyi. ‘ nahi nahi main tumhe kahin nahi jane dungi ‘ aise hi badbadate hue divya uth baithi thi . Uske pas is waqt aur koi nahi tha kyunki Radha to aaj Kalpana k sath so rahi thi . Divya ka gala ek dam se khushk ho gya tha . Poora chehra paseene se bhar chuka tha . Abhi abhi khwab me usne dekha tha k koi Amit ko usse door liye ja raha hai . Is khwab se divya itna jyada dar gyi thi jaise sach me hi aisa hi raha ho. Ye khwab bilkul hakeekat k jaisa hi lag raha tha is liye divya ki dhadkan abhi tak sambhal nahi pa rahi thi . Kuch pal use lage hakeekat me ane me . Aur jab use abhaw hua k wo apne room me hai to usne jaldi se apna mobile nikala jisme Amit ki kuch photos divya ne sambhal rakhi thi aur use dekhne lagi.
Divya : main tumhe kahin nahi jane dungi . Koi tumhe mujhse nahi chheen sakta . Tu damini ka beta hai meri damini ka . Tum par sirf mera hak hai. Zarur koi tumhe mujhse cheen ne ki koshish kar raha hai par main aisa nahi hone dungi .
Itna keh kar divya ne mobile me maujood tasveer ko apne honthon se chooma aur pani ka gilas pi kar fir se late gyi magar fir se wahi khwaab aane k dar se wo apni aankhen band nahi kar rahi thi. Divya chahe gussa dikhati thi ya kai bar khud ko amit se door rakhne ki koshish karti thi par asal me uska dil Amit se juda hua tha . Iski vajah damini thi ya fir wo khud . Ye to wo khud bhi nahi samajh payi thi abhi tak .
Rat bhar main so nahi paya. Reh reh kar mujhe Manju bua k bare me hi bure bure khayal aate hi rahe k kahin wo kuch galat na kar den apne sath par ek ummeed bhi thi k Ritu sab sambhal legi. Jaise tise subah k chaar baje to Main uth kar chup chap ghar se nikal gya Manju bua k ghar ki taraf . Bahar Abhi bhi andhera hi tha. Sardiyon ka mausam tha is liye din deri se hi nikalta tha . Main paidal hi Manju bua k ghar ki tarf daudta hua chal diya . Jaise hi main Manju hua k ghar par pahuncha to wahan Ritu ki gadi dekh kar mujhe haunsala hua . Abhi tak aasman ka rang nahi badla tha . Manju bua mujhe dekh kar kaise react karegi yahi soch kar meri himmat nahi ho rahi thi lal bajane ki . Maine kuch soch kar Ritu k phone par phone kiya to 2 bar try karne k bad Ritu ne phone uthaya .
Ritu : hello ,,,, itni subah subah kaise phone kar diya ? Chain se sone nahi doge kya tum dono ?
Ritu ruk ruk kar bol rahi thi jaise gehri neend me ho .
Amit : hello , sorry maine aapko disturb kiya , main bade janna chahta tha k Manju bua ab theek to hain na ?
Ritu : han baba theek hai wo , bas wo guilty feel kar rahi hai . Thoda waqt lagega use.
Amit : aap unka dhyan rakhna , aap hi unhe sambhal sakti hain. Waise wo hain kahan ? Kya main ek bar unhe dekh sakta hun ek bar ?
Ritu : Wo abhi mere pas hi so rahi hai , magar tum kaise dekhoge use ?
Amit : main bahar hi khada hun , aap aa kar darwaza kholiye .
Ritu : chaunkte hue ) kyaaa ? Sach me tum bahar ho ? Itni subah subah ? Ruko main ati hun .
Kuch hi palon me ghar ka darwaza khula to samne Ritu night suit me khadi thi jo Manju bua ka hi tha . Thand ki vajah se wo apne dono baju band kar k khadi thi aur mujhe samne dekh kar usne mujhe jaldi se andar aane ko kaha . Main andar aya to unhone darwaza band kar diya.
Ritu : tum itni subah yahan kya kar rahe ho ?
Amit : kya karta mujhe bua ko lekar tension ho rahi thi is liye raha nahi gya to aa gya .
Ritu : kisne kaha tha tension lene ko? Main thi na yahan . Ek minute , ,,, ye tumhari ankhen itni Laal kyun hain ? Kya soye nahi tum raat bhar ?
Maine unki baat ka jawab nahi diya aur Manju k room ki taraf barh gya to Ritu ne mujhe piche se pakad liya .
Ritu : meri bat ka jawab nahi diya tumne ? Maine kuch pucha hai
Amit : jab jawab pata hai to sawal puch hi kyun rahi hain .
Main hun Ritu ko ignore kar k jab Manju bua k bedroom ki taraf barha to samne Manju bua bed par baithi hui meri taraf hi dekh rahi thi. Unhe dekh kar bilkul bhi nahi lag rha tha k wo soyi hon. Mujhe dekhte hi unki aankhen bheeg gyi . Mere piche hi Ritu bhi kamre me aa gyi aur hum dono ko dekhne lagi .
Ritu : Manju ,,, iska matlab tu bhi nahi soyi thi ??
Manju : kaise so pati apne bittu ko gale lagane k liye tadap jo rahi thi.
Itna keh kar Manju bua ne apni bahen failayi to main jhatke se unki taraf barha aur unke gale se lag gya. Manju bua ne bhi mujhe kas k gale se laga liya mera sir sehlate hue mere chehre ko chumne lagi .
Manju : apni bua ko chhod kar kahan chala gya tha tu ? Itne salon baad tu wapis aya hai mujhe to yakeen hi nahi ho raha tha tu mera bittu hai. Tujhme hamesha pannu bhaiya ki jhalak nazar aati thi par main kabhi samajh hi nahi payi k tu mera apna bittu hai . Apni bua ko chhod kar ab to nahi jayega na ? Bol
Amit : nahi bua ab main kahin nahi jaunga . Ab se aap mere sath hi rahogi hum sab k sath. Aapne bahut seh liya , ab aap hamare sath rahogi apne pariwar k sath. Ab aap akeli nahi ho. Hum sab hain aapke apne .
Hum dono bhua bhatije ek dusre k gale lage ek dusre ko pyar se gale lagaye ro bhi rahe the aur khush bhi ho rahe the. Ritu hum dono ko aise gale lagte dekh kar kamre se bahar chali gyi . Pyar k in palon me hum bas ek dusre me khoye the . Jazbaton ka sailab sa umad aya tha jo dono ki ankhon se beh raha tha . Hum dono ek dusre se alag hi nahi ho rahe the . Bua to bas mujhe chunti ja rahi thi jaise main kahun Kho jaunga agar wo mujhse door hati to. Hum dono pyar k is dariya se bahar aye Ritu ki awaz sun kar .
Ritu : ab khade khade hi sara Bharat milap karoge ya baithoge bhi. Lo coffee pi lo apne hathon se bana kar layi hun
Ritu ki awaz sun kar bua aur main alag hue to dekha Ritu hath me tray pakde khadi thi jisme teeno k liye coffee k cup the . Manju bua ne mujhe bed par bithaya aur apne hath se coffee ka cup utha kar mujhe diya aur mere sath hi baith gyi .
Ritu : ajeeb ho yar tum dono bhi , na khud soye aur na mujhe neend poori karne di .
Manju : tu chup reh , tu nahi samjhegi
Ritu : wah wah wah , sari rat mera sir khati rahi aur subah hote hi chup rehne ko kehne lagi . Bhalai ka to zamana hi nahi raha .
Amit : thank you very much , aap ne bua ka dhyan rakha mere liye .
Ritu : oye ye nautanki band karo acha . Thanks keh kar mujhe paraya kar rahe ho ? Ye meri best friend hai aur tum to ,,,,,,,, khair ab tum dono k is naye rishte se mera aur Manju ka bhi ek naya rishta ban gya hai . Maine theek kaha na saasu ji .
Ritu ne mazak me itni bat kahi to Manju bua uth kar unhe marne ko badi to wo jaldi se hasti hui kaimare se bhag gyi ye kehte hue k tum dono bua bhatija baat karo main chali . Aur sach me wo chali gyi shayad wo hum dono ko apas me bat karne ka mauka dena chahti thi . Ritu k jane k bad ek bar fir hum dono me khamoshi chha gyi jise maine hi toda .
Amit : bua , kya ab bhi aap naraz hain ?
Manju : mujhe samajh nahi aa raha main kya kahun . Main tumhare sath kis tarah zindagi bhar rehne ka soch rahi thi aur ab .... main wo sab apne andar se nikal nahi pa rahi aur shayad kabhi nikal hi nahi paungi. Jane anjane jo paap kar chuki hun wo kabhi mujhe chain se rehne nahi dega . Isse to acha tha k main .....
Amit : bua hamare beech jo kuch bhi hua wo paap nahi pyar tha bua . Chahe aaj hamare rishte ki sachai humen sharminda kar rahi hai par ye bhi sach hai k hamare beech jo bhi hua wo wasna nahi pyar tha . Kya aap is bat se inkar kar sakti hain?
Bua kuch der meri ankhon me dekhti rahi . Unki aankhon me halki nami thi . Wo muh se to kuch na boli par na me gardan hilayi .
Amit : samaj aur rishton ki maryada k lihaz se aap use paap keh rahi hain. Yakeenan us nazar se wo paap hai par kisi ne mujhe samjhaya tha k jab insan akela aur dukhi hota hai tab na ye samaj uska sath deta hai aur na hi ye khokhle rishte . Jis tarah bhukhe ko khana khilana aur pyase ko pani pilana punya hai . Usi tarah kisi tute hue dukhi insan ko pyar ka sahara de kar jeene ki takat dena bhi punya hai . Fir chahe samaj k banaye rishton ki nazar me ye paap hi kyun na ho. Akhir ye niyam ye maryada ye rishte sab insan ki bhalai k liye hi to bane hain. Magar jab ye rishte hi insan k liye bojh ban jayen to fir koi kahan jaye ? Aapne kabhi janawaron ko dekha hai ? Unme koi rishte nahi hote koi niyam nahi. Isi liye wahan koi akela nahi koi dukhi nahi. Aur insan ? Kehne ko upar wale ki banai Srishti me sab se shreshth nasl par bure waqt me koi kisi ka sath dene k bajaye bas uspe niyam ka hawala dekar uske dukhon ko aur jyada barhate hain. To fir bataiye kaun shresht hua ? Wo janwar jo bina niyamo k prakriti ki goad me pyar se rehte hain ya insan jo lalach se bhara aur niyamo k hawale se shoshan karta hai dusre ka .
Main jazbat me behta pata nahi kya kuch keh raha tha . Vastav me ye sab baten Maine Deepika mami se prabhavit hokar hi kahin thi . Kyunki ye gyan unhe ka diya hua tha . Manju bua ek tak mujhe dekh rahi thi.
Amit : aap kuch bolti kyun nahi bua , kya maine kuch galat kaha ?
Manju : tu itna samajhdar kaise ho gya ? Zindagi ka itna bada sach jo bade se bada samajhdar nahi samajh pata wo tu itni si Umar me kaise samajh gya ?
Amit : zindagi sab sikha deti hai bua. Agar maine ye sab nahi jana hota to bataiye main kaise aapke dukh ko samajh pata aur aapke kareeb aa pata . Main ye nahi kehta k aap mere sath pehle jaise hi rahen. Par main itna zarur kahunga k wo sab paap nahi tha pyar tha . Is liye aaj use paap keh kar khud ko dukhi na karen. Aage aap jaise chahti hain main waise hi rahunga . Main bas apko khush dekhna chahta hun. Aap to pehle hi apne bare me sab kuch bata chuki hain is liye meri nazar me wo kisi bhi keemat par paap nahi hai. Faain bas itna hi chahta hun k meri bua mere sath rahe .
Manju : main bhi tere sath rehna chahti hun , mujhe to pata hi nahi tha k mera bittu is duniya me hai. Itne salon tak main yateemo ki tarah khud chhupati firti rahi. Agar tu mere pas hota to aaj zindagi kuch aur hoti . Khair Tu ab se mere sath hi rahega .
Amit : han bua ab se main apke sath rahunga par pehle aap mere sath chaliye . Sab aapko dekh kar bahut khush honge . Ma baba Ajay mama kamini mami chhote mama aur chhoti mami . Aap to unse mil bhi chuki hain yad hai na ? Aur aapko pata hai rajani mausi rita mausi divya mausi teeno isi shehar me to hain. Radha se to aap mil hi chuki hain aur nidhi didi se bhi. Aur aur Raghav uncle yad hain na aapko ?
Manju : Raghav bhaiya ? Wo ,, wo kahan hain ?
Amit : isi shehar me to hain . Mohit unhi ka to beta hai .
Manju : kyaaa ? Mohit Raghav bhaiya ka beta hai . Par ,,, main unhe itne salon se mili nahi . Wo to mujhe bhool gye honge .
Amit : kaisi baten kar rahi ho bua . Balki wo to aapko dhoondh rahe hain. Janti hain abhi kal hi wo aapka pata lagane ko keh rahe the .
Manju : divya didi kaisi hain ? Wo isi shehar me thi aur main aaj tak unse mil nahi payi. Wo to bilkul bhabhi ki ham shakl hain . Bahut pyar karti thi wo mujhse bilkul bhabhi ki tarah . Pata nahi ab wo mere bare me kya sochti hongi.
Amit : aap unse milogi to apko sab pta chal jayega . Maze ki bat to ye hai sab gaon me hi hain. Mera janmdin tha na to sab wahin aa gye the. Aap mere sath chaliye wo sab bahut khush honge .
Manju bua k chehre par ek pal k liye to khushi aa gyi magar agle hi pal wo fir se udas ho gyi .
Manju : nahi nahi , main kis muh se unke samne jaungi ? Itne salon me ek bar bhi main unse milne nahi gyi. Kam se kam ek bar mujhe unse milna chahiye tha. Sari galati meri hai , maine apne sautele bhaiyon ki baton ko sach man liya .
Amit : isme aapki kya galati hai bua ? Jab ye bat sabko pata chalegi to dekhna aapse koi bhi naraz nahi hoga . Aap chalo mere sath .
Manju : nahi please mere andar himmat nahi hai k main unka samna kar sakun.
Amit : ye kya bat hui bua . Main hun na , kya aapko mujh par bharosa nahi hai ?
Manju : tujh par to apne se bhi jyada bharosa hai par abhi mere andar himmat nahi hai unka samna karne ki . Please meri bat man , kuch dino bad main khud chalungi . Main bhi to milna chahti hun sab se .
Amit : theek hai bua jaise aapko theek lage .
Hum dono abhi baten hi kar rahe the k mera phone bajne laga , ye Rima ka phone tha. Rat me rima ne kai bar phone kiya tha par maine phone nahi uthaya use bhi neend nahi aayi hogi isi liye subah subah phone karne lagi. Par main bhi usse kya bat karta .
Manju : kiska phone hai ? Uthate kyun nahi ?
Amit : kisi ka nahi bua.
Maine call cut kar k mobile chhupa liya par fir se call bajne lagi to bua ne phone mere hath se le liya . Rima ka nam dekh kar bua meri taraf dekhne lagi .
Manju : Rima tumhe kyun phone kar rahi hai , wo bhi itni subah ?
Amit : wo bua wo ,,,,
Manju : batao bhi
Amit : wo bua hum dono ek dusre ko pyar karte hain. Maine kaha tha na k main ek ladki ko pasand karta hun wo ladki Rima hi hai. Par ab main use kaise bataun k main uske chacha ka beta hun uska bhai hun.
Manju : takdeer ne hum dono k sath hi bahut bura kiya hai. Pyar hua bhi to wahan jahan mukammal nahi ho sakta . ,,,,,,,.....,,,,,,, Tune abhi bataya to nahi k tum kaun ho ?
Amit : nahi
Manju : batana bhi mat , warna BALJEET bhaiya ko pata chal jayega aur fir kahin wo ,,,, nahi nahi tu kisi se kuch nahi kahega . Samajh gye ??? Tu kisi se kuch nahi kahega . Vijaya bhaiya ne sahi kiya tha jo tujhe sabki nazron se chhupa kar rakha . Teri sachai kisi k samne nahi aani chahiye .
Amit : par aap itna dar kyun rahi hain unse ?
Manju : tu nahi janta use , main janti hun . Tu bas kisi ko kuch nahi batayega . Wada kar mujhse .
Amit : par bua ,, Rima se main kya kahunga?
Manju : kuch bhi keh dena par apna sach mat batana . Main nahi chahti us gande insan ka saya kabhi tum par pade .
Amit : par bua
Manju : par war kuch nahi , tu meri bat nahi manega ?
Amit : theek hai bua. Jaise aap kahen.
Manju : chal wo sab chhod idhar aa meri goad me sir rakh kar late ja . Rat bhar se soya nahi hai na tu ?
Amit : aap bhi to nahi soyi bua .
Manju : ab jee bhar kar soungi , chal aa pehle meri goad me Sir rakh kar late ja . Bachapan me mere sath hi sota tha tu . Main fir se wo samay yad karna chahti hun. Aaja
Manju bua bed se take lga kar baith gyi aur main unki goad me sir rakh kar late gya . Wo sir ko sehlane lagi . Mujhe unki goad me aur rakhte hi aisi neend aayi mano main kai dino se nahi soya hun jaise .
‘ main 2 din shehar se bahar kya gya itna kuch ho gya yahan ? Akhir ye sab hua kaise ? ‘
BALJEET rai shehar me wapis aa chuka tha aur aate hi use pata chala k uske dost Narayan das ki maut ho gyi hai. Wo hairan tha k akhir ye sab hua kaise .
‘ sir kisi ko abhi tak kuch nahi pata , wahan par ek bhi aadmi zinda nahi bacha . Police jaanch kar rahi hai . Maine pata kiya hai k police ko wahan gair kanuni hathiyar aur nashe k sath sath aur bhi bahut kuch mila hai . Jo sab Narayan daas ji ka hi bataya ja raha hai. Abhi tak ye bat bahar nahi nikali par police ko shak hai k ye sab kaale dhandhe unhi k the’
BALJEET rai : akhir ye hua kaise ? Kiski itni himmat ho gyi jo Narayan daas par hath daale ? ,,,,,,, kahin ye police ka hi kam to nahi .
‘ par sir police wale aisa kyun karenge ? Waise bhi to sab Narayan daas ji k wafadar hi hain yahan .’
BALJEET rai : yahan wafadar hain par wo nahi. Zarur ye usi ka kam hai .
‘ kaun sir , aap kiski bat kar rahe hain?’
BALJEET rai : wahi Ritu singh , zarur ye usi ka kam hai. Wahi to piche lagi hui thi . Maine kaha bhi tha ND se k usse mat ulajho. Ek kam karo pata lagao k Ritu singh tab kahan thi jab ye sab hua . Aur han koi bhi gair kanuni kaam hamare sath nahi judna chahiye . Kahin bhi hamari company ka nam nahi ana chahiye . Wo bahut khatarnak hai . Aur pehle se hi piche lagi hui hai hamare. Agar ye usi ka kiya dhara hai to ab uska agla target main hi hunga . Saali imanadari ka keeda hai uske andar , bach kar rehna hoga usse .