• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Manhoos se mahan tak

Story kaisi lagi

  • Best

    Votes: 894 85.0%
  • Good

    Votes: 135 12.8%
  • Bad

    Votes: 23 2.2%

  • Total voters
    1,052
Status
Not open for further replies.

Akil

Well-Known Member
3,082
8,466
158
Nice
Toh divya amit se nahin balki uske andar maujood us DNA se nafrat karti hai jo ki use uske pita se mila hai?
Par Amit ke pita pawan ne aakhir kiya kya tha jo divya unse nafrat karti hai? Kahin is nafrat ki jad mein pati se mil rahi berukhi toh shaamil nahin na?
Dekhte hain amit apni khaala ki nafrat ko kaise khatm karega kaise use apni khaala se apne pita ke baare mein jaanne ko milega
 

Mr.X796

Well-Known Member
10,137
6,148
228
Update 87



Main aage bad kar mausi k paun chhue to mausi ‘ jeete raho’ keh k side me ho gyi. Maine ma aur baba k paon chue . Ma ne mujhe gale se laga liya aur baba ne bhi ashirwad diya. Uske bad maine Rita mausi aur rajani mausi se bhi ashirwad liya. Dono mausa aur karan ko chhod kar sab maujood the. Nidhi didi Naina didi neha didi karuna didi charon ne suit hi pehne hue the. Shayad family function ki vajah se Naina didi aur karuna didi ne suit pehen liye honge. Nidhi didi ne hamesha ki tarah mujhe gale lagaya aur mere sir par pyar se hath fera.

Nidhi : kaisa hai mera pyara bhai?

Amit : acha hun didi aap kaisi hain?

Nidhi : tumhare samne hun dekh lo .

Naina : mil gya waqt aane ka ?

Naina didi aaj radha k bad sabse jyada ban than k aayi thi. Khas tarah ka make up stylish hair aur bahut hi madhur Khushbu jo kisi khas kism k scent ki thi.

Amit : mujhe to Ana hi tha aap jo aa rahi thi.

Meri bat par Naina didi sharma gyi . Unke sath karuna didi bhi khadi thi jo gusse se muh fulaye kabhi mujhe dekhti kabhi dusari taraf .

Amit : lagta hai koi bahut gusse me hai ?

Karuna : huh ....

Amit : tauba tauba lagta hai garmi se kahin aag lagne wali hai.

Karuna : mujhse bat mat karo tum

Amit : aap hi se to bat kar raha hun aur kisse kar raha hun

Karuna : maine kaha mujhse bat mat karo . Kabhi bhule se bhi yad tak nahi karte na phone na message aur ab chale aaye muh utha k . Sab se milte ho siwaye mere

Amit : lagta hai meri pyari pyari didi mujhse naraz hai . Koi bat nahi main jaldi aapko shopping karwane le k jaunga fir to aap khush ho jayengi na?

Karuna : itni aasani se nahi manne wali main . Shoping k sath movie bhi dikhani hogi aur hotel me dinner bhi aur ice cream bhi

Karuna didi ki bat par mere sath sath Naina didi neha didi aur nidhi didi bhi hasne lagi.

Divya mausi : ab aur kiska intzar kar rahi ho chalo cake kato pehle hi der ho gyi hai.

Divya mausi ne bat karte hue fir meri taraf gusse se dekhA. Radha cake katne k liye khadi ho gyi aur ek bar meri taraf dekha jaise kuch keh rahi ho. Sab behno ne use gher liya aur candle bujha di usne . Shuru ho gya sabka gana happy birthday to you . Sab wish karne lage radha ko. Radha ne cake kata aur sabse pehle divya mausi ko khilaya . Uske bad bari bari se sabne use khilaya aur radha bhi sabko apne hath si khilati. Sabse last me meri turn aayi to ek bar fir radha ne meri ungali apne daton me daba li. Aur mujhe dekh kar muskurane lagi. Jab radha ne mere muh me cake dala to maine bhi uski ungali ko kat liya. Radha ek dam se chihunk padi

Radha : aaaiiiii

Divya mausi : kya hua ? Itni bhi akal nahi tum me k kisi ka hath Nahi kat te. Aaj uska janmdin hai aur tum use kutton ki tarah katne lag gye.

Rajani mausi: divya ! Ye tum kya keh rahi ho. Hosh me to ho tum ? Zara sa mazak hi to kiya hai usne

Radha : ma aap kyun amit ko daant rahi hain usne to bas mazak kiya tha.

Rita mausi : divya tumhe bachon ki chhoti chhoti shararton par dhyan nahi dena chahiye akhir ye sab hamare apne hain aur tum bina vajah itna gussa kar rahi ho.

Mujhe acha mahi laga jis tarah divya mausi mere upar bhadki aur fir sabka mood bhi kharab hone laga. Main nahi chahta tha k meri vajah se radha ki birthday party ka satyanash ho is liye maine bat ko ghumane ki koshish ki.

Amit : kya aap sab bhi meri mausi k piche pad gye ho. To kya hua unhone kuch keh bhi diya to. Akhir meri sabse pyari mausi hain meri ma ki same to same copy . Mujhe inki bat ka kabhi bura nahi lagta.

Mere muh se ye sun kar pata nahi divya mausi ko kya hua k wo andar kamre me chali gyi. Rita mausi jaldi se unke piche gyi aur radha bhi. Mujhe samajh nahi aa raha tha k ab maine kya kar diya.

Gauri mami : beta divya ki bat ka gussa mat karna wo radha se bahut pyar karti hai is liye bas uski zara c takleef par bhi wo ghabra jati hai.

Amit : nahi ma maine gussa nahi kiya par shayad meri vajah se sabka mood kharab ho gya hai main chalta hun ma kal milunga aapse.

Vijay mama : aise nahi beta . Acha nahi lagta k tu aise bina khaye piye chala jaye divya ko bura lagega.

Baba k kehne par main ruk to gya par ek dam se mahol kharab ho gya tha party ka.

Andar kamre me Rita mausi divya mausi ko samjha rahi thi Mahar divya mausi roue ja rahi thi.

Rita : kya hua tujhe divya ? Tu kyun ro rahi hai ? Dekh aaj radha ka janmdin hai aur tu is tarah ro kar use bhi rulana chahti hai ?

Divya : main kya karun didi main kya karun . Use kaho yahan se chala jaye , chala jaye yahan se main uski kuch nahi hun wo kyun bar bar mere samne aa kar mujhe damini ki yad dilata hai ? Pehel uske bap ne meri zindagi barbad kardi ab ye mujhe chain se rehne bhi nahi de raha.

Rita : ye tum kaisi baten kar rahi ho divya . Wo hamari damini ka beta hai . Aur wo tujhe kitna pyar karta hai. Dekh kaise sabke samne keh raha hai k tu uski sabse pyari mausi hai uski ma ki ham shakl . Wo tum me damini ko dekh raha hai apni ma ko aur tum ho ki usse itni nafrat karti ho?

Divya : to kya karun ? Wo bhi apne bap jaisa hi niklega damini jaisa nahi ban sakta wo . Akhir bap ka khoon hi sar chad kar bolta hai ma ka doodh kabhi bap k khoon par bhari nahi ho pata.

Rota : mujhe samajh nahi aati tu pawan se itni nafrat kyun karti hai ? Wo to kitna acha tha usne hi to teri shadi karwayi thi fir bhi tu kyun usse nafrat karti hai? Ab to wo is duniya me bhi nahi hai agar usne kuch galat kiya bhi tha to ab use bhoola de. Ye amit hai pawan nahi. Ye hamari damini ka beta hai . Kya tujhe usme damini nazar nahi aati ?

Divya : kaise nazar nahi aayegi ? Aankhen to usi ki hain na. Jab bhi uski ankhon me dekhti hun to lagta hai jaise damini ko dekh rahi hun magar chehara to bap par hi ja raha hai na. Aur dekh lena ye bhi uske jaisa hi niklega.

Rita : divya zaruri nahi k beta bap par hi jaye janam to wo ma k hi pet se leta hai na . Tune shayad kabhi dekhne ki koshish hi nahi ki use . Wo bilkul damini jaisa hai. Sabse pyar karta hai sabki izzat karta hai sabko khush rakhta hai. Dekh uski vajah se aaj hamare mayke me kitni Ronak hai. Bhaiya bhi sar utha kar chalte hain. Aur apni sab behno se kotna pyar karta hai. Puchna kabhi radha se k roz amit usse aur neha se milta hai k nahi? Neha to mujhe batati rehti hai uske bare me. Meri bat man tu uspar thoda bharosa kar dekhna tujhe sirf damini ka hi ehsas hoga .

Divya : magar didi

Rita : maine kaha na tu bas ek bar usko apne gale laga kar to dekh agar tujhe damini ka ehsas na ho to kehna. Wo bahut pyara hai divya . Tumne dekha nahi ab to Kamini bhi usse kitna pyar karne lagi hai . Ek bar tu bhi sab kuch bhul kar use gale laga le . Use surf tera pyar chahiye divya fir dekhna wo tujhe kitna khush rakhega.

Radha darwaze k pas khadi apni ma aur mausi ki bat sun rahi thi . Usne unko bilkul bhi apna ehsas tak nahi hone diya is ummeed me k shayad use kuch pata chal sake k uski ma amit se nafrat kyun karti hai. Dono ki baten sunte hue use itna to pata chal gya tha k uski ma amit se sirf is liye nafrat karti hai kyunki uske papa ne kuch aisa kiya hai jiski vajah se uski ma ko dukh pahuncha hai. Magar aur kuch jyada use PTA nahi chal saka . Jab usne dekha k ma aur mausi bahar aane lagi hain to wo pehle hi bahar ho gyi.

Rita : oye badmash idhar aa chal apni mausi se achi tarah mil le.

Main mausi ki bat sun kar unke pas chala gya divya mausi unke pas hi khadi thi.

Rita mausi : chal ab dekh kya rahi hai laga le ise gale .

Sab hamari taraf hi dekh rahe the jaise bharat pakistan me koi samjhota hone ja raha ho. Divya mausi pehel meri taraf dekh mahi rahi thi magar jaise hi unki nazar meri nazar se mili divya mausi ki ankhon se aansoo behne lage . Aur unhone kas k mujhe gale laga liya. Mausi k is tarah mujhe gale lagane se pata nahi kyun par meri ankhon se bhi aansoo behne lage. Main samajh nahi pa raha tha aisa kyun ho raha hai. Divya mausi roye ja rahi thi aur itni zor se mujhe apne gale lagaye hue thi k mano mujhe aakhiri bar mil rahi ho. Tabhi rajani mausi Rita mausi aur ma bhi jaldi se pas aa gyi aur mausi ko chup karwane lagi. Mujhe bhi rota hua dekh kar ma ne mujhe gale laga liya. Ma ne pyar se mujhe sambhal liya . Maine jab dekha to sabki ankhen bheegi hui thi . Rajani mausi divya mausi ko ek ma ki tarah gale laga kar chup karwa rahi thi. Mahol bahut hi gambheer ho gya tha. Aisa lag hi nahi raha tha k janmdin ki party ho ye to kisi ki shok sabha lag rahi thi.

Rita : dono ma beta ek jaise hain ro ro kar kichad kar dhiya hai . Achi bhali radha ki janmdin ki party manane aye aur ye dono hain k khud bhi ro rahe hain aur dusaron ko bhi rula rahe hain . Dono ko ek kamre me band kardo ache se ro lene do unko hum party karte hain chalo ladkiyon gana bajana lagao.

Rita mausi bhi aisi baten karti hain ye mujhe nahi pata tha. Karuna didi lagta hai mausi par hi gyi hain. Mausi ka ishara milte hi Naina didi aur karuna didi ne mahol banane k liye music laga diya . Naina didi aur karuna didi zabardasti divya mausi ko khinch kar nachane lagi. Divya mausi pehle mana kar rahi thi magar Rita mausi bhi unke sath mil gyi aur dekhte dekhte rajani mausi aur ma bhi shamil ho gyi. Karuna didi ne fir radha ko bhi khinch liya aur Naina didi mujhe khinchte hue le gyi.

Rita mausi ne apni sujhbujh se mahol ko palat kar rakh diya. Divya mausi ne jaldi hi bas kardi aur wo sabko khane pine ka saman serve karne lagi. Rita mausi aur rajani mausi bhi sath lag gyi . Dheere dheere dance karne wale hum char hi reh gye . Naina didi karuna didi main aur radha . Neha didi aur nidhi didi ma aur mausi ka sath dene lagi.

Gauri mami : kitne ache lag rahe hain sab haste khelte ?

Rita : sahi kaha .

Rajani mausi : divya tujhe kya ho gya tha ? Tu kyun aise achanak rone lagi thi ?

Divya mausi : pata nahi didi bas apne aap hi wo

Rita mausi : main batati hun didi. Divya ko damini ki yad aa gyi thi. Amit ki ankhen bilkul damini jaisi hain na bas isi liye khud ko rok nahi payi .

Divya mausi : aisa kuch nahi hai wo apne bap jaisa hi hai

Rita mausi : tu fir shuru ho gyi. Sach sach bata jab tune use gale lagaya to tujhe damini ka ehsas hua k nahi ?

Divya mausi : ( uski ankhen bilkul damini jaisi hain unme dekhte hi mujhe damini nazar aane lagi thi. Aur jab use gale lagaya to sachmuch mujhe damini ka hi ehsas ho raha tha magar main kaise bhool jaun uske bap ne mere sath kya kya kiya hai. Puri bap jaisi shakal hai jab uska chehara dekhti hun to uska bap yad aa jata hai . Meri zindagi narak bana kar rakh di usne ) uski ankhen damini jaisi hain to iska matlab ye to nahi k ab wo damini ki jagah le lega.

Rajani mausi : chhoti tu kab samjhegi is bat ko ? Use tere pyar ki zarurat hai use pyar se apne gale laga jaise use bachpan me tu pyar kiya karti thi . Kya yad nahi tumhe wo din jab tu damini se kaha karti thi k amit tera beta hai . Wo to chhota sa masoom tha jab damini use akela chhod gyi . Hum tumhe tab bhi samjhati rahi aur aaj bhi keh rahi hun main k use tera pyar chahiye fir dekh wo tujhe kitna khush rakhega.

Divya mausi : main abhi aayi

Itna keh kar divya mausi nikal gyi unme se kyunki wo aur nahi sunna chahti thi amit k bare me kahin unka irada na badal jaye.

Rajni mausi : jo bhi kaho aaj divya ko dekh kar lag raha hai k ye bhi dheere dheere pighal jayegi.

Rita mausi : sahi kaha sirf amit hi divya ko pehle jaisi divya bana sakta hai. Divya mane ya na mane maine mehsus kiya tha k jab wo amit ko gale laga k ro rahi thi tab zarur use damini ka hi ehsas ho raha hoga. Hoga bhi kyun nahi bilkul apni ma jaisa hi to hai ye. Han isne utni shararaten nahi ki.

Gauri mami: main to dar gyi thi jab inhone bataya k unhone amit ko sabkuch bata diya hai. Dil ye soch kar dar raha tha k kahin ye pawan ji ki baki family ko dhoondne na nikal jaye par shukar hai k ye itna samajhdar to hai k sab baten samajhta hai.

Rajani mausi : nam mat lo unka . Wo koi family nahi hai . Aise logon se insan akela acha. Main unka saya bhi nahi padne dungi hamare bache par .

Rita mausi : waise bhaiya ne bataya hi kyun usko ? Pehlo to aap dono ne hi mana kiya tha na

Gauri mami : maine bhi pucha tha inse to kehne lage ab wo bada ho gya hai aur cheezon ko achi tarah samajhne laga hai. Hum kab tak usse ye bat chhupa sakte hain ? Kal ko koi aur use damini k bare me bataye ya wo kisi bat ko galat samajh baithe to fir wo humse door bhi ja sakta hai . Is liye unhone use sab bata diya

Rajani mausi : waise ek tarah se acha hi kiya warna kab tak hum usse jhooth bolte ?

Gauri mami : main bahut khush hun k wo itna samajhdar hai. Bilkul apne ma bap par gya hai. Ghar me ab sab bilkul sahi hai ab to jald hi deepika aur fir Kamini bhi ma ban jayengi aur ghar fir se chehkane lagega.

Rita mausi : bhai manna padega amit to jadugar hai . Uske pas aisi jadu ki chhadi ( land ) hai jisne Kamini par bhi jadu kar diya warna pehle kitna gussa karti rehti thi aur ab dekha hai use ? Aise karti hai jaise amit uske liye sab kuch ho. Aisi chhadi jiske pas bhi hogi duniya to uski gulam ho hi jayegi ( kash mere pas bhi aisa jadugar hota )

Idhar ye teeno baton me lagi thi aur udhar main sabke sath dance kar rah tha. Akhir main thak kar rest karne k liye baith gya. Mera dimag abhi bhi divya mausi ki taraf hi tha ek taraf to wo itna gussa dikhati hain aur dusari taraf aaj unka mere gale lag kar aise rona ? Samajh nahi aa raha tha k akhir unke andar chal kya raha hai. Kya baba ne jo bataya wo wakai me sahi hai? Main apne khayalon me khoya tha k mere phone ki ghanti baji maine dekha to Naina didi ka phone tha . Maine nazar utha kar dekha to wo kahin nazar nahi aa rahi thi. Sab maujud thi sivaye unke. Maine turant phone utha liya.

Naina : chhat par aa jao ( phone cut )

Amit : ( didi mujhe upar kyun bula rahi hain ? Sab yahin maujood hain fir kyu bula rahi hain )

Main sab se nazar bacha kar sidiyan chad kar upar chala gya. Chhat par light nahi thi magar fir bhi chand ki vajah se thodi bahut roshni thi. Main didi ko dhoondne laga achanak kisi ne mujhe piche se pakad kar ghuma kar diwar se laga diya aur mere honthon par apne honth rakh diye. Main samajh gya ye Naina didi hi hain aur unka sath dete hue main bhi unke honth chusne laga . Naina didi kabhi mere upar wale honth ko apne honthon me lekar chusti kabhi niche wale honth ko. Main bhi unka poora sath de raha tha. Hamara kiss wild hota ja raha tha. Maine masti me kab didi k ubhar apni giraft me le liye mujhe bhi pata mahi chala. Didi par is bat ka koi asar nahi pada balki wo mere sir k balon me hath chalati hui apni ek tang utha kar mujhse ragadti hui mere upar haawi hone ki koshish karne lagi. Maine bhi apna ek hath niche le ja kar unki uthi hui tang ko sahara dene k liye unke gol mulayam chutad par hath rakh kar unhe apne sath kas liya. Didi mere muh me apni zuban dalne lagi aur kabhi meri zuban apne muh me lekar chusne lagi. Didi itni hot hain main soch bhi nahi sakta tha . Youn khuli chhat par ghar me sabke hote hue itni zabardast kissing main to kabhi soch bhi nahi sakta tha. Main kiss karte hue ek hath se unka ek santra daba raha tha aur dusare hath se wo bade bade chutad masal raha tha. Naina didi k ubhar kase hue the aur unke chutad mulayam the. Magar perfect shape me the. Itni hot kissing se mera land poora akad chuka tha aur jeans me mujhe pareshani hone lagi thi. Didi to rukne ka nam hi nahi le rahi thi magar mere dil me dar bhi tha k kahin koi humen dhoondhta hua upar aa gya to kya hoga. Is liye maine kiss khatam ki aur didi ko khud se door hataya.

Amit : control .... control kijiye khud par

Naina : nahi ho raha . Itne dino bad to mil rahe ho fir pata Nahi kab miloge?

Amit : sab ghar me hai agar koi aa gya to ?

Naina : koi nahi aayega

Amit : matlab ?

Naina : matlab koi aya to pata chal jayega

Amit : magar aap aise yun achanak ye sab ?

Naina : tumne khud hi to kaha tha tumhe kiss chahiye to main bhala kaise tumhari bat poori na karti.

Amit : maine to mazak kiya tha.

Naina : to kaisa laga mazak ka jawab?

Amit : lagta hai mazak karte rehna hi sehat k liye acha hai.

Sidiyon par kisi ahat se main chokanna ho gya. Main jaldi se sidiyon me aya to karuna didi upar hi aa rahi thi.

Karuna : tum upar kya kar rahe ho chalo jaldi niche aao sab tumhari wait kar rahe hain.

Amit : aap chaliye main aa raha hun.

Karuna didi k piche piche main bhi neeche aa gya magar mujhe dar tha k kahin meri halat se kisi ko andaza na ho jaye is liye pehle bathroom ja kar khud ko set kiya. Sab khane k liye baith gye the main bhi baba ki bagal me baith gya aur hum sab dinner karne lage Naina didi bhi khud ko set karne k bad aa gyi thi aur wo karuna didi k sath baith kar dinner karne lagi. Radha khana khate hue bar bar meri taraf hi dekh rahi thi. Meri jab bhi nazar us par padti to wo sharma kar nazar jhuka leti . Wahin Naina didi aur karuna didi se jab nazar milti to wo meri nazron se nazar mila kar dekhne lagti.

Khana khane k bad maine ma baba se pucha k unka kya plan hai. Baba ne bataya k wo aaj divya mausi k yahan rukenge aur kal subah Rita mausi k yahan nashta karenge uske bad dopehar ko wo mohit k ghar aa sakte hai aur fir rat rajani mausi k ghar reh kar agle din wapis. Maine unko kaha k main dopehar ko unhe Rita mausi k ghar se lene aa jaunga . Sabse milne k bad main ghar wapis aa gya . Divya mausi fir mujhse nahi mili wapis aate waqt khair dheere dheere unke bare me bhi pata chal hi jayega. Radha bahut khush thi aur mere jane par bhi aise dekh rahi thi jaise mujhe jane na dena chahti ho. Naina didi k chehare par dilkash smile thi jo aksar premika k chehare par hoti hai premi se milne k bad . Karuna didi bhi gehri nazron se mujhe dekh rahi thi.

Ghar aa kar maine aunty ko bata diya k kal ma aur baba lunch par ayenge to aunty ne bhi kha k tumhare uncle bhi Subah aa jayenge ghar . Maine aunty ko good night kiss di aur apne kamre me aakar bed par let gya aaj main thakawat mehsus kar raha tha. Aur divya mausi ki vajah se bhi dimag pareshan sa tha. Pata nahi kab unke bare bare me sochte sochte mujhe neend aa gyi. Agal din college me canteen me baith bhi main divya mausi k bare me soch raha tha . Mohit Minal aur Rima bar bar mujhe puch rahe the main kya soch raha hun par main unhe kya batata ? Is liye unki bat ko tal raha tha. Itne me radha bhi canteen me aa gyi aur mujhe dekh kar shayad use bhi samajh aa gyi k main kuch pareshan hun .

Radha : amit kya ek minute k liye bahar aaoge mujhe tumse zaruri bat karni hai?

Main radha k sath canteen se bahar aa gya.

Radha : tum ma ki vajah se pareshan ho na? Main mafi mangti hun ma ki taraf se.

Amit : are ye tum kya keh rahi ho radha ? Wo meri mausi hain main unki bat ka bura kyu manunga? Main bas is bat ko soch soch k pareshan hun k wo mujhe gale laga kar kyu ro rahi thi?

Radha : ma aisi hi hai . Wo akele me roti rehti hai aur mausi ( damini ) ko bahut yad karti hai. Mujhe nahi pata k wo tum par gussa kyun karti hai par kal dekha na wo tumhe gale laga kar kaise ro rahi thi. Iska matlab hai k wo andar se tumhe pyar bhi bahut karti hain. Shayad mausi k chale jane se wo aisi ho gyi hain ( ma tumhare papa ki vajah se tumse nafrat karti hai main tumhe mahi bat sakti. Magar wo aise kyun karti hain main pata laga kar rahungi )

Amit : radha baba ne mujhe bataya k ma ki har cheez unki har yad mausi k pas hai . To kya tum mujhe meri ma ki wo yaden unki cheezen unki tasveeren dikha sakti ho?

Radha : ma ne wo sab ek kamre me rakha hai aur uspar hamesha tala laga kar rakhti hain. Mujhe bhi andar jane nahi deti. Jab kabhi ma bahut udas hoti hai to ghanton andar hi band rehti hai.

Amit : kya tumne kabhi nahi dekha k andar kya hai?

Radha : mujhe theek se yad nahi main kafi sal pehle andar gyi thi . Us kamre me ma aur mausi ki tasveeren unka saman hai lekin ma ne mujhe kuch bhi dekhne nahi diya aur mujhe lekar bahar aa gyi. Ma ne mujhe andar jane se mana kar rakha hai . Is liye maine bhi kabhi andar jane ki koshish nahi ki kyunki main unhe dukh nahi pahunchana chahti . Maine ma ko kai bar rat rat bhar rote dekha hai amit wo bahut dukhi andar se shayad isi liye wo aisi hain.

Amit : mausi ko kis cheez ka dukh hai kya tum janti ho ?

Radha : ma ki zindagi me mere ilawa aur kuch bhi nahi hai . Maine kabhi unhe haste hue nahi dekha . Papa sal bad kuch dino k liye aate hain aur usme bhi wo ma ko time nahi dete na hi mere sath time bitate hain. Aur kabhi kabhi to ate hi nahi. Mausi bhi pehle dusare shehron me rehti thin is liye unse bhi milna nahi hota tha ab to chalo wo is shehar me hain to kabhi kabhi koi aa jata hai. Lekin itne sal ma ne akele guzare hain. Mama kabhi kabhi kuch der k liye milne aa jate hain aur ma ko kuch na kuch de jate hain. Ma ne mujhe bahut mehnat se pala hai. Wo khud mehnat karti hain logon k kapde stitch karti hain aur mama bhi kabhi kabhi zabardasti kuch ma kuch dete rehte hain. Ma ne akele sari zindagi guzar di hai aur lagta hai k unhe akelepan se hi pyar ho gya hai. Papa ne kabhi unko pyar diya hi nahi. Bas ek ghar le kar de diya hai. Kabhi dil kiya to kuch paise bhej diye warna wo bhi nahi. Mujhe janmdin par ek phone tak nahi karte . Shayad unhe bhi hamari zarurat nahi.

Radha ki baten sun kar mujhe bhi dukh hone laga k divya mausi ne kitne dukh uthaye honge akele reh kar . kaise unhone radha ko pal pos kar bada kiya. Divya mausi akeli dukh sehte sehte aisi ho gyi hai shayad . Baba ne bataya tha k bachpan me wo shararti aur natkhat thi . Lekin aaj ka unka ye roop dekh kar lagta hi Nahi k kabhi unhone zindagi me hasna sikha bhi hoga. Radha bhi isi liye aisi chupchap rehne wali ban gyi hai kyunki usne apni ma ko hamesha udas dekha hai. Magar mausa mausi k sath aisa kyun kiya? Akhir kon insan apni family ko aise akela chhod kar ja sakta hai? Log paisa kamane bahar jate hain ye bat samajh me ati hai par mausa to paisa bhi nahi bhej rahe iski kya vajah ho sakti hai. Kuch to hai jo koi nahi janta aur wo Sab divya mausi ko hi pata hai. Magar wo kisi ko batayengi nahi. Mujhe khud hi pata lagana hoga. Radha ne jis kamre k bare me bataya hai shayad usme kuch saboot ho aur meri ma ki yaden bhi to hain wahan. Mujhe us kamre me jana hoga.

Radha : kya soch rahe ho?

Amit : kuch nahi . Mausi ne akele itne dukh sahe aur kabhi kisi ko bataya tak nahi. Akelapan hi unke dukh ka karan hai aur humen unka ye akelapan door karna hoga.

Radha : mujhe nahi lagta ye kabhi ho payega. Ek aurat k liye uska pati uska pyar hi sabkuch hota hai aur jab wo hi uska sath nahi deta to fir us aurat ko kaisi khushi mil sakti hai?

Amit : kuch bhi ho radha mausi chahe kitna bhi mujhse naraz ho ya gussa karen main unko fir se hasne k liye majboor kar dunga unhe khush rehna sikhaunga. Baba ne kaha tha k mausi ma se bahut pyar karti thi aur unke sath milakar sabko tang kiya karti thi main apni wahi divya mausi wapis le kar aaunga jo kahi kho gyi hai.

Radha : ( khush hote hue )tum sach me aisa karoge ? Tum sach me ma ko hasna sikhaoge ? Tum sach me ma ko khushiyan doge ? Agar aisa hua to main tumhe

Amit : inam bad me dena pehle meri bat sun lo . Is kam me tumhe bhi mera sath dena hoga. Aur ho sakta hai mausi is bat par gussa bhi ho . To kya tum mera sath dogi ?

Radha : main ma ko khush dekhne k liye kuch bhi karungi .

Amit : fir theek hai. Waise mujhe inam me kya milega?

Radha : ( tumhe main apna dil apni atma apna sab kuch de dungi .) wo tumhe waqt ane par pata chal jayega.

Amit : theek hai to ab tum mausi k bare me har cheez par dhyan dena shuru kar do aur mujhe batati raha karo . Main chahta hun tum mujhe unke bare me sab kuch batao.

Radha : jaisa tum kaho.

Amit : waise kal kya kya mila fir gift me ?

Radha : kal to bahut kuch mila . Shayad meri hosh me ye pehla birthday hai jo itni achi tarah manaya gya hai. Sab k sab maujood the mujhe to sabko ek sath dekh kar hi mera gift mil gya.

Radha ne ek ek karke sabka bata diya jo use gift me mila.

Amit : to tumhe kiska gift sab se jyada pasand aya?

Radha : tumhara

Amit : mera kaun sa wala ?

Radha : jo kal tumne surprise party di mere birthday ki wo mujhe sabse jyada pasand aya . Wo kisi bhi gift se badkar hai mere liye. Main kal ka din kabhi nahi bhulungi.

Amit : matlab wo gift jo maine diye wo pasand nahi aaye?

Radha : maine aisa kab kaha? Wo bhi mujhe bahut pasand aaye . Sirf tumne meri zarurat ka dhyan rakha aur mujhe jiski sabse jyada zarurat thi wo tumne diya. Ma ko maine sare gift kholne k bad tumhara diya hua mobile dikhaya to ma ne pucha tha k kisne diya. Maine keh diya bade mama ne diya hai to ma mama se puchne chali gyi. Main to hairan hun k mama ne bhi keh diya k han ye maine diya hai . Tabhi main samajh gyi k tumne hi mama se kaha hoga . Ma mana kar rahi thi aur waapis dena chahti thi magar mama ne sakhti se ye kehte hue mana kar diya k radha ghar se bahar jati hai to uski khair khabar lene k liye iski zarurat hai. Bas fir kya tha ma ko manna pada.

Amit : aur wo bag?

Radha : ye kya tumhe nazar nahi aa raha? Maine kal hi isme apna saman dal diya tha aur purana bag fenk diya. Ma ko bata diya k meri saheli ne diya hai.

Amit : ab mujhe saheli bana diya tumne ? Sharam karo mera gender to change mat karo

Mere is joke par radha hasne lagi

Radha : ha ha ha waise idea acha hai ma puchegi to main keh dungi uska nam Amita hai.

Mujhe bhi radha ki is bat par hansi aa gyi. Uske bad humne kuch der aur baten ki aur lecture ki bell baj gyi. Maine radha ko bata diya tha k aaj mujhe jaldi jana hai kyunki baba ko mohit ki family se milawana jo tha. Mohit k sath maine ek aur lecture attend kiya aur fir hum college se nikal gye Rita mausi k ghar . Mohit ne sab ke paon chhue . Ma aur baba ko lekar hum car me mohit k ghar aa gye jahan uncle aunty lunch par ma baba ka intzar kar rahe the .
Awesome update bro chalo birthday party achhe se hui haan thoda emotional scene jaroor hua magar ab divya mausi ka character bhi khulega ki kya wajah h unke yesa rahne ki aur sath hi naina ke sath kissing bhi aur ab aage dekhtehain hai kya hota h
 
Status
Not open for further replies.
Top