aman rathore
Enigma ke pankhe
- 4,857
- 20,205
- 158
amazing update hai raja bhai,Update 109
Neha didi : to aa gye janab gaon se ? Ghar sab kaise hain ?
Amir : sab theek hain didi aap sab ko yad karte hain.
Radha : aaj class me nahi the ?
Mohit : class me to tha magar Mam ne dono ko achi tarah se baten karne k liye yahan bhej diya
Radha : ( meri aur Kalpana ki taraf gaur se dekhte hue ) matlab
Kalpna : aisa kuch nahi hai yar. Amir 2-3 din class me nahi aya tha to main wahi puch rahi thi itne me Mam ki nazar hum par pad gyi aur humen class se nikal diya. Shayad Mam ka mood acha nahi hoga warna pehle to kabhi aisa nahi kiya kabhi .
Radha : to tum log yahan aa gye aur tab se yahin baithe ho akele ?
Amit : akele kahan the abhi aayi thi na sheena and compani bhi aur kalpna se acchi trah hi hello kar k gyi hain sab
Meri bat par sab mujhe ghoor kar dekhne lage magar Kalpana hasne lagi
Minal : kya wo kalpna ki dost hain ?
Kalpna : are nahi yar aise hi bakwas kar rahi thi to zara akal sikha di unko
Kalpana ki bat par sab hairan ho gye aur tension hone lagi unko
Neha didi : kya hua hai yahan ? Koi jhagda to nahi kiya unhone tumhare sath ?
Radha : fir se tumhare khilaf kuch kar to nahi rahi wo ? Please mujhe batao kya hua hai
Radha to kuch jyada hi tension me aa gyi thi.. Neha didi ko bhi tension hone lagi isse pehle k main kuch bolta Kalpana ne hi jawab diya
Kalpana : kuch nahi hua aap log tension mat lo. Amit aur mujhe comments ke rahi thi to Maine 2 hath dikha diye. Akhir judo kis liye sikhen hain agar apna atm samman hi nahi bacha sakti to aur kya karungi iska. Waise mujhe tumse badi shikayat hai Amit tum kaise sun lete ho unki bakwas?
Amit : ab ladkiyon k muh kaun lage? Waise bhi main nahi chahta k jhagdon me pad kar main study ko bhool jaun. Kutton k bhonkne se hathi ko koi farak nahi padta
Neha didi : right , Kalpana tum bhi ignore kiya karo . Un logon ka to kam hai.
Kalpana : bilkul nahi , ab se aisa nahi hoga. Main dekhti hun kaise wo kuch bolti hain ya karti hain. Aaj se main Amit k sath hi canteen me aya karungi
Kalpana ki baton se Radha ke chehre par chinta aur khushi k mile jule bhav the. Magar uska dhyan mujh par hi tha . Shayad pehle jo kuch ho chuka hai us vajah se use meri fikr ho rahi hogi.
Mohit : to ho gya final aaj se Kalpana hogi Amit ki bodyguard
Minal : ye kya bat hui
Amit : bilkul , kalpna kisi ki bodyguard nahi balki sabki shield hogi. Aur Kalpana please main college me rahun ya na rahun Radha aur Neha didi ka khyal rakhna
Radha : kya matlab hai tumhara ‘ college me rahun ya na rahun ‘ kahan jane wale ho tum ? Tum kahin nahi ja sakte aayi bat samajh me .
Radha ka chehra aise ho gya tha jaise maine duniya se jane ki bat keh di ho .
Neha didi : han tum kahin nahi ja sakte . Hamara khyal kaun rakhega ? Tumhare bina to wo log humen aur pareshan karenge
Amit : are main kahin nahi ja rha main to bas ye keh raha tha k agar main college me na bhi aaun kabhi to kalpna aap dono ka khyal rakh legi
Kalpana : isme koi kehne ki bat hai? Ye meri bhi to behne hain
Mohit : aur meri bhi , mujhe bhool gya kya?
Amit : ab tumhare andar Kalpana ki tarah jacki Chen ki aatma nahi hai na warna tujhe hi kehta ha ha ha
Meri is bat par sab hasne lage . Jabki kalpana banawati gussa dikhane lagi
Kalpna : lagta hai tumhe bhi dikhana padega jacki Chen ka bhoot
Baton baton me bell baj gyi aur hum class me wapis chale gye . Uske bad chhutti k waqt Radha ne mujhe fir se ghar aane ko kaha aur hum sab apne apne ghar chale gye. Lunch k bad main apne room me sustane chala gya.
Wahin dusri aur Gauri dopahar k khane se free ho kar jab apne bistar par leti hui thi to subah ki ghatnaon ko yad karne lagi. Kaise aaj subah wo nahane k bad jab amit ko jagane gyi to uske nange chode mardana sine ki banawat dekh kar wo kuch der use ek aurat ki nazar se dekhti rahi aur uska wo sote hue masoom sa chehra use apni taraf akarshit karne laga. Na chahte hue bhi Gauri sab kuch bhool kar amit k upar jhukti chali gyi. Aayi to wo Amit ko jagane thi magar nazara aisa tha k wo apna asal kam bhool kar apne dil k aage jhukti chali gyi. Amit jo kal se itni chudai kar k thaka hua pada tha use andaza bhi nahi tha k uske upar kaun jhuk raha hai. Rat bhar kamini k sath chudai karne ki vajah se uske dimag me kamini hi ghum rahi thi. Jab Gauri k geele bal uske chehre aur gardan par lage to wo neend se jaga magar ankhen nahi kholi aur rat k suroor me hi usne kamini samajh kar Gauri ko apni aagosh me le liya. Gauri to jaise kisi mayajal me fasi hui thi. Agle hi pal Amir ne Gauri k honthon ko chumna shuru kar diya. Gauri ko jab apne honthon par amit k hontho ka ehsas hua to usne piche hatne ki koshish ki magar tab tak der ho chuki thi aur amit uske honthon ko apni giraft me le chuka tha. Gauri Amit ko piche hatane ki koshish kar to rahi thi par uska shareer uska jaise sath hi nahi de rha tha. Amit lagatar Gauri k honth chumta gya aur Gauri na chahte hue bhi uske aage samarpan karti chali gyi. Use pata bhi nahi chala kab amit k hath uski chhati par pahunch gye . Amit k hath lagte hi uski chhati foolni shuru ho gyi aur nipple kadak ho gye. Abhi Gauri itne se hi sambhali nahi thi k amit ka ek hath uski choot par chala gya aur Gauri ka jism kuch hi palon me itni garmi mehsus karne laga k shayad pehle itni jaldi wo kabhi bhi itna garam na hui ho . Gauri to maze k aasman me udne lagi aur uske hath amit ki peeth par chalne lage. Gauri amit k hontho ko barabar response de rahi thi. Aaj tak usne kabhi vijay ko bhi aise kiss nahi kiya tha. Ye ek neya ehsas tha jo zindagi me pehli dafa use mil rha tha. Kamini k sath amit ko karte dekh use maza to ata tha par isme itna maza ata hai ye use ab pata chal rha tha . Gauri amit ka anusaran karte hue waise hi uske honth chus rahi thi jaise wo kar raha tha. Gauri ki choot chudasi hone lagi aur uski kamar apne aap uthne lagi. Tabhi Amit ne uska hath pakad kar apne land par rakha. Ek pal me hi Gauri ki reed ki haddi tak use kampan mehsus hui. Gauri ne apna hath piche hata liya 1-2 bar aur jab usne land ko nahi pakda to Amit ne uska hath apne lower me daal kar apna land zabardasti uske hath me thama diya. ‘ uffffffffffffg ccccccv aaaaaahh ‘ bas aisi hi siski uske hontho se achanak nikal gyi . Amit ka land kisi mote dande ko tarah sakht akda hua uske hath me tha. Ye wahi land tha jisne Deepika aur kamini ko chod kar ma banaya tha. Pata nahi kaise kamini itna bada land andar leti thi . Magar ye land khud Gauri ki choot me bhi ja chuka tha aur isi k ashirwad se uski kokh hari hui thi. Gauri us musal se land ko pakad kar uska ache se jayaza lene lagi magar choot to jaise us land ka ehsas hi bardasht na kar payi aur pani ki nadiyan bahane lagi. Gauri ka jism jhatke kha kar jab thanda hua to use apni halat ka ehsas hote hi wo jaldi se amit ko dhakka de kar bhag gyi. Amit ki ankhen khulne se pehle hi wo ja chuki thi. Ek baar nahane k bad bhi use fir dobara nahana pada par aaj usko jo kuch ehsas hua tha wo adbhut advitiy tha. Abhi bhi bed par leti wo usi ehsas me doobi thi aur fir se ek bar uski choot chudasi hone lagi thi .
Gauri : ( man me ) Haye kitna sakht aur kitna mota tagda hai. Kaise gya tha wo mere andar ? Agar main hosh me hoti to pakka behosh ho jati . Kaash main subah uth kar na aayi hoti to wo neend me hi andar ghusa deta . Mujhe rukna chahiye tha .
Gauri ka dimag : acha hua k wo neend me tha warna kya sochta wo tere bare me? Wo to kamini samajh kar wo sab kar rha tha magar tu to hosh me thi? Kya izzat reh jati teri uski nazron me ? Acha hua use shehar jana tha warna kamini se bat karta to teri pol khul jati.
Gauri ka dil : aisa kuch nahi hota . Wo pehle bhi to kar chuka hai fir bhi meri izzat karta hai. Agar fir se kar leta tab kya ho Jata. Balki fir to aage k liye rasta khul jata. Mujhse to ab bardasht nahi ho rha. Aaj pata chala k chudai ka asal maza kya hota hai. Bina andar daale hi usne itni jaldi mera pani nikal diya agar andar kar deta to maze se main mar hi jati. Jo bhi ho main uska dand andar le k hi rahungi chahe meri jan hi kyun na chali jaye
Gauri ka dimag: are kuch to sharam kar wo tera beta hai
Gauri ka dil : beta wo damini ka hai Maine to bas uska khyal rakha hai aur dekh usi ka fal usne mujhe ma bna kar diya hai. Uske is ehsan ko to main sari Umar nahi utar sakti. Mere let me uska bacha hai is nate wo mera pati hone ka adhikar rakhta hai aur fir pati jab chahe apni patni ko chode isme galat kya hai. Tu ab apni juban band rakh aur mujhe uski sewa karne de waise bhi kamini ab uske sath sab band karne wali hai to mujhe hi amit ka dhyan rakhna hoga aur uski sewa karni hogi.
Gauri kitni hi der tak apne boobs aur choot ko kapadon k upar se hi sehlati Amit k bare me sochti rhi. Man hi man ab wo Deepika ki kahi baton par amal karne ka sochne lagi kyunki ab uske andar jo aag jal kar bekabu hone lagi thi uska ek hi hal tha aur wo tha amit
Udhar shivani jab sheena se mili to usne dekha sheena aaj bahut gusse me hai aur nitika uske gusse ko aur bhadka rhi thi.
Shivani : akhir baat kya hai sheena itna gusse me kyun ho tum? Kya hua hai?
Nitika : main batati hun , us dehaati ne aaj sheena aur mujhe canteen me sab k samne pitawaya . Ab to us saale ko chhodna nahi hai aur us saali shemale ko bhi nahi chhodna . Sare college k samne usne hamari insult ki hai.
Shivani : shocked ) lekin hua kaise ye sab ? Bat to batao
Nitika : hum log canteen me gye the wahin wo dehati us ladki k sath tha . Hum baten kar rahe the k us shemale ne hum par hamla kar diya. Sab k samne usne hame mara . Ab to kuch bhi ho jaye un dono ko chhodna nahi hai. Us sali shemale ka to gangrape hona chahiye. Sali ladki k nam par shemale hai college me. Kitna sakht hath tha sali ka. Ladkiyon wali koi bat to lagti hi nahi koi.
Shivani : ye kya baten banaye ja rahi ho ? Wo bhi hamari tarah ladki hai kuch to sharam karo. Aur zarur tumne kuch kaha hoga tabhi jhagda hua hoga.
Sheena : gusse me )nitika sahi keh rahi hai. Jhagda usne hi shuru kiya tha. Hum log to apas me bat kar rahe the. Aane do monty ko aaj uska game kar k rahungi main.
Shivani sheena k gusse se dar rahi thi itne me monty bhi aa gya . Monty ko bat ka pehle hi pata chal chuka tha . Usne sheena ko gusse me dekha to sidha uske pas aaya
Monty : sheena bat kya hai? Itna gusse me kyun ho ? Mujhe canteen wali bat ka pata chal gya hai . Tum shant raho main us sale ko chhodunga nahi.
Sheena : mujhe kuch nahi pata. Aaj hi saale ka kuch karo usne sabke samne hamari insult ki hai. Maine tumhe drugs lane ko kaha tha wo laye tum?
Sheena ki bat par Shivani hairan ho gyi. Kyunki sheena to drugs leti nahi thi fir wo drugs kyun mang rahi hai.
Monty : cool down sheena . Drugs ka kya krna hai tumne ?
Sheena : drugs us dehati k bag me dal kar use college se niklwa dungi aaj hi.
Shivani sheena ki bat sunte hi ghabra gyi. Sheena is had tak ja sakti hai gusse me ye dekh kar wo darne lagi. Sheena ka gussa kaisa hai ye to wo pehle hi janti thi magar ab bat amit par aa rahi thi to bechari ka dil ghabrane laga.
Monty : cool cool sheena apna dimag thanda rakho . Us dehati k sath kya karna hai maine soch liya hai. Ek hi war se sab ko thikane laga dunga bas kuch din shant raho. Jab tak main nahi kehta tum log kuch nahi karogi aur na hi uske aaspas jaogi. Mujh par bharosa rakho is bar wo saala dehati 2 kodi ka mazdoor aur uski wo cousins sab college se bahar honge aur hamare paon par nak ragad k mafi mangenge . Ab sirf meri bat ko manna bina sawal kiye. Mujhe isme tumhari zarurat padegi aur tumhe ek kam karna hoga
Sheena : mujhe nahi sunna kuch bhi tum aaj k aaj use sabak sikhao bas
Monty : mujh par bharosa nahi hai kya? Us saale par hath daalne se hum log principle ki nazar me aa jayenge. Kuch din pehle ruk jao fir dekhna tere kadmo me pada wo bheekh mang raha hoga.
Shivani : karne kya wale ho tum? Kya main kuch madad karun?
Monty : nahi abhi kuch nahi batane wala main. Jab zarurat hogi to bata dunga.
Monty ki bat par sheena chup ho gyi magar Shivani ka dil ghabra raha tha. Zarur monty kuch bada karne wala hai magar wo bata nahi raha k kya karega. Shivani ko dar lagne laga k Monty kya karega usne amit ki cousins ka zikar bhi kiya hai matlab unke sath bhi kuch bura hoga . Kaise bhi kar k Monty k plan k bare me janna hoga . Is ke liye jyada se jyada sheena k sath hi rehna hoga. Zahir hai abhi sheena bhi nahi janti magar monty use batayega zarur. College se chhutti k bad aaj Shivani bhi sheena k sath uske ghar chali gyi.
Idhar main lete lete kab so gya mujhe pata hi nahi chala aur meri jag Aunty k jagane se khuli .
Aunty : aaj stadium nahi jaoge kya? Time dekho kya ho rha hai.
Maine uthte hi time dekha to 5 bajne wale the . Maine jaldi se fresh ho kar kapde badle aur juice pi kar stadium rawana ho gya . Aaj stadium me bhi coach sahab ne acchi class li. Neeraj bhi puch raha tha k main chhuttiyan kyun karne laga hun to Maine bata diya k ghar par kuch kam tha to aa nahi paya. Practice k bad maine Manju m k ghar jane ka socha. Wo bahut gusse me thi isi liye aaj unhone mujhe class se aise bahar kiya . Pehli bar unke is tarah k behavior se main samajh gya tha k wo bahut jyada gusse me hain aur naraz bhi hain . Hon bhi kyun na maine ek to unse us din jhagda kar liya upar se unka phone na utha kar unhe gussa dila diya. Tuition par bhi nahi gya aur na hi college me to wo pata nahi kya kya soch baithi hongi. Aaj mujhe kaise bhi kar ke unhe manana hoga . Yahi soch kar main unke ghar ki taraf nikal pada .
Raste me mujhe yad aya k main khali hath ja rha hun mujhe koi gift le lena chahiye taki main unhe gift dekar mana sakun. Waise bhi koi kitna bhi naraz ho gift dene se narazagi khatam ho hi jati hai. Magar unhe gift kya dun ye bhi samajh nahi aa rha tha. Akhir unki personality k hisab se dena padega jise wo kabool bhi karen. Main sochne laga k unhe aisa kya diya ja sakta hai jiski unhe zarurat bhi ho aur un par acha bhi lage. Magar aisa kya dun? Kya nahi hai unke pas ?
Main sab kuch yad karne ki koshish karne laga k kya nahi hai unke pas. Sab kuch to hai unke pas fir kya dun? Achanak mujhe raste me jewelry shop dikhai di aur main sidha wahin chala gya. Andar ka kar main dekhne laga k kya diya jaye unhe to meri nazar sheeshe k box me padi khubsurat payalon par padi . Payal ko awaz to shuru se hi mujhe bahut pasand thi. Manju m payal nahi pehenti thi magar main imagine karne laga k unke paon me payal kaisi lagegi aur unke chalne se chham chham ki awaz kitni acchi lagegi. Magar Manju m widow thi to wo payal shayad na pehne shayad isi liye wo pehenti nahi hongi. Magar maine soch liya k unhe main Paul pehna k rahunga . Unke paon me payal bahut pyari lagegi waise bhi unhe apne purani zindagi ko bhoolna hoga. Aur iske liye ye sab zaruri hai . Maine dukandar ko payalen dikhane ko kaha. Dukandar ne mujhe bahut sari paylen dikhai. Magar maine wo select ki jo bilkul naye design ki thi aur jisme ghungharu bhi kam the yani k awaz bahut kam ayegi jisse Mam mana nahi karengi . Aisi payelen aaj kal ladkiyan pehenti hain. Ek dori ki tarah payal bani hui thi aur bas jod par hi 3-4 ghunghuru lage hu the. Mujhe ye bahut pasand aayi simple bhi aur khubsurat bhi. Maine dukandar ko wo pack karne k liye keh diya . 3000rs ki card se payment kar k main wo pack karwa kar Mam k ghar ko chal diya.
Aaj main thoda late pahuncha tha Mam k ghar aur ghar me bilkul sannata tha . Mam is waqt waise bhi akeli hi hoti thi. Magar mujhe ab dar lagne laga k main Mam ka samna kaise karunga? Unke gusse ko shant kaise karunga wo pata nahi kya kya kahengi? Pata nahi wo ghar me ghusne bhi dengi ya nahi? Maine darte darte bell bajayi to darwaza nahi khula. Maine fir se bell bajayi to is bar andar se kadmon ki aahat sunai di. Tabhi darwaza khul gya aur samne Manju m khadi thi. Is wakt wo mere diye hue gown me thi. Chehre par mayusi dikhai de rahi thi magar mujhe dekhte hi unhe gussa aa gya .
Manju m : ab kya lene aye ho yahan ? Jao chale jao yahan se .
Amit : kya andar bhi nahi aane dengi mujhe ? Main janta hun aap gussa hain aur hona bhi chahiye magar meri bat to sun lijiye ek bar . Kam se kam ek moka to milna chahiye safai dene ka.
Meri is bat par Manju m palat kar andar chali gyi aur main bhi unke piche andar aa gya.
Manju m : bolo kya kehna chahte ho
Amit : I am sorry didi mujhse galti ho gyi . Us din pata nahi kyun mujhse gussa aa gya tha. Mera us ladki se aisa koi rishta nahi hai jaisa aap samajh rahi thi .
Manju ko to jaise amit ka didi kehna bhi ab pasand nahi aa rha tha. Usne fir se gusse se Amit ko dekha
Manju m : gusse me ) to main galat thi ? Aur aaj tumhe time mila hai safai dene ka aur mafi mangne ka ? Aaj bhi kyun aaye , rehne dete waise bhi ab mujhe koi bat nahi karni hai tumse
Amit : ye aap kaisi baten kar rahi hain didi ? Main to apka chhota bhai hun na ? Ho jati hai galti sab se , ise meri pehli aur aakhiri galti samajh kar maf kar dijiye
Manju m : koi bhai vaai nahi tum mere aur na main tumhari didi. Sab nakli hai sab jhooth hai. Tumne sirf apna matlab nikalne k liye mujhe behan banaya aur ab fir se mujhe bewakoof banane aa gye ho. Tumhe meri koi parwah na pehle thi na ab hai. Agar hoti to kabhi aisa nahi karte . Itne phone kiye the Maine , na tumne phone uthaya aur na hi wapis koi jawab diya. Tumne sabit kar diya k rishte nate sirf matlab k hote hain. Matlab ho to rishta hai na ho to nahi.
Amit : ye aap kya keh rahi hain? Aap mere bare me aisa soch bhi kaise sakti hain? Mujhe apse kya matlab tha ? Aur ab kya matlab hai mujhe ? Main aapka phone nahi utha paya kyunki har bar main kisi na kisi chakkar me fasa hua tha aur reply karne k yad hi nahi rha magar aap galat samajh rahi hain. Main apni uljhano me fasa hua tha aur aap pata nahi kya kya soch rahi hain . Mujhe apse aisi ummed nahi thi .
Manju m : Han Han ab to sab galti meri hi niklegi. Acchi bhali thi main . Akeli apni zindagi guzar rahi thi magar tum pata nahi kahan se aa gye meri zindagi me . Maine samjhata kar liya tha apni is manhoos zindagi k sath aur apne ansoo khud hi ponch liye the. Magar nahi upar wale ko ye bhi bardasht nahi hua aur tumhe bhej diya fir se mere zakhmon ko kuredne k liye. Kyun aaye tum meri zindagi me ? ( Rote hue ) jaise bhi thi khush thi main akele reh kar. Tumne aa kar meri tanhaiyon ko bhi mujh se chheen liya. Kyun tumne mujhe badalne ko kaha ? Kyun mujhe hasne khush rehne ko kaha ? Taki fir se rula sako. Dekho main ro rahi hun , ab to khush ho na tum?
Manju m ko rote hue dekh kar mujhe apne dil me dard sa mehsus hone laga aur unki ye baten khanjar ki tarah mere dil ko chhalni karne lagi . Na chahte hue bhi meri ankhen bhar aayi.
Manju m : pehle mujhe behan banaya fir mujhe apni marzi se badalne lage . Mujhe kya pehna chahiye kya nahi , mujhe kaise rehna chahiye ye sab tum decide karne lage jaise bhai nahi mere pati ho tum. Kabhi mere sath hansi mazak karte kabhi ladai jhagda , mujhe apni asar daal di thi tumne . Main tum me apni duniya dekhne lagi thi. Mujhe apne liye har rishta tumhare roop me milne laga. Kabhi bade bhai ki tarah tum mujhe shiksha dete kabhi dant dete , kabhi dost ki tarah mere sath baten karte waqt bitate kabhi bf ki tarah apni marzi k kapde dilate aur apni baten manwate . Jo kuch mujhe meri zindagi me nahi mila tha wo sab tum me dekhne lagi thi main . Magar tumne mujhe is tarah se ignore kar diya jaise main kabhi tumhare liye kuch thi hi nahi. Tumne mere sare jakham fir se hare kar diye . Isse acha tha mujhe mar hi dete kyun kiya mere sath ye sab kya bigada tha maine tumhara? Kash main usi din mar gyi hoti jab tumne mujhe bachaya tha. Na tum meri madad karte na main tumhe milti . Chale jao meri zindagi se main aur bardasht nahi kar sakti , chale jao akela chhod do mujhe .
Manju m ki baton se mujhe unke mano bhav aur unke dard ka ehsas hone laga. Wo mere samne baithi to rahi thi aur meri bhi ankhon se pani bahe ja raha tha. Main unki baton ko hi sochne laga k wo mujhse kya kya expect karne lagi thi . Wo mujhme ek bahu ek dost aur ek mard bhi dekhne lagi thi jo har aurat ki zindagi me sabse khas hota hai. Shayad isi liye unhe us din mujhe jyoti k sath dekh kar itna gussa aya tha aur aaj bhi mujhe Kalpana k sath dekh kar wo itna gusse me aa gyi thi magar maine to kabhi aisa socha bhi nahi tha. Mujhse Manju Mam k rona bardasht nahi ho rha tha. Pata nahi kyun par meri dhadkan jaise rukne lagi thi . Par nahi kyun Manju m se mera itna judav tha k bardasht nahi ho raha tha unhe rota dekh kar. Maine aage bad kar Manju m k kandhe par hath rakh to
Manju m : rote hue gusse me ) don’t touch me . Chale jao yahan se. Jao apni unhe saheliyon k pas . Mere sath koi rishta nahi hai tumhara. Samajh lo Manju mar gyi tumhare liye. Main ji lungi akeli jaise pehle thi. Mujhe kisi k sahare ki zarurat nahi hai. Chale jao yahan se .
Amit: main apka bhai hun
Manju m : mar chuka hai mera bhai aur nahi chahiye mujhe bhai . Kyun tumne mujhe sapne dikhaye the ? Kyun mujhe hasna khush hona sikhaya tha . Kyun mere itne kareeb aye k mujhe apni aadat daal di? Main kaise kapde pehnun kaise rahun kyun batate the tum? Main jo pyar kabhi mehsus nahi kiya tha wo ehsas mujhe tumne dilaya , kyun ? Bhai ban kar aaye aur mere dil me pyar ka diya jala diya kyun ? Agar tumhari zindagi me pehle hi aur koi thi to mere pas kyun aye the ? Kyun mere itna kareeb aye the ? Kyun mere soye arman jagaye ? Kya sirf isi liye k fir se unhe kuchal sako ?
Manju m ki baton se saf zahir ho gya k wo mere bare me kya sochti hain . Mujhe dukh bhi ho rha tha aur hairani bhi k wo jab ye sab sochne lagi ? Maine to bas unhe khush rakhne ki koshish ki thi magar kab wo ise pyar samajh baithi ye mujhe pata hi nahi chala. Shayad meri hi galti thi , mujhe unke itna kareeb nahi hona chahiye tha. Wo pehle hi itni dukhi thi apni zindagi se. Unhe kabhi wo pyar mila hi nahi tha jo wo chahti thi aise me koi bhi insan zara si pyar ki garmahat se pighal hi jayega. Manju k sath bhi aisa hi hua tha. Ab mujhe koi rasta nazar nahi aa rha tha . Mere samne mam roye ja rahi thi aur main kuch kar nahi pa raha tha . Mere hath me abhi bhi wo gift tha jo main itne chaw se laya tha magar bat karne ka bhi moka na diya Mam ne to .
Amit : I am sorry Mam , sab galati meri hi hai . Mujhe aapki zindagi me dakhalandazi karni hi nahi chahiye thi. Magar ye bhi sach hai k main sirf aapko khush dekhna chahta tha. Aur dekhiye maine kya kar diya , aapko fir se rula diya. Jab bhi aapko dekhta tha to aisa lagta tha k aapse mera koi rishta hai magar shayad main galat tha aur maine apni galati se aapko rone par majbur kar diya . Main janta hun k aap mujhse maf nahi karengi par fir bhi main apse maafi mangta hun . Main aaj bhi aapko khush dekhna chahta hun. Aap roti hui bilkul bhi acchi nahi lagti. Main aaj k bad kabhi aapko pareshan nahi karunga par please aap bhagwan k liye kabhi mat rona. Main chalta hun Mam aur fir kabhi nahi aunga . Ye main aapke liye laya tha socha tha aap ise dekh kar sara gussa bhool jayengi par lagta hai ab koi jagah bachi hi nahi hai rishton k liye . Ise rakh lijiye , agar kabhi mujhe maf kar payi to inhe pehan lijiyega warna fenk dijiyega. Main chalta hun Mam. Ho sake to mujhe maaf kar dena aur khush rehna .
Itna keh kar maine wo paylon wala gift box unke pas rakh kar palat kar bahar ko chal diya. Manju m ghutnon me muh dabaye ro rahi thi aur main darwaze se bahar nikal gya. Main bahar to aa gya tha magar mera dil bhari hota ja rha tha. Mere dil se bar bar ek hi awaz aa rahi thi k mujhe is waqt Manju m ko sahara dena chahiye aur main unhe rota hua chhod kar ja raha hun. Mere kadam aage bad hi nahi rahe the aur dhadkan thi k dheemi hoti ja rahi thi.
Andar sofe par baithi Manju roye ja rahi thi usne apne dil ka sara gubar nikal diya tha. Usne gusse me Amit ko apni zindagi se chale jane ko keh to diya tha magar amit k jate hi jaise uski dhadkan rukne lagi . Use aisa lagne laga k jaise uski zindagi usse door ja rahi hai. Use fir se wahi dard mehsus hone laga jab uska bhai duniya se hamesha k liye chala gya tha aur uske jane k bad Manju ki zindagi hamesha k liye lut gyi . Amit k jane ka ehsas bilkul waisa hi tha aaj. Zindagi me sabse jyada dukh Manju ko apne bhai ki maut par hi hua tha aur aaj use wahi dukh fir se mehsus hone laga. Bechari ka nazuk komal dil ye dard kahan bardasht kar sakta tha. Manju ne apne dimag ki sunte hue gusse se Amit ko nikal to diya par ab uska dil amit k jane se jaise dhadkana hi band karne wala tha. Achanak Manju ne chehra utha ke dekha to samne amit nahi tha aur darwaza band . Use Amit k aakhiri shabd yad aane lage k wo ab kabhi nahi aayega. Mano wo keh kar gya ho k wo bhi duniya chhod kar ja rha hai aur bhai ki tarah ab wo bhi kabhi Manju ko nazar nahi aayega. Manju ka dil baithne laga uski nazar pas me pade gift par padi jo amit rakh kar gya tha . Amit ne kaha tha k agar wo use maaf kar payi to use pehan Lena . Aisa kya hai is gift me jaldi se Manju ne gift ko uthaya jo pack tha. Usne ek jhatke me wrap kiya hua Laal chamkila kagaz utar diya aur ek lamba sa Laal box nikla jo kapde se cover tha . Dekhne ko to aisa lag rha tha jaise isme pen ho magar box ki banawat kuch aur hi bayan kar rahi thi . Manju ne jaldi se box khola to samne paylon ka joda tha. Ek pal k liye Manju ka dil tezi se dhadka. Kyunki aisa gift to koi premi ya pati hi de sakta hai. Kitni khubsurat lag rahi thi wo payelen . Ek dori ki tarah dikhne wali payal aur jod par ghunghuru . Itna simple aur khubsurat tohafa jise pehnne me bhi kisi ko koi dikkat nahi ho sakti . Amit ne itna pyara tohafa Manju k liye liya tha aur usne ek bar bhi use moka nahi diya . Is tohafe ka matlab to yahi tha k Amit bhi use kahin na kahin dil me pyar karta hai. Magar Manju ne use jane k liye keh diya. Ab Manju ko apni galti par pachtava hone lga. Use ek bar moka dena chahiye tha Amit ko. Kya pata wakai me wo kahin busy rha ho. Use ek bar uski bat Sunni chahiye thi. Agar Amit kabhi wapis na lauta to ? Ye bat jaise Manju ki dhadkan rokne k liye kafi thi . Manju ek jhatke me uthi aur darwaze ki taraf daudi. Manju ka ek minute me hi hal aisa ho gya tha jaise k wo abhi pagal ho jayegi aur agar Amit wakai me use chhod kar chala gya to kahin wo is sadme se mar hi na jaye . Manju ki ankhon se jar jar ansoo beh rahe the. Usne jaise hi darwaza khola to uski nazar amit par padi jo apni bike k pas khada jaise shunya me kahin khoya hua tha. Uski peeth Manju ki taraf thi isliye use pata hi nahi tha k Manju darwaze par khadi use dekh rahi hai . Manju ki rukti hui dhadkan ko mano fir se ummeed ki kiran nazar aa gyi aur wo fir se dhadkane lagi . Ek pal k liye Manju amit ko dekhti rahi aur fir paglon ki tarah dodti hui Amit k pith par hi chipak gyi.
Manju m : kya sachmuch mujhe chhod kar chale jaoge ? Sab ki tarah tum bhi mujhe akela chhod jaoge ? Tumne to wada kiya tha tum mujhe kabhi nahi chhodoge , fir aaj kaise ja rahe ho ? Kya bas itni hi parwah thi meri? Kya tum bhi apni Manju ko akela rone k liye chhode ja rhe ho? Isse acha hai meri jan hi sath lete jao . Main aur akeli rehna nahi chahti . Mujhe pyar chahiye mujhe tum chahiye . Mujhe yun akela chhod kar mat jao , mar jaungi main .
Main jo kab se khada wapis jane ki soch rha tha magar mere kadam aage nahi bad rahe the achanak piche se Manju m ne mujhe aise gale laga liya aur rote hue jab ye baten kahin to main khud ko rok nahi paya aur palat kar Manju m ko kas k gale laga liya. Hum dono ki ankhon se aansoo beh rahe the.
Amit : khabardar marne ki bat ki to. Pehle khud hi jane ko kehti ho fir khud hi aisi baten karti ho aap . Maine ek bar bhi kaha tha k main aapko chhod dunga ? Aap hi mujhe jane ko keh rahi thi. Main to mafi mangne aaya tha aapse. Mujhe pata tha aap naraz hain magar maine aisa jan bujh kar nahi kiya tha. Main to sako hamesha haste hue dekhna chahta hun aur aap keh rahi thi k Main aapko rulane aaya hun? Pata hai jab aap roti hain to yahan mere dil me dard hota hai. Aap khud bhi roti hain aur mujhe bhi rula rahi hain . aap bahut buri hain. Main to aapko khush dekhna chahta hun aur aap mujh par shak karti hain
Manju m : main bahut buri hun na isi liye . Main kya karun ? Mujhse ab nahi raha jata tumse door. Tumhe kisi aur k sath dekhti hun to bardasht nahi hota. Main janti hun ye galat hai . Tumhari apni zindagi hai par main is dil ko kaise samjhaun jo ab tumhare bina nahi reh sakta. Tumne pata nahi kya jadu kar diya hai ab tumhare siwa mujhe aur kuch nahi chahiye . Tum chaho to main sab kuch chhod dungi jaise tum kaho waise rahungi magar kabhi mujhe khud se juda mat karna. Maine bahut roka khud ko magar rok nahi payi ab main tumse door reh kar ji nahi paungi . Ya to mujhe apna lo ya mujhe mardo
Amit : ye aap kaisi bat kar rahi hain main apko kuch hone nahi dunga aur main kahin nahi ja rha. Main hamesha aapke sath hun . Ab aap rona band kijiye warna main aapse bat nahi karunga
Manju : aansoo pochte hue ) tum mere sath ho to main kabhi nahi roungi bas tum mera sath mat chhodna main nahi reh sakti tumhare bina . Itne din tumhare bagair maine kaise karen hain ye sirf main janti hun. Main tumhe kahin nahi jane dungi ab se tum mere sath hi rahoge .
Amit : chaliye ab andar chaliye warna log humen aise dekhenge to kya kahenge
Manju m : mujhe kisi ki parwah nahi hai . Mujhe bas tumhara sath chahiye. Is duniya ne aaj tak mujhe diya hi kya hai. Kabhi kisi ne aa kar mere aansoo tak nahi ponche .
Amit : ab andar to chaliye k yahin khada rakhengi mujhe ?
Fir hum dono andar aa gye . Magar andar aate hi fir se Manju m ne mujhe gale laga liya . Maine bhi unki peeth par bazu kas liye aur fir unki peeth sehlate hue unhe sambhalne laga .
Amit : waise ab to aap naraz nahi hain na?
Manju m : unhunnn
Amit : aapne gift khol kar dekh liya ? Kaisa laga ?
Manju m : bahut acha hai . Maine kitne salon se paon me payal nahi pehni. Tum chahte ho main pehnun to khud apne hatho se pehnani padegi.
Amit : jaisa aap kahen
Manju m : Amit ek bat puchun ?
Amit : puchiye ?
Manju m : tum samajh rahe ho na main tumse kya chahti hun ?
Main mam ki bat to samajh gya tha magar unhe kya jawab dun ye samajh nahi aa rahi thi. Abhi jo kuch hum dono k beech hua tha usko dekh kar unhe Inkar karne ka to main soch bhi nahi sakta tha magar ko wo chah rahi thi maine waisa bhi kabhi nahi socha tha . Main unke sawal par chup raha to wo mujhse alag hui aur meri ankhon me dekhti hui fir se puchne lagi .
Manju m : tum mujhe wo pyar doge na ? Main zindagi bhar jis ehsas k liye tarsi hun wo mujhe sirf tumse mila hai . Please mujhe khud se door mat karna .
Itna kehte hue Manju m ki ankhon me fir se pani aa gya . Wo aise bat kar rahi thi jaise koi marta hua aadami zindagi mang rha ho aur main bhala kaise unhe rote hue dekh sakta tha. Maine fir se unhe gale laga liya .
Amit : main kahin nahi jaunga . Main kabhi apko nahi chhodunga par aap janti hain aap mujh se kya mang rahi hain ? Duniya ko kya jawab dengi aap ? Kya ye sahi hoga ? Aap ne mujhe rakhi bandhi thi ?
Manju m : mujhe kuch nahi pata . Tab mujhe nahi pata tha mere dil me kya hai magar tumse itne din door reh kar mujhe samajh aayi k main tumse pyar karne lagi hun. Tum duniya ki parwah mat karo . Main kisi se kuch nahi kahungi. Tum bas mujhe pyar do , tum jaisa chahoge main waise rahungi. Mujhe kisi ki parwah nahi hai.
Amit : to fir mera laya hua gift pehan kar dikhaiye
Manju m : Maine kaha na khud hi pehnao. Main ise tumhare hathon se pehnna chahti hun aur fir kabhi ise main utarungi bhi nahi .
behad hi shandaar aur lajawab update hai bhai,
manju mam ne aakhir kar apne pyaar ka izhaar kar hi diya hai,