Update 148
Agli subah main jaldi utha aur upar ja kar exercise karne laga aur kuch der bad divya mausi mere liye doodh ka gilas le aayi . Doodh pi kar main neeche aa gya aur Radha ko jagaya. Sab kuch roz ki tarah hi tha aur fir hum nashte k bad college chale gye . Manju m ka lecture abhi chal hi raha tha k peon ne mujhe aur Kalpana ko profesar Varinder se unke office me milne ko kaha. Mam ne hum dono ko jane ko kaha. Hum jaise hi unke office me pahunche to wahan aur bhi kuch students khade the ho shayad hamari tarah hi kisi na kisi game k players the.
Amit : may I come in sir
Kalpana : may I come in sir
Prof v : yes come in, aao aao betho. Beta notice to tum logon ne dekh hi liya hoga aur coach se bhi pata chal gya hoga. Fir bhi main bata dun k kal yahan se sab ek sath jayenge jahan competition hone hain. Boys aur girls k liye alag se rehne k liye hostel ka intzam hai . Kal subah principal sir khud rawana karenge sab ko aur mujhe yakeen hai tum log zarur jitoge. Koi bhi problem ho to sath me coach aur staff se bhi kuch log sath jayenge aur main khud bhi ja raha hun. Baki prize distribution par principal sir bhi aa jayenge. Pichle sal hum vijeta rahe the aur is bar bhi hamari jagah wahi hone chahiye.
Kalpana : zarur sir we will win.
Amit : sir hum poori koshish karenge.
Prof v : bahut ache beta koshish karne walon ki kabhi har nahi hoti. Main khud sath ja raha hun aur tum mere touch me rehna . Kisi tarah ki bhi koi gadbad ho jaise k pehle hua tha mujhe sabse pehle pata honi chahiye .
Amit : ji sir.
Prof v : ab tum log ja sakte ho . Aur han apne related profesar ko apne jane ka bata dena kahin fir se koi shikayat na kar de tumhari.
Amit : hi sir .
Itna keh kar hum sir se ijazat lekar bahar aa gye .
Kalpana: ye kya keh rahe the sir? Pichli bar kaun sa panga hua tha?
Amit : wo kuch nahi , boys college k jis ladke se mera final tha usko monty ne mujhe chot pahunchane ko kaha tha aur usne koshish bhi ki thi par jyada kuch kar nahi paya.
Kalpana : aisi bhi ghatiya players hote hain is game me?
Amit : players kabhi galat nahi hote Kalpana. Aur jo galat hote hain wo players hote hi nahi. Aise log kabhi aage nahi bad paate wahin reh jate hain. Aur aisa har game me hi hota hai . Koi na koi aisa ghatiya kam karne wala mil hi jata hai. Chahe dushmani se kare ya jealousy se . Lecture to khatam hone ho wala hai chalo canteen me hi chalte hain .
Uske bad hum canteen me aa gye. Kuch der bad lecture ki bell baji aur baki sab bhi aa gye. Sheena aaj bhi suit me hi thi aur mujhe dekh kar muskura rahi thi. Aur jaise ki sabko pata tha k kal hum ja rahe hain competition k liye to aaj charcha ka vishay yahi tha.
Mohit : to kis liye bulaya tha tum dono ko?
Amit : aur kis liye ? Wahi kal k bare me bata rahe the sir.
Neha didi : kya bataya ?
Kalpana : yahi k kal sab sath me yahin se niklenge 2 din competition aur agle din prize distribution k bad wapis .
Neha didi : to matlab ab Monday ko hi wapis college aaoge ?
Amit : kal bhi to aa rahe hain na. Uske bad Monday ko.
Shivani : to itne din rehne ka kya bataya ? Hotel me ya
Kalpana : hotel ?? College students ko hotel me kaun thehrata hai? Hostel me rakhenge.
Amit : Mohit main aoch raha tha k Kalpana bhi ja rahi hai to kya tu didi aur Radha ko ghar se college lane le jane ka kam kar lega na?
Mohit : kyun nahi , isme kaun si dikkat wali bat hai.
Sheena : agar aitraz na ho to ye kam main kar sakti hun. Waise bhi Rima ko ghar ka to pata hi hai to hum le ayenge aur chhod bhi denge.
Amit : tumhe khamakhah dikkat hogi , Mohit kar lega
Sheena : to kya main dost nahi hun ya mujh par bharosa nahi hai ?
Amit : are aisa kyun soch rahi ho tum ? Acha theek hai didi se bat kar lo
Neha didi : isme puchne wali kya bat hai ? Waise kisi ko pareshan hone ki zarurat nahi hai hum dono pehle ki tarah khud scooty par aa jayenge .
Sheena : bilkul nahi , aap dono mere sath hi aaogi aur jaogi bhi mere sath .
Rima : han didi , waise bhi dobara kabhi jaane ka moka hi nahi mila Radha k ghar aur aapke ghar bhi mil lenge Aunty se.
Aise hi hamari sabha chalti rahi aur lecture ki bell bajne k sath hi sab apni apni class me chale gye . Chhutti k bad ghar jate samay Radha mujhse bat karne lagi jo subah se kam hi bat kar rahi thi .
Radha : to kal tum chale jaoge ?
Amit : jana to hai hi ab competition thoda hi miss kar sakta hun.
Radha : mera matlab tha k tum ... acha to wapis aa kar kya sidha gaon chale jaoge ?
Amit : ab shanivar ko to waise bhi gaon jana hi hota hai to jaunga hi.
Radha : to fir iska matlab aaj akhiri din hai?
Amit : kis bat ka ?
Radha : kuch nahi , wo kal tumne jana hai na . To fir aaj to akhiri hi din hai na yahan par.
Amit : hmmm
Itne me hum ghar pahunch gye aur Radha bike se utar kar andar chali gyi .
Idher ghar me divya fir se apni soch me hi dubi baithi thi. Aaj fir usne wahi Sapna dekha tha . Use samajh nahi aa rha tha k akhir aisa kyun ho raha hai. Uske shareer me uttejna bad jati thi jab bhi use wo Sapna ata . Wo har bar foolon k bagh me us anjan saye ki bahin me khud ko pati aur jaise hi dono ek dusre k kareeb hote to uttejna se hi uski aa kh khul jati. Use sapne me dekhe saye ki bahon ki majbuti apne jism par uthne k bad bhi mehsus hoti . Pehle din to usne socha tha k Amit ki vajah se aisa bua hai par ab to akele me bhi use wo hi Sapna aane laga tha. Har bar wo damini ki awaz se uthti aur usi ki ankhon me dekhti hui wo khud ko us anjan saaye ki bahon k ghere me pati. Wo anjan saya kaun hai aur uska divya k sapne me aise bar bar ana kis bat ki aur ishara kar rahe the ye use samajh nahi aa raha tha. Magar ye bhi sach tha k jab wo subah us sapne k sath uthti to apne shareer k nazuk hisson par ek akadan use mehsus hoti. Divya jitna is sapne ko bhoolne ki koshish karti utna hi wo dimag me khalabali macha deta. Wo apne man ki vyatha kisse kahe use samajh nahi aa raha tha par wo khud ko us anjan saaye ki giraft me ghirti mehsus kar rahi thi.
Khana khane k bad main thodi der k liye so gya. Sham ko mausi ne jagaya aur chai di . Aaj stadium to jana nahi tha is liye main sidha Manju m k pas hi chala gya . Socha kuch der akele me mam k sath thoda waqt bita loonga par aisa hua nahi kyunki Sheena bhi usi waqt wahan aa gyi thi.
Manju m : to kal ja rahe ho tum
Amit : ji aur wapis Saturday ko aaunga
Manju m : matlab ab agle hafte hi wapis aaoge ?
Amit : ji
Manju m : competition jeet kar ana , mujhe hi nahi principal sir ko bhi tumse bahut ummeed hai
Sheena : bua shart laga lo ye pakka jeet kar aayega aur maine pehle hi keh rakha hai k fir hum sab milkar party karenge
Manju m : to ek aur party taiyar hai tum logon ki. Achi bat hai.
Amit : aap dono to aise keh rahi ho jaise wahan par wo log mera hi intzar kar rahe hain jeet ka medal dene k liye . Wahan bhi to mukable k liye mujhse bhi ache khiladi aaye honge.
Sheena : par tumhare jaisa ek bhi nahi hoga main guarantee se keh deti hun.
Amit : mujh me aisa kya khas hai jo aise keh rahi ho?
Sheena : jo dusaron k liye apni jaan ki bazi lagana janta hai uske aage sab feeke hi hote hain. Takat to bahut se log ikathi kar lete hain par us takat ka istemal sahi tareeke se sab nahi kar pate.
Manju m : bilkul sahi kaha, tumhare sath sirf tumhari mehnat hi nahi wo hazaron duayen bhi hain jo tumne kamai hain. Is liye tum hi jitoge.
Khair thodi der main wahan baith kar pada aur fir ghar wapis aa gya. Halanki mam ne mujhe rokne ki koshish ki par main kal k liye taiyari karne ka bahana bana kar nikal aya. Aaj main samay se jaldi wapis aa gya tha . Bike ki awaz se hi Radha ne darwaza khola. Mujhe itni jaldi dekh kar wo bahut khush thi ab wo itna khush kyun hai ye mujhe nahi pata tha par koi bat to thi.
Amit : aaj kya bat hai itna khush ho rahi ho ?
Radha : kuch bhi to nahi , kyun main khush nahi ho sakti ?
Amit : are maine kab kaha ? Tum to aise hi hasti khelti achi lagti ho.
Baten karte hue hum andar aa gye to Maine dhyan diya mausi ki kahin koi awaz nahi aa rahi na hi wo dikhai di abhi tak .
Amit : mausi nazar nahi aa rahi ?
Radha : ma market gyi hain sabki lene .
Amit : to tu ghar par akeli ho ?
Radha : aur koi hai kya yahan par hum dono k siwa ?
Radha ne badi narmi se ye shabd kahe . Aur nazren jhuka li.
Amit : mausi ko kya zarurat thi jane ki ? Mujhe bata deti . Ab khud utha kar layengi sabji.
Radha : tum chinta mat karo hamesha ma hi to lati hai. Aur jyada door nahi hai , yahin pas me hai mandi .
Amit : jo bhi ho mere hote unhe nahi jana chahiye . Batao mujhe kahan hai mandi main unhe abhi lekar ata hun.
Radha : are tum chinta mat karo ma aa jayegi . Tum baitho to sahi
Amit : bad me baithunga pehle batao mujhe kidhar lagti hai ye mandi?
Radha : yahin jo aage parak hai na uske aage wali khuli sadak k kinare par hi lagti hai .
Amit : tum darwaza band kar lo main mausi ko le kar ata hun.
Radha : theek hai .
Maine bike ko kick Mari aur 2 minutes me hi wahan pahunch gya jahan mandi lagi hui thi. Ab mandi me kya hal hota hai aap jante hi hain . Jyadatar auraten apne apne husband ya gharwalon k sath sabhi ki kharid dari kar rahi thi. Aur har mandi ki tarah yahan par bhi kuch tharki kisam k log lage hue the aurton k pichawade par hath lagane ya land ghisane. Main bike ko side me laga kar mausi ko dhoondhne laga. Tabhi meri nazar mausi par padi wo ek jagah sabji le rahi thi . Apni pasand ki sabji lene k liye wo jhuk kar dekh rahi thi k itne me ek aadmi unke pas akar khada ho gya. Meri nazar mausi par hi thi. Mausi k sharir ko jhatka laga aur turant palat gyi aur us aadmi ki taraf gusse se dekhne lagi . Main samajh gya k zarur usne koi harkat kari hai mausi k sath. Wo aadmi bhi sala koi pakka dheeth tha mausi ko dekh kar muskurane laga . Mausi sabji wahin chhod kar dusri jagah chali gyi to wo aadmi fir se unke piche ja kar khada ho gya. Isse pehle k wo fir se koi harkat karta main firti se uske piche pahunch gya aur uska ek baju marod kar pith par laga kar dusre hath se uski gardan jhukate hue use wahin zameen par liya diya.
Amit : kyun be sale aurton ki izzat karna nahi sikhaya ma ne? Wo hi to aurat hi hogi na jisne tujhe janam diya , kya tujhe baki sab me wo nazar nahi aati .
Aadmi : aaaahhhh chhhod mujhe bhenchod kaun hai tu. Chhod
Amit : abhi batata hun main kaun hun.
Maine us aadmi ka sar zor se patak kar zameen par mara aur use utha kar 8-10 thappad uske muh par maare. Sath hi pas me pada kisi awara saand ka gobar utha kar uske muh aur kapdon mar mal diya.
Amit : aaj k bad kisi aurat k sath chhed khani ki na to yad rakhna hath paon se nakara kar dunga . Jiske sath tu badtameezi kar raha tha na wo ma hai meri . Aaj maaf kar raha hun agli bar nahi karunga.
Tab tak wahan aas paas log ikattha ho chuke the aur meri baten sun kar unhe pata chal gya k us aadmi ne kya kiya hai . Ab aise logon se to har koi pareshan rehta hai kuch auraten jo pas me hi khadi thi unhe bhi gussa aa gya aur shuru ho gyi us aadmi ki chhittar pared.
Aurat : jeena haram kar rakha in jaise mushtandon ne, akele me to yahan aa hi nahi sakti hum .
Aurat 2 : kawi aurton ko to aise hath khate hain jaise hum insan nahi inke istemal ki cheez hain . In jaise logon ko saza milni hi chahiye.
Bas fir kya tha behti Ganga me kaiyon ne hath saf kar liye aur aadmi ka mar mar kar bhurta bana diya. Ja meri nazar pas me khadi divya mausi par padi to unki ankhen nam thi par chehre par khushi bhi thi.
Amit : chinta se ) mausi aapki ankhon me aansoo ?
Divya mausi : khushi k hain , kaun ma khush nahi hogi aise bete par jo apni ma k samman k liye kisi se bhi bhid jaye . Main aaj bahut khush hun bete .
Itna keh kar mausi ne mujhe gale laga liya.
Divya mausi : tu sach me mera beta hai. Main kitni khushnaseeb hun k tum jaisa beta mila hai .
Amit : bas ma aur nahi , ye aansoo aapki ankhon me ache nahi lagte . Aapko meri kasam aap nahi royengi.
Divya mausi : ro kahan rahi hun main ? Chal ab ghar chal.
Maine mausi k hath se sabji ka khola liya aur unhe sath le ke bike k pas aa gya . Wo khud mere hath se khola lekar piche baith gyi aur hum chal pade ghar ki taraf .
Divya mausi : tu aaj itni jaldi kaise aa gya? Aur tujhe kaise pta main yahan hun?
Amit : aaj practice se chhutti thi to bas tuition se sidha ghar aa gya. Radha ne. Bataya k aap yahan hain to main piche aa gya. Par yahan jo dekha wo bardasht nahi hua . Kya hamesha yahi hota hai yahan par ?
Divya mausi : nahi hamesha to nahi hota par duniya me aise kyu ghatiya log hain beta jo moke k fayda uthate hain. Auraten bechari apni izzat ko bachane ki khatir chup reh jati hai aur in jaise logon ka haunsala bad jata hai
Amit : par ye to galat hai na mausi , aise chup rehne se ye log rukte nahi . Inka virodh to karna hi chahiye na taki dubara aisi ghatna na ho . Aap dubara aise akele nahi aaye hi yahan.
Divya mausi : are beta tu aise hi chinta kar raha hai. Tune jo aaj kiya hai na uske bad to kisi ki himmat bhi nahi hogi mere aaspas bHi aane ki. Dekha nahi kya hal kar diya sab ne mil kar . Tune bhi acha sabak sikhaya . Sab k samne muh kala kar diya uska. Acha ab Radha k samne iska zikar mat karna warna bechari tension le legi.
Hum ghar pahunch gye the aur mausi ne bike se utarne se pehle hi mujhe ye keh diya. Radha ne darwaza khol diya tha aur mausi sidha andar chali gyi . Mausi k piche piche main bhi andar aa gya aur Radha hamare liye pani le aayi. Uske bad main apne kamre me aa gya aur kal k liye apne kapde ek bag me daalne laga . Thodi der bad Radha mere liye chai le kar mere pas aa gyi.
Radha : main kuch madad karun ?
Amit : nahi bas ho gya.
Radha : lo chai piyo maine banai hai.
Amit : fir to pini hi padegi , to ab rasoi ka kam karne lagi ho tum.
Radha : ye tu main pehle bhi karti thi chawal aur roti bhi bana leti hun bas daal sabji ma abhi banane nahi deti par ab main wo bhi sikh jaungi.
Amit : are tum to lagta hai serious hi le gyi Maine to bas mazak me kaha tha.
Radha : chahe mazak me kaha tha par bat to sahi ki thi na. Kal ko tumhari biwi agar tumhe khana bana kar na khila paye to tumhe kya acha lagega?
Amit : are tum kin baton me pad gyi , waise chai achi bani hai.
Radha : thanks , tum 4 dusre sheher me rahoge to tumhe kaisa lagega? Jahan tak mujhe pata hai tum kabhi akele kahin bahar rahe nahi aise.
Amit : akela kahan hun ? Aur bhi to sathi honge wahan par . Aur Neeraj bhaiya to hain hi.
Radha : fir bhi ghar ki yad to ayegi na ?
Amit : wo to ati hi hai , ab ghar to ghar hota hai uski apni jagah hai chahe aap kahin bhi raho.
Radha : mujhe bhi yad karoge na ?
Amit : nahi
Mere itna kehte hi Radha thodi mayus si ho gyi. Maine uska maza lene k liye hi ye kaha tha.
Amit : kyunki yad unhe kiya jata hai jise bhula diya ho aur tumhe main kaise bhula sakta hun?
Meri bat sunte hi Radha k chehre par fir se muskan aa gyi .
Radha : main roz sham k tumhe phone karungi tum bat karoge na ?
Amit : kyun nahi karunga ? Wahan kaun sa sham ko class lagni hai.
‘ to bag abhi se taiyar kar liya tumne ‘
Divya mausi hath me chai ka cup liye hamare pas aa gyi .
Amit : ji mausi , socha abhi se pack kar deta hun bad kuch hi bhul hi na jaun.
Divya mausi : main pack kar deti tumhe iski zarurat nahi thi. Waise jana kahan hai competition k liye?
Amit : ji xxxx shehar me competition hai. Wahin rehna hai Saturday ko wapis.
Meri bat sun kar divya mausi ek dam chup
Ho gyi aur kisi soch me dub gyi . Unke chehre par aayi Gambhirta dekh kar mujhe laga k koi bat zarur hai.
Amit : kya hua mausi ? Aap pareshan kyun ho gyi ?
Divya mausi : nn nahi aisi bat nahi . Tumne ghar par bataya tha k tum kahan ja rahe ho?
Amit : main to bata kar hi aya tha k main competition par ja raha hun budhvar ko. Aaj bhi ma baba se bat hui thi phone par.
Divya mausi : kis jagah ja rahe ho ye nahi bataya ?
Amit : is bare me to bat hui hi nahi. Baba ne pucha bhi tha aaj par baton baton me bhool gya.
Divya mausi : wahan kahan rahoge ?
Amit : hostel me intzam kiya gya hai hamare rehne ka aur staff bhi sath hi hoga .
Divya mausi : achi bat hai, wahan competition k liye ja rahe ho to idhar udhar mat nikalna kahin par bhi . Apna dhyan rakhna aur roz mujhse phone par bat zarur karna.
Amit : jaisa aap kahen mausi .
Divya mausi : acha tum dono baten karo main Zara khana taiyar karti hun.
Radha : suna na ma ne kya kaha ? Roz phone karoge tum. Acha main bhi zara ma k sath thoda kam karwa lun tab tak tum bhi aram kar lo.
Uske bad rat ka khana humne sath me khaya aur kuch der Radha mere kamre me fir se aa gyi aur mere sath bat karne lagi. Divya mausi jab kam khatam kar k mere kamre me ayi to unhone Radha ko sone bhej diya aur khud mere pas baith gyi .
Divya mausi : so ja beta ab aram kar le kal tujhe jana bhi hai.
Amit : aap pehel mere pas baithiye. Ab bataiye aap kis bat se pareshan ho gyi thi us shehar ka nam sun kar?
Divya mausi : nahi to aisi koi bat nahi . Tu . tu janta hai us shehar se kya rishta hai hamara?
Amit : baba ne aur uncle ne bataya tha k papa usi shehar k the. Hamara ghar wahin tha pehle .
Divya mausi : tu tujhe sab pata hai ? Meri ek bat manega?
Amit : Hukum kijiye
Divya mausi : main nahi chahti k tu wahan apne ghar ya usse jude logon ko talashne ki koshish kare.
Amit : ye bat bahut pehle baba ne bhi kahi thi . Unhone mujhe kasam di thi k main kisi ko khojne ki koshish na karun . Main unki kasam tod nahi sakta mausi . Par kya ye sahi hai ? Matlab jin logon ne mere mata pita k sath bura kiya kya main unko kuch na kahun?
Divya mausi : jo kuch sab bhul chuke hain use tu kyun yad karwana chahta hai? Tu bas wahi karega jo tujhe kaha hai.
Ye sab kehte hue divya mausi ki awaz bhari ho gyi thi aur ankhon me bhi nami aa gyi thi.
Amit : main aisa nahi karunga mausi par mere dil me kabhi kabhi is bat se dukh zarur hota hai k maine apne ma bap k liye kuch nahi kiya.
Divya mausi : kaise nahi kiya ? Sabko itna pyar karta hai kya ye kam hai ? Kisi ko saza dene se acha hai kisi ko pyar dena. Tune wo kiya jo tumhari ma karti thi. sabko khush rakhna.
Amit : par mausi
Divya mausi : bas ab aur koi bat nahi .
Fir der hum dono hi khamosh rahe aur mausi mere pas hi bed par baith gyi aur mera sar apni god me le kar sehlate hue boli.
Divya mausi : ek bat to bata ? Tu wahan itne gusse me kyun aa gya tha?
Amit : gussa nahi ana chahiye tha kya ? Mere samne koi meri ma ko chhedega to usko kya aise hi jane dunga ? Shukar karo k apne paon par chal k gya hai .
Divya ka dil Amit ki ye bat sun kar pyar se bhar gya aur uska seena garv se fool gya.
Divya mausi : agar tujhe koi chot lag jati to?
Amit : to kya hua mausi ? Ma k samman k liye to bete k khoon ki ek ek boond bhi beh jaye to kam hai.
Divya mausi ne mere muh par hath rakh diya.
Divya mausi : marungi agar fir se aisi bat ki to. Tujhe to meri Umar bhi lag jaye beta. Tum ho to main hun tumhe kuch ho gya to main bhi kahan reh paungi. Damini to chali gyi kya tu bhi mujhe aise chhod kar jane ki baten karega ab?
Divya mausi ki ankh se aansoo ki do boonde mere upar giri to main uth kar baith gya aur mausi ko gale laga liya .
Amit : ye kya mausi apki ankhon me aansoo , mat roiye mausi , maine kaha tha na ab aap nahi royengi. Bahut ro liya apne.
Divya mausi : khud hi rulata hai aur khud hi bat karta hai . Kyun karta hai aisi baten ?
Amit : sorry mausi galti se nikal gyi thi. Ab aap chup kariye aur yahin mere sath let jaiye . Aaj main apni ma k sath sona chahta hun .
Divya mausi : aaja mere bache tujhe main sulati hun.
Divya mausi ne fir se mera sar apni god me rakha aur sehlane lagi. Unki Mamta ki chanv me kab meri aankh lagi mujhe bhi pata na chala.
‘ dur hato mujhse , nahi nahi dur hato . Bachao bacho koi bachao mujhe ‘
Divya kisi sunsan jagah par akeli madad k liye chilla rahi thi jahan ek kali parchhai bhayankar hansi hasti hui uski aur bad rahi thi. Divya akeli asahaye bebas roti hui madad ki guhar laga rahi thi aur uski awaz sunne wala koi nahi tha. Wo bhagne ki koshish kar rahi thi par uske paon jaise kisi cheez se jakde hue the aur wo parchhai lagatar uski taraf bad rahi thi. Divya ko apni izzat apni duniya lut ti hui nazar aa rahi thi. Tabhi andhere me se roshni ki kiran uski taraf badne lagi aur uska aakar badne laga.
‘ main aa gyi meri behan main tujhe kuch nahi hone dungi. Mere hote koi tumhe chhu bhi nahi sakta ‘
Ye awaz damini ki thi jise sunte hi divya me jaise jaan aane lagi aur wo roshni badti hui ek saye ka roop le kar samne aa khadi hui jiski ankhen damini ki thi. Wo kaali parchhai jaise hi divya k daman ko pakadne lagi to is roshni k saye ne fauran use kaali parchhai ko beech me se kaat diya aur wo bhayankar cheekhon se bilbilata hua wahin tadap tadap kar mar gya . Divya jo pehle ro ro k fariyad kar rahi thi ab uski ankhon me ya rakshak k liye samman tha. Ya rakshak ne divya k bandhan kaat kar use Azad kar diya aur divya damini ki ankhen dekhti hui daud kar uske seene se ja lagi. Dekhte hi dekhte aaspas ka andhera gayab ho gya aur swarnim ujala har taraf fail gya .
‘ divya , mere hote tumhe kuch nahi ho sakta. Ab se tumhari har mushkil har dukh mera hai . Tum ab akeli nahi ho main har waqt tumhare pas hi rahunga. Jab bhi pukarogi mujhe apne pas paogi .’
Us roshan saye ne jiski ankhen damini ki thi divya ki ankhon me dekhte hue ye sab kaha. Divya k dil me achanak uske liye pyar umad aya aur usne us saye ko kas k gale laga liya. Agle hi pal us rakshak saye ki majbut bahen use apne gird lipat ti mehsus huyi aur wo us majbur paurush me khud ko mehfuz pakar bikhar si gyi. Ek madhur sangeet sa fizaon me bajne laga aur har taraf mehkate hue fool saanson me sugandh gholne lage. Divya ne un ankhon me dekha aur khud ba khud wo dil k aage harti hui us rakshak ko chumne k liye uski honthon ki taraf apne honth badane lagi. Abhi tak jahan par sirf ek roshani thi eka ek us jagah do honth ubhar aaye aur divya ne un honthon ko apne honthon me le kar chumna shuru kar diya. Divya ki ankhen is madhur ehsas me apne aap band ho gyi aur Ambarbail ki tarah usse lipat ti hui uske honth chumne lagi. Dheere dheere ye chumban aur bhi gehra hota gya aur divya ne us apni bahon me aur bhi kas liya. Kisi premika ki tarah wo bas apne premi ko chumti ja rahi thi. Usne apni ek tang utha kar uski majbut tangon se lapet kar uski pichli side se ragadni shuru kar di . Divya ko apni tangon k jod me apne nazuk hisse par ek ubhar sa mehsus hua aur wo bekrar si aur bhi jyada sakhti se us saye se lipat kar us ubhar ko apne yon ang par dabane lagi. Divya ko apne kulhon aur apni chhati par jab apne us rakshak premi k hathon ka dabav mehsus hua to use laga jaise uske jism par koi kapda hai hi nahi. Uske hathon ka sparsh se divya ko lag raha tha k jaise uske jism se vastr gayab ho gye hain. Divya apne jism me uttejna badti hui saaf mehsus kar rahi thi aur usne apni uttejna Shant karne k liye apne is adrishya premi ko khud hi neeche liya kar apne dono ghutne uski kamar k gird karte hue apna sanvedanshil ang uske ubhare hue ang par rakha aur use apne andar samane k liye khud apna zor lagana shuru kar diya. Par pata nahi kis vajah se uska wo ubhra ang divya k andar sama nahi raha tha . Divya ko ab ye bardasht nahi ho raha tha aur wo apni taraf se poori koshish karti hui use apne andar samane ki koshish kar rahi thi. Divya ne khud hi apne us rakshak premi ka muh apni chhati par dabana shuru kar diya. Tabhi use apne premi ki jagah amit ka chehra nazar aya aur wo uski ankhon me khoyi use dekhne lagi. Dono ka ye apsi prem aalingan jaise ishwar ko bhi acha laga aur yakayak barish ki boonde dono ko bhigone lagi. Ek jhurjhuri si divya k badan me hui aur uska sharir jaise sukhe patte ki tarah kampne laga aur uski ankhen khul gyi
Aankh khulte hi divya zor zor se sanse leti hui apni dhadkan control karne lagi. Aur jaise hi wo sambhali usne apni halat dekhi to uski aankhen bahar aa gyi. Wo khud Amit k upar adhi chadi hui thi. Saadi ka pallu chhati se hat chuka tha aur ek tang Amit k upar thi jahan par se saadi jangh tak chadi hui thi. Agle hi pal use apni yoni chichipi si mehsus hui. Use khud par sharmindagi mehsus hone lagi. Jaldi se wo amit k upar se hati to uski nazar Amit ki pent me bane tambu par gyi. Na chahte hue bhi divya ki nazar usi jagah jam gyi. Us jagah ka ubhar ye batane k liye kafi tha k ye koi sadharan ang nahi hai. Divya k man me khud hi vichar aane lage aur wo uske bare me andaza lagane lagi . Agle hi pal use apni galati ka ehsas hua aur wo tezi se bed se niche utar kar bahar nikal gyi. Divya khud ko kosti hui sidha bathroom me gyi aur jaldi se apni sapne ki vajah se geeli hui penty ki vajah se kapde utar kar nahane lagi. Itni rat me wo apni aag ko shaant kar rahi thi magar aankhen band karne se hi use Amit k lower me bana wo ubhar fir se nazar aane laga. Wo jaldi se khud ki halat theek kar k apne kamre me ja kar bed par let gyi . Magar uski himmat nahi ho rahi thi ankhen band karne ki , kyunki ankhen band karti to Amit ka wo ubhra bhag nazar aane lagta aur ankhen kholti to use apne sapne me aaj Amit ko dekhna yaad aane lagta
Divya : ye mujhe kya ho raha hai ? Ye pap hai , main kyun usi k bare me sochti ja rahi hun? Mere sapne me aane wala wo saya Amit kaise ho sakta hai? Kya damini jo kuch mujhse keh rahi thi wo amit k shabd the ? Ya damini mujhe kuch keh rahi hai ? Nahi ye main kya sochne lagi , aisa nahi ho sakta wo mere bete jaisa hai . Nahi ye galat hai
Khud ko samjhati wo sone ki koshish karti par ankhon k aage wahi manzar aane lagta to usne faisla kar liya k wo ab soyegi hi nahi. Idhar kamre se jaate hi Amit ne aankhen khol kar divya ko jaate hue dekh liya tha. Asal me divya jab sapne Amit se lipat rahi thi aur uske upar chadhti hui apni kamar uske land par ghusa rahi thi to dabav se Amit ki neend khul gyi thi magar wo jan bujh kar sone ki acting karta raha . Wo dekhna chahta tha k ye sab kya ho raha hai. Use pata tha k uske pas uski divya mausi hai par wo ye sab kyun kar rahi hai ye use dekhna tha. Aur jaise hi divya apne sapne se bahar aayi to Amit ko bhi ehsas ho gya k ye sab wo sapne me kar rahi thi aur usne kanakhiyon se divya ko apne land wali jagah ko ghurte hue bhi dekh liya tha. Divya to chali gyi par Amit ek bat samajh gya k uski mausi shayad bahut jyada tadap rahi hai andar se. Pati k hote bhi wo akeli rehti hai . Ek aurat me jo arman hote hain wo sab divya mausi me the par wo khud ko jaise apne andar hi dabaye hue thi. Aaj Amit ko divya ki tadap mehsus ho rahi thi par wo is mamale me kuch aur nahi kar sakta tha. Divya k liye uske man me ek khas jagah thi jo wo kabhi badalna nahi chahta tha. Par divya ki ye tadap ab uski pareshani banne wali thi.