• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Manhoos Ya Masum

andyking302

Well-Known Member
6,030
14,257
174
Update 16
***********






aane wale charon helicopters charon dishaon me ghere ki surat land ho gaye the. kuch doori par land hue the charon helicopters.

fir bhi ret ka jaise tufan aa gaya tha. charon orr ret hi ret thi. ret ke siva kuch nahi tha. kuchh der ke liye sabhi ne apne face cover kar liye the.


land ret ka tufan thama to pahli fursat me sabki nazar yash par hi gayi. kahin woh bhaag to nahi gaya.

lekin.....

kayar hota to bhaag jata.


yash to sher tha.

yash to woh tha. jaisa koi nahi tha.

fir waha se bhaag nikalne ko jaga bhi nahi thi. bhagne wala kahan tak bhaag kar jata. door door tak ret ke telon ke siva kuch tha bhi to nahi..




ret ka tufan thama.

tab ek helicopter ke andr se paritibha apne pati surya thakur ke sath utarti dikhai di. dono ke chahron par wahan khade huon ke liye

nafrat hi nafrat thi.
gussa hi gussa tha.
aag hi aag thi.



dono ne ek nazar yash ko dekha. fir bharti thakur aur ek ek ko dekhne lage

dono kadam se kadam milate hue bharti thakur ki orr jaane lage

yash dono ki chal dekh smile kar utha

yash badbadaya: wahh kyaaaaaa shahana andaz hai. ye to kisi riyasat ke raja rani se kam nahi lag rahe han. kon han ye dono?.

dono ke peeche 4 hatte katte guards bhi napi tuli chaal ke sath chalte aa rahe the. charon guards ke hathu me lite machine guns thi. bullets ki belts itni lambi kandhe me daali hui thi. ek hi belt single round me bharti thakur aur sab ka ka pal bhar me safaya kar sakti thi.

paritibha apne pati ke saath bharti thakur ke saamne ja khadi hui.

bharti thakur ke right side digvijay thakur aur left side vikrant thakur khade the. abhay thakur, mayank thakur dono peeche khade the. IG kuch fasle par khada tha. baki sabhi rakhwale alag alag jaga khade the.


sab ke sab paritibha ki heli force ke ghere me the.


bharti thakur: tujhe kaise khabar mili [bharti thakur yash ko dekhne ke bad firse paritibha ko dekh kar boli].. shaitan hamare shikanje me aa gaya hai.

paritibha ne bharti thukar ko dekha. fir wahan khade hue rakhwalun ko dekha.

tabhi 2 rakhwale aage badh kar paritibha aur surya thakur ke charano ko chhuu gaye.

dono ko dekh sab shocked hue.

fir digvijay gusse me aaya cheekh pada: alokkkk.. ashokkk.. gaaddaaaaaaarr!

alok aur ashok ye dono bhai the.

bharti thakur: jaan payari nahi han tum dono ko kutto. humse gaddari karne ka socha bhi kaise tum dono ne. tum dono ko pure parivar samet aise hi kisi ret ke xforum me dafan karwa dungi main.

ashok aur alok ne bharti thakur digvijay aur sab ko dekha. fir sir upar utha kar aakash ko dekha. sir ke sath sath pure wajud ko aise jhatkaa dia. jaise billi apne sharir ko jhatke dete hue khud ko active karti ha.


par tabhi paritibha ne dono hath dono ke kandhon par rakh diye

paritibha: shant raho tum dono.


dono bhai shant ho gaye.

yash ab aur bhi dilchaspi se paritibha ko dekhne laga. usay paritibha bhane lagi thi.

paritibha: nahi dafan kar paaogi aap. alok aur ashok ka parivar meri sharan me ha maa.

bharti thakur cheekh padi: mat bol mujhe apni gandi zubaan se maaaa. nahi rahi mai teri maaaaa.

paritibha: sahi kaha aap ne. aap meri maa nahi rahi. mujhe bhi aap jaisi aurat ko maa kahne me koi dilchaspi nahi rahi ab. banane wale ne bana dia aap ko meri maa. dukh bhari baat ha. pachtane par aaun to ro ro kar dum hi nikal jaayega mera.. aap ki beti bankar janam lene ka itna zayada dukh hai mujhe. lekin nahi. pachtana chhod dia hai maine.



bharti: fir aai kyun ha. jaa chali jaa jahan se. tera yahan koi kam nahi hai. shaitan ko hum hi maarenge. jaa chali jaa.

paritibha ne yash ko dekha. uske khun khun badan ko tada. fr bharti thakur ko dekh kar boli

pariitbha: is ladke ke liye aai hon. ise sath le ke hi jaaungi.


digvijay: is ke liye tujhe hum sab ki lashon parse guzarna hoga paritibha. aur hamari lashen gira pana tere liye kal bhi sambhav nahi tha. aaj bhi sambhav nahi ho paayega. power me tu aaj bhi mere saamne bachhe hai.

paritibha: ji bade bhaiya... aap ne sahi kaha. aaj bhi mai bachhi hon aap ke mukabale me........ parr.... bachi hon. kachhi nahi hon.

apne guards ko dekh kar boli: meri force dekh rahe han aap bade bhaiya. jung ke is maidan me abhi to mera palda bhari hai bhaiya ji. is ladke ko to mai lekar hi jaungi. koi mujhe rok nahi sakta. aur lashen gira kar lashon parse guzarne wali baat main nahi bolungi.

yash ko dekh kar boli: parivar me lashen girne girane wali baat ab ateet ban chuki ha. jab se is ladke ka janam hua hai. parivar me janne marne par rok lag gai hai.


paritibha ki is baat par bharti thakur aur sab jal bhun kar rah gaye the. yash ko nafrat se dekhne lag gaye the.


surya thakur bass ghoorta hi ja raha tha sabhi ko. yash ko dekh kar bhi direct usse kisi ne baat nahi ki thi. yash bhi khamosh hi raha.

paritibha jaisi shaan se aayi thi. waisi hi shaan ke sath wapis jaane lagi.

paritibha wapis laut-te samay bass itna hi boli thi: alok ashok is ladke ko lekar kr chalo yahan se.

is baat par bahs karni chahi thi digvijay vikrant bharti thakur ne. lekin paritibha ke guards ne khooni andaz me hawai firing shuru kar di thi. aur sahra bhayankar firing se aise goonj utha tha. kaan ke parde phatne ko a gaye the.



jab yash lejaya jaane wala tha. yash ne bharti thakur ke karib pohnch kar kaan me kaha tha

yash: mai to bar bar hath aata jaata rahunga randi aurat. pahle jaa kar ghar ki khabar le. wahan bhi tere liye ek shocking news maujud hai.

randi kahe jaane par jahan bharti thakur ko bepanah gussa aaya tha. wahin yash ki baat ne usay adhik chuanka bhi dia tha. chintit kar dia tha.



kuch der me jab charon helicopter fly karte hue nazron se ojhal nahi ho gaye. sab dekhte rahe the. sab hath aaye shikar ko hath se nikalte dekh bade gusse me the.


fir bharti thakur cheekh padi: digvijay!!.. ghar par phone karo.. pata karo.. wahan sab surakshit han?..

bharti thakur ki is baat par sabko yash ka bharti thakur ke kaan me bolna yaad aaya. digvijay ne abhay ko dekha


abhay ne call milayi.. fir bar bar milane laga


abhay ghabra kar: koi bhi call attend nahi kar raha ha.




<-------------------------->



kothi par keval 10 hi guards rah gaye the. jis shaitan se family persons ki suraksha kar rahe the. us shaitan ko kothi se hathkadi laga kar lejaya ja chuka tha. isliye sab normal the.


do ladkiyon ke kothi ke andr ghus aane par pahle to hairan hue sab. jab andr dono ladkiyon ne pal bhar me hi bijli bankar atank machaya to jo bahar khade andr dekh rahe sare rakhwale guns ko dono ladkiyon ki orr karte hue cheekh pade the.


[chhod do sabko.. surrender kar do.. bahar aa jaao.. nahi to bhoon kar rakh dia jaayega]

aisi chetavani di thi bahar wale guards ne



ek ladki hasti hui boli thi

[hum koi chane han.. jo tum humen bhooon kar rakh doge]

2nd ladki bhi hasti hui boli thi

[hahaha.. chane.. waahhhhh yaar kyaa dialogue bola hai tuney]

1st ladki

[kyaa karun yaar.. yash ne adat daal di ha. masti mazak me jeene ki. ladai jhagda, khoon kharaba, ye sab to ab aam si bat bankar rah gayi ha. jaise]


2nd ladki

[jaise hum ladai na lad rahe hon, khoon na baha rahe ho. koi video game khel rahe hon]


1st ladki [game hi to hai ye fight shight hamare liye]

fir cheekhi

[tum dono kab game me entry maar rahi ho yaaaaaaaaaarrr]


bahar jo guards hathu me guns liye khade the. unke peeche awaz aai

[tumne pukaraaaa jaaaaaaaaaaaaaniiiiiii.. hum chali aaaaaaaaaai]




ye dono kahan se tapak padi..


aur aur bhi adhik hairan ho gaye.

bahar khade hue guards ne jaise hi mud kar dekha. hathu me maujud guns ko ghuma kar 2 aur ladkiyon ko dekh kar hairan rah gaye the. dono ladiyon ke dono hathu me 2 2 ajib shakal wale pistols dekh fire karne hi wale the.


stick..stick..stick..stick..stick..
stick..stick..stick..stick..stick..


dono ladkiyan badi speed se idhar udhar move karti hui hathu ko bhi move karti hui fire karti chali gai.. 2 seconds se bhi kam samay me 10 fire kar daale. 10 ke 10 rakhwale jahan aur jaise khade the, wahin aur waisi hi halat me sookhe patte ki trah girte chale gaye.



ye dono ananya aur lavanya thi. andr jo maujud thi. ek paridhi aur ek sarah thi.

ananya ne lavanya ko dekha aur

[waahhh.. wahhh badi furti hai tere me to]

lavanya has padi

[akhir shishy kiski hon.. hehe]

[shishy ya lover]

dono is bar ek sath has padi

andr sab hairan the. pareshan the. shocked the.

ananya aur lavanya dono bahne behosh hokar gire pade rakhwale ke beech me se guzarti hui andr jaane lagi.

charon wonders girls ek sath khadi hui.

lavanya aur ananya ne haal me khade hue mardon ko dekha

lavanya

[pahli baar dekhoge. 4 girls milkar ek sath kitni females ko kidnap karti han]

ananya

[kyaa matlab??]

lavanya

[2 ko kyun lejana.. sab ko le jaate han]

sarah ne lavanya ko ghoor kar dekha

[sab ko kyu lekar jayengi hum]

lavanya

[samjh jaao na yaar.... sabhi females ki ankhon me dekho]

tab sabne dekha.


sarah

[oohh to ye baat hai]

paridhi

[bina yash ki parmission ke.. kya ye yahi rahega]


ananya

[i think!.. best rahega.. chalo der na karo.. aur lekar nikalti han sabko yahan se]


sarah

[lekin pahle inki murammat na kar li jaaye.. thodi si]

paridhi ke hathu me dono bhaiyon anup aur adarsh ke baal the. kasske pakde hue baalon ke kaaran dard se tadap rahe the. lekin apni life me pahli bar aisi wonder girls ko dekh rahe the. dard se hairani badhkar thi.



charon ladkiyon ne time ki kami ke chalte wahan khade sabhi mardon ki murammat kari. anup karate jaanta tha. usay thoda moka diya gaya. khub anup ne hath pair chalaye. aur apne hi parivar ki striyon ke samne zaleel o khuwar hua. ek bhi ladki ko hath nahi laga saka.

fir khub pitai hui anup ki. zillat kyaa hoti ha. anup ko aaj pata chal raha tha. khud ko mard samjhta tha. aaj pata chal raha tha. mard ke naam par kalank hai woh.. par anup ke andr sharam nahi, aag hi aag badhti ja rahi thi.





sabhi ladkiyan yash thakur parivar ke mukhe mardon ke behosh hone se pahle unse boli thi.


[shukar manaao. jo itni si hi saza me jaan bakhshi kar rahi han tumhari.. warna tum is layak ho. tumhare badan ka ek ek ang alag karke chaurahe par taang dia jaaye. thuuuu hai tujh jaise mardon par.. samaj par kalank to ho hi.. insani roop me bheediye bankar insano par bhi kalank ho tum sab... jiska kaaam ha. woh apne dhang se hi karega.. aaj ka game plan parivarik striyo ki suraksha. isliye bhi tum sab ko chhoot di ja rahi ha]


sab mardon ko behosh kar dia gaya. sab ko kothi se bahar leja kar phenk dia gaya tha..

tayi aur sabhi ladkiyon ko wahan se lejane ki baat kari gai

tayi

[nahi. hum nahi jaayengi tumhare sath]

nisha

[lekin mai to jaaungi]


tayi apni beti ko dekh kar shocked hui.

kajol

[main bhi nahi jaungi]

saanvi

[hamara yahan rahna bhi maut ha. aur tumhare sath jana bhi maut.. jab maut hi hamare mukadron me likhi hai to fir tumhare sath kyun jaayen]

supriya

[yahan rahi to ghut ghut kar darr darr kar mar jaayengi.. tumhare sath gai to zillat ki ek nigah hi hamari saanson ko rok legi]

ekta

[hamare parivar ke mard jaise bhi han. lekin han to mard hi na. parivar ke mardon ki izzat unke parivar ki striyon ki izzat me hoti hai. hum mar jaayengi. par yahan se nahi jayengi]



sarah

[zilllatt..... zillat to tumhara mukadar tab banegi. jab tum khud aisa chahogi.]

lavanya

[barson se ek mard ke saamne hum nangi rahi han]

ananya

[woh aisa shandar mard hai.. uski nazar kabhi bhatki hi nahi]

paridhi

[hum to taras rahi han. barson hue humen jawani ki dahleez par kadam rakhe. aur wo hai k 18 ke hone ke bad ek kiss se aage nahi badha ha]


lavanya

[aisa mard poojne layak hota hai. aur tum sab usse darr rahi ho]

ananya

[deepti chachi shweta aur]


nisha ko dekh kar aage boli

[iske jaise vishwas palna seekho.. prem par vishwas.. bhagwan ne jeevan dia ha to bhagwan par vishwas... seekho.. chalo hamare sath.. ek bhi nigah zillat bhari tumhari orr uthe to hamare moh par thuk dena.. jaise kuch der pahle deepti thakur ke chahre par thak dia uske pati ne]


saanvi kuch soch kar boli

[theek ha. hum chalengi tumhare sath. lekin tumhe do kaam karne honge]


sarah

[konse do kaam]

sanvi

[ek to humen us manho...]


manhoos kahne lagi thi saanvi apne bhai ko

fir khud par kabu pati hui jaldi se boli

saanvi

[us yash se tumhe humen door rakhna hoga. dusra hum hamari izzat par jab bhi kabhi khatra mahsus karen. hum apni jaan par khel jayen. hum sab ko zeher avail karke dena hoga]


sarah paridhi aur lavanya ananya charon ke dil me jaise dard sa bhar gaya. wo bhi ladkiyan hi thi.. dard to uthna hi tha dilon me. khud barson azad aur happiest life jeeti aa rahi thi.. yahan ki girls ki life aur dard ko jaan kar dard me aa gai.


lavanya aaage badhi

[tum yash ki kyaa lagti ho]


saanvi ajib se svar me boli

[bahan]

lavanya

[tab tum hamare liye bohut khas ho.. aur sab bhi khas han. hum tumhe yash ke paas nahi le ke jaayengi. tumhe yahan ki zillat bhari zindagi se door le jaayengi. yahan hamesha darr ki fiza me jeene se acha ha. azad life jiyo. akhri saans tak jiyo. jab tak nahi chahogi. yash ka saamna bhi karne ko nahi milega.. vishwas rakho..]



kuch der me sab wahan se nikal rahi thi. yash ki apni gaadi abhi wahin thi. do gadiyon me sab wahan se nikal padi thi. kothi me koi rah gaya tha to keval kothi ke bahri area me pade hue behosh sharir hi rah gaye the.


baki kothi ke andr koi nahi tha.


jaise hi sab kothi se 100 meter door hue.. kothi me achanak se aag jal uthi. jo dhire dhire badhti hi ja rahi thi..




<-------------------------->

digvijay aur sab is baar full speed se apne kafile ke sath kothi ki orr wapis laut rahe the. sab adhik chinta me aa gaye the. yash hath se nikal gaya tha. hath se nikla shikaar aur aisi maat woh bhi paritibha ke hathu.. sahnshakti se bahar ki baat thi.

lekin yash ki chetavani.. ab kothi par kisi se bhi sampark na ho pana. sab ki chinta, aur gussa asman ki bulandiyon par tha.


kothi se door the. kothi nazron me aai to sab cheekh pade.

[aaaaaaaaaaagggg]

[kothi me aaag lagi hui hai... speeeeeeeeeed badhaaaaaaaaaaao]



bharti thakur aur sab life me pahli baar itne zayada pareshan hoye the.

IG sabko bari bari dekh raha tha. kabhi sabko dekh kar usay lagta. kal ka chhokra uska kuch nahi bigaad sakta.

kabhi IG ko lagta. nahii.. jo chetavani us chhokre ne usay di hai.. wo apne kahe par pura utar kar rahega..


is baat par IG ko pasina aane laga tha. yahan yash hath se nikal gya tha. idhar me aag lag gai thi. us kothi me. jiski desh bhar me misaal di jati thi.




<-------------------------->



charon helicopters 25 minat ki parwaz ke sath pahadon ke beecho beech ek aalishan haveli ke upar ja pohnche.


yash neeche dekhne laga. yash ke hath abhi bhi peeche ki orr hathkadi me bandhe hue the. yash neeche alishan haveli ko dekhne laga.

3 helicopters haveli se bahar land ho gaye. yash wala helicopter haveli ke andr ek jaga land hua.




paritibha aur surya thakur dono helicopter se utre.. yash ko ek nazar dekha.. alok aur ashok se dhire se baat kari. fir andr jaane lage.

yash normal hi raha. yash ko alok aur ashok dono apne sath aur jaga lejane laga. yash chup chap alok ashok ke sath jane laga.




<-------------------------->


yash ek bade aur alishan kamre ke andr tha. yash ki nazron ke saamne paritibha, surya thakur, dono ke 3 jawan bete 1 beti, alok aur ashok ki 2 jawan behne aur mata pita maujud the.


sabke sab ek sath yash ke saamne aaye aur ghutno par jhuk gaye.



paritibha boli to uski awaz me dard ki intehaa thi.

[humen mukti chahiye.. mukti maut ki surat me hi kyun na ho. humen swikar hai. zillat bhari zindagi nahi chaiye humen. zillat bhari zindagi se maut hazar darje bahtar hai. hamari nazar me aap na to manhoos ho aur na shaitan. hamare dilon me aap ke liye nafrat 1% bhi nahi hai. fir bhi hum sab shrap me ji rahe han. mere andr, mere pati ya bachhon ke andr mere parivar ke gahtya mardon ya auraton jaisa kuch nahi hai. fir bhi shrap ke bhagedar bane hum. KYUN??. bhagwan hi jaanta hai. kyun?. humne koi gunah nahi kiya. kisi ka dil nahi dukhaya. kisi par zulm nahi kiyaa. har ek ke dukh dard ko humne apna dukh dard jana. fir bhi shrap me bhagedari. ascharya hua humen niyati ke aise khel ki rachna par. shrap hamare kisi pichhle janam ki saza ke roop me humen is janam me mil raha ho. ye soch kar hum barson se ro rahe han. aap ke intezar me ji rahe han. bohut talash karne par bhi aap humen nahi milen.. ab milen han.. humen mukti chahiye. chahe maut ki surat me hi kyun na mile. zillat nahiii.. zillat nahiii..]



paritibha thakur ki ankhon me ansu the. beinteha dard tha paritibha ki ankhon me. uske svar me.. surya thakur ki bhi same halat thi. paritibha ke teeno bete aur beti.. sab ke sab ro rahe the.

yash ko hairani hui.. ye sab kitne ache han.

alok ashok ke pita bole

[hum digvijay ya dusre thakuroun se paise me, hasiyat me bohut kam han.. par hum insan han. humne khud ko hamesha insan samjhaa. meri ek bahan thi. jawan hui to usay ek ladka pasand aaya. wo ladka kisi aur jaati ka tha. fir bhi humne bahan ki shadi us ladke se karne ki than li. hum to chahte the, hamari bahna hamesha khush rahe. jo uske dil me hai. wahi jeevan sathi ke roop me usay mile. lekin]



[mera bhai tha mahesh.. bada hi jeedar tha. asli mard. uski kuch kuch soch digvijay aur sabhi ke jaise thi. lekin bahan se usay bhi bada prem tha. fir youn hua. bahan ki achi life ke liye mahesh bhaiya maan gaye. lekin sab biradari walun ne virodh kiya. baat ladai jhagde tak aayi. mahesh bhaiya jaan se gaye. fir meri bahan ki shadi biradari me hi kisi se zabardasti karwai jaane lagi. apni zindagi ke sath itna bada khilwar woh sahn nahi kar paai. aur jaan par khel gayi.]


alok ka pita rone laga

[nahi han hum papi.. nahi han hum aap par hue atyachar me bhagedar. hum bhi striyon ka samman karne wale insan han. fir bhi humen shrap mila.. nahi sweekar humen shrap. humen mukti chahiye.. chahe maut ki surat me hi kyun na mile.. zillat bhari zindagi zillat papiyon ka mukadar bane to samjh me aata hai. hamare bhagy me zillat??.. kyun??.]


sab ro rahe the. aur yash


yash ki ankhon me to pyaar karne walun ke liye ansu kabhi ruk hi nahi sakte the. itna dher sara dard dekh kar kaise khud ko sambhal sakta.


yash ki ankhon me ansu aa gaye. yash ghutno par jhuki paritibha ke aage khud bhi ghutno par jhuk gaya.


.
.
.
.
.
.

aaj ke liye itna hi. baki ka time milne par. ise padhiye. enjoy kijiye. acha na lage. to bina like comment ke khisak lijiye. acha laga to dil khol kar like comment kariye. aise hi ache ache updates aap ko regular milte rahenge.
Bohot khubhsurat lajwab ą¤œą¤¼ą¤¬ą¤°ą„ą¤¦ą¤øą„ą¤¤ update bhai jann......

Ye sab ko kaha pey leke gaye hey šŸ¤”šŸ¤”šŸ¤”


Aur ye kya pratibha Aur baki sabhi sahi mey aise hey ya natak kar rahe hey šŸ¤”
 
  • Like
Reactions: asadjee

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,118
174



Update 17

**********





jald hi digvijay aur sab jal rahi kothi ke pass the. kothi shahar ke bahri orr thi. 150 meter ki doori par kai houses the. kuch shops thi. wo sab digvijay thakur ki kothi me lagi aag dekh kar chaunk uthe.


firing me firing aam baat thi. akhir digvijay thakur ki kothi thi. jo apne aap ko pure rajasthan ka hi nahi pure desh ka baap samjhta tha.



lekin aag....


kothi me lagi aag se ghambirta ka ahsas paate hi sab daud pade the. kaiyon ne aag bujhane walun ko call mila di thi. to kuch digvijay thakur ke behosh sadason ko surakshit kar rahe the.


digvijay aur sab wahan pohnche to logo ki bheed me apne family members ko behoshi ki halat me dekh, samjh bethe. sab maar diye gaye han..

sab cheekh pade..

sab daud pade..

ansu to aaye kaiyon ki ankhon me. lekin koi roya nahi..

bharti thakur ki ankhen khushk thi. wo behosh pade huon dekh rahi thi. ghayal hue pade apnu ko dekh rahe thi.

parr...

uske andr ki agni laave ka roop dharan karti ja rahi thi.

tab wahan khade huon se pata chala. sab behosh han. to sab ki jaan me jaan aai

bharti thakur cheekhi

[digvijayy!!.. bachhiyan kahan han]

tab sab andr ko bhage. aur koi bhi unhe rok nahi saka tha.

kothi me andr ghus pana sambhav nahi tha. pahle to sabko laga. parivar ki nariyan andr jal mari han

jald hi akal aa gai...

unhe to utha kar le jaya gaya hoga..


tabhi digvijay mayank ko dekh kar bola

[bheed khatam karo...bhaga do sabko yahan se.. jisne bhi kothi ko aag lagai ha. hamari izzat ko bhi wahi utha kar le gaya hai. ye zarur shaitan ke chele han.. wo zayada door nahi gaye honge.. peecha karo unka..pilot ko call karo. helicopter wapis se yahan laaye. usay jaldi se aane ke liye kah do. ilake se nikal bhagna asan nahi hai.. sab ko ek sath le jana sambhav nahi hai. pure shahr me high alert kar do. police ko, gaon me sab ko khabar kar do. jitne bhi hamare jaanne wale han sab ko bata do. pure rajasthan ke raods band karwa do... curfew lagwa do.. hamare parivar ki izzatein lejaane mat do.. warna pure shahar me, pure state me, pure desh me sadkon par lashen hi lashen honge.. aisi chetavani sarkar ko de do]


digvijay ki baat sunkar kuch majme ko wahan se bhagane lage. aur majma to digvijay ka ahankari rudra roop dekh kar hi wahan se bhaag nikla tha.


kuch hi der me wahan faltu ka koi banda nahi tha.


baki parivar ke sabhi mard kisi na kisi ko call karne me busy ho chuke the. dekhte hi dekhte pure rajasthan me thadthali mach uthi thi..


IG ko bhi apni jaan ke laale pad gaye the. woh bhi phone me busy ho gaya tha.


IG ki call ke police ki gaand phatne lagi. rajasthani sarkar digvijay thakur ki apni sarkar bhi thi.. rajasthan ke konse area me woh strong nahi tha. rajasthan ka to fir bhi baap mashahoor tha digvijay thakurrr..


dekhte hi dekhte saare thane khali ho gaye. police roads block kiye jaane lage. digvijay chahta to khamoshi se sab kar sakta tha. lekin nahi kar sakta tha. ek to woh koi risk nahi lena chahta tha. dusra aisa karne se woh sabko apni power dikha dena chahta tha. bata dena chahta tha. usse takrane wale ka kaise pal bhar me hi safaya kar jaane ki shakti rakhta hai.



ghamand ki intehaa thi digvijay aur uske parivar ke ek ek sadasy me.


ek side jaisalmer aur aas paas ke cities ki police roads block kar gayi thi. dusri orr digvijay thakur ke gaon aur khas jaanne wale bhi apni apni jaga kaam par lag gaye the.



paridhi, sarah, ananya aur lavanya ko digvijay thakur ke parivar ki females ko
kidnap karke lejane se rokne ke liye hazaron log kuch hi minto me busy ho gaye the.



digvijay thakurr chillaya

[ladke tuney mujhe bohut halke me le liya.. maine tujhe aam sa shaitan samjh kar itni chhoot de di.. warna kothi ke andr hi tujhe jaan se maar kar verane me leja kar dafan kar deta.. galati nahi hai mujhse.. digvijay thakur kabhi galati kar hi nahi sakta. paritibha tujhe aa kar bacha gayi.. bahan na hoti woh meri to dekhta tu kaise mujhse bach kar jata hai.. uske siva dunyaa ka koi power powerful se bhi powerful person tujhse mere shikanje se azad nahi karwa sakta tha.. no never.. kabhi bhi nahiiiiii... chhodunga nahi tujhe.. na hi tere sathiyon ko.. mere parivar ki mahilaon ka apharan kiya ha tere sathiyon ne. zarur hath bhi lagaya hoga. asani se koi bhi tere sathiyon ke sath nahi gayi hongi... haath kaat kar kutton ko na khila diye to mera naam bhi digvijay thakur nahi....]





<----------------------------->





yash ki ankhon me ansu dekh kar sabko hairat hui thi.

lekin khud unke dilon ka dard bhi kam nahi tha.

paritibha

[mera pati ek sacha mard hai. aaj tak sher ki zindagi ji hai mere pati ne. mere bete bhi sher hain. aise sher han, jinhe dekh dekh kar maaen garv se kahti hain. bete hon paritibha aur surya thakur ke beton ke jaise. ek sache mard me jo jo khubsiyan honi chahiye. wo sari ki sari mere pati ke bad mere beton ke andr hain.]

paritibha hichkiyon me ro rahi thi. aur yash bass bheegi ankhon se paritibha ki ankhon me hi dekhe ja raha tha.

baki sab yash ko dekhe ja rahe the. ansu bahate hue hairan hote ja rahe the.


surya thakur bola to yash usay dekhne laga

[mere pita ji ab is dunya me nahi rahe. jab tak rahe, mai unke saamne ek bachha bankar raha. mai desh ka jana mana person hon. log darte han mujhse. aur mai sivaye bhagwan se kisi se nahi darta. dunya bhar ka gyan hai mujhe. fir bhi pita ji jab mujhe samjhaya karte the. mai nanhe bachhon ki tarah suna karta tha. pita ji kitne mahaan the, mai nahi janta. itna janta hon. gandhi ji ke bad agar koi vicharon se mera favourite raha ha to woh mere pita ji hain. aaj tak kabhi pita ji ko kisi aam se person par bhi gussa karte hue nahi dekha maine. aur hamesha hi pita ji ke shabdo me manushy prem ke siva kuch nahi hota tha. hum bure nahi han beta. kaayar bhi nahi han. kaayar hote to aap ke gusse aur badle ki bhavana se bachne ke liye dunya me kahin bhi ja kar chhup jaate. lekin hum nahi chhupe. humne socha, is janam ka paap na sahi to kisi aur janam ke kisi paap ki saza humen mil rahi hai. hum apne har janam me hue apne paapo ke prayaschit ke liye yahi rah gaye. aap ke intezar me jeene lage. lekin beta. hum zillat bhari zindagi nahi ji sakte. humen mukti chahiye beta. chahe maut ki surat me hi kyun na mile. maut bhi humen pure mann se swikar hogi.]


paritibha firse boli

[mere pati itne mahaan hain. shrap ka asar inpar hua to inho ne samjh liya. aage chalkar hamare bachhon par bhi shrap ka asar dekhne ko milega. aur dikha bhi. mera pati aur mere bete sher hote hue bhi mard nahi---]


paritibha ka abka rona aisa dardnaak tha. yash ko apna kaleja phat ta hua mahsus hua.. yash ne ek jhatke se paritibha ko apne gale se laga liya.

paritibha awaz me rone lagi.

yash

[is janam ke rishte me aap meri bua ho. baap ke rishte se koi rishta mujhe pasand nahi ha. mai aap ko maa kahunga. haan maaa. maa.. maa ho aap meri. kyaa maa bete se badhkar koi rishta ho sakta hai. nahi ho sakta. aap meri maa ho. aur mai aap ka beta. ek maa apne bete ke aage ghutno me bethe. ye maa ka apmaan hai]

yash itna bol kar paritibha ko utha gaya. paritibha ki roti ankhon me chamak utar aai thi

yash ne sab ko dekha

[plz ap sab bhi khade ho jaiye]


sab khade ho gaye

yash ne paritibha ke gaalon ko thama aur niharta hua ankhon me doobta hua bola


[ateet jo mere saamne dhundla hai. aap sab par shrap kyun hai. mai nahi jaanta. mujhe aap sabse kaisa badla lena hai. mai nahi janta. aag hi aag hai mere seene me dahak rahi. bharti thakur, digvijay, vikrant thakur uske beton ke liye, parivar ke har mard ke liye, kai nariyon ke liye. kaiyon ke chahre dikhte han mujhe sapne me. jinke sath mai bohut bhayankar bartav karne wala hon.. kyun??. nahi janta. itna samjh me aata hai. ateet me, mere pichhle janam me zarur kuch to mere sath aisa hua. jo bohut bhayankar hai. itna bhayankar k aisa shrap mila. har stree meri dasi banegi. har mard mera ghulam banega. jo mujhe masum samjh kar mujhse prem karega. mai uske liye samndr ban jaaunga. jo mere aage akad jaayega. usay mere gusse ki agni se jalna hoga. jo mere sath hua. woh zarur bohut zayada dardnak hoga. tabhi mujhse sabse badla lena hai. woh bhi aisa meri marzi ke bina koi mar bhi nahi sakta. mai masum hon. mai pyaar karne walun ke liye itna zayada narm kyun hon. ye baat mai aaj se pahle nahi jaan saka tha. jo baat dil me aai thi. wo ye thi. bhagwan nahi chahta mai mujhe janam dene wali maa se bhi badla loon. shayad isi liye mujhe pyaar hi pyaar karne walun ke beech parwan chadhaya. lekin kothi me wahan, shweta didi, deepti chachi aur yahan aap sab ko dekh kar maine jana hai. mujhe pyaar se pyaar karne walun ke sath beinteha pyaar karna hai. mai bhi majbur hon maa. badi se badi kasam le lo aap mujhse.. kuch bhi mere vash me nahi hai. niayati davara racha ek khel hai.]

yash ne surya thakur ke aage hath jod diye

[mujhe shama kar dijiye.. mere kaaran aap ko barson sharam, dukh aur dard me jeena pada. aap sab to bade hi mahaan hain. bhala mai aap ko saza kaise de sakta hon. aap to mere bade han. aur jo pyaar karne wale hon. wo umar me bhi bada hon. mere jaise to aise badon ke charanon me hi puri umar bita den. salam hai aap ko bhi aur aap ke mahaan pita ji ko. bohut achhe sanskar diye unho ne aapko. aur aap ne bhi bohut achhe se apne bachhon ki parvarish ki hai]


yash ne paritibha ke teeno jawan beton ko dekha.

[ye jaan kar aap ke sir jhuk jaate honge. aap jaise bete sahn bhi kaise kar sakte han. unki maa kisi ki dasi bane.. koi bhi beta ye sahn nahi kar sakta. us ki maa kisi ki dasi bane. aap ki jaga mai bhi hota hai.. to meri bhi halat same aap ke jaisi hi hoti.. beta to ye tak sahn nahi kar sakta. unka apna saga baap bhi unki maa ke sath sakht aur gire hue lahje me baat bhi kare.. dasi banna to bohut door ki baat hai.]


yash ne apne jude hue hath paritibha ke teeno beton ke aage kar diye

[mera janam shrap ke chalte papiyon ko anjam tak ponchane ke liye hua hai. ek aur kaaran ke liye bhi hai.. prem!.. mai prem pujari hon. mujhe jismo se prem nahi hai. mujhe aatmaon se dilon se prem hai. dushmano me se agar kisi ko dasi banana hai to woh shrap ke badle ke chalte hoga. na k jism ki bhuk mitane ke liye.. pyaar karne walun ke jismo ko kuchla nahi jata mere bhaiyo.. vishwas kar sakte ho to kar lo.]

yash paritibha ko dekh kar bola

[ek maa kabhi dasi ban hi nahi sakti. maa ke sharir se mumta ki bajaye hawas ki ichha puri karne wale ka sthan to narg hota ha. aur mai narg me nahi swarg me jana chahta hon. aap vishwas kar sakte ho to kar lo.. maa ko kabhi ek mard ki nazar se na kabhi dekhunga. aur na hi kabhi hath lagaunga]


basss....

paritibha is baar bade hi josh ke sath cheekh maarti hui yash ke seene me ja samai. zor se cheekhne lagi thi. yash ke mathe ko like an mother chumne lagi thi.

surya thakur aur uske beton ke chahron par sukun hi sukun utar aaya tha. baki alok ashok and parivar bhi ab sukun me tha. yash ki soch ko jaan kar hairan bhi tha aur bohut zayada khush bhi.


[shukar hai.. bhagwan ka lakh lakh shukar hai. jo usne mujhe tumhare roop me ek aur beta dia. shukar hai ek maa beton ke aage sharminda hone se bach gai. shukar hai.. shukar hai.. tumhara naam kyaa hai beta]


[yash]


paritibha

[bohut payara naam hai beta tumahra]


surya thakur

[mujhe bhi mere bete se milne do paritibha]

yash surya thakur se mila to surya thakur ne bade josh badi mohabbat ka muzahira kia


surya thakur ke teeno beton se bari bari mila. aur teeno jo pahle sharam se sir nahi utha pa rahe the. ab sir utha kar yash ke gale mile the.

yash

[aap teeno sher ho. aur sher ki zindagi hi jeena akhri saans tak]


teeno bari bari bole

[ab tak sher ki hi zindagi jeete aaye han bhai. 18 ka hone par jab sari sachai ka pata chala to khud ko kutton se bhi badtar samjhne lage the hum. andaza nahi tha. tumhare jaise bhai ke mil jaane par hum firse sher jaisi zindagi jiyenge. tumhare maksad me tumhare ye bhai sir dhad ki baazi laga denge.]


[ek bete ke liye maa ki hasti aisi hasti hoti ha. jiske liye woh kuch bhi bura na to soch sakta ha. na hi kisi ko sochne de sakta hai. mar gaye the hum. barson se mar mar hi ji rahe the. dunya aaj bhi humen sher hi samjhti ha. lekin andr se hum toot chuke the.]

[humen tumne zindagi di bhai. hamari uthe sir ek bar firse uth gaye han. irada tha, apni maa aur bahan ki izzat ke liye apne jhuke sir aur bhi jhuka denge. aur jhukaye. lekin aap ne to hamare saron ko hamesha se unchaa kar dia hai. aisa sukun aaj tak humen nasib nahi hua bhai]


yash ki nazar paritibha ki beti par padi. wo yash ko hi dekhe ja rahi thi.

yash

[ye mera asli chahra nahi hai.. fir bhi kam handsome nahi dikh raha hon. aur tumhe mai bahan nahi banaunga. dasi bhi nahi banaunga. abhi se bol deta hon. tum meri patni banogi.. woh bhi pure samman ke sath!. pure samaj ke samne]


paritibha ki beti sharma gai. sab ko ek shan hairani hui. fir dusre hi shan sab khil uthe.

paritibha
[ye to confirm hai. meri tarah meri beti ke bhi bhagy me aap ki dasi banna likha hai beta. lekin aap ne mujhe chhoot de di. meri beti umar bhar ke liye dasi bankar rahe.. ek maa ke liye, ek pita ke liye, teen teen sher jaise bhaiyon ke liye bade sharam ki baat hogi. humme se koi ye bhi nahi chahega. hamari richa umar bhar aise hi rahe. aap ne richa ko apni wife declare karke hamare dilon ke dard ko puri tarah dard mukt kar dia hai.


paritibha ne ek baar firse yash ko gale se laga kar yash ke mathe ko chum liya.


paritibha apni beti ko dekh kar smile se boli

[kyun richa beti. yash bete ki wife banna chahti ho ya dasi.. ya sari umar--]

richa ne ek gahri sharam wali nazar se yash ko dekha. fir dhire se boli

[inho ne kaha. ye inka asli face nahi hai. bina asli face ko dekhe mai kaise haan kar sakti hon]



richa ki is baat par sab khil khila kar has pade the.

yash apne real face dikhane se pahle alok ashok and parivar walun se mila. bohut der se sab yash se milne ke liye betaab ho rahe the.


fir yash ne apni gardan ke peeche hath lejaa kar kuch tatola.. sab yash ko dekh rahe the. kuch filmi sa scene ban raha tha. sab bohut curious the.

jald hi yash ka real face sabke saamne the. aur sab yash ko ek tik dekhte ja rahe the. yash ke real face akarshan se bharpur tha.


is bar paritibha alag hi mohabbat ki maatra ke sath yash ko gale se laga kar yash ka pura sundr face chumne lagi thi.

fir apni beti se boli

[sorry richa beti.. tum apne liye koi aur dhund lena. mera beta tujhse kahin badhkar handsome aur charming personelity ka maalik hai. is ke liye to mai koi apsara hi talash karungi]


aur richa thakur bajaye kisi aur expression ke paas blush karne lagi.

sab has pade the.

richa tirchi nazar se yash ka face dekhne lagi.


fir ekdum se boli


[yash.. aap ne mujhe apna asli face dikhaya hai. mujhe woh sthan diya ha. jiski mai kalpana bhi nahi kar sakti thi. mai bhi aap ko ek baat bataye deti hon. aap ke bade kaam aayegi.?]

yash
[kaisi baat]


richa
[asal me jo baat mere dil me aaj aai ha mummy ki baaten sunne ki bad. wo pahle kabhi nahi aai. ab tak aap ne hamare liye apna dil khol kar rakh dia ha. hum to barson se ghut ghut kar, darr darr kar ji rahe the. to mujhe lagta hai aap ko ye baat bata deni chahiye.]


paritibha
[richa beti!. tumhari baat meri samjh me nahi aai]

richa
[asal me mummy]


fir apne papa aur bhaiyon ko dekh kar boli

[papa, bhai aap sab aur mai bhi.. hum sab ke sab zaalim han]


richa ki is baat par sab chaunke

paritibha

[richa beti apni baat tukdon me mat kar.. khul kar bol jo bhi bolna hai tujhe]

richa

[mujhe shama kar dena mummy.. asal me hum shrap me ji rahe han. aur shrap hamare saron se akhri saans tak mukt nahi hoga. hoga to hamari sachai par mukt ho sakta ha. mujhe kah lene dijiye mummy papa aur mere teeno bhai. aap sab mujhe jan se payare han. lekin asal me hum sab zaalim hain]


yash ab richa ko gahri nazar se dekh raha tha. richa jo usay pahli nazar me aam si ladki lagi thi. ab ekdum se usay badi khas lagne lagi thi.



sab richa ki baat par uljhan me pad gaye the

richa yash ko dekh kar boli

[mai na to behaya ladki hon. na hi mummy papa ya badon ka apmaan karne wali ladki..]

yash
[tumhara aise baat kar meri nazar me tumhari value badha raha richa. tum nahi janti ho. mai kyaa hon. mere aas pass rahne wale kitne great log hain. ab mujhe lag raha ha. ek aur khas person add hone wala hai meri team me]


richa khush hui yash ki aisi baat par.


[mummy.. hum zaalim pata han kyun.. apne apni kahani sunai thi. ap ne bataya tha. shrap kyun hai. kis liye hai.]

paritibha

[haan.. jitna mai janti thi. utna tum sab ko bata dia tha. ta k kal ko mere bachhe mujhe blame na karen. woh ye na samjh len. unki maa bhi shrap ka mukhe kaaran bani hai]


richa daleri se boli

[mukhe kaaran nahi bani han aap mummy ji.. lekin kaaran to zarur bani han aap bhi. warna aap us parivar se alag ho kar papa se shadi kar jaane ke bad shrap se mukt ho jaati. lekin nahi hui. har ladki ka mayke parivar se alag ho jaane par mayke walun ke sath len den khatam ho jaata ha. lekin fir bhi aap shrap me bhagedar bani.. kyun?. zara sochiye mummy.. aap ne yash ke pichhle janam par yash ki muat ke liye dukh ka izhaar kiya tha. sabko chhod dia aap ne. lekin aap zaalim ke sath khud bhi zaalim ban gai thi.]


yash ab hairani se richa ko dekh raha tha

aur paritibha apne dil par hath rakh gai thi. surya thakur aur uske bete richa ko shocked hue dekhne lage the.

alok ashok and parivar walun ki mansik stiti bhi same thi

richa alok parivar ko dekh kar paritibha aur surya thakur ko dekh kar bolia

[aap ne bass shabdo aur bhavanaon ki hi rachna ki thi mummy.. aap itni power me thi. aap yash ke murder ko rok sakti thi]


ye sunkar yash ka moh khul gaya

richa is baar bade dukh se boli

[asal me hum bohut kuch kar sakte han mummy. aaj bhi hamare desh me har jaga log khade tamashe dekha karte han. kuch kisi par atyachar hote dekh kar dil me dard to mahsus karte han. lekin zaalim ko zulm karne se rokte nahi han. adhik aise hote han jo kuch kar nahi sakte. zulm ko hone se rok nahi sakte. ye aam bat ha. lekin bhagwan bhi tab krodhik ho jata hoga. jab ek person power rakhte hue bhi zaalim ka ant na kare. atyachar ko hone se roke nahi. us samay ap bhi aap power me the. aaj aap power ka paryog karte yash ko unke shikanje se nikaal laaye. tab bhi ap power ka paryog karte hue yash ko bacha lete. milne wale shrap se aap mukt ho jaate. jaise aaj aap ne shrap se mukti ke liye power ka paryog kar dala.



richa ne ek gahri saans li aur alok and parivar ko dekh kar boli

[biradari me jo achhe han. un sabhi par bhi shrap kyun hai.. isliye hai.. kyun k wo bohut kuch kar sakte the. lekin kisi ne kuch nahi kiya.. sab khamosh bethe rahe. zulm ko aise hi to badhawa milta hai mummy.. aur zulm hota dekh kar power wale log jo bhale hi mann ke sache aur nek hon, bhagwan ki orr se unhe chhoot nahi hai. kaise fir bhagwan unhe shrap se mukt kar sakta hai.. so mere hisab se aap bhi doshi ho mummy. aur papa aap bhi..]

apne bhaiyon ko dekh kar boli

[aaj tak humne jitni bhi life ji hi bhai.. kyaa hum khud apni hi nazron me zaalim nahi han. koi khul kar zulm karta hai. kuch chup rah kar zulm me bhagedar ban jata hai. hum sab zaalim han. is dunya me koi bhi bacha hua nahi hai. dosh bhagwan ko dete han. burai hamari karni me hai.. kyun nahi deta woh humen zaalimon se nijat. har vyakti hi apne aap me ek zaalim hai!.]



richa ki is baat par sabki ankhen khul gai thi. sir jhuk gai. ankhen aatmaglani ke chalte nam hone lagi. dil jalne lage.

paritibha ab tak khud ko nirdosh maanti aai thi. lekin aaj.. abhi ki richa ki baaton par doodh ka doodh aur pani ka pani hoa.

toh

paritibha ne sir uthaya aur boli

[sahi kaha richa beti tumne. aaj tak mai is baat ko soch soch kar pareshan rahi. kyun humpar shrap aaya. humse to koi paap nahi hua. fir hum shrap me bhagedar kyunkar bane.. lekin nahi... paap mujhse bhi hua hai. mai bhi zaalim bani us samay.. bohut kuch kar sakti thi mai us samay bhi.. par kuch nahi kiya maine]

surya thakur
[us samay hum wahi the paritibha.. hum dat jaate. jaise bad me datt gaye the. jaise ab tak date hue han. jaise aaj unki ankhon ke samne, hathyaron se les rakhwalun ke saamne hum yash bete ko le aaye.. tab bhi hum bohut kuch kar sakte the. sach me paritibha hum bhi zaalim hain]


sabke sir sharam se jhuke hue the.


yash richa thakur ko niharta ja raha tha. richa thakur apni baat bol ke khud bhi dukh me aai khadi thi.. fir yash ki nazron ki tapish apne gaalon par paai. to jhat sir utha kar yash ko dekhne lagi.

yash ki nazron ko jana to khadi khadi sharam se dohri hone lagi

aur yash..

yash ne richa ka hath pakad kar khencha.. aur richa ko apni baahun me bhar liya

richa ghabra gai. apne hi mummy papa aur bhaiyon ke saamne yash ke gale lagna.. pahli bat kisi gair mard ke seene me samai thi. laaj se uska pura chahra laal surkh hone laga.



yash ne richa ko khud se alag kiya.. apne ek ghav se ek anguthe ko khoon se rangeen karta hua dusre hi shan richa ki maang bhar gaya


hairat, khushi se richa ka moh khul gaya.

yash

[now!!.. you are my wife!.. richa yash thakurr!.. you are my sweatheart richa darling]


aur agle hi shan richa yash ke pair chhone ke liye jhuk gayi.


yash

[aise to hum sab zaalim hain. main bhi ek zaalim hon. mere dil me aap sabhi ke liye prem hi prem hai. aap khud ko mera doshi mat maaniye.]


yash ne richa ko thaam kar khada kiya. aur ek bar firse gale laga liya.



<----------------------------->



ek gadi ki driving seat par sarah thi. dusri gaadi ka staining paridhi ke hath me tha. dono full speed se raste me aane wali har rukawat ko door karti ja rahi thi.

ab tak kai singals, kai police naake dono break kar chuki thi. police davara digvijay aur sab ko khabar mil chuki thi. unke parivar ko kis disha ki orr lejaya jaa raha hai. dono gadiyan kis disha ki orr badh rahi thi.


sarah ne paridhi se sampark banaya

[bata yash ki premika number 2.. kyaa darr lag raha ha tujhe]

paridhi

[darr.. hahaha.. haan bohut zayada.. staring mere hathu me kanp raha ha. darr hai kahin gadi thok hi na dun.. hahaha]

sarah

[hehe. mere sath bhi kuch aisa hi ho raha hai yaar.. darr ke maare ghutne kanpne lage han]



dono full masti me thi.


jald hi ek helicopter me karib aata hua dikha. helicopter ke andr digvijay tha.

sarah
[ab hamara safe nikal pana mumkin nahi]

paridhi
[safe nikalna bhi kon chahta hai yaar.. hum khatron ki khiladi han]

sarah
[khatre ko door kiye bina, sab ko tigni ka naach nachaye bina safe nikal jane me maza bhi nahi aata.]

paridhi
[bohut samay se hath pair sahi dhang se hilane ka moka nahi mila hai yaar sarah.. aaj kuch fun with joyful na kiya jaaye]

sarah

[haan yaar.. tere desh ke kutton ko dikhane ka bhi bada mann hai. hum kyaa chiz han]

paridhi
[to fir is kam ke liye ret ke maidan best rahenge]

sarah
[wahhh.. waahhh.. tu meri sachhi partner hai yaar.. kasam se desert driving is my favourite journey yaar]

udhar digvijay bhi helicopter me betha dono gadiyon ke upar tha. dono gadiyon ke sheeshe usay coloured dikhe.. andr ka view dekh paane me woh nakam raha. digvijay sab ko khabar karne laga. dono gadiyon ki sahi location baare batane laga



digvijay tab hairan rah gaya. dono gadiyan ekdum se road se utar kar badi speed se verane ki orr badhne lagi..

digvijay dono ke peeche tha.

dekhte hi dekhte dono gadiyan desert me ghusi full speed se ret udari hui aage badhti ja rahi thi.

ye dekh digvijay thakur ulajhan me pad gaya.


fir hasne laga..

[hahaha]

[dekhaaa.. kaha tha naa.. pure rajasthan ka ek hi baap hai. woh wih digvijay thakur. mujhse bach kar nikal pana mushkil hi nahi.. namumkin hai]

.
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi mitro... milte han agle update ke sath jald hi.


 

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,118
174
Dhansu entry
Dagangg exit
Yash ka Exit dialogue mja aa gya
Ladkiyon ka action
Behno ka mila jula samarpan
Aur pratibha ke ghr ki situation
Sbkch on top

Jabardast update
Keep writing

Awesome update bhai šŸ‘šŸ”„


Wow lajawaab entry maari pratibha thakur ne

pratibha (bua) hai Yash ki

Very Nice Fantastic And Excellent Update Bhai

Nice Update

Update 1 complete nice start

la jawab update bro šŸ˜


Mind blowing & shandaar update bro,
:party:
:superb::superb::superb::superb::superb:

Mast update bhai

Marvelous awesome update bro

Awesome update

Nice update....kuch logo ki galti ki saza bahut sara logo ko sehni padti hai

To be true this storyā€™s concept or letā€™s say almost whole script was taken from story Badle ka shraapā€¦but since last few updates you have tried to show it as if it is unique story not related to the ā€œBADLE KA SHRAAPā€ storyā€¦keep your pace and I donā€™t like to see any relation of the story with the above mentioned story from this point onā€¦I donā€™t want to see any of the sister of lead character be his reincarnated lover nor among othersā€¦he will have his women as his lover there is no need to his lover to be reincarnated like in Badle Ka Shraapā€¦

Nice n fantastic

nice mast action se bharpur
aur last me emotion se bhi
keep writing

ą¤¦ą¤æą¤—ą„ą¤µą¤æą¤œą¤Æ ą¤•ą„€ ą¤¬ą¤¹ą¤Ø, ą¤Æą¤¶ ą¤•ą„€ ą¤¬ą„ą¤† ą¤¹ą„€ ą¤¤ą„‹ ą¤¹ą„ą¤ˆ ą¤­ą¤¾ą¤ˆą„¤

ą¤¬ą¤¾ą¤•ą„€ ą¤¬ą¤¢ą¤¼ą¤æą¤Æą¤¾ ą¤…ą¤Ŗą¤”ą„‡ą¤Ÿą„¤ ą¤øą¤¾ą¤°ą„€ ą¤øą„ą¤¤ą„ą¤°ą¤æą¤Æą¤¾ą¤‚ ą¤øą„ą¤°ą¤•ą„ą¤·ą¤æą¤¤ ą¤Øą¤æą¤•ą¤¾ą¤² ą¤²ą„€ ą¤—ą¤ˆ, ą¤”ą¤° ą¤Ŗą¤¦ą¤®ą¤¾ ą¤œą„ˆą¤øą¤¾ ą¤ą¤•ą„ą¤øą¤Ŗą„‡ą¤•ą„ą¤Ÿą„‡ą¤” ą¤„ą¤¾, ą¤Æą¤¶ ą¤øą„‡ ą¤Øą¤«ą¤°ą¤¤ ą¤Øą¤¹ą„€ ą¤•ą¤°ą¤¤ą„€ą„¤

ą¤²ą¤—ą¤¤ą¤¾ ą¤¹ą„ˆ ą¤Æą¤¹ą¤¾ą¤‚ ą¤øą„‡ ą¤¹ą„€ ą¤Æą¤¶ ą¤•ą„‹ ą¤‡ą¤ø ą¤¶ą„ą¤°ą¤¾ą¤Ŗ ą¤•ą¤¾ ą¤…ą¤øą¤²ą„€ ą¤•ą¤¾ą¤°ą¤£ ą¤Ŗą¤¤ą¤¾ ą¤šą¤²ą„‡ą¤—ą¤¾ą„¤

Nice update asad bhai

Nice update šŸ˜

Awesome update

Waiting for Next Update

Bohot khubhsurat lajwab ą¤œą¤¼ą¤¬ą¤°ą„ą¤¦ą¤øą„ą¤¤ update bhai jann......

Ye sab ko kaha pey leke gaye hey šŸ¤”šŸ¤”šŸ¤”


Aur ye kya pratibha Aur baki sabhi sahi mey aise hey ya natak kar rahe hey šŸ¤”
update has been posted mitro
 
Top