- 36
- 76
- 18
UPDATE – 01 [ REMEMBERING OLD DAYS ] |
Mai apni Maa ki eklauti santaan tha,isliye vo mujhse bahut pyaar karti thi.Unhone mujhe naa kabhi daanta aur na kabhi mujh par hath uthaya.Hum sab 1 khush haal pariwaar ki tarah miljulkar apni zindagi kaat rahe the,lekin shayad bhagwan ko kuch aur hi manzoor tha.Jab mai 5 saal ka tha tab meri maa ko dengue ho gaya.Unki tabiyat itni kharab thi ki hume unhe hospital me admit karna pada,lekin unki tabiyat bigadti gayi aur 1 raat vo hume chhod kar chali gayi.Mai chhota tha to janam-mrityu in sabse parichit nahi tha.Mai papa se roz zid karta tha ki mujhe maa se milna hai par vo har baar yahi kehte ki maa hume chhod kar jaa chuki hai.
Ek din Papa se zid kar raha tha ki mujhe Maa se milna hai to unhone gusse me aakar mujhpar hath utha diya aur chillakar kaha,"Teri Maa mar chuki hai..." mai us poore din rota raha.Dheere-2 maine bhi apni maa ke bina jeena seekh liya.Ek saal baad sabhi ne papa se kaha ki vo dusari shaadi kar len aur unhone sabki baat maan li aur doosri shaadi kar li.Mujhe bada dhakka laga ye sochkar ki Papa ne itni jaldi meri Maa ko bhula diya aur kisi aur ko meri Maa ki jagah de di.Shayad Papa ne kabhi meri Maa se pyaar kiya hi nahi tha isliliye to itni jaldi shaadi ke liye maan gaye.Ye baat mere dil me ghar kar gayi aur yahi kaaran tha ki mai apni Sauteli Maa ko kabhi apna naa paya.
Mera vyavhar sabke prati thoda rookha ho gaya tha.Mai sirf apni dadi ko hi apni har baat bata pata tha.Kuch saal baad mere chacha ne bhi shadi kar li.Ghar aate hi chachi aur sauteli maa ki khoob patne lagi.Lekin mujhe ab ghar walon me kuch khaas interest reh nahi gaya tha. Kisi ka ghar me hona ya na hona mere liye ek jaisa hi tha.Kuch saalon baad papa ko ek aur santaan hui jiska naam unhone Akshat rakh diya.Bhale hi Akshat chhota tha aur uska is sab me koyi kasoor na tha,par use bhi 1 bhai ke roop me apnana mujhe gawara nahi tha.
Jaise – jaise meri umar badhti gayi meri dosti class ke sabse bigade huye ladkon se hone lagi.Unke sath rehte huye mujhe gaali – galoch ki aadat bhi lag gayi.Mai thoda chidchida bhi ho gaya.Jaldi gusse me aana aur kisi se ladd padna,ye mere liye ek aam baat ho gayi thi. Studies me mujhe zyada interest nahi tha.Jab bhi padne baithta to dimaag apne aap hi khayali pulao pakane lagta.Kabhi dimaag kisi nayi movie par chala jata aur kabhi kisi pornstar ke baare me jiski porn maine recently dekhi ho.Issi kaaran marks kam aane lage aur kayi baar meri Papa ke dwara achhe se service bhi huyi.
9th class me pahuncha to Social Science (SST) ke subject ne gaand hi faad di.8th tak SST ki sirf 3 hi books hoti thi lekin 9th me 1 aur book add ho gayi.Girte padte maine 9th class pass ki aur 10th mein pahuncha.Par is saal kuch aisa hua jo pichle saal se lakh guna better tha.Ek to muje Gaurav jaisa acha dost mila jo studies me acha tha.Vo meri padhne me help kar diya karta tha aur uss se mai notes bhi le sakta tha aur doosra Harshika bhi mil gayi.Use dekhte hi pehli nazar mein pyaar ho gaya.Uske sath dosti huyi par apne dil ki baat mai usse naa keh saka.Vo mujhe sirf acha dost manti thi par mere dil me to alag hi khichdi pak rahi thi.Mujhe laga tha ki ab life sorted hai lekin yahi meri galatfehmi thi. Aksar aisa hota hai ki zindagi me sab kuch sahi jaa raha hota hai par tabhi zindagi palat ke bolti hai "Aise kaise behanchod".
Ek raat main mast gehri neend me so raha tha. Sapne me bhi mai Harshika ke sath romance kar raha tha par tabhi achanak kaise sab kucchh badal gaya. Mai ek pahaad ki choti par khada tha. Chaaron taraf andhera chhaya hua tha aur door kahin se siyaaron ke rone ki aawaz aa rahi thi. Mai kuch samajh pata ki tabhi meri nazar 1 aurat par padi. Wo choti ke bilkul kinare par khadi thi. Agar uska pair 1 inch bhi hilta to vo sidha neeche khai mai gir jati. Maine us aurat ke chehre ko dhyaan se dekhne ki koshish ki par uska chehra kuch dhundhla dikhayi de raha tha. Tabhi pata nahi kaha se waha par 1 aadmi prakat ho gaya. Usne kaale rang ke kapde pehan rakhe the. Wo dheere-2 us aurat ki taraf bada aur us aurat ko jhatke se apni baahon me le liya. Meri nazar us aadmi ke chehre par padi to mai bilkul shocked reh gaya. Vo aadmi koi aur nahi balki mere Chacha the. Unhone us aurat ke honthon ko apne honthon me kas liya aur dheere – dheere unhe choomne lage. Jab un dono ke honth alag huye aur dono ki nazrein mili to us aurat ki aankhon me jo vaasna thi uski jagah dar ne le li thi. Vahi dar mujhpe bhi chhane laga kyoki chacha ka chehra poora jal chuka tha aur 1 aankh bhi foot chuki thi. Tabhi achanak chacha ne us aurat ko dhakka de diya.
Ye dekh ke to meri gaand hi fatt gayi aur jaise hi maine palke jhapkayi to saara nazara hi badal gaya. Us aurat ki jagah ab mai pahadi se neeche gir raha tha. Lekin tabhi meri neend khul gayi. Mera poora shareer paseene se bheega hua tha aur dil ki dhadkane bhi badhi huyi thi. Maine kaise na kaise kar ke apni dhadkano par kaaboo kiya aur fir se dobara let gaya. Lekin neend ab aankhon se koson door thi. Poori raat maine bina soye us sapne ke baare me sochkar nikal di. Agli subah main sabse pehle taiyaar ho gaya aur jab Papa ko ye pata chala to vo bhi shocked reh gaye kyoki roz subah mai unki gaali sunke hi uthta tha. Khair mai school jaane ke liye taiyaar tha. Tabhi dadi mere room me aa gayi,
Dadi – Arre, aaj tu itni jaldi kaise taiyaar ho gaya?
Mai – Kucchh nahi Dadi. Vo pata nahi kaise aaj jaldi aankh khul gayi.
Dadi – Koyi baat nahi. Ab uth hi gaya hai to nashta kar le jaake. Abhi to bahot time hai tere paas to aaram se nashta bhi kar lega varna roz to hadbadi me school jata hai tu.
Mai seedha kitchen ki taraf bad gaya nashta lene ke liye. Andar Suman aur Chachi dono hi nashta taiyaar kar rahi thi. Mai kitchen ke andar ghusta ki tabhi mujhe chachi ki 1 baat sunayi di.
Chachi – Didi, vo kal raat mujhe bahot bhayaanak sapna aaya tha. Maine dekhe ki mai ek pahaad ki choti par khadi hoon aur tabhi ye kahin se aa jaate hain aur mujhe apni baahon me leke choomne lagte hain. Par jab hamara chumban khatam hua to unki shakal poori jal chuki thi aur ek aankh bhi foot gayi thi. Aur fir unhone mujhe achaanak pahadi se neeche dhakka de diya aur meri aankh khul gayi.
Chachi ki baat sunke mai ekdum shocked ho gaya. Ye kaise ho sakta hai. Ye sapna to kal raat mujhe bhi aaya tha. Ye possible nahi hai. 2 logon ko 1 jaisa sapna kaise aa sakta hai. Kuch to gadbad hai. Tabhi achanak Chachi ne fir se kuch kaha.
Chachi – Didi, vo kal raat mujhe bahot bhayanak sapna aaya tha. Maine dekhe ki mai 1 pahad ki choti par khadi hoon aur tabhi ye kahin se aa jaate hain aur mujhe apni baahon me leke choomne lagte hain. Par jab hamara chumban khatam hua to unki shakal poori jal chuki thi aur 1 aankh bhi foot gayi thi. Aur fir unhone mujhe achanak pahadi se neeche dhakka de diya aur meri aankh khul gayi.
Aur ab ki baar to doguna shocked ho gaya. Ho kya gaya hai ye chachi ko. Madarchod pagla gayi hai kya. 1 hi baat do baar kyon bata rahi hai Suman ko.
Suman – Arre tu ye sapna chhod aur jaldi se nashta taiyaar kar. Abhi vo maaji ka rajkumar aata hoga nashta maangne. Nikamma kahin ka.
Suman ki yeh baat sun ke mera khoon khaul gaya lekin mai kuch kar bhi nahi sakta tha. Mujhe pata tha ki mai ise kuch bol dunga to ye papa se bol degi aur papa to bina meri baat sune meri hi gaand maarenge. Aakhir ye aurat choot jo deti hai unhe. Mai kitchen me gaya aur apna nashta leke dining table par nashta karne laga. Nashte ke baad mere paas kuch time bacha tha to maine socha kyon na is sapne ki gutthi suljhaayi jaye. To mai seedha apne kamre me gaya aur apna computer on karke Google baba ki sharan me gaya.
Maine google par bhi search kiya ki 2 logon ko 1 jaise sapne aane ka kya matlab hota hai par ghanta google baba bhi meri madad na kar sake. Thak-haarkar maine computer ko band kiya aur apna bag utha ke school ki taraf nikal pada. School pahunchkar mai apni class ki seat par baith gaya aur apne sapne ke baare me sochne laga. Lekin tabhi mere aaspaas bahot shor hone laga jisse mere sar me dard ho raha tha. Jab tak mai bardasht kar sakta tha maine kiya fir thak haarkar mai zor se chilla pada.
Mai (chillate huye) – Abbe chup ho jao. Jab dekho pakar-pakar. Dheere baat nahi kar sakte kya. Saale aise chilla rahe hai jaise bhed bakriyon ke jhund ne sher ko dekh liya ho.
Unpar chillane ke baad mera dimaag thoda shant hua hi tha ki tabhi mujhe mere classmate Raman ki aawaz sunayi di.
Raman – Saala chutiya kahin ka.
Mujhe gussa aaya aur maine raman ke paas jaake uske gardan pakad li. Mere is tarah karne se Raman ki gaand fatt gayi.
Mai – Saale kya bola tune. Mujhe chutiya bola tune.
Raman – Par maine to kuch kaha hi nahi.
Mai – Saale zabaan ladaata hai.(1 zor ka thappad uske gaal par maarte huye) Madarchod ab bol.
Raman ki shakal rone jaise ho gayi thi aur mai thodi der uski gardan aur pakad ke rakhta to vo sach me ro padta. Uski shakal dekh ke mujhe bhi uspe taras aa gaya aur maine use chhod diya. Apni seat par waapis baithne ke baad mai fir se apne sapne ke baare me sochne laga ki tabhi aake kisi ne meri gardan par 1 halki si chapat laga di. Mera shaant hua gussa fir se ufaan pakadne laga lekin jab maine us shaks ki taraf dekha to gussa utni jaldi shaant bhi ho gaya.
Gaurav – Kaisa hai bhosdike.
Mai – Aa gaya madarchod.
Gaurav ko dekhte hi gussa gaayab ho gaya tha. Ek yahi tha jise poori aazadi thi ki mujhpe haath bhi utha de. Iski baaton ka kabhi bura nahi maanta tha main. Pata nahi kya jaadu tha gaandu me ki kharab mood ko pal bhar me theek kar deta tha.
Mai – Bhai aaj late kaise ho gaya?
Gaurav – Ab kya bataun tujhe yaar. Subah-Subah mummy ne toka-taaki shuru kar di ki "Vikram ke saath mat ghooma kar. Wo tujhe bigaad dega." Abbe yaar samajh nahi aata problem kya hai mummy ki. Mann to karta hai ki kisi din chhod ke chala jaun.
Mai – Nahi bhai. Ye mat karna. Mai to tera dost hi hoon par vo teri Maa hai. Vo tujhse pyaar karti hai isliye mujhse door rehne ko kehti hai. Maa ki ahamiyat kya hoti hai, ye to mujh jaisa hi samajh sakta tha.
Ye kehte-kehte mera gala roondhne laga. Maa ki yaadon ko main aaj bhi nahi bhula paya tha. Bachpan ki aur koi baat mujhe yaad nahi thi par sirf ek Maa hi thi jisse mai kabhi bhula nahi sakta tha. Mujhe dukhi hota dekh Gaurav ne turant topic badal diya.
Gaurav – Abbe ek baat bata. Tune us Raman ko kyon pel diya subah-subah.
Mai – Abbe loda, gaali bak raha tha. Saala mujhe chutiya keh raha tha to pel diya saale ko.
Gaurav – Waise usne kuch galat nahi kaha. Chutiya to tu hai. Par uske sath Namith baitha tha us time pe. Vo to kuch aur hi kahani suna raha hai.
Mai – Kya bol raha hai vo?
Gaurav – Yahi ki Raman ne tujhe kuch nahi kaha tha aur tune bina baat ke use pel diya.
Mai – Ye Namith ki gaand maarni padegi. Saala zyaada hawa me udd raha hai. Ruk tu yahi,mai saale ko pel ke aata hun.
Gaurav (mera hath pakadkar mujhe rokte huye) – Abbe ruk bhai. Kya chhoti-chhoti baaton par logon ko maarne nikal padta hai tu. Chhod saale ko.
Gaurav ke rokne se mai ruk gaya. Fir hum dono ne kuch idhar - udhar ki baatein ki. Uske baad mai waapis apni seat par baith gaya aur fir se us sapne ke baare me sochne laga. Mai apni gehri soch me dooba hua tha ki tabhi kisi ne mere kandhe par hath rakh ke mujhe hilaya. Mai apne soch se bahar nikla aur jisne mere kandhe par hath rakha hua tha use dekhne laga. Aur fir to maano jaise jaadoo ho gaya. Hawaaon me bheeni – bheeni khushboo fail gayi thi jo aaspaas ke vaatavaran ko sugandhit bana rahi thi. Mere dil me saikdon violin 1 saath baj rahe the. Saamne koi aur nahi balki Harshika khadi thi. Use dekh ke to mai 1 pal ke liye apni saari tension bhool gaya aur uske chehre ko dekhte huye kisi aur hi duniya me khone laga. Tabhi usne fir se mere kandhe ko pakad kar fir se hila diya.
Mai – Huhh...
Harshika – Hello. Kahaan kho jaa raha hai baar-baar?
Mai – Kahin nahi. Tu kab aayi?
Harshika – Main to kab ki aa chuki hun. Ek tu hi hai jo kisi aur hi duniya me khoya hua hai. Acha bata kya soch raha hai?
Mai – Kucchh nahi yaar.
Gaurav – Kucchh to soch raha hai tu bhai. Bata na kya soch raha tha. Kaafi der se dekh raha hu tujhe,kisi tension me hai tu. Bata tere bhai ko, mai jhatt se use door kar dunga.
Mai – Kucchh nahi soch raha bhai. Koi tension nahi hai. Pata nahi tum dono ko aisa kyon lag raha hai.
Par tabhi Harshika ne apna hath mere hath par rakh diya. Uske hath rakhte hi Ek jhurjhuri mere poore shareer me daud gayi. Uska vo komal sparsh mujhe uska aur deewana bana raha tha. Mai kuch der uske hath ko dekhta raha aur fir uski aankho me dekha. Uski aankhon ke bhaav mere samajh se pare the par itna zaroor tha ki vo bhaav mujhe uski or aur zyada aakarshit kar rahe the.
Harshika – Please bata na kya soch raha hai. Mujhe bhi nahi batayega.
Ab ise kaise mana karun. Ab to batana hi padega par uske hath ka sparsh jaise mere andar ek uttejna paida kar raha tha. Mai bolne ke liye shabd ikattha kiye baitha tha par vo zubaan se nikalne ka naam hi nahi le rahe the. Ye ladki maar hi degi ekdin mujhe. Badi mushkil se himmat ikattha karke maine unhe batana shuru kiya.
Mai – Wo baat darasal ye hai ki (fir maine unhe mere sapne ke baare me sab bata diya aur ye bhi bata diya ki kaise mujhe aaj subah hi pata chala hai ki chachi ko bhi same sapna aaya tha)
Harshika – Strange. Kaafi ajeeb baat hai. Do logon ko same sapna kaise aa sakta hai? Tune iske baare me pata karne ki koshish ki.
Mai – Haa google baba ki sharan me gaya tha par vaha se koi gyaan praapt nahi kar paya.
Harshika – Chal aaj mai bhi try karungi. Ab tu is baare me sochna chhod aur chalo assembly ground me.
Uski baat maante huye hum dono uske saath ground ki taraf nikal gaye. Harshika hum dono se aage chal rahi thi. Gaurav mere saath hi chal raha tha. Uski shakal dekh ke lag raha tha ki vo mujhse kuch bolna chahta hai par Harshika ke saamne nahi kehna chahta tha.
Mai – Kucchh bolna hai tujhe to jaldi bol.
Gaurav – Acchha ek baat bata tere sapne me wo aurat kaun thi?
Mai – Pata nahi yaar. Uska chehra kuch saaf nahi dikhayi de raha tha. Par mujhe lagta hai ki shayad vo Chachi thi kyoki unhone subah yahi kaha tha ki sapne me chacha ne unhe pahadi se neeche dhakka diya tha.
Gaurav – To iska matlab teri chachi tere sapne me tere chacha ko kiss kar rahi thi.
Mai – Haa.
Uske baad Gaurav thodi der shaant raha par tabhi achanak se saale ne kuch aisa bol diya ki mujhe saale pe gussa aane laga.
Gaurav – Teri chachi kya maal lag rahi hogi na sapne me. Saali hai bhi to ekdum dudharu bhains jaisi. Kya bade-bade aam hai uske.
Mai (gusse me) – Abbe madarchod. Tujhe sharam nahi aati meri chachi ke baare me aisa bolte huye vo bhi mere saamne. Gaandu kuch to sharam kar le.
Gaurav – Tujhe kaise pata chala?
Mai – Abbe gaandu. Itni zor-zor se bolega to sunai nahi dega kya. Chutiya kahin ka.
Gaurav – Maine itni zor se bola. Par...
Mai – Par - var ko maar goli aur jaldi chal.
Fir hum dono assembly ground me aa gaye. October ka mahina aadha beet chuka tha aur sardi aa rahi thi. Par Delhi ki sardi ka to aap log jaante hi ho. Gaand faad deti hai. Abhi saala dhang se sardi ka mausam aaya bhi nahi tha aur sardi pehle hi lag rahi thi. Khair mai aur Gaurav dono apni class ki line me khade ho gaye. Gaurav ki aadat thi ki use har kahin bakchodi karni hoti thi par mai ground me use mana kar deta tha kyoki agar Chandan (humara PT teacher) ne dekh liya to vahi sabke saamne thappad maarke beizzati kar deta tha.
Khair mai thodi der idhar-udhar ki baatein sochta raha fir tabhi mera dhyaan us baat par chala gaya jo kuch der pehle Gaurav ne kahi thi meri chachi ke baare me. Chachi sach me dudharu bhains jaisi hi thi. Shaadi se pehle vo basketball khelti thi to fit thi par shaadi ke baad unhone basketball chhod diya tha. Darasal mere gharwaale nahi chahte the ki chachi apne sports ko continue kare. Samajh hi sakte ho aap ki kyon nahi chahte the. Typical Indian people with inferior thinking jinke hisaab se auratein sirf ghar ka kaam karne ke liye bani hoti hain. Gharwaalon ko ye gawaara nahi tha ki unki hone waali bahu shorts pehan kar duniya ke saamne basketball khele. Chachi ne bhi ise sweekar kar liya. Shaadi ke baad chachi ne weight gain karna shuru kar diya tha jiske kaaran unka shareer poora bhara hua lagta tha. Unki chuchiyan bhi badi hone lagi thi, shayad chacha unpe khoob mehnat kar rahe the.
Par unke jeewan me yahi dikkat thi ki koi bacha nahi tha. Badi koshishon ke baad unhe Arun paida hua tha.
Pregnancy ke dauran Chachi aur weight gain karti gayi aur fir Arun ke paida hone ke baad to vo ghar ke bahar kam hi jaati thi taaki Arun ka dhyaan rakh sake. Jiske kaaran unke shareer me itna fat bhar gaya tha ki ab vo kisi dudharu bhains ki tarah hi dikhayi deti thi. Chuchiyon ka size 38 ho chuka tha, kamar 36 aur vahi gaand 38 ki thi. Ab ye maine Measuring tape se nahi naapa tha. Bas mera andaaza bata raha hun.
Mai apni Chachi ke baare me soch hi raha tha ki tabhi Gaurav ne peeche se mujhe aawaz lagayi. Uski aawaz sunte hi mai apni soch se baahar nikla aur jaise hi mera dhyaan toota to mujhe mere lund me dard mehsoos hone laga. Maine neeche dekha to paya ki mera lund poori tight tha aur chilla-chillake mujhse guhaar laga raha tha ki mai use pant se bahar nikalun aur uski thoda maalish karun. Kamaal hai, Abhi mai kuch der pehle Gaurav ko gyaan chod raha tha aur ab khud hi apni Chachi ke baare me aise khayal soch raha hun. Human mind is a very strange thing. Koi nahi samajh sakta ki is 1.5 kilo ki cheez me kis waqt kya chal raha hota hai. Gaurav peeche se mujhe bulaye jaa raha tha. Maine aaspaas dekha aur jab ye pakka kar liya ki Chandan aaspaas nahi hai to peeche muda.
Mai – Kya hai? Tujhe mana kiya hai na ki assembly me bakchodi nahi karni hai. Fir bhi bulaye jaa raha hai.
Gaurav – Abbe ek baat puchni hai tujhse.
Mai – Baad me puchhiyo. Abhi chup ho jaa.
Gaurav – Bhai bahot important baat hai.
Mai – Abbe gaandu,thodi der ruk jaa. Agar Chandan ne dekh liya to sabke saamne gaand faad dega.
Gaurav – Bhai. 1 baar sun le na. Abbe nahi hai Chandu aaspaas. Sun le na bhai.
Mai – Bol jaldi.
Gaurav – Tujhe kaise pata chala ki mai teri Chachi ke baare me kya soch rakhta hun.
Mai – Abbe gandu,tune mujhse yahi puchna tha to class me nahi puch sakta tha kya.
Gaurav – Bata na bhai. Tujhe kaise pata chala?
Mai – Abbe lode. Tune hi to mere muh par kaha tha ki meri chachi tujhe dudharu bhains jaisi lagti hai.
Gaurav – Maine tujhse ye kab kaha?
Mai – Saale chutiye. Ghajini ho gaya hai kya? Saale jab assembly ke liye aa rahe the tabhi to kaha tha tune mujhse.
Gaurav – Par maine to tujhse kucchh kaha hi nahi tha. Vo baat to maine bas sochi thi par tujhse kahi nahi thi.
Mai (shocked) – Kya? Abbe chutiya samjha hai kya jo tu kuch bhi bolega aur mai maan lunga. Pagal ho gaya hai kya tu?
Gaurav – Abbe pagal mai nahi tu ho gaya hai. Maine tujhse kuch nahi kaha tha. Saale subah se ajeeb harkatein kar raha hai tu. Us Raman ko bhi bina baat ke pel diya tha tune. Saale Namith ke alawa Sandeep aur Rajesh ne bhi kaha ki Raman ne tujhe kuch nahi kaha tha. Tu hi bina baat ke uske upar chadhne laga aur use pel diya.
Gaurav ki ye baat sunke mai ekdum shocked tha. Mere kuch samajh nahi aa raha tha ki ye mere sath kya ho raha hai. Maine apne sar par hath laga ke dekha ki kahin mujhe bukhar to nahi par aisa bhi nahi tha. To fir kahin mujhe hallucination to nahi ho rahe. Nahi aisa bhi nahi ho sakta warna Gaurav ne jo socha tha vo mujhe kaise sunaayi deta. To fir kya dikkat aa gayi hai jo mai samajh nahi paa raha. Maine apne dimaag par zor daalna shuru kiya aur subah se huyi incidents ke baare me sochne laga. Tabhi achanak mujhe bahot saare logon ke ek saath bolne ki aawaz sunayi dene lagi jo dheere-dheere shor ka roop dhaaran kar rahi thi. Mere sar me dard shuru ho gaya ye shor sun ke. Maine aaspaas dekha ki pata to karun ki kyon ye sab ke sab bhed bakriyon ki tarah mimiya rahe hain. Par fir jo maine dekha use dekh ke meri gaand fatt gayi. Saala wahaan sab ke sab apna muh band karke khade the. Koi kuch nahi bol raha tha. Yeh kaise ho sakta hai,jab koi kuch bol hi nahi raha to ye shor kahan se paida ho raha hai.
Mujhe lagne laga ki mai sachmuch me paagal hota jaa raha hun. Maine apne dimaag par zor daala ke pata karta hun ki aakhir mere sath ho kya raha hai. Par tabhi kuch aisa hua ki meri bachi-kuchi samajh bhi khatam hone lagi. Hua yun ki dusre section ki ek ladki Sunaina jo mujhe pasand karti thi,aisa mujhe Gaurav ne bataya tha, mujhe kaafi der se dekh rahi thi. Jab meri nazar uspe gayi to mujhe Sunaina ki aawaz sunayi di.
Sunaina – Chalo ise ek baar aankh maarti hun. Mujhe lagta hai ise line mujhe hi deni hogi varna ye kabhi nahi fasega.
Taajub ki baat ye thi ki Sunaina bhi kuch nahi bol rahi thi par uski aawaz mujhe sunayi de rahi thi. Par tabhi usne mujhe aankh maari aur fir smile karne lagi.
Aur fir mai samajh gaya ki mere sath kya ho raha hai. Raat se leke ab tak jo hua sab mere saamne clear hone laga tha. Pehle to chachi aur mera same sapna,fir chachi ka 1 hi baat 2 baar Suman ko batana,Raman ka mujhe gaali bakna,Gaurav ka chachi ke baare me bolna aur abhi Sunaina ki harkat.
In sabse ek baat saaf ho gayi thi aur wo ye thi ki mai in sabki Mann ki Baatein sun paa raha hun. Is realisation se mujhe bahot bada jhatka laga aur mere sar dard ke maare fatne laga. Aisa lag raha tha jaise kisi ne mere sar ki nason ko apne hathon se daba rakha ho. Maine apna sar dabate huye dard ko kam karne ki koshish ki par koi fayda nahi hua. Thodi hi der me mujhe chakkar aane lage aur fir mai neeche zameen par gir gaya. Meri aankhein dheere-dheere band ho rahi thi aur ab mujhe sirf Gaurav ki aawaz sunayi de rahi thi jo mujhse puch raha tha ki mai theek hun ya nahi.
Main theek nahi hun mere bhai,bilkul theek nahi hun...
Iss Update Mein Itna Hi. Milenge Agle Update Mein.
Dhanyawaad!!!
Last edited: