अंजुम
Member
- 374
- 1,320
- 139
Superb update
Update - 71 Krav Maga
Shubham--kya be lodu,konse khayaalon me khoya hua hai?
Mai--kuch nahi be.....
Mai aur Shubham dono school me baithe huye the, abhi lunch time chal raha tha. Raja waale kaand ko 3-4 din ho gaye the.
Shubham--bhai kuch to chal raha hai tere dimaag me, jab se us raat Raja waala kaand hua hai tab se tu aise chupchaap baitha rehta hai. Bhool jaa us baat ko bhai....
Mai--hmmmm....
Shubham--bhai, hum logo ko zindagi me aage badhte rehna chahiye, agar aise chootiye ke baare me sochte huye 1 jagah par ruke rahenge to zindagi me bada kaise banenge.
Mai--hmmm....
Shubham--kya hmmm....abbe kuch to bol le laude. Mujhe bata bhai, aisi kya baat hai jo tujhe pareshaan kar rahi hai.
Mai--yaar Shubham, mai soch raha hoon ki martial art seekh loon koi sa.
Shubham--kya bola tune....lagta hai mere kaan me subah paani chala gaya tha isliye theek se suna nahi maine. Tu kya seekhna chahta hai?
Mai--martial art...
Shubham--hihihihi....martial art. Tu seekhega....hahahahaha...
Mai--abbe konsa joke maar diya maine behan ke laude....
Shubham--abbe chutiye...bina cigarette piye tu 1 ghanta nahi reh paata. Zara si seedhiyaan chadhne par to teri saans chadhne lagti hai aur tu martial art seekhega.
Mai--abbe lodu, ye sab teri wajah se hua hai. Jab tak mai delhi me tha to 1 din me zyada se zyada 3-4 cigarette peeta tha, jab se tujhse mila hoon to din ki 1 dabbi pi jaata hoon. Tujhe pata hai, Delhi me mai running champion tha.
Shubham--champion aur tu....abbe fukedi. Chutiya kisi aur ko banaaiyo...
Mai--oh bhai, ghar aake kisi din medal dekh liyo mere. Gaand fatke haath me na aa gayi to naam badal diyo, bhosdike tera bhai champion tha. Aaspaas ke school me bhi koi nahi tha jiski gaand me dum ho mujhe haraane ka, 1 baar to toote pair ke saath bhaaga tha mai aur jeeta bhi tha. Bol phone me photo dikhaaun kya abhi...
Shubham--theek hai bhai, maan liya maine. Ye bata ki tujhe martial art kyon seekhna hai?
Mai--tujhe yaad nahi hai us raat kya hua tha. Kaise kutte ki tarah Raja aur uske aadmiyon ne dhoya tha mujhe. Dekh bhai, agar baat 1-on-1 ho to mai kisi ki bhi gaand tod sakta hoon(bas shart ye hai ki vo banda trained na ho) lekin jab numbers zyada ho jaaye to mai unse nahi lad sakta, atleast abhi to nahi lad sakta. Isliye mai martial art seekhna chahta hoon taaki kabhi aage chalke aisi situation me fasoon to kam se kam mooh tod jawaab to de sakun. Kab tak readers sochte rahenge ki chutiya hero hai jo hamesha gaand tudwaata rehta hai...
Shubham--kon kya sochega?
Mai--kuch nahi...mai bol raha tha ki tu jaanta hai kisi achche instructor ko?
Shubham--abbe bhai, martial art instructor dhoondane se pehle ye to soch le ki konsa waala seekhna hai. Martia art bahot saare hain jaise judo,karate,taekwondo,kung fu vagera-2.....
Mai--ye bhi point hai haan behanchod, tu bata na konsa achcha rahega?
Shubham--abbe mai kya Bruce Lee ka beta hoon jo mujhe pata hoga is sab ke baare me, mere liye bhi ye sab kaala akshar bhains baraabar hai. Acha tu ye bata ki tujhe kis type ka seekhna hai...
Mai--kuch bhi sikha do bhai. Bas itna seekhna hai ki saamne kitne bhi aa jaayein, sab ki gaand tod doon mai jaise Keanu bhaiya ne John Wick me todi thi....
Shubham--1 kaam kar, internet par research kar le. Uske baad jo tujhe acha lage, mujhe bata diyo. Mai us martial art ke liye koi achcha instructor dhoond loonga tere liye.
Uske baad mai lag gaya research karne par, maine kayi saare martial arts ke baare me padha aur jaanane ki koshish kari ki unme kya-2 hota hai. Maine itni research kar li thi ki ab to google bhi har jagah martial arts school ke ads dikha raha tha, saala porn bhi vo recommend kar raha tha jisme pehle kushti hoti hai aur fir chudai. Kaafi soch-vichaar ke baad maine decide kiya ki mai Krav Maga seekhunga.
Aapko thoda Krav Maga ke baare me bata deta hoon, is martial art ko Israel waalo ne banaaya tha unki defense aur security forces ke liye. Alag-2 martial arts jaise Judo, Karate, Boxing, Wresting vagera-2, in sabhi se kuch na kuch techniques uthaayi gayi aur unhe milaake bana Krav Maga. Ye bahot hi agressive aur sath-2 me defensive martial art hai, agar aap 1 se zyada logon se lad rahe ho to us situation ke liye ye best martial art hai. Agar aapke hamlaawaron ke paas hathiyaar ho to isme techniques hoti hain ki aap kaise unhe nihatta karein aur fir poori taaqat se waar karein.
Khair bahot hua gyaan, ab kahaani aage badhaate hain. Maine Shubham ko ye bata diya aur 1-2 din me usne 1 achche trainer ka bhi pata kar liya. Usi shaam hum log trainer ke paas chale gaye admission ke liye.
Mai--yeh badiya trainer to hai na....kahin aisa to nahi ki paisa de diya aur baad me kuch sikha hi nahi paa raha hai.
Shubham--abbe aisa kyon bol raha hai be tu?
Mai--bhai,aajkal har 4-5 din seekha hua banda apna training school khol de raha hai. Uske baad sikhaane ke naam pe sirf chutiya kaatate hain behan ke laude.
Shubham--nahi bhai, Veeru bhaiya baakiyon jaise nahi hai. Bahot badiya trainer hai vo. Bhai baakiyon ki tarah nahi hai vo ki kuch aata jaata nahi lekin fir bhi sikha rahe hain. Veeru bhaiya properly trained hai khud, trainer se pehle army me commando the vo. Commando training ke dauraan hi unhone Krav Maga seekha tha. Tu bhi jaanta hai bhai ki jo army me sikhaate hain aur jo ye schools me sikhaate hain, inme utna hi farak hai jitna international cricket aur gully cricket me. Beta tujhe itna badiya train kar denge vo ki fir tu kisi ki bhi gaand faad paayega.
Mai--ye to training ke dauraan hi pata chalega...
Kuch der me hum dono gym pahoch gaye, jab andar gaye to dekha ki 30-35 saal ka hatta-katta aadmi students ko sikha raha tha. Zyada us sab ke baare me to mujhe pata nahi tha par use dekh ke lag raha tha ki vo achchi khaasi training de raha hai unhe. Vo khud personally unhe moves sikha raha tha, student ke agar technique me kuch dikkat hoti to khud uske paas jaakar use properly bata raha tha. Kuch der baad uski nazar hum par padi to usne hume apne paas aane ko kaha.
Veeru--haa bolo....kya kaam hai?
Shubham--hello bhaiya, mujhe aapke student Naveen ne bataaya tha aapke baare me. Mai Shubham aur ye Samar hai, isko Krav Maga seekhna hai aapse.
Veeru ne 1 baar meri taraf dekha aur fir apna haath badha diya milaane ke liye. Maine usse haath milaaya to mujhe aisa laga ki jaise maine patthar ko pakad liya ho, uske haath sach me bahot kathor tha.
Veeru--hi, I'm Viren Bisht.
Mai--hello bhaiya.....
Veeru--to tum admission lene aaye ho?
Mai--jee bhaiya....
Veeru--kyon seekhna chahte ho tum Krav Maga?
Mai--ye kaisa sawaal hai bhaiya?
Veeru--mere liye bahot important sawaal hai. Mai jaanana chahta hoon ki tum kyon seekhna chahte ho, to bataao mujhe ki tumhaara kya reason hai?
Mai--hmmm....mujhe self defence seekhna hai.
Veeru--sorry, mai tumhe nahi sikhaaunga. Tum jaa sakte ho...
Ye bolkar Veeru waapis un students ko sikhaane laga, maine socha ki is bhai ko kya ho gaya. Usne jo poocha, uska maine jawaab diya to fir kyon vo mujhe aise bhaga raha hai.
Mai--excuse me bhaiya, aapne sawaal poocha to maine jawaab de diya. Mujhe self defense ke liye seekhna hai martial art, is jawaab me aapko kya pasand nahi aaya?
Veeru--ye chutiya jawaab, sorry for the langauage, har koi deta hai lekin baad me jaake vo self defense ki jagah aur kayi kaamo me iska istemaal karte hain. Koi kisi kamzor ko dabaane me iska istemaal karta hai to koi kisi crime ke liye. Tumhaare answer se bhi clear ho gaya ki tum bhi kuch aur hi karna chahte ho. Isliye bro, mujhe tumhaara reason pasand nahi aaya, now please leave.
Usne apni baat boli aur waapis students ko sikhaane laga, Shubham ne mujhe wahaan se chalne ko kaha. Mai kuch der Veeru ki kahi baaton ke baare me sochta raha aur fir mai achanak bol pada.
Mai--kabhi aisa feel kiya hai aapne ki aap kisi ko bacha sakte the par bacha nahi paaye. Aapke saamne kisi insaan ki jaan khatre me thi, aap wahaan maujood the. Aap us maasoom ko bharosa dilaate hain ki aap use bacha lenge, vo shaqs aapko jaanta bhi nahi hai par fir bhi use aap par bharosa ho jaata hai. Uska bharosa dekhkar aapko bhi khud par bharosa hone lagta hai, aap yeh bhi bhool jaate hain ki aap kamzor hain aur 1 minute ke liye aapko lagta bhi hai ki aapne use bacha liya lekin tabhi vo moment aata hai jab aapko realise hota hai ki aap haar gaye. Vo insaan aapse umeed lagaake baitha tha but your lack of power took the life of that person. Pata nahi aap ne ye feel kiya hai ya nahi lekin maine kiya hai, bahot ganda feel hota hai jab aapki kamzori ki keemat kisi doosre ko apni jaan deke chukaani pade. Mai isliye aap se seekhna chahta hoon taaki agli baar agar mai kisi se waada karoon to apne waade par khara utar paaun. Us insaan ko afsos na ho ki usne kisi galat aadmi par apni life ke liye bharosa kar liya.
Meri baat sunkar wahaan sab chup the, Veeru kuch nahi bol raha tha. Uske students bhi training rok kar mujhe hi dekh rahe the, jab Veeru ne kaafi der tak react nahi kiya to mai wahaan se jaane laga ki tabhi achanak Veeru bol pada.
Veeru--Power is dangerous. It corrupts the best and attracts the worst. Power should be given only to those who deserve it, who doesn't want to exercise it for causing pain but to benefit someone.
Uski baatein sunkar mai uski taraf dekhne laga, vo bhi mere paas aaya aur mere kandhe par haath rakh diya.
Veeru--yeh tera lesson number 1 tha. Abhi andar counter par jaakar fees jama kar de aur kal se 6 baje aa jaana sharp. Roz 2 ghanta training hogi, late aayega to pehle ragda milega aur fir training. Class miss nahi honi chahiye varna fir mai tujhe asli Krav Maga dikhaaunga...
Uski baatein sunke 1 baat saaf ho gayi ki vo pakka isse pehle army me tha, jis raub aur kadakpan ke saath usne ye baat boli thi aise koi army waala hi bol sakta tha.
Mai--thanks bhaiya....
Veeru--maine jo baat boli hai, use dhyaan me rakhna. Kabhi bhi mere sikhaaye huye ka istemaal kisi ko dabaane ke liye nahi, balki bhalaayi ke liye karna. Ladaai shuru karne ke liye nahi, apna bachaaw karne ke liye karna. Ye jo mai bol raha hoon, vo is gym ka usool hai. Yahaan ka har student is usool ko follow karta hai. Jis din ye niyam tootate hain, us din todne waale ki haddiyan bhi tootati hain. Samajh gaya?
Mai--jee bhaiya..
Veeru--good. Ab jaa...
Maine use "thanx" bola aur fir andar counter par jaakar fees jama kar di, Shubham ko bhi maine apne saath classes join karne ke liye mana liya. Wahaan baithe bande ne hume gears ki list di aur kahaa ki kal ye leke aana. Vo list leke hum dono ghar nikal liye.
Continued...
Awesome update bro

Nikaaliye bhai samayAa gya hu mai dekhta hu kbtk Samay hai mere pass
Thanks bhai prashansha ke liyenice update..!!
yahi toh hum chahte the ki hero bas bakchodi na kar ke apne aap ko itna strong banaye ki kabhi kisi ko bachane ka wada kar ke usse tutate huye na dekhe balki uss wade ko pura kare..aur jo usko chhoti anchal ke jo bure sapne aate hai woh usse aur kisi ke liye naa aaye..aur raja jaise logo ko unki aukat dikhaye..!! ab hero ne sahi track chuna hai aur ab woh delhi me jaise apne running pe dhyaan deta tha waise ab woh apne fitness pe de aur isse uski jo mind ki power hai woh bhi badh jayegi..aur ab usse geeta mami ko bhi bachana hai apne mama ke attack se..!!
Shukriya Abhishek bhai tareef ke liyeExcellent update