aalu
Well-Known Member
- 3,073
- 13,050
- 158
sahi hain iska uddeshya siddh toh ho gaya,,, asli nakli kee pehchan ho gayee inhe,,, kaun dost hain aur kaun dushman yeh bhi maloom chala... mushibat mein kispe aap vishwas kar shakte hain,,, akhir yudh kee ghari mein yahee toh hota hani ek doosre pe vishwas aur ektaa se hi kisi yudhh ko jeeta jata hain... jo aaj in chhatro ne paya hain...
***
sahi pariwar kee asliyat,, wakai kya sabhi aise hain khokhle,, naam ke bahadur ya phir ek nandani hi sachhi bachi hain udhar...
****
waise kahani mein detailing pe thora aur dhyan de,,, jaise school kaisa hain,,, immarat ka ek chitran aapki shabdo mein,,, aur uske charo taraf kya hain,,, yeh kaun sa rajya hain ya phir iske padosi rajya kaise hain,,, update ko do bhago mein chalaye jaise ek mein manna ke views doosri mein wo jaroori cheeje jisse kahani aage badhengi,, cheeje jo background mein ho rahi hain bina manna keee najar mein aaye...
***
sahi pariwar kee asliyat,, wakai kya sabhi aise hain khokhle,, naam ke bahadur ya phir ek nandani hi sachhi bachi hain udhar...
yeh bhawnaye agar ladkio kee taraf se dikhate toh behtar hota,,, jaise jaroori nahin kee har wakt kahani manna kee hi najar se chale jahan jaroori ho aap kahani ko third person view ya kahe writers view se dikha shakte hain,,, iss tarah se dushmano kee sochne kee kshamta aur unki najariye ka bhi pata chalega... yeh bas ek suggestion hain,,, baaki jaise aapko theek lage..Main..man me.,. Nandni or avni ko main acha lgne lga tha mujhe lag rhaa tha ki eh dono ko mujh se pyar hone lga jabse inki jaan bachai hai