• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Maryaada...................( A Tale Of Lust)

Ajaykumar82

Time & Tide Waits For None
2,419
8,196
159
Index Updated...........................
 
  • Like
Reactions: Rahul

Ajaykumar82

Time & Tide Waits For None
2,419
8,196
159
Nice update yara.xossip ke aur yha ke updato me kuch chenging nazar aa rhi hai .nice
thoda bahut nahin yaara..............kafi changes kar raha hoon..........agar aapko theek se yad hoga to...............
 
  • Like
Reactions: Arvind274 and Rahul

Ajaykumar82

Time & Tide Waits For None
2,419
8,196
159
  • Like
Reactions: Rahul

Ajaykumar82

Time & Tide Waits For None
2,419
8,196
159
Update-19 (Megha Update)

bhusan aur chandan ne jo bhi ussey kahi thi wo sari ki sari baatein sach thi.....aab usey bhi dairy padhkar yakeen ho gaya tha......ek baar fir se uske chehrey par saahil ke liye gussa umad pada tha........wo fauran apna mobile utathi hain aur turant saahil ke pass phone karti hain........is waqt disha ke chehrey par gussa saaf dikhayi de raha tha.....thodi deer mein saahil udher se phone recieve karta hain..........aab jo kuchh bhi hona tha na disha ke liye aacha hone wala tha...............aur na saahil ke liye........................

Ab Aage.................................................................

" Bolo jaan kaisi ho.....tum theek to ho na......." aur saahil har baar ki tarah muskurata hua dheere se bol padta hain wahin disha dheere dheere apne mooh se zehar ugalna shuru karti hain............

" main to theek hoon saahil ..........magar jo kuch bhi tumne mere saath kiya .......kya wo theek tha!!!!! " aur is baar disha dheere se bol padti hain wahin saahil disha ki aisi baateion ko sunkar jaise apne kursi se uchal padta hain......

" maaaaaininnnn....kuch samjha nahin....... ye tum kya keh rahi ho disha...........is anything wrong........mujhe kuch samajh mein nahin aa raha ki tum mujhse aakhir kehna kya chahti ho........" aur is baar saahil ke maathey par chand boond pasiney saaf nazar aane lagte hain........wahin aab uski bechaini bhi aab badhti jaa rahi thi...........

" to suno.......ye leena aakhir hain kaun!!!!!........aur tumhara us ladki se kya sambhand hain.......aur dusari baat ki jab meri shadi hui thi tab us waqt kya tum virgin they......." aur disha gussey mein apne dil ki bhadaas saahil par nikala shuru karti hain wahin saahil ka chehra durr se safed padh jata hain...............

" what nonsense !!! ye kaisa behuda sawal hain............mere pass tumhare in faltu baateion ka koi jawab nahin hain.......aur naa hi main tumhein aise ghatiya sawalon ke jawab dena jaruri samajhta hoon.......aur rahi baat leena ki to wo meri door ki ristedaar hain.....ya yu keh lo ki wo meri behan jaisi hain.............." aur saahil apni baateion ki safayi deta hua disha par chillakar bol padta hain wahin disha bhala kaise chup rehney wali thi.................

"ohhhhh.....to aab meri baatein tumhein nonsense lagne lagi.......kya ye sach nahin hain ki tum shadi se pehle vaishyawon ke paas jate they.....hamesha hotel book karke unse apni jism ki garmi shant karwate they..........keh do ki aab ye saari baatein jhoot hain......aur jis ladki ko tum apni behan keh rahe ho to tum hi batawo ki us behan ke saath tumnein kitani baar apni bister garam ki hain..........iska matlab varsha aur preeti bhi tumhari behanein hain to tum uske sath bhi raatein rangeen karte hogey.........tumhari nazar mein behan ki yehi ahmiyaat hain..............hain naaa..................."aur is baar disha saahil par chillatey hue bol padti hain wahin saahil ke mano hosh udd gaye they.........disha ki baateion ka aab uske paas koi jawab nahin tha................

" tum....... hosh mein rehkar baat karo ..........disha......aisa kuch nahin hain humare beech............jaise tum samajh rahi ho.......aur tum ye sab kaise janti ho........kisne kaha tumse ye sab......." aur saahil apne maathey par aaye paisney ko poochta hua dheere se bol padta hain...........wahin disha jaise aur bhi bhadak uthathi hain...............

"ohhhhh......to iska matlab ye sab sach hain........tabhi main kahun ki jis tarah se tum mere saath pehli raat gujarey they ussey mujhe pehle hi andaaza laga lene chahiye tha ki tum koi manjhey hue khiladi ho........agar tumhari jagah koi aur hota to wo itna sab kuch nahin janta......aakhir randiyon ke paas jakar to tumne aacha khasa experience le hi liya hain........aur badi wali degree bhi.............sharam aati hain mujhe tumhein apna pati kehtey hue............aakhir ye sab experience tumhein randiyon se hi mil sakta hain......." aur is baar disha gussey mein aakar saahil par mano baras padti hain wahin saahil bhi is baar gussey se cheekh padta hain..........

" ye sab tum kya bakwaas kar rahi ho.......disha............ye sab jhoot hain........." aur saahil fir se safayi deta hua bol padta hain magar disha par uski baateion ka koi asar nahin hota..............aur asar hota bhi kaise..........saahil ki baateion mein zara bhi dum nahin tha.............

" chillawo mutt saahil..........just shut up...........chillana mujhe bhi aata hain.....tumhare chikney chillaney se sach nahin badal jayega.......tumne mere saath dhoka kiya hain......fareb kiya hain tumne......... mere zazbateion aur bhawnawon ke saath khela hain tumne.......arey kitna bharosa karti thi main tumpar magar tum bhi dusare mardon ki tarah nikley......jahan boti mili wahan peechay peechay chal diye.........ghinn aati hain mujhe tumpar.........aaj mujhe tumse nafrat ho gayi hain......naftar karti hoon main tumse......sirf nafrat..............." aur is baar disha ki aankhon mein aansoon aa jate hain wahin uska chehra gussey se laal padh jata hain............

" nahin disha aisa mutt kaho.......mera yakeen karo main ye saari baatein tumhein batane hi wala tha magar mujhmein kabhi ye sab kehney ki himmat nahin hui.....main manta hoon ki main pehle aksar vaishyawon ke paas jaya karta tha..........magar jab se tum aayi ho maine unke paas jana aab chodh diya hain...........main tumhari kasam khakar ye baat kehta hoon..........maine tumhare saath koi dhokha nahin kiya hain.......haan galti mujhse hui hai magar jo tum saza dogi wo mujhe manzoor hoga......" aur saahil disha ke samney jhukta hua apni baat dheere se kehta hain............wahin disha fir se uspar baras padti hain..............

" agar sher ke mooh mein ek baar khoon ka swaad lag jaye to wo kabhi maans khana nahin chodh sakta......kitna bhi tum usey ghaas khilowgey wo aakhir khayega maans hi...........theek waisa hi kuch haal aaj tumhara hain........kitna aasan hain na saahil pehle galti karo aur baad mein fir sorry keh do.......iam sorry ...............hain na........bus bol diya aur ho gaya........magar saahil........... main tumhein kabhi maaf nahin kar sakti.......aaj tumne mere dil ko hi nahin balki mere vishwaas ko bhi thesh pahunchayi hain........agar tumhari jagah aaj main hoti to tum to mujhe apne ghar se dhakkey dekar bahar kab ka nikal chukey hote.......

tum to yehi kehtey ki maine kitnon ke saath apna mooh kala karakey yahan aayi hoon.......this is not fare saahil......agar aurton ke liye maryaada ki deewar hain to fir aisi kahin koi deewar mardon ke liye kyon nahin bani...............hum to apni laxman rekha mein rehtey hain magar tum mardon ke beech aisi koi laxman rekha aaj tak kyon nahin bani........jab tumhein aaish karney ki puri choot mil sakti hain to hum aurton ko kyon nahin........mujhe iska jawab do.................." aaj disha poorey rang mein thi...........aur saahil par pal pal kisi bijli ki tarah uspar garaz rahi thi..............wahin saahil ke paas disha ki baateion ka koi jawab nahin tha..........dekhna ye tha ki disha aapna agla kya kadam utathi hain....

disha ki aisi baateion se saahil ki aankh bhar aati hain aur wo wahin foot foot kar roo padta hain........disha bolte bolte saahil ke rone ki awaaz sunkar achanak se chup ho jati hain...........uska bhi gala bhari ho jata hain aur ek baar fir se uski aankhon se aanson chalak padtey hain........

" saahil tumne mere saath aacha nahin kiya.......maine tumpar apne aap se zyada bharosa kiya tha magar tumne ek hi pal mein mera bharosa tod diya......tumne mere bhavnawon ki zara bhi kadra nahin ki.......tumne ye bhi nahin socha ki mere dil par kya gujeregi......bolo aakhir kya mila tumhein ye sab karke......ek pal ka sukh.......kya jism ka sukh main tumhein nahin de payi thi......kya aab tumhara mujhse munn bhar gaya tha......jis jism ki bhook ke liye tum aaj bhi dusaron ke peechay bhagtey ho.......bolo kyon ki tumne mujhse shadi.......bus apni zaroorat puri karney ke liye........bus humare beech itna hi rishta hain........." aur disha rote hue ek ek apne dil ki baat saahil se kehney lagti hain wahin aaj saahil ke paas uski baateion ka koi jawab nahin tha............

" jo kehna hain keh lo disha main tumhara aab gunehgaar hoon........aaj main tumhein nahin rokunga......aaj apne dil mein mere liye jitni bhi kadwahat hain sab tum mujhpar nikal lo......mujhe tumhari har saza manzoor hain magar please tum mujhse naaraz mutt hona.......main sach kehta hoon ki aab main tumhare bagair jee nahin pawonga.......agar tumhein meri baateion ka zara bhi vishwaas nahin hota to .........................." aur saahil itna kehte kehtey ruk jata hain wahin disha ke dil mein durr achanak se gehrane lagta hain.........aur wahin disha fir se ro padti hain.............

" kya kar logey tum...........bolo.......aapne aap ko khatam kar logey......yehi na.......yehi tumhari mardangi hain......fir tumhare baad mera kya hoga...........kabhi socha hain..........tumne...............main kaise jeewungi tumhare bagair........jawo aur kisi kayar ki tarah jakar kahin aatmahatya kar lo.............nahin karni mujhe aab tumse koi baat......." aur disha fir se fafak fafakkar roo padti hain wahin saahil chup chaap se uski baatein sunta rehta hain.............

" aisa mutt bolo disha.....main tumhare sir ki kasam khakar kehta hoon ki main aagey se kabhi vaishiyon ke pass nahin jawonga......please agar tumne mujhe maaf nahin kiya to main toot jawonga......please........meri galti ki itni badi saza mujhe mutt do.......bus meri khatir ek baar vishwaas karke mujhe ek aakhri mauka do....." aur saahil is baar disha ke samney faryaad karney lagta hain wahin disha ka dil paseej jata hain aur wo fauran apne aankhon se aansoon pochti hain.......aur dubara se bolna shuru karti hain..........

" theek hain saahil......mere taraf se ye tumhare liye pehli aur aakhri warning hain.......agar aaj ke baad aaiyanda maine kabhi bhi tumhari koi shikayat bhi suni to ye samajh lene ki tumhari disha tumhare liye humesha humesha ke liye murr gayi........aagey tum khud samjhdaar ho.............." disha jaise apna faisla sunati hain wahin saahil bhi bus haan mein disha ka poora samarthan karta hain.......aaj bhale kuch bhi ho magar saahil ke dil se ye sabse bada bojh utar gaya tha.....ab wo apne aap ko pehle se bahut halka mehsoos kar raha tha.......aur udher disha bhi kafi hudd tak normal ho chuki thi....wo bhi kafi deer tak saahil se phone par chipki rehti hain........aur aanth mein usey maaf kar deti hain......pehle ki tarah aab sab kuch normal ho chuka tha.....bhusan aur chandan ki chali ye chaal lagbhag disha ke samney bekar saabit ho chuki thi.........

idher bhusan aur chandan dono bahut khus they......wo aab yehi samajh rahein they ki saahil se rooth kar disha zaroor dukhi hogi.......aur isi ki aad lekar wo dono uske dil mein humdardi jata kar uska poora poora fayda uthayengey.......magar yahan to situation theek ulta tha.......aab to disha pehle ki tarah khus nazar aa rahi thi.......aur aab jhatka lagney ki bari undono ki thi.......

********************************************************

dopahar mein jab disha apne bed par leti hui thi uske dil aur dimag mein is waqt saahil aur apne parivaar ki baateion ghoom rahi thi....jo subeh bhusan aur chandan ne ussey batayi thi......ye sab sochney ke baad achanak se uske dimag mein bhusan aur chandan ka khyaal aata hain.......baar baar uska dhyaan undono ke taraf jaa raha tha........pata nahin kuch to aisi baat thi undono mein jo uska dhyaan baar baar usey apni ore kheech rahi thi ......magar kya........ye shayad wo bhi nahin janti thi.....

tabhi achanak se uske ghar ka bell bajata hain aur disha apne khyalon se bahar nikalti hain.......wo apne room se bahar jati hain aur jakar main door ka darwaza kholti hain......samney chandan khada tha.......muskurate hue................

chandan is waqt yehi soch raha tha ki is waqt disha apne room mein baithi akeli ro rahi hogi.......wo yahan isi wajah se aaya tha taki wo is mauke ka poora poora fayda utha sakey................magar jaise hi wo disha ke chehrey par khushi ki lehar dekhta hain usey mano saanp sungh jata hain......chandan ko dekhkar disha ke chehrey par ek pyari si muskaan aa jati hain........wahin chandan ke chehrey ka rang feeka sa padh jata hain......................

Till Continued................................................
 
  • Like
Reactions: Arvind274 and Rahul

Arvind274

Active Member
1,441
3,724
158
Nice update yara.kahani sach me pahle se kafi alag hai pr sach kahu to pahle wali kahani mujhe khub pasand aai thi. Disha ka carecter mere jhehan me bas gya tha.wha disha kisi parsnal prtisoadh me wo sb kr rhi thi.baki yha dekhte hai aage kya hota hai...waiting for next update yara.
 
  • Like
Reactions: Ajaykumar82

Ajaykumar82

Time & Tide Waits For None
2,419
8,196
159
Nice update yara.kahani sach me pahle se kafi alag hai pr sach kahu to pahle wali kahani mujhe khub pasand aai thi. Disha ka carecter mere jhehan me bas gya tha.wha disha kisi parsnal prtisoadh me wo sb kr rhi thi.baki yha dekhte hai aage kya hota hai...waiting for next update yara.
thanks yaara...........kahani ka theme wahin hain dailogues wahin hain bus thoda sa writing style badal hain...................aap agarr purane wale maryaada ko theek se padhe hongey to aaapko yaad hoga...........keep reading yaara...........
 
  • Like
Reactions: Arvind274
Top