Update-37 (A) (Megha Update)
aaj wo apne aap ko kuch zyada hi saj sanwar rahi thi...............thoda sa perfume lagakar jab wo bahar nikalti hain to ek baar to bhusan aur chandan bhi uski sudarta mein kho se jate hain.....................waise bhi aaj usney chandan ke liye apne aap ko sanwara jo tha...............pata nahin kyon usey ye sab karke kya haasil hone wala tha magar dil mein kahin na kahin usey is baat ka sukoon bhi tha..................waise itne dinon tak wo bus saahil ke liye sajti sanwarti aa rahi thi..................magar aaj apne un naukron ke liye.............aaj disha bhi kafi hudd tak badal gayi thi................bhusan aur chandan ko aise apne ore ghoorta hua pakar uske chehrey par ek sharati muskaan tair jati hain.................................
Ab Aage.....................................................................................
Jaise hi disha bahar nikalti hain bhusan bhi apni aankhein faadey disha ko bus ek tuk dekhta rehta hain..........................wo bhi aaj uski sundarta mein mano kho sa gaya tha.......................wahin disha bhusan ko nazarandaaz karte hue fauran apni car ki taraf badh jati hain aur jakar front seat par baith jati hain aur udher chandan bhi car mein jakar apne driving seat par baith jata hain..................waise chandan aaj bahut khus tha.............usey to ek pal bhi aab sabra nahin ho raha tha...................uski bechaini beetatey waqt ke saath saath aab aur bhi badhti jaa rahi thi...................wo bhi ek nazar disha ki taraf dekhta hain fir wo us car ko park ki taraf bina der kiye fauran mod deta hain..............................
is waqt disha bahar ki taraf dekh rahi thi......................hawa ke tezz jhokey uski khuli hui julfon ko lehra rahe they jisey uski sundarta aur bhi badh gayi thi.....................aaj chandan ke liye bhi driving karna utna hi mushkil hota jaa raha tha...............reh rehkar uska sara dhyaan aab driving par se disha ke taraf jaa raha tha........................apni taraf chandan ko aise ghoorta hua dekhkar disha chandan ki taraf muskuratey hue haule se bol padti hain............
"chandan.....................tum baar baar meri taraf kya dekh rahe ho........................nazar samney rakho apni driving par......................aisa na ho ki kahin accident ho jaye.....................jab tum park mein pahunch jana tab mujhe jitna chahe marzi utna dekh lena.....................main tumhein kuch nahin kahungi......................" aur disha itna kehkar chandan ki taraf dekhti hui shararti dhang se muskura padti hain..................wahin chandan bhi disha ki baateion ko sunkar jhep sa jata hain aur chup chaap se samney ki taraf bina kuch bole dekhey lagta hain..............thodi der baad wo dono usi park mein hote hain..................jahan par chandan pahunchey ko na jane kab se bekarar tha.................
disha roz ki tarah apne seat se utarti hain aur fauran bahar nikalkar jaise hi wo driving seat ke window ke pass pahunchti hain chandan wahin ander baitha rehta hain magar aaj wo us car ka darwaza nahin kholta................ye dekhkar disha ko thodi hairani zaroor hoti hain magar wo bhi samajh jati hain ki aaj chandan kisi aur mood mein hain..............kuch der ke baad wo dheere se muskuratey hue chadan ki taraf shararti andaaz mein fir bol padti hain..................
" chandan.................. darwaza kholo.......................main bahar khadi hoon...............mujhe ander aana hain..............." aur disha haule se bol padti hain wahin chandan is baar jawab mein dheere se muskura padta hain...................
wo aaj aachey se jaan chuka tha ki bhusan ne uske saath subeh kya kiya tha.................is liye wo aaj disha ke saath kuch aisa karna chahta tha jissey usey bhi maza aayein................aur uske liye ye ek yaadgaar pal rahe...............aur wo ye baat aachey se janta tha ki aaj disha kuch bhi ho jaye usey mana nahin karney wali........................aur na hi uska virodh karegi..................aur isi wajah se aaj chandan bhi disha ke saath poora poora fayda utha raha tha...................guzarte waqt ke saath saath aab uski himmat bhi badhti jaa rahi thi.........................
" ye darwaza nahin khulega memsaheb.........aagar aapko driving seekhni hain to uske badley aapko mujhe uski poori poori keemat chukani padegi..................tabhi main samjhunga ki mujhe mera inaam mil gaya......................." aur chandan disha ki aankhon mein dekhta hua dheere se bol padta hain wahin disha jawab mein haule se muskura deti hain...................
" magar................ main to tumhari har baat maan rahi hoon na................fir tumhein aisa kyon lagta hain ki main tumhein aaj inkaar kar doongi..................jo mangna hain mang lo....................main tumhein mana nahin karungi....................i promise....................bolo tumhari guru dakshina kya hain................" aur disha haule se bol padti hain...............wahin uska dil aab zoron se dhadak raha tha........................usey to ye bhi durr tha ki kahin chandan ussey aisi kahin koi cheez na maang le jo wo usey de na paye............................
" to aap agar ye chahti hain ki main aapko aagey bhi driving sikhawon to badley mein aap mujhe apni panty nikalkar de dijiye..................yu samajh lijiye ki yehi meri guru dakshina hain.................aur yehi mera inaam.....................aur waise bhi aap har roz bhusan ko apni panty deti hi hain....................to ismein koi nayi baat thodi na hain..................." aur chadan itna kehkar shararti andaaz mein fir dheere se muskura padta hain wahin disha chandan ke is demand ko sunkar thodi si chaunk si jati hain magar agla hi pal uske chehrey par bhi muskaan aa jate hain.................
" aacha to ye hain tumhari guru dakshina.........to driving sikhaney ke badle mein tumhein bhi aab meri panty chahiye..................theek hain main tumhein apni panty nikal kar aabhi de deti hoon...................aakhir tum bhi to is ghar ke purane wafadaar naukar ho................tumpar bhi to bhusan jitna haq banta hain..............tum bhi kya yaad karogey ki tumhara pala kis malkin se pada tha......................" aur disha thodi si neechay ki taraf jhukati hui fauran apne dono haathon ko apne saari ke ander dalti hain aur usey dheere dheere upar ki ore sarkatey hue upar ki taraf le jane lagti hain....................apni panty ki taraf.........................
wahin chandan apni dono aankhein faadey disha ko bade gaur se dekhey jaa raha tha.............disha ko sharam to bahut aa rahi thi magar ye sab karney mein usey bada maza bhi aa raha tha.................... jaise hi uska haath apne panty par pahunchta hain wo apni panty ko haule se neechay ki taraf sarkaney lagti hain...............aahista aahista.................wahin uske gore gore pawn ghunon tak saari upar uthney ki wajah se chandan ke samney nangey nazar aa rahe they............jinhein wo bade gaur se dekhey jaa raha tha................aabhi wo disha ke nangey pawon ko dekha tha to uska ye haal tha jab wo disha ko nanga dekh leta to pata nahin uska kya haal hota......................
disha fir dheere dheere apni pehni hui panty ko neechay ki taraf sarkati hui poora utar deti hain...............aab uski gulabi panty uske dono pawn par giri hui thi.....................jisey chandan bade gaur se dekh raha tha.....................wahin chandan ke chehrey par bhi shararti muskaan tair jati hain................halaki usey disa ki choot ka nazara bilkul bhi nahin mila tha....................magar usey is baat ka koi gum nahin tha.................disha neechay jhukkar apne pairon mein padi apni panty uthathi hain aur aur usey chandan ki ore dheere se badha deti hain.....................
Continued...........................................................................