Update-52(A) (Megha Update)
idher jaise jaise waqt beet raha tha waise waise chandan ki halat kharab hoti jaa rahi thi.........wo apne aap ko samjhane ki laakh koshish kar raha tha ki jo hoga sab theek ho hoga......uska baar baar dhyaan darwaze ke main door par jaa raha tha................kahin wahan se disha to nahin aa rahi ........to kabhi reh reh kar wo apne mobile ki ore dekhta......jaise taise aane wale pal ke liye wo apne aap ko taiyaar kar raha tha...............dekhna tha ki aane wala waqt kaun sa mod lekar aata hain................
Ab Aage...............................................................
Udher shaam ko 5 baje jab disha ki neend khulti hain wo turant hadbadakar apne bister se uthkar baith jati hain ................tab usey achanak ye khyaal aata hain ki aaj usey chandan ke saath driving par bhi to jana hain..................aaj kitne din ho gaye they usey driving par gaye hue.............ek baar fir se uske badan mein sirhan si daud padti hain jab uske jehan mein chandan ka khyaal aata hain.............wo bina der kiye fauran apna mobile uthathi hain aur fir chandan ko call karti hain........
udher jaise hi chandan ke mobile par jab disha ka call aata hain uski rahi sahi himmat bhi jawab de jati hain................wo to aise apne mobile screen ko ghoor raha tha jaise kisi ne uske haath mein saanp rakh diya ho...........ek baar to poora ring bajne ke baad bhi chandan disha ke phone nahin recieve karta hain...............magar fir jab dubar ring bajati hain to wo apne kanptey haathon se us phone ko recieve karta hain........wo aachey se janta tha ki agar wo disha ka phone nahin uthayega to uska kya anjaam hoga............
" arey chandan..............kya kar rahe ho tum................. aur tum mera phone kyon nahin recieve kar rahe.............." udher se disha haule se bol padi wahin chandan jaise taise apna thook nigalta hua aahista se bol pada...........
" ji wo......main....bathroom...gaya .......hua tha............" aur chandan ka kaleja fir se zoron se dhadakney laga................
" aacha wo sab chodho............... maine tumhein ye yaad dilane ke liye phone kiya tha ki tum aab jaldi se taiyaar ho jawo aur jakar gadi nikalo..............aabhi main thode der mein taiyaar hokar aa rahi hoon.................bhusan ko maine to bataya tha na..........is bare mein...............kya usney tumhein kuch nahin bataya......." aur disha aahista se bol padi wahin chandan ki gand aab poori tarah se futt gayi thi............usey kuch soojh nahin raha tha ki wo kya bole.............aur kya kahe...........
" jiiii.........bataya.......tha....memsaheb......sab ..kuch......bataya........tha....." aur chandan aahista se bol pada uske awaaz mein zara sa bhi dum nahin reh gaya tha..........jo disha bhi aab samajh chuki thi..............
" arey............tum itna haklaa kyon rahe ho........ye tumhari aawaz ko kya hua hain.........." aur disha achanak se bol padi wahin chandan kya kehta..............
" jee...........memsaheb.........mera gala..... kharab hain......." aur chandan aagey kuch aur kehta udher disha itna sunkar fauran apna phone band kar deti hain.........idher chandan ke chehrey par pasiney ki boondein saaf chalakney lagti hai..........wo hi janta tha ki is waqt uski kya halat ho rahi hogi........chandan bichara marta kya na karta...................thak haarkar wo apni malkin ka kaha maan hi leta hain..............aab jo ho usney sab kuch aab us upar wale ke haath mein chodh diya tha...........
idher disha fir se apni almari kholti hain aur ek halka light color ki blue saree nikalkar pehananey lagti hain..............blouse humesha ki tarah sleeveless..........jiska gala samney se bada aur peechay ki taraf se poora khula hua..........jismein uski aadhi chuchiyaan saaf nazar aati thi jo mardon ke lund mein aag laga dene ke liye kafi thi..............fir wo apne badan par thoda perfume chidakti hain aur poori tarah saj sanwar kar apne kamrey se bahar nikal jati hain...............aaj bhi uske baal purey khuley hue they jo uski nangi peeth ko dhakey they.................jab wo pura taiyaar hokar bahar aati hain to chandan wahin apna sir neechay ki taraf jhukaye khada tha.................uski ander hi ander poori tarah se fati padi thi..............disha ek nazar usey dekhti hain fir wo chandan se bina kuch kahe aakar front seat par baith jati hain.......aaj bhi wo humesha ki tarah behad khubsoorat lag rahi thi..................
" aab chup chaap wahin par khade hi rahogey ya ander bhi aawogey.........." aur disha chandna ki taraf dekhti hui aahista se bol padi wahin chandan apna sir jhukaye bina kuch kahe chup chaap se driving seat par aata hain aur aakar baith jata hain.............
fir wo turant car start karta hain aur us car ko fauran park ki taraf mod deta hain...........disha is waqt khamoshi se chup chaap bahar ki taraf dekh rahi thi.......is waqt uske baal hawa ke jhokon se lehraa rahein they..............jo behad aakarshit kar rahein they...........magar aaj chandan ne aabhi tak usey ek nazar bhi nahin dekha tha...............jo .disha usey bahut der se watch kar rahi thi........chandan ko aise khamosh baitha hua dekhkar disha achanak se bol padti hain................
" kya baat hain chandan..................tum aaj bahut khamosh ho.................sab kuch theek to hain na........." aur disha taktaki lagaye chandan ki taraf dekhney lagi wahin chandan bina disha ke taraf dekhta hua bus car drive karta raha.........chandan usey kaise batata ki is waqt uski kaisi halat hain...........bhusan ne to usey poori tarah se dara diya tha.............
" haan memsaheb.............sab theek hi hain.............." chandan apne maathey par pasiney saaf kartey hue dheere se kehta hain............wahin disha uske chehrey ke badley hue bhaav ko padney ki lagataar koshish kar rahi thi..........aaj uske chehrey par fir se kutil muskaan thi........wo chandan ke chehrey par durr saaf dekh rahi thi....
Jaise hi car park mein jakar ruki chandan bina disha ke taraf dekhey ..........chup chaap se samney ki taraf dekhney laga.................is samay bhi uske chehrey par durr saaf jhalak rahein they...................disha ek nazar usey ghoor kar dekhti hain fir wo bhi usey dekhkar dheere se muskura deti hain.......
" aab samney kya dekh rahein ho.......utro car se fatafat................." disha ke mooh se ye baat sunkar chandan bina ek pal ke der kiye apne car ke bahar utarta hain aur chup chaap jakar kisi aadarsh naukar ki tarah apna sir jhukaye samney ki taraf khada ho jata hain....................disha chandan ke chehrey par badaley hue bhaav ko padhney ki lagataar koshish kar rahi thi.................usey ye samajh mein nahin aa raha tha ki achanak se aaj chandan ko hua kya hain.............kyon wo aaj itna gumsum sa hain.............
" to tum hi kaho ki tumhein kya saza milni chahiye....................apni hi malkin ke saath flirt, aur seduce karney ke jurm mein......" jis baat ka chandan ko durr tha wahin baat disha haule se bol padi ................wahin chandan chaah kar bhi ek shabdh kuch nahin bol pata aur chup chaap apni garden neechay ki taraf bus jhukaye rehta hain................
" main tumse kuch pooch rahi hoon chandan......bolo tumhein kya saza milni chahiye?????? is baar disha ke awaaz mein kathorta thi........aur zara sa gussa bhi...........
" mujhe maaf kar dijiye memsaheb....................main bhusan ki baateion mein aakar behak gaya tha................usney hi mujhe aapke khilaaf bhadkaya tha.......aap ye baat maalik ko mutt bataiyega nahin to maalik meri khaal kheech lengey.................wo meri zindagi tabaah kar dengey.........." aur chandan is baar disha ke samney gidgida pada wahin uski sansein durr se foolney lagi thi................
" aacha...............ye to maine socha hi nahin................magar ye sab karney se pehle tumhein is bare mein theek se soch to lena chahiye tha na........ek baar soch lete to aisi gustakhi kabhi na karte...................aab pachtaney se kya faydaa.................saza to tumhein zaroor milegi................."fir disha fauran us car ke bahar nikalti hain aur wahin chandan ke samney jakar khadi ho jati hain........chandan ke chehrey par durr aur bhi badh gaya tha.......wo chup chaap aabhi bhi wahin khada tha ...... apne dono haathon ko jodey hue...................
disha fir chandan ko sir se lekar pawn tak bade gaur se dekhney lagti hain...............fir wo car ke pichley seat par jakar baith jati hain......
" to tumhari saza ye hain ki tum isi waqt apne poorey kapdey utar kar mujhe do...............ye yaad rahe ki tumhare badan par kapdey ka ek bhi resha nahin rehna chahiye...........nahin to main tumhari khaal udher doongi.............aur tum aise hi bahar nangey khadey raho kuch der is khuli hawa mein..............common............be fast..................now remove every thing........." aur disha is baar jaise chandan ko aadesh deti hain wahin chandan bichara marta kya na karta............
" memsaheb.........!!!! aisa jurm mutt kijiye mujhpar...............is park mein main kaise is haal mein ho sakta hoon...................agar kisi me mujhe is haal mein yahan dekh liya to fir ................aur main aapke samney......................nahin nahin!!! ye mujhse nahin hoga..........." aur chandan disha ke samney faryaad karney laga wahin disha haule se uski baateion ko sunkar muskura padi............
Continue.....................................................