Update- 64 (B) (Megha Update)
" main janta tha beta ki tumhara faisla mere paksh mein hi hoga..............aakhir tum bahu kiski ho..............aur haan ek baat aur..............meri beti varsha aur beta sameer agle do dinon mein tumhare paas aa rahein hain.....................tumhare paas rehney............. humesha humesha ke liye.................waise wo dono to bahut khus hain apni bhabhi se milney ke liye.............maine unka result nikalwa liya hain bus undono ke school se T.C (transfer certificate) bus nikalwana baki hain.................
un dono ke saath mera chota bhai mukesh bhi aa raha hain...........unhein chodhney................fir mukesh wahan par undono ka kisi aachey se school mein naam likhwa dega..................aur unke admission ho jane ke baad mukesh tumhare paas ooty mein kuch din aur rukengey..............baki sari baatein main tumhein baad mein bata doonga bahu............... tum aab aaram karo main fir baad mein tumse baat karunga.........." aur fir mahesh disha ka jawab sune bagair hi apna phone disconnet kar deta hain.................wahin disha ke chehrey ka rang ek dum se feeka padh jata hain...................
aab disha ke chehrey par pasiney ki chand boondein saaf nazar aa rahi thi.............wo apni aankh faadey kabhi bhusan ko to ...................kabhi chandan ko dekh rahi thi...................usey kuch samajh mein nahin aa raha tha ki wo kya bole..............aur kya kahe...............kyon ki aab bolney ko kuch aur raha nahin gaya tha.................wahin disha ko aise pareshan hota hua dekhkar bhusan agle hi pal dheere se bol padta hain..................
" kya hua memsaheb.................sab theek to hain na............aap itni udaas kyon lag rahi ho...................bade malik kya keh rahein they aapse.........." aur bhusan aahista se bol padta hain wahin uska kaleja bhi zoron se dhadak raha tha..........agle hi pal disha fauran apne bister se uthathi hain aur apne kapdey almari se nikalkar wahin peheney lagti hain........is beech chandan aur bhusan bhi apne apne kapdey pehan lete hain.................disha kuch der tak khamosh rehti hain fir wo chandan aur bhusan ke taraf dekhkar dheere se bol padti hain..............
" meri nanad varsha aur mera devar sameer dono aab yahan aa rahein hain...................aur saath hi saath unke chacha bhi aab yahan unke saath aayengey...............yani mere sasur bhi................ho sake to mere sasur kuch din yahan rehkar chale jayengey magar................" aur disha itna kehkar bilkul khamosh ho jati hain wahin bhusan aur chandan apni aankhein faadey disha ke chehrey ko ghoorney lagte hain...........unhein kuch samajh mein nahin aa raha tha ki wo kya kahe.............
" magar kya memsaheb............" auyr bhusan dheere se bol padta hain wahin disha fir aagey kehna shuru karti hain...............
" magar................ aab varsha aur sameer humesha humesha ke liye yahin par rahengey...................mere paas...............aayi baat samajh mein................." aur disha itna bolkar bhusan aur chandan ke chehrey ke badaltey bhaavon ko padhney ki koshish karti hain...............wahin un dono ka chehra feeka sa padh jata hain...........
" iska matalb memsaheb...............humari lag gayi aachey se aab..................aab humara kuch nahin hoga .........hain naa...............aab fir se hum dono ko apne haathon se hi kaam chalana padega........." aur chandan mayoos hota hua dheere se bol padta hain wahin bhusan uski baateion ko sunkar bauklaa sa jata hain.........
" oye chup kar.................jab dekho tab tu humesha ulti baatein hi kiya karta hain.............aagey jo hoga aacha hi hoga....................hain na memsaheb...........mere khyaal se aab humein kuch dinon ke liye thodi si dooriyaan bana leni chahiye isi mein hum sab ki bhalayi hain.............aur yehi hum sab ke liye aacha bhi rahega........kyon ki main apne dono malik ko bahut aachey se janta hoon .......agar unhein ye baat pata chal gayi ki humara sambandh unki bahu se hain to wo humari khaal kheenchkar usmein bhoosa bharwa dengey...................
aur aagey jaise halat hongey waisa dekha jayega...................aab hum chalte hain memsaheb............." .aur fir itna kehkar bhusan aur chandan us kamrey se bahar nikal jate hain.............reh jati hain to bus akele disha.............jo sab kuch sochney par ek baar fir se mazboor ho gayi thi..............magar wo janti thi ki uske sochney se halat aab nahin badlengey....................
thode der baad disha fir fresh hoti hain aur apne bister par aakar yehi sab baatein dubara se sochney lagti hain........reh rehkar uske dimag mein mahesh ki kahi sari baatein ghoom rahi thi.............wo aab tak nahin samajh paa rahi thi ki usey is baat se khus hona chahiye ya .............fir dukh.......magar itna to tay tha ki aab tak jo aayashi wo kar rahi thi aab uspar poori tarah se lagam lagney wala tha..................aab tak to wo saahil ke gharwalon ke saath kabhi rahi nahin thi..............pata nahin wo sab kaise uske saath behave karengey...................kya wo unke mahool mein khud ko adjust kar payegi..............aise bahut se sawal they jo aab disha ko pareshan kar rahe they........
waqt guzarta gaya aur dekhtey hi dekhtey do din aise hi guzar jate hain.................aur is beech disha ne bhusan aur chandan se jismani sambandh bahut kum kar diya tha..............ya yu samjho ki naa ke barabur tha................aakhir do din baad subeh fir se mahesh ka phone aata hain ........
" bahu.................aab tumhari tabiyaat kaisi hain................." aur mahesh haule se bol padta hain..............
" main theek hoon papa..............." aur disha aahiste se bol padti hain............na jane kyon uska is waqt bhi dil bahut zoron se dhadak raha tha...............shayad durr se..............
" aabhi main mukesh , sameer aur varsha ko airport se chodh kar aa raha hoon.....................kuch der baad wo dono ooty pahunch jayengey................tum ek kaam karo tum chandan se jakar keh do ki wo apni car lekar turant airport pahunch jaye aur unhein jakar wahan recieve karein......." aur mahesh disha ko jaise aadesh deta hain wahin disha us aadesh ka paalan karti hain..........
thode der baad wo chandan ke mobile par phone karti hain aur chandan fir apni car lekar seedha airport ki taraf chal padta hain...............udher saahil bhi bahut khus tha ki uska parivaar aab disha ke paas rahega....................aab uski tanhaayi bhi door ho jayegi.............aur sab log uska aachey se khyaal bhi rakh sakengey..............
Do ghantey baad..............................................
disha apne kamrey mein apni nanad, dewar aur apne sasur ke aane ka badi hi besabri se intezar kar rahi thi..................wo kuch der pehle hi fresh hokar aaj ek black color ki saari pehni hui thi................blouse humesha ki tarah chota aur tight tha...........aagey ka gala khula hua aur peechay peeth poori nangi thi jo 4 inch ki paati bus nazar aa rahi thi............uska clevarage humesha ki tarah bahar ki taraf nazar aa rahein they magar saari ke pallu hone ki wajah se wo chupe hue they..................in kapdon mein wo humesha ki tarah behad khubsurat lag rahi thi..................idher chandan bhi airport ke liye nikal chuka tha......
udher varsha aur sameer apne excitement aur khushiyon ko nahin rok paa rahein they...................khushiyaan undono ke chehrey se saaf chalak rahi thi.......wo dono apni bhabhi se milney ke liye bahut betaab they................kuch waisa hi haal udher mukesh ka bhi tha..................uski nazar mein disha ka najuk badan bar baar uski aankhon ke samney ghoom raha tha.................wo bhi apni bahu ka jald se jald deedar karna chahta tha.............kuch der baad wey log ooty pahunch jate hain aur chandan unhein bahar khada dikhayi deta hain...............aab ye waqt ki ghadiyaan jaise ruk si gayi thi.............aisa lag raha tha jaise aaj waqt tham sa gaya ho................chahe wo waqt sameer varsha aur mukesh ke liye ho...................ya fir disha ke liye.....................
Till Continued.........................................................