- 186
- 634
- 109
Phir wahan shuru hua Usman ka aatank pta nahi kiska Kya toota aur Kya bacha, par apna thakur aaram se apni jalebi ka Anand leta raha, jaise aadhi jalebi kha like to thakur utha aur usne Usman ko roka aur bola Teri jalebi wahan rakhi hai tu jalebi dekh inko mein dekhta hu to Usman Chala Gaya jalebiyon se Milne aur thakur unn lafango se Milne phir se unki cheekh pukar Hawa me gunjne lagi, abki bar Usman aaram se baitha jalebi kha raha tha use koi Matlab nahi tha ki wahan Kya ho raha hai, par do aankhen thi Jo dari Hui thi ye sab dekh k
Wo aankhen thi rupali thakur ki, wo jab ye sab sahan nahi Kar payi to vishambar k aage aake khadi ho gayi
.
Haath jode rupali: suniye hum aapse inki ki badtamizi ki mafi mangte hai, kripya karke aap shaant ho Jaye aur inhe maaf Kar de, warna hamare pita ji hum par gussa honge ki humne unke dost k better ki shayata nahi ki
Thakur to itni surili itni meethi aawaz sunkar hi sab bhool Gaya tha, uppar se uske samne ek ..,..... Saal ki nav taruni, sakshat Devi rati ki Murat khadi thi, wo uske aakarshan me sab bhool jad khada rah gaya, jiska fayda uthana wo sab apne bache hue sahi salamat Ang le girte padte wahan se bhaag Gaye, jab rupali ne dekha ki ajnabi kuch nahi bol raha hai to wo phir se boli dhanaywad aapne hamara maan rakh liya, thakur ki ye haalat thodi duri pe khada Usman dekh k Mann hi Mann muskura raha tha
Usman chal k thakur k pass aaya aur usko hilaya jisse apna thakur apni chetna me aaya,
Tab rupali boli : dhanaywad aapne hamari baat ka maan rakh unhe shama Kar Diya, hum rupali thakur iss ganv k thakur ki beti hai,
Vishambar to boot bna tha to usmaan bola: koi baat nahi aapki to koi galti nahi thi aur jiski thi uski sja use mil chuki hai,
Tab rupali boli: aapke ye sathi kuch bolte nahi Kya,
Rupali ki ye baat sunn usmaan thank maar maarke hasne lga to vishambar uski aawaz se how me aaya aur rupali ascharay se Usman ko dekh rahi thi ki wo aise kyun Hass raha hai
Thanks ko to kuch bhi samajh nahi aaya tab
Usman: maff kijiyega Devi ji, ye Jo hai iska naam thakur vishambar Singh hai aur mein hu Usman shah, ye waise to kabhi chup nahi rahta hamesha bak Bak karta rahta hai, aaj pta nahi ise Kya hua hai, shayad ye aap par Mohit ho khud ko hi bhool Gaya hai,
Usman ki ye baat sunn rupali sharam se Lal ho gayi wahin thakur ko jab ye ehsas hua ki Usman ne Kya bola wo bhi Sharma Gaya, ab rupali aur vishambar dono ek dusre ko dekh rahe the aur ek dusre se Sharma rahe the tabhi wahan 10 12 lathait pahalwan aa pahunche hi jinhone pahle to rupali ko aadar purvak parnam Kiya phir ek lathait garja
Lathait: kaun hai wo jinhone thakur sahab k mehmaan pe haath uthaya,
Usman: pahalwan yahan wahan Kahan dekh rahe ho, wo hum hai, jinhone unki Seva ki hai, Seva me kuch kami rah gayi Kya kaho to dubara Kar de
Lathait: bachche kyun majak Kar raha hai, Mana tumne mehnat karke achcha sahreer banaya hai par itna bhi mat udo
Usman gusse aage badhte hi raha tha ki thakur ne uska haath pakad liya, waise to ye sabke liye in dono me se koi ek hi kafi tha par wo yahan koi jhagda nahi karna chahata tha, khaskar rupali k samne
Thakur: to bolo pahalwan ab tum Kya chahate ho
Lathait: tumko hamare Malik ne yaad Kiya hai
Thanks: to aisa bolo na ki thakur sahab milna chahate hai Chalo phir
Sabhi haveli pahunche Jahan wo ladka toota futa ek sofe pe pda tha aur do aurate uske ghavo ki marham Patti karne ki koshish Kar rahi thi, aur do aadmi gambhir mudra me baithe the,
Tabhi lathait bola: Malik ye hi wo dono jinhone Ajay babu se jhagda Kiya tha,
Itna sunte hi dono aadmi gusse se unko dekhne lage,
Thakur shiv Dayal: to tum dono ho jinhone ispe haath uthaya,
Usman: ji bilkul humne hi iski Seva ki hai, Kya baat koi kami rah gayi hai Kya, waise itni Seva se bhi isko dusro se baat karne ki tamiz aa gayi hogi, agar nahi aayi hai to aur Seva kar denge,
Thakur shiv: apni Umar se jyada bol rahe ho bachche
Usman: kaam usse bhi bade bade kiye hai humne
Shiv: zuban ko lagam de bachche
Vishamber: Usman ek dum chup, parnaam thakur sahab, mein apne is nadan Bhai ki aur se aapse shama mangta hu, aap bade hai aur bado ka to dhar hai choto ko shama Karna, phir bhi aapko agar hamari baat se thes pahunchi hai to aap Jo sja denge hame seh harsh swikar hai, Mera ye Bhai mujhko leke thoda pagal hai, ye mere sankat dekh bokhla jata hai, ye mere liye Mar aur maar dono sakta hai isliye isne aise baat ki hai
.thakur shiv: sanskar bohot achche hai tumhare, phir ye batao Bina vajah tumne Ajay ko kyun mara,
Vishambar naam likhne me bada locha hai to ab se vishambar ki Vish likhunga to
Vish: ye aapse kisne kaha aakaran humne inhe mara, jhagda inhone shuru Kiya, wahan mojud har vyakti ye bta sakta hai, na kewal hamara khana cheena balki badtamizi bhi ki, aap chahe to apni beti se pooch le ye bhi us samay wahan thi, aur apni ijjat utarwa k chup rah Jaye to wo sachcha thakur nahi ho sakta, aur rahi baat aapke in lathaiton ki to hum inse darke yahan nahi aaye hai, wo to aap hamare bade hai aur aapne bulaya to chale aaye, agar meine apne chote ko na roka hota to aapke ye sare lathait abhi iss Ajay k barober me isse bhi buri haalat me pade ho
Ajay ka baap: tu apni aukat se badhkar bol Gaya hai thakur ab nahi bachega tu, jaise hi wo vishvki taraf badha Usman ne uski guddi se pakad k usko deewar pe deke mara, usko din me taare dikhne lage
Usman: khabardar agar kisine bhi Meri jaan mere Bhai ki taraf galat nigah se dekha bhi to, ISS ganv me itne ped nahi honge itni lashe fookni padegi
Ajay ka baap phir khada hua aur jaise hi aage badhne laga
shiv: ruko bhanu pahle Puri baat pta Kar lo, rupali beta aap batao ki wahan Kya hua tha,
phir rupali ne sabko Jo Jo wahan hua wo waise ka waisa bta Diya, jise sunnkar ek bar to sab chup rah Gaye
shiv: pta chal gaya ki sari galti Ajay ki hai, uski badtamizi ki hum aapse shama mangte hai thakur,
vish: ye aap Kya kar rahe hai thakur sahab, aap hamare pita tulay hai, aap lajjit hue to samjhiye hamare pita lajjit hue hai, koi nahi Jo bit gayi wo baat gayi, haan mein apne Bhai kki taraf se aapse mafi mangta hu, Jo humne aapki shaan me gustakhi ki hai ho sake to hame shama kare
.
shiv: beta kahne ko nahi vastav me tumhare sanskar tumhari Umar se bade hai, Kya apna parichay nahi Doge
vish: ji me partapgadh k thakur shree Shakti Singh ji ka puttar thakur vishambar Shakti Singh hu, ye Mera Bhai hamare chacha ji partapgad k Hamid shah ji ka beta Usman Hamid shah hai
dono ka parichay sunte hi shiv aur bhanu haath jodkar sir jhuka k khade ho Gaye, aur un dono ko aiesa dekh k baki sab ascharaychakit ho Gaye the