- 1,623
- 3,896
- 144
Navi Qist
-----------
nadeem - teen din bache han. umid karta hon in teen dino me tum apne andr se darr ko nikal bahar karogi. chauthi raat pure dil se mera sath dogi.
nadeem bhai ki baat sunkar bhabhi ke hosh ud gaye. mere aur bhabhi ke beech baaten aur barish ke waqt hue waake ne bhabhi ko kuch ghanton ke liye ye baat bhula di thi. nadeem bhai ki baat sun unke hosh ud gaye.
bhabhi ghabra kar boli - nadeem! mujhe aur waqt chahiye hoga. mai faisla nahi kar pa rahi hon. khud ko tayar nahi kar pa rahi hon.. plz nadeem mai bohut upset hon kasam se. plz tum mujhe aur waqt do
nadeem - no... never... isse zayada mai aur waqt nahi de sakta.. 4 mahine de diye han tumhe yaar.. isse zayada mai kyaa kar sakta hon. warna kon shohar biwi ke itne nakhre bardasht karta ha. pahli hi rat apni man mani karta hua aage aur peeche ke dono raste khol deta ha.. yaar tum kham khah ghabra rahi ho.. dard kam aur maza zayada milta ha.. pahli raat kyaa dard ke bad tum mujhse sama nahi gai thi. kitni garam ho gai thi tum. kitni chahat ke sath tum khud ko faramosh karti hui mere sang door talak chalti gai thi.. ab bhi kuch nahi hoga yaar.. thoda sa dard.... fir maze hi maze
nadeem bhai smile karte hue apne lund ko masalne lage.. fir bhabhi ko khench kiss karne lage. bhabhi ke dil ki dunya zer o zabar ho rahi thi. kiss ka maza kahan se aata. unka dil doob raha tha. nadeem bhai ne achhe se kiss kari..
nadeem - dil to bohut chah raha ha... aaj hi abhi se kar jaaun.. lekin tumhare sath mujhe puri umar jeeni ha. tumhe hurt nahi kar sakta. tumhari puri puri razamandi honi zaruri ha.
bhabhi bheegi awaz me boli - hurt nahi kar sakta!!... meri jaan ye soch soch kar nikli ja rahi ha. pata nahi mera kyaa hoga. aur tum ho keh dant par dant nikale ja rahe ho.. nadeem kyaa tum apna irada badal nahi sakte.. kyaa zaruri ha peeche ke raste se karna. kyaaaaa sahi raste se main tumhe sara sukh nahi de pa rahi hon.
nadeem bhai ko bhabhi par bada pyar aaya. bhabhi ko apne upar gira kar bhabhi ki nak ko chumta hua bola
nadeem - tum har jaga se lajawab ho. lekin ek chiz aur bhi khas ha tumme. tum mujhe wahan ke maze se door rakh rahi ho.. ye galat hai...... mai tumhe pura pana chahta hon sarah.. har side se main tumhara pyar pana chahta hon.
bhabhi - hum dono ek dusre ko puri tarah pa chuke han nadeem. jahan ghusne ki tum soche bethe ho.. wo extra bhi ha aur behuda bhi.. wahan se karne se ek to mujhe soch kar hi sharam aati ha. dusra sach me mere dil se darr nahi ja pa raha ha.
aisi hi baaten der tak hoti rahi.. bhai apni baat par ade rahe. aur bhabhi ka khun khushk karte rahe.
agli subah bhabhi ke chahre ka rang aur bhi pheeka tha.
maine bhabhi ke chahre ko dekha. lekin nazar andaz kar gaya. lekin aaj maine bhi faisla kar liya tha. kuch bhi ho jaaye bhabhi se jaan kar hi rahunga.
college se wapis aaya.. to ammi jan ko uljhe hue paya. mai samjh nahi paya ammi jan ke chahre par uljhan kaisi ha. lunch tak ammi jan mujhme normal baat cheet karti rahi. fir mujhse boli.. kamre me a kar meri baat suno
mai ammmi ke kamre me gaya. ammi jan ne kamre ka darwaza andr se lock karne ko kaha. to mai kuch hairan hua. lekin andr se lock lagata hua ammi jan ke paas bed par ja pohncha..
ammi jan kuch pal sochti rahi. mai ammi jan ko sochte pa kar khamoshi se unhe dekhne laga.. fir ammi jan ne sar utha kar meri ankhon me dekha. dekhti rahi. jaise kuch janch rahi hon
fir ammi jan boli - babu!. beta jab jawan ho jaaye. to maa baap ko soch samjh kar baat karni chahiye.. aksar hum andaza nahi ho pata.. aur baat bigad jati ha..
maine ammi jan ka ek hath tham liya
mai - ammi jan.. mere maamle me aap kabhi bhi aisa mat sochiyega.. aap ko mujhse kaisi bhi baat karne ke liye sochne ki zarurat nahi ha. mai aap ke dil ka tukda hon.. mai aap ki aur aap meri jaan han
ammi jan ke chahre par khushi se bharpur chamak aa gayi..
ammi jan - babu... tumhara pyar anmol ha.. lekin jitna pyar tum aaj kal barsane lage ho na beta. jaise sawan ki moosla dhaar tez barish aksar nuksan deh sabat ho jaya karti ha.. aise hi kabhi kabhi pyar ki kasrat bhi nuksan de jati ha.
mai - mai kuchh samjha nahi ammi jan
ammi jan - dekho babu.. ek baat jo nahi honi chahiye thi. wo hui ha
ek bar to mera dil dhadka. lekin foran hi maine apne dil ki zer o zabar halat par kabu paya.. fir bola - kyaa baat hui ha ammi jan
mere chahre par skun tha. aur ammi jan mere chahre par nazren gaadhe hue thi.. ammi nazren fer kar boli
ammi jan - babu barish ke waqt mai bhi chhat par gai thi
mai - haan maine dekha tha
ammi jan - nahi mai bohut pahle se seedhiyon ke paas khadi thi.. aur
ammi jan meri ankhon me dekhne lagi - aur maine sari baaten sun li han. wo jo tum charon ke beech hui han
yehi ek baat thi. jise jaan ek maa ko bete ke character par shak ho sakta ha. lekin main chunki pahle se hi khud par kabu paa gaya tha. isliye mai normal raha
ammi jan mere chahre ko dekhti rahi.. fir boli - dekho babu bachhe jawan ho jayen.. to parents aur bachhon ke beech privacy aa jaya karti ha.. yahan mai aisa samjhti hon.. mujhse aisi galati nahi honi chahiye thi.
maine ammi jan ki baat nahi toki
ammi jan - lekin chhat par jaisa sab sunne ko mila.. mai chhat par na ja kar wahi seedhiyon ke karib khadi rah kar tum charon ke beech ki sari baaten sunne lagi.. mai ek maa hon babu.. aur bachhon ki aisi baaten kabhi kabhi sunne ka moka mile to sun lene me koi harj bhi nahi ha... baat to galat ha. lekin bachhon ki jawan hone par jaisi soch unke andr janam le jati ha.. unse waqifiyat hasil karna bhi parents ke liye zaruri hota ha... bass yehi maine bhi kiya...
ammi jan - dekho babu.. mai tumse aur apne dusre bachhon se bhi beinteha pyar karti hon.. unpar mujhe meri jaan se bhi badhkar bharosa ha. lekin babu tumhara aisa aur itni shiddat se pyar meri samjh me nahi aaya.. farah tumhari bhabhi ne jo kaha.. wo bhi ek kadwa sach ha.. hamara rahn sahn hamara khandan humen aise khul kar pyar dene ki ijazat nahi deta. deewaron ke kaan hote han.. hawaen bewafa hoti han.. baat ko uda kar kahan ki kahan le jati han... aise me agar bat bigad jaaye to sarah ke baqaul qayamat se pahle qayamat aa jaya karti ha.. mai manti hon zamana badal gaya ha.. bohut zayada badal gaya tha.. lekin hum pathan zayada nahi badle.. jitna bhi badle han.. lekin hamare khun me wahin sari rasmen wo sare riwaj daud rahe han.. tumne jo raat hamare sath guzari thi. us rat ki subah tumne khul kar mujhse ek baat kahi thi.. mai maa hokar wo baat sun nahi pai thi.. aisa laga jaise mai bete ke samne belibas ho gai hon.. lekin tumhare dad ne ise galat nahi mana.. tab maine socha... itna to aaj kal aam ha. aaj kal ke bete masti mazak me itna khul kar bolne lage han. maine bhi apne dil ko samjha liya. tumhare lafzon ko tola fir khud ko tatola.. fir tumhara pyar tumhari ankhen mujhe yaad aai. jahan mere liye wahi izzat wahi muqam mujhe dikha.. kuch bhi ganda ganda nahi dikha mujhe to main pursukun ho gai...
mai hairan tha.. aaj ammi jan kaise khul kar bol rahi han.
ammi jan - tum khamosh ho.. kya meri baat dil ko thes pohncha rahi ha
mai muskura kar ammi jan ke gaal ko chum gaya - bhala aap ki koi bhi baat mere dil ko thes kaise pohncha sakti ha.. aap ke baqaul mai aap ke dil ka tukda hon.. aise me to mera dil ka bhi aap ke dil ka hissa hua na.. dil ki baat par bhala ko kaisi thes pohnchegi..
ammi jan ke chahre par khushi ka rang gahra ho gaya
ammi jan fir pareshan hoti hui boli - dekho babu.. tum khul kar pyar karne lage ho. lekin mai chah kar bhi tumse khul kar bat nahi kar sakti. sach kahun to sharam bhi aati ha jhijhak bhi mahsus hoti.. dil me darr bhi ha. kahin tum bura na mana jaao..
mai - nahi mai bura nahi maanaonga.. aap khul kar kahen
ammi jan - teri ankhon me mujhe sachai ki jhalak puri imandari se dikh rakh rahi ha babu.. isliye mai kahne ja rahi hon. warna ek maa kabhi apne jawan bete se aisi baat nahi kahti.
mai - be jhijhak kahiye ammi jan
ammi jan - babu tumhara pyar kuch zayada hi ha..
ammi jan mere chahre par jaise apni baat ke acha ya bura hone ki janch karne lagi. mai normal raha
ammi jan aage boli - dekho! babu pahle mujhe lage.. ye sab galat ha. kuch zayada hi ha.. lekin fir kinza aur mahira ka tujhe pyar karna.. ye aisi baat ha babu. main bohut kuch sochne par majbur ho gai. kinza aur mahira ki parvarish maine ki ha.. un dono ke character par shak karna apni tarbiyat par shak karne jaisa ha. aur mai aaj tak apni tarbiyat par fakhar karti aa rahi hon.. meri hi tarah meri betiyan bhi sharam o haya ki paykar han.. jab dono ne tujhe gale se laga kar chahre par pyar diya.. tab mujhe ajib to laga lekin bura nahi laga. tum sab ab jawan ho gaye ho.. aur hamare khandan me jawan bachhon ke beech itni kurbat ki gunjayesh kahin nahi nikalti.. aise me farah ka woh sab bolna sahi tha. wo bhabhi ha tumhari. aur bhabhi kabhi bhi devar ko aisa pyar de nahi sakti.. jaisa tum teeno ke usay emotionaly majbur karne par kiya.. dekho babu meri tumhari bahno ki baat alag ha. lekin sarah... sarah ki baat alag ha... mai sarah ko upset dekh rahi hon. main usse baat bhi karne ki koshish kari.. lekin wo baat ko taal gai.. mai samjh sakti hon babu.. kal ki baat ne usay andr se pareshan kar rakha ha.. woh khud ko sambhal nahi pa rahi ha.. mujhe darr ha kahin uske dil me darar na pad jaaye..
mai - ooo mai ab sambha aap ke uljhe chahre ka raaz.
ammi jan hairan hokar - mai uljhi hui hon. ye tumne kaise notice kar liya. kinza ya mahira ne to nahi aisa kuch bhi mahsus kiya..
mai muskura pada - ammi jan... kyaa mai sirf baaton se hi badlo hon.. nahi ammi jan.. mere andr aur bhi kai changes aaye han.. pahle mai sab dekh kar nazar andaz kar dia karta tha. isliye keh har ek ki personal life ha. mai kaise interfere kar sakta tha. lekin fir maine bohut zayada ghor kiya to pata chala.. mujhe khamosh nahi rahna chahiye.. ho sakta ha.. koi aisi pareshani ho.. jise mai door kar sakta hon.. aur ammi jan.. badalte waqt ne mere andr kuch khubiyan extra paida karni shuru kar di ha.. ye jo aap mujhe badla hua dekh rahi han na. zayada pyar ka izhaar karte hue dekh rahi han na... to iske peeche bhi ek badi waja ha
ammi jan hairan thi.. wo harani se boli - waja ?? .. kaisi waja ??
mai - ammi jan.. kuch der pahle aapne kaha.. bachhe jawan ho jaayen to na chahte hue bhi kabhi kabhi moka milne par unki baaten sun leni chahiye.. aise me bachhon ki nature aur badalati soch ka pata chal jata ha.. fir usi hisab se unhe treat kiya jata ha.
ammi jan - haan maine ye sab kaha tha. aur mai samjhti hon.. kuchh bhi galat nahi ha isse.. dekho.. maine sari baaten suni... lekin kinza aur mahira ya sarah se kuchh nahi kaha.. mai un teeno se baat karke unhe sharminda nahi karna chahti thi.. aur fir mujhe tumpar aur un teeno par pura pura bharosa ha.
mai smile karta hua aage bola - maa baap aisi baaton ki khoj isliye karte han. wo bachhon ke liye sahi galat ko jan saken.
ammi jan - babu! tum to aisi baaten kar rahe ho.. jaisi hum bachhon wale kiya karte han... kahan se seekhi tumne aisi baaten.
mai - aap se ammi jan.. aap ke dil se.. dil ko dil se raah hoti ha.. pyar bohut zayada badh jaaye to aisi soch automatic paida hone lagti ha..
ammi jan muskurati nazron se mujhe dekh rahi thi
mai serious hota hua bola - mera sab se khul kar pyar karne aur bolne ka ek hi maksad ha.. mai aap sabhi ki sari pareshaniyon ko jaan kar unhe hal kar sakun.. bhabhi jan kal wale waake se nahi 4 din pahle se pareshan han...
ammi jan bhuchakki rah gai - kyaaaaa ?? lekin maine to aisa kuch mausus nahi kiya
mai - yaad ha ammi jan.. aap aur mai drawing room me bethi thi. bhabhi kuch upset thi.. uljhi hui thi. aap ne poocha tha.. sarah kyaa baat ha.. koi preshani ha kyaa aap ko..
ammi jan - arre haan.. mujhe yad aaya.. ufffu main bhi kitni bhulakkad hon..
mai - mai tab se bhabhi ke peeche hon. maine dekha ha. koi baat ha jo bhabhi ko andr hi andr pareshan kiye hue ha.. maine bhabhi se poochha tha.. lekin bhabhi ne nahi batai.. maine samjh liya.. jab tak mai bhabhi ke sath aur nahi khulunga.. bhabhi mujhse apna sukh dukh share nahi karengi
ammi jan meri baat sunkar mujhe apni aaghosh me bharti hui mera moh chumne lagi
ammi jan - ab mujhe yakeen ho gaya ha.. mera beta sach me bada ho gaya ha. mai jis baat ko nazar andaz kar gai thi. mere babu ne nazar andaz kar dia.. sach me mai aaj subah se pareshan thi sarah ko leke.. yehi samjhti rahi.. kal wali baat par wo upset ha.. lekin baat kuch aur nikli.. 4 din purani baat thi aur mai samjh hi nahi paai..
mai - ab aap batayen.. kyaa bhabhi ke sath kal barish me khul kar maine kuch galat kiya..
ammi jan - bilkul bhi nahi.. mujhe to fakhar ho raha ha.. mere bete ne kitna acha step liya apni bhabhi ke karib hone ka.. kinza aur mahira ke saamne sarah ko apna ye sohna mukhra chumne ko kaha. akele me aisi baat hoti to sarah kabhi nahi manti.. aur sach kahun to akele me mai bhi kuch aisa dekhti to tum dono par shak karti
mai - aur agar ab mai aap ki bahu ka moh akele me chum loon to
ammi jan khilkhila kar has padi.. fir boli - beshram.. apni ammi jan ke saamne aisi beshrami wali baat karta ha.
mai - ammi jan.. hum jitne khul rahe han.. thoda sa aur khul jate han.. hum achhe dost ban jate han.. fir mai aap ko khul kar aisi baaten bataya karunga. dekhen na ammi jan.. agar aisi baaten galat hoti to na aap karti aur na hi mai karta.. itna to banta hi ha...
ammi jan kuch pal sochne ke bad boli - theek ha.. lekin tum mere sath kisi aur ke saamne khul kar baat kabhi mat karna.. haan akele me tum khul kar baat kar sakte..
mai dostana andaz me hath badhata hua muskura kar bola - to fir hum aaj se dost hue
ammi jan mere hath ko dekh hasti hui mere hath par hath rakh kar boli - haaan dost..
mai - pakke dost
ammi jan firse hasti hui - hehehe haan pakke dost
mai naughty hota hua apna gaal aage kar gaya - to fir chaliye jaisa pyar mujhe kinza api mahira api ne diya ha. aap bhi wahi pyar mujhe dijiye.. fir mai aap ko dunga
ammi jan ek pal me serious hui.. fir bhari saans chhod smile ke sath ammi bhi naughty mood me aati hui honto par smile la kar boli
ammi jan - mahira aur kinza ke chanton kar to mujhe pata nahi. lekin sarah ka chanta khub tha.. pyar pana ha to mujhe bhi tumhara gaal sarah ke jaise hi laal karna padega..
mai roni surat bana kar ammi jan ka chahra takta hua apne dahine gaal par hath rakhta hua bola
mai - sarah bhabhi ka hath bohut bhari tha ammi jaan.. aur aap ka hath...
mai ammi jan ka hath dekh kar kanpne ki acting karta hua bola - nahi.. nahi ammi jan.. plz bina chante ke hi pyar ki bauchhaad kar den mere gaalon par.. kabhi chante nahi khaaye maine.. lekin kal teen teen kha kar mujhe nani yaad aa gai ha.
ammi jaan qahqahe lagane lagi. mera andaz ammi jan ko bohut bhaya tha.. khub hasne ke bad ammi jan seedhi hui aur maza leti hui boli
ammi jan - nahi.. chante se kam me baat nahi banegi.. aur fir pyar to mai tujhe bachpan se ab tak deti aa rahi hon. lekin chanta kabhi nahi mara.. kal sarah ke dil ke shauk jaga.. aur usne chanta maar dia.. koi mere chand se bete ke phool se chahre ko buri nazar se chhoo bhi jaye.. to mai uska khun pi jaaun... lekin babu yahan baat alag ha.. kal mujhe pahli bar pata chala. pyar se chanta bhi mara ja sakta ha..
ammi jan khub lutf utha rahi thi..
mai ammi jan ki minnaten karne laga.. lekin ammi jan apni baat par adi rahi.. nahi wo pahle chanta marengi.. fir mere gaal ko chumengi.. akhir maine drama band kiya.. aur haar maanta hua bola
mai - theek ha. mai kar bhi kyaa sakta hon.
apna gaal aage karta hua - len maar len chanta..
ghar me hum sab ek se badhkar ek the.. khub masti kiya karte the. akhir hum sab bhai bahan ammi jan ki kokh ke janme the.. ammi jan bhi kabhi jawan rahi thi.. usse pahle ammi jan bhi bachhi rahi thi.. masti me kahan kam rahi hongi apni umar me.. ab khul kar pyar karne ka moka mila to ammi jan zindagi me pahli bar itni frankly hone lagi thi..
ammi jan apne dono hathu ki hatheliyon ko ragadti hui ungliyon me ungliyan phansa kar apne moh ke karib karti garam saansen apni hatheliyon par maarne lagi..
ammi jan - aap to aise ready ho rahi han ammi jan.. jaise yassu panju khelne ki thaan gai hon
ammi jan - hehehe.. yassu panju hi samjh lo.. lekin mai sarah se badhkar pyar dena chahti hon apne chand se bete ke phool jaise galon ko.. chanta bhi usi hisab se lagna chahiye na.. chal ab tyar ho jaao..
fir ammi mood me aati hath utha kar phela kar thoda sa peeche karti hui speed ke sath mere seedhe gaal ki taraf layi.. mai ammi jan ke chahre ko dekhne laga.. jahan ammi jan ki jaga aaj ek kamsin bachhi dikhai de rahi thi..
mere gaal ke karib aata ammi jan ka hath ruk gaya.. fir ammi jan ne jhapat kar mujhe apne seene se laga liya..
ammi jab - mai maa hon teri babu.. tu koi galati bhi kare to bhi mai tujhe chanta maarne ki soch bhi nahi sakti.. tu to meri jaan ha babu.. mai tujhse kitna pyar karti hon.. mai tujhe garam hawa lagte nahi dekh sakti.. chanta maarna to door ki baat hai...
fir ammi jan mere chahre ko thaam meri ankhon me dekhti hui meri ankhon ko chum gai. bari bari dono ankhon ko chum mere mathe ko chumti hui mere seedhe gaal par apne hont rakh gayi...
ye meri jeet thi.. aaj ammi jan ko maine alag hi mood me la kar apne chahre ko chumne par majbur kar dia tha.. ammi jan mere ek gaal ko chum kar dusre gaal ko chumne lagi..
fir meri ankhon me dekh kar boli - woh sultana tujhe sab ke saamne khul kar pyar karti ha na. aur mai teri sagi maa hokar tujhe kisi ke saamne khul kr sultana ke jaisa pyar nahi de saki.. lekin sultana mere jitna pyar tujhe de hi nahi sakti.. sultana thodi si khule mahaul ki ha. lekin mai alag mahaul ki hon.. aaj se main bhi tujhe khul kar pyar diya karungi babu.. aaj se main bhi tere liye tere pyar ke liye badal jaaungi.. sultana badal sakti ha. kinza mahira badal sakti han to mai kyun nahi.. ek maa hi wo ikloti hasti ha.. wo kisi ke bhi saamne apne bete ko pyar de sakti. khul kar gale se laga kar pure chahre ko chum sakti ha.. babu mai ab bilkul bhi nahi jhijhak mahsus nahi karungi..
itna bol kar maa mere dono gal bar bar chumne lagi.. der tak chumti chali gai.. aisa pyar ammi jan pahli bar luta rahi thi..
mai - ab bass bhi karen ammi jan.. meri bari bhi to aane den
ammi jan hasti hui - tu mujhe bina chante ke pyar karega ya aise hi
mai - chanta to maine bhi aj tak kisi ko nahi mara ha ammi jan.. mere dil me bhi to hasrat baki ha.. ek bar.. zindagi me ek bar kisi ko to chanta maar hi dun
ammi jan hairan ho kar - tu mujhe.. apni ammi jan ko chanta marega
mai - nahi
ammi jan ne sukh ki saans li
mai - apni dost ko to chanta maar sakta hon na
ammi jan chaunki
mai - hahaha.... ab hum dost han na.. aap maa hokar mujhe chanta nahi maar saki.. agar dost bankar maarne ka sochti to shayad aap ka dil maan bhi jata
ammi jan - tu dost bankar bhi kyu mujhe chanta maarna chahta ha
mai - bass dil kar raha ha
ammi jan - acha.. kyaaa sach me
mai - hmmm
ammi jan apna gaal meri taraf karti hui boli - chal fir dil ko khush kar le.. aur maaar le chanta
mai hasne laga.. fir jaldi se ammi jan ke gaal par apne hont rakh diye..
ammi jan - tuney chanta kyu nahi mara
mai - ammi jan.. kitna sukun mil raha ha na humen aise mahual me ji kar
ammi jan hairan hokar boli - haan babu... sach me itna maza mujhe pahle kabhi nahi aya
mai - dekha ammi jan.. bachhe bade hokar dost ban jaaye.. khul kar baten karen aur apne dil me koi bhed na rakhen to zindagi kitni khush gawar ho jati ha..
ammi jan - haan babu.. in kuchh dino ki zindagi me main kai rang apne ird gird bikhrte dekh rahi hon. sab rang bohut hi zayada dil ko bhaa rahe han.. itne bha rahe hann.. dil chahne laga ha... ye sare rang aur bhi gahre hote chale jaaye.. fir hamesha ke liye yehi hamare ird gird basera kar len.. ye zindagi ab tak ki ji zindagi se kahin badhkar payari aur haseen ha
mai fir ammi jan ke chahre ko thaam kar bade sukun ke sath bari bari dono galon ko chumne laga.. aur aisa mai apni zindagi me pahli bar kar raha tha.. pahli bar mai purskun ho kar ammi jan ke kashmiri saib ke jaise gaalon par apne tarse machalte hue hont rakh kar kashmiri saib ka taste kashmiri saib ki smell apne andr utarne laga..
kinza api ke galon ko ache se raste nahi kar paya tha. lekin mahira api ke galon ka maine pura pura maza liya tha. aur kyaa kamal ke gaal the mahira api ke... dil bagh bagh ho gaya tha.. lekin ammi jan ke gaalon ki baat hi kyaaaa thi. sabse badhkar lazeed the ammi jan ke gore chamakte hue gaal.
ammi jan ka chahra khushi se mamta ki chamak se chamak raha tha. lekin sharam ki gahri chhaap bhi ammi jan ke galon par ubhar aai thi.. ankhon me mamta ka samandr thathen maar raha tha.. lekin sukun aur sharam ki inteha bhi thi ammi jan ki ankhon me.. mere liye pyar ka kyaa bayan karna.. jo ho raha tha. mere pyar hi ki waja se ho raha tha... ek maa apne bete ko apne gaal aise bhala kahan chumne deti ha.. aur meri ammi jan jo sharam o haya ki bemisal devi thi. unke nayab gaal bhala mere jaise bete ke nasib me ho bhi kaise sakte the.. lekin ho gaye the.. ye sab mere pyar meri mahnat ka samar tha..
bohut sabar kiya tha maine aur aaj mujhe sabar ka phal mil gaya tha. aur sabar karta to ammi jan ke asli phal(mumme) bhi mujhe mil jate.. wo mil jate to ammi jan puri ki puri meri ho jati... ek bar... sirf ek baar ammi jan ke jism ka koi chhupa hua hissa mere saamne aa jata.. aur ammi jan pure dil se usay mere hawale kar deti.. fir sab kuch pa lena mere liye mushkil nahi hota...
aaj pahli seedhi maine chadh li thi... ab manzil door nahi thi.. mujhe bohut paas dikhaii de rahi thi.. waqt ka kyaa hai.. wo to bullet train ki speed se daud raha tha.. din mahine saal badi tezi ke sath aage badh rahe the..
ammi jan ke gaal ko chum kar mai har bar ammi jan ki ankhon me dekh kar poochhta tha. kaisa laga.. ammi jan has kar kahti.. bohut achha.. bohut meetha... bohut lazeez...
vaise mujhe umid nahi thi ammi jan ke sath mai itne kam waqt me itna zayada khul jaaunga.. ye meri ek badi kamyabi thi.. lekin is sab ke bawajud ammi ka mere saamne belibas hona abhi bohut kathin marhala tha.. ammi jan ke honto par mere honto pa aana aur fir ammi jan ka mere honto ke nashe me khud ko bhul jana... ye sab der talab kam tha.. lekin abhi shikar karne ke liye nirhiyon ki kami nahi thi.. thodi thodi mahnat sab par karta rahta to jald hi mujhe khandan me koi na koi mil hi jani thi.. aur himmat harna to maine seekha hi nahi tha..
ammi jan ko maine bhabhi se uski pareshani jaanne ke liye bhabhi ko bhi aise hi pyar ke liye qayal kar liya.. ammi jan to bohut khush hui... unka babu ek to bhabhi ki pareshan door karne wala tha. dusra wo sab ke dilon par chhaa jane wala tha.. ek maa ke liye isse badhkar khushi ki baat bhala aur kyaa ho sakti thi...
ye to aane wala waqt hi batata.. ammi jan ko mere pyar ki sachai ka pata jab chalta to ammi jan ko khushi milti ya ammi jan ghamon ki lapet me aa jati...
khair mai bad me bhabhi ko talash karta raha.. bhabhi jan se firse kuch bahas kari.. bhabhi jan tas se mas na hui.. mujhe taal gai.. agle din bhi maine apni try jari rakhi... aur bhabhi jan ki nak me dum kar dia.. par bhabhi jan ne mujhse apni preshani share nahi ki......
aise hi saatvan din aa gaya.. matlab akhri din... aur aaj ki raat bhabhi ji ki gaand phatne wali thi.. bhabhi ke chahre par preshani saaf dikhai dene lagi thi.. kinza api mahira api dadi jan ne bhi bathera poochha.. lekin bhabhi bata ke nahi de rahi thi..
ammi jan ne tang aaa kar kaha - main tumhari maa se bat karti hon
tab bhabhi tang aa kar boli - isse acha ha.. mai wahi chali jati hon.
bhabhi ki is baat par ammi jan kinza api aur dadi jan pareshan ho gai thi.. maine college na jaane ki soch kar bhabhi ki preshani ko jaan lene ki thaan li....
breakfast ke bad mai ammi jan ko bata kar bhabhi ko zabardasti apne sath gadi me bitha kar shahar se bahar nikal pada.. bhabhi front seat par mere sath bethi ghamgeen chahra liye bahar dekh rahi thi.. maine jab bhi bhabhi ko dekha. bhabhi ka chahra bahar hi raha..
main bhabhi ko liye ravi river kinare ja pohncha. wo aisi jaga thi.. jahan tanahi muyassaar aa sakti thi.. lekin wahan kisi tarah ka koi khatra nahi tha.
gadi ruki to bhabhi ne chaunk kar dekha.. khud ko ravi kinare paya to hairan hokar mujhe dekhti hui boli
bhabhi - feroz... ye mujhe yahan kyu le aaye ho.. nahi.. mai tumhare sath aisi kisi vairan jaga par nahi dekhi jana chahti.. log baaten banayenge.. chalo gadi wapis modo.. mujhe yahan ek pal bhi nahi thaharna ha...
mai bhabhi ki na sunta hua gadi ka darwaza khol kar bahar nikal pada
bhabhi cheekhi - sunai nahi diya feroz tumhe... maine kaha mujhe yahan se wapis jana ha... abhi ke abhi.... wapis gadi me bethoo.. aur chalo yahan se
mai bhabhi ki side aaya aur door pakad kar kholta hua bola - nahi... mai yahan aaya hon.. to aap ki preshani jaan kar hi lautunga.. aur aap achhe se janti han. mai kitna ziddi bhi hon...
bhabhi badi berukhi se boli - mai tumhe kyu bataun. tum mere devar ho.. mere sage bhai bhi nahi ho. hote to bhi mai tumhe kyu batati..
bhabhi ki baat sunkar mujhe gahra sadma pohncha.. mai paglon ka sa chahra liye bhabhi ka moh takne laga.. aise lafzon ka istemal aaj tak mere liye kisi ne nahi kiya tha. bhabhi ne to meri izzat do kodi ki kar ke rakh di thi.. mujhe ek bar to bada gusa aaya..
fir mere dil ne kaha.. bhabhi pareshan ha. jald ne maine apne dimag ko garam se thanda kar liya.. ek toh bhabhi mere ghar ki fard thi. dusra mujhse pyar karti thi. teesra wo mere bhai ki biwi aur meri bhabhi thi. chotha bhabhi mujhse payaron jaisa hi talluq rakhna chahti to kabhi bhi kinza api aur mahira ki baaton me aa kar mere gaal ko na chumti.. aur wo chanta.. wo chanta nahi tha.. bhabhi ka woh pyar tha. jo har devar ke nasib me nahi hua karta. aur bhabhi ka mujhe chanta maarna aisa hi tha.. jaise mai bhabhi ke liye devar se kahin badhkar tha..
ye sari baaten ek hi pal me mere andr ghum kar rah gai.. mere chahre ki chamak laut aai.. mere honto ki muskurahat jo har dil me utar jaya karti thi, laut aai. bhabhi hairan hokar mujhe dekh rahi thi. wo to soch rahi thi. jaisi berukhi se wo mujhse boli thi. mai ek second bhi wahan na thahar kar gadi ko bade guse se wahan se drive karta hua bhabhi ko ghar ja pohnchata.
lekin main bhabhi ko muskura kar dekhta hua bhabhi ka hath pakad bhabhi ko gadi se bahar nikalne laga
mai - aap ka haq banta ha mujhpar. gusa kya, berukhi kya, aap kuch bhi mujhse bol sakti ha.. mai mana nahi karunga. lekin pahle aap gadi se utren.
bhabhi ziddi bachi ki tarah - nahi feroz.. mai gadi se bahar nahi aaongi.. tumne galat kiya jo mujhe aisi sunsan jaga par le aaye.. yahan kisi ne dekh liya to galat samjhega.. nahi feroz.. mai aisi koi nigah apni zaat ke liye uthi bardasht nahi kar sakti.
mai - theek ha.. mai aap ki maan leta hon.. aap ko yahan se lekar wapis ghar chala jata hon.. lekin
bhabhi - lekin kyaaaa ??
mai - aap ko mujhe apni pareshani batani padegi.. mai isse siva kisi aur bat par agree nahi ho sakta. mujhse nahi to ammi jan se, dadi jan, kinza api ya fir mahira api se bat karni hogi..
bhabhi bebasi se boli - nahi kar sakti.. mai kisi se bhi nahi kar sakti..
mai - kyu nahi kar sakti
bhabhi guse me aai boli - kaha na.. nahi kar sakti.. to nahi kar sakti.. chalo ab gadi me betho.. aur chalo yahan se.. mujhe sakht kofat ho rahi ha yahan.. ye jaga meri jaisi ladki ke shayan e shan nahi ha
bhabhi ki ye baat "ye jaga meri jaisi ladki ke shayan e shan nahi ha" mai bina kuch aur bole wapis se driving seat par aaya aur gadi ko wahan se wapis ghar le ja pohnha..
bhabhi ko gadi se bahar nikal bhabhi ka hath tham mai ghar ke andr dakhal hua. mujhe ammi ji, dadi ji aur dada jan ne dekha.. lekin mai kisi ko na dekh kar bhabhi ka hath thame chhat par ja pohncha. wapis aa kar chhat wala darwaza band kiya. chhat par door ek aisi jaga bhabhi ko le ke ja pohncha.. jahan koi bhi baat kisi aur ke kano tak nahi pohnch sakti thi..
wahan table kuriyan ek badi chhati dhoop se bachne ke liye maujud thi. mai sab set karne ke bad bhabhi ke sath chhatri ke neeche beth gaya..
mai - bhabhi ab meri pahli aur akhri baat ek hi ha.. aap ke aur bhaiya ke beech koi un ban ha.. wo aap sab mujhse share kar den
bhabhi ka moh hairat se khul gaya - tum kaise kah sakte ho. meri maujuda pareshani ka talluq nadeem se ha
mai - bhabhi mai bhi ankhen rakhta hon. aur kamal ki baat ha. mai ankhen kuchh alag hi rakhta hon. ghar me kisi ke chahre ka kuchh bhi mujhse aaj kal chhup nahi pa raha ha. na aap ka chhupa rah saka.. na hi ammi jan ka aur na hi kinza api.
bhabhi ka moh hairat ke maare aur bhi khul gaya.. wo yakeen na karne wali nigah se mujhe dekhne lagi.
fir jaise bhabhi mere lafzon par dhayan deti hui boli - ye ammi jan kinza ko zikr kahan se aa gaya.. aur aisa kyaaa ha ammi jan aur kinza api ka. jisse mai anjan hon
mai - sorry wo mai aap ko nahi bata sakta
bhabhi - kyu.. mujhe kyu nahi bata sakte.. mai bhi to ghar ki fard hon. tumhari bhabhi hon. agar ammi jan aur kinza ko koi pareshani ha to mujhe khabar honi chahiye.. kyaaa pata mai unki pareshani kam karne me madad de sakun
mai muskura kar bhabhi ko dekhne laga. bhabhi meri muskurahat ka matlab samjhne lagi. aur jab unki samjh me aaya.. wo hadbada kar side dekhne lagi
mai has pada
bhabhi fir mujhe dekh kar boli - dekho feroz.. meri preshani mai tumhe to kyaa kisi ko bhi nahi bata.
mai - wo to batani hi padegi aap ko.. wo bhi mujhe.. pahle maine socha tha. aap kisi ko bhi bata den.. lekin nahi.. ab mai hi jan kar rahunga. aur aap ko mujhe batana padega.. aap ke aur bhaiya ke beech aisi kyaa baat hui.. keh aap ka din raat ka sukun hi ud gaya.
bhabhi mujhe dekh chahra fer gai.. mai utha aur bhabhi ke karib left side kursi rakh kar bhabhi ka hath thaam gaya. bhabhi ne tezi se sar ghusa kar mujhe dekha.. ankhon der gahrai tak dekha..
mai - kyaaa aap ko meri in ankhon me aap ke liye parwa aur fikr dikhai nahi de rahi
bhabhi - aaj kal mai ankhon se kamzor ho gai hon feroz. mujhe tumhari to kyaa kisi ki bhi ankhon se saaf dikhna band ho gaya ha
mai - mai aap ki ankhon ke bimari aur dil par chhaye gham ke badal ko hata dunga.. mere pyar me itni takat ha bhabhi jan..
bhabhi - nahi.. fir bhi nahi.. feroz.. dekho pahle hi bohut pareshan hon.. mujhe aur pareshan mat karo plz..
bhabhi uthne lagi.. maine uthne nahi diya
bhabhi - feroz ye sahi nahi ha. pahle tum mujhe meri marzi ke bina ghar se bahar le gaye.. fir yahan chhat par le aaye.. aur bekaar ki zidd pakad kar beth gaye.. plz ab mujhe jane do. dekho mai tumse badi hon.. lekin minnat karti hon.. mujhe akela chhod do..
mai - yehi to nahi kar sakta hon mai. na to aap ko akela chhod sakta hon. aur na hi aap ko youn preshan dekh sakta hon.. bataiye.. kya preshani ha.
bhabhi - mai nahi bata sakti
mai - chalen mai hi bata deta.
bhabhi ka moh aise khul gaya. jaise dunya ki sabse hairankun khabar ko sunkar banda hairat me pad jata ha
bhabhi - tum... nahi tum aise hi hawa me teer chhod rahe ho.. bhala tum kaise meri pareshani jaan sakte ho
mai bhabhi ko na dekh kar side rakhta hua thoda sa chahra neeche karta hua bola
mai - bhabhi mai aaj ke zamane ke ek intelligent ladka hon. maine pahle bhi aap se kaha tha. mai chahre dekh kar pareshan bhanpna seekh gaya hon. kinza api ammi jan aur fir aap ke chahre ko dekh maine bohut kuch jaan liya tha. kinza api ka matter maine kisi had tak solve kar diya. ammi jan ki pareshan maine apne sar li to ammi jan khush ho gai.. maine aap se ap ki preshani poochi.. lekin aap ne sira nahi thamaya.. mai feroz urf babu bhala kaise apnu ko pareshan me dekh sakta tha.. aap kuch nahi bata pa rahi thi. to maine nadeem bhai ke charhe par dhayan badha dia.. fir mujhe nadeem bhai ke chahre par kuch aise taasrat dikhe.. jo alag the, bohut hi alag..
bhabhi hakla kar boli - kaise taasrat ??
maine bhabhi ko nahi dekha.. aise hi bola - bhabhi maine kaha na.. mai dunya ko kuch zayada hi speed ke sath samjh raha hon. aur hum ladkon ke chahron par jo expression hote han.. wo hum ladke bakhubi samjh sakte han.. mai bhi samjh gaya hon.. samjhne me asani mujhe isliye bhi hui.. kyunki hum pathan han... aur pathano me jahan hazaron khubiyan han.. wahi ek baat taqreeban har pathan me mushtrak ha.. aur woh ha---
bhabhi ne jhat se mere moh par apna hath rakh diye.. kanpti hui awaz me boli
bhabhi - kh**a ke liye isse aage mat bolna feroz.. mujhe to tumne maar hi dia.. ye baat karke.. ab mai tumhe moh dikhane ke qaabil nahi rahi.. sharam se mai apni jaan de dungi....
bhabhi kanpti hui badi sharam aur dukh ke sath rone lagi.. fir mere moh parse hath utha kar wahan se uthne lagi.. lekin yahan itni dher sari mahnat karne ke bad mai bhabhi ko kaise jane de sakta tha.. maine bhabhi ka hath nahi chhoda
bhabhi zor laga kar apna hath chhodne lagi..... maine nahi chhoda to sara chahra dusri taraf hi rakhe hue boli
bhabhi - dekho.. tum zarurat se zayada hi bakwas kar chuke ho.. mera hath chhod do to achha hoga... mere hosh gum ho rahe han. aisa na ho mai hosh kho bethun.. pahle hi kai din se mai sukh ki saans nahi le pa rahi hon.. aise me tumne aisi ghatya baat zuban par la kar mera hosh walun se rishta tod dala hai. mai soch bhi nahi sakti thi. tum nadeem ko notice kar loge.. fir tum itni deeda daleri ka sabut dete hue mere moh par sari ghalzat ugal doge.. chhodo mera hath feroz..isse pahle ke mai bhul jaaun.. tum mere devar.. aur maine kabhi tumhe bhai barabar mana tha.....
mai - mai ab bhi aap ka bhai hi hon
bhabhi zehrele lahje me boli - bhai hote to shram se mar jate. lekin aisi baat karne ki kabhi sochte hi nahi... tumne na sirf sochi.. mujhse kah bhi di.. nahi feroz... ab mai tumhara kabhi saamna nahi karna chahungi..
khandan me phuddiyan maarne ki chah dil me paalne walo.... ab batao... kyaaa itna hi asan ha phuddi maarna.. arre mere jaise ko kitne papad belne pad rahe the... kitni bardasht ka sabut dena pad raha tha mujhe bhabhi ki phuddi paane ke liye. kitna zeher bhi bhabhi mere moh par ugal rahi thi.. zehreeli nagin bhi aisa zeher nahi moh se nikalti hogi.. jaisa zeher bhabhi mere liye apne moh se nikaal rahi thi. lekin mere jaisa tumme se koi ziddi bhi na hua hoga...
mai zehreela nahi tha. lekin bhabhi ka zeher mujhe maar nahi saka. mere iradon ko mutzalzal nahi kar saka... arre maine to bina dekhe hi bhabhi ki phuddi ki khushbu apni nas nas me utaar li thi.. bhala kaise haar maan jata..
mai bhabhi ko firse zabardasti kursi par bitha gaya.. bhabhi sach me mera chahra nahi dekhna chahti thi.. sharam se bhi, nafrat hone lagi thi bhabhi ko mujhse ya nahi.. ye abhi nahi kah sakta tha.. lekin guse se bhi bhabhi mera chahra nahi dekhna chah rahi thi....
mai - is sab ka ek bada solution ha mere pass bhabhi ji... aap ki pareshani bhi door ho jaayegi.. hamare beech ka sara jhagda sari narazgi bhi door ho jaayegi.. sabse badi baat kahun bhabhi ji..... ab se le ke marte dum tak kabhi bhi meri ankhon me aap ke liye pakeezgi se hatkar kuch dikha na to kasam ha mujhe aap hi ki bhabhi ji.. mai apni ankhen hi noch daalunga. aur mai janta hon.. aap ache se samjhti han.. mai apne kahe se firta nahi hon.. aap ne fir bhi jane ki sochi.. ye pass me wahi deewar ha. jo us din barish me thi.. aap thi kinza api aur mahira aapi thi.. aap shram se jaan dene ki baat kar rahi han.. aap ne yahan se jane ke liye ek bhi kadam jaane ke liye badhaya to mai aap ko dusra kadam badhane ka moka nahi dunga.. deewar par chadh kar sar ke bal neeche kood padunga...
bhabhi ne meri ankhon me dekha.. aur darr gai.. meri ankhon me ab khun utar aaya tha. mai josh me aa gaya tha... aur ye josh mere plan ke hisab se nahi situation aur bhabhi ke dard ko leke real me tha.
bhabhi - tum aisa nahi kar sakte
maine bhabhi ka hath chhod dia - mai ijazat deta hon.. aap chahen to ja sakti han..
bhabhi - tum kyaa samjhte ho.. mai tumhari baaton me aa jaungi..
fir bura sa moh bana kar boli - tumne jo mere liye kaha.. wo sochne ke bad mujhe tumhari jaan ki parwa bhi kyu rahegi ab.. ek ladki ki izzat uske liye dunya ki har chiz se badhkar hoti ha.. aur tumne.. tumne feroz mujhe meri hi nazron me sharminda kar dia..
mai - apni apni soch ki baat ha bhabhi ji.. aap bethi han abhi tak.. ja nahi rahi han
bhabhi guse se uthti hui boli - tum mujhe chellenge mat karo.. mai tumhari koi nahi ho samjhe.. tum maro ya jio mujhe koi fark nahi padta ab..
mai muskuraya - matlab pahle fark padta tha
bhabhi puzzle hui.. firse haklai - nahi.. pahle bhi mujhe koi fark nahi padta tha..
mai bhabhi ko firse bitha gaya - maine kaha tha mere paas ek solution ha har masle ka
bhabhi - mujhe nahi sunni koi aisi baat.. mujhe nahi chahiye koi solution bhi
mai - mai ab khamosh ho raha hon.. aap ne do kaam karne han.. ek to aap jana chahen to ja sakti han.. dusra ab aap mujhse khud kahengi.. mai tyar hon feroz.. batao kyaa ha solution..
bhabhi isrehzaiya andaz me has padi - huh! option rakhte ho mere saamne.. mai farah khan.. tum jaison ko chutkiyon me uda dun.. tum kal ke ladke mujhe option de rahe ho
mai khamosh raha
bhabhi uthti hui - tum kya samjhte ho. mai tumhari baaton me aa jaungi.. yahan se ja nahi sakti.. aur mujhe tumhari aur koi bhi baat nahi sunni ha.. koi bhi solution mujhe tumse nahi chahiye ha.... smajhe..
mai khamosh raha. bhabhi mujhe taadti rahi.. mai side dekhta raha. bhabhi firse purani baat bolne lagi. jane ko kahne lagi. lekin wahi khadi rahi..
5 minute... bas 5 minute.. bhabhi dheeli padti hui kursi par beth boli
bhabhi - dekho feroz mai itni upset hon.. aisa lag raha ha dimag koi nas phat jaayegi.. ek to tumne meri nak me dum kar rakha ha.. dusra wo tumhara bhai nadeem.. kameena ha pura..... sharam to jaise tum dono bhaiyon me paida hote hi mar gai thi..
mai fir bhi khamosh raha..
bhabhi mere kandhe par hath rakh jhanjhod kar boli - kameene mai kitni der se bakwas karti ja rahi hon.. aur tum ho keh kan par makkhi tak nahi bethne de rahe... hero nahi ho tum.. na hi mai koi heroine.. mere saamne aisa tumhara ye attitde ye drama zeher lag raha ha
mai abhi bhi khamosh hi tha.. dusri taraf dekh raha tha.. lekin dil hi dil me khub has raha tha.
bhabhi ne mujhe zor se apni taraf ghuma diya..... lekin maine chahre bhabhi ki taraf nahi hone dia
bhabhi ne mere charhe ko pakad apni taraf mod diya.. maine khud ko sakht bana liya. bhabhi ki koshish nakam rahi.. fir haar maanti hui boli
bhabhi - tum itne ziddi..... itne besharam bhi ho sakte ho.. mujhe guman tak nahi tha.... tumne ek pal ke liye bhi nahi socha.. mai tumhari bhabhi hon.. aur bhabhi ka rishta aisa mohtbar hota ha.. koi devar bhabhi ke sath aisa karne ki soch bhi nahi sakta.. lekin tum...... khair ab mai kyaa kahun tumse... bass itna hi kahungi.... baba tum jeete mai haari.... ab batao kyaaa ha solution.... meri halat kisi murde se kamm nahi ha.. rahi sahi kasam tumne puri kar di....
maine muskura kar bhabhi ko dekha.. pahle gusa tha. sharam bhi bohut aai thi bhabhi ko.. jab maine ishare me bhabhi ko ye bataya.. bhaiya aap ki gand maarne ko force kar rahe han.. lekin aap han keh maan ke nahi de rahi han...
ye sare ishare the. aur bhabhi jaisi tez dimag wali, sharmo haya wali aaj ke zamane ki ladki sab ek hi pal me jaan gai thi.. kaise wo devar ke moh se aisi baat sunkar guse se pagal nahi ho jati... lekin maine bhabhi ke guse ko bhi jeet liya tha..
mai - ek hi solution ha bhabhi ji... jab se aap is ghar me aai ha.. mai ap ke liye feroz hon... baki sab ke liye babu.... aap bhi mujhe babu bana len.. pure dil se.. mujhe babu bana kar aap ko milega ek aisa ahsas jo aaj se pahle aap ne kabhi nahi paya hoga. ek bharosa.. jis ke bad bharosa ka koi aur level nahi bachega.. aisa pyar pa jaayengi aap.. jaisa pyaar umar ki akhri saans tak aap ko nadeem bhaiya bhi nahi de sakenge... aaj nahi janti.. kuchh bhi nahi janti han.. in kuchh dino me ghar me kyaa se kyaa ho gaya hai... ammi jan kinza api aur mahira api ke sath mere pyar ka level kis unchai tak ja pohncha ha... ap bhi pyar ki us unchai ko pa len bhabhi ji.. fir aap ki sari pareshani door ho jayegi.. aap ne us din mere gaal par jo apne hont rakhe the na bhabhi ji.. wo sabat karte the.. aap mujhe dil se babu tasleem karna chahti han.. aaj khule dil ke sath, khule lafzon aur khule izhaar ke liye aap mujhe babu kah den... babu maaan len..
itna bol kar maine apna right gaal bhabhi ke honto ke karib kar diya
mai - aaj pure dil se aap mere gaal par usi jaga apne payare honto se mohre mohabbat sabat kar den.. sari pareshaniyan pal bhar me hi khatam ho jaayengi..
itna bol mai zindagi me pahli bar karib se bhabhi ki ankhon me dekhne laga.. fir maine ankhon se ishara kar diya.. aur apni ankhen band kar leeen....
mujhe yakeen tha.. bhabhi zarur mere gaal par apne hont rakhengi.. mujhe khud par yakeen tha. apne lafzon aur lafzon ki sachai par yakeen tha.. bhabhi ki ankhon me dekh main ye jaaan liya tha.. ab bhabhi khud ko meri baton me aane se rok nahi paayengi..
mai intezar karta raha.. waqt dhire dhire sarakta hua aage badhne laga... fir fir bhabhi ke garam naram hont mere gaal par theek usi jaga par aa tike.. jahan us din bhabhi ne guse dukh aur narazgi me rakhe the...
mai ek baazi aur maar gaya tha.... ab bhabhi ka belibas jism bhi mujhse zayada door nahi raha tha...
Last edited: