Dasvi Qist
-----------
bhabhi ke hont agarche kunware nahi the.. lekin mujh namahram ke liye to kabhi bhi nahi the.. main apni mahnat se bhabhi ko is muqam tak le aaya tha. unke anmol ras bhare sharabi hont mere gaalon par pyar se chipak gaye the. aur khushbu bakher gaye. ik nasha tha jo meri rag rag me utarne laga tha. ek surur tha jiski koi had nahi thi. itne paas se unke chahre ki jild ki umadti hui mehak aur sanson ki garmi meri nak ke nathnon se hoti hui mere dimag me gai. mera dimag madhosh bhi hua aur roshan bhi. dimag me jaise aatish bazi hone lagi. aatish bazi se phootne wali rangon bhari roshni mere pure jism me utarti chali gai.
ab bhala mai ankhen kaise khole rakh pata. meri ankhen band hoti chali gai. aur bhabhi bhi mere gaalon par apne hont rakh jaise hatana bhul gai. unki saans kuch tez hui.
ye sab itna payara tha. dil pukar utha tha.. ye silsila kabhi thamna nahi chahiye. saans khatam ho jaaaye. lekin saanson ki ye khushbu labon ki ye mithas aur hararat kabhi mujhse door na ho..
lekin bhabhi abhi itni bhi nahi khuli thi. akhir wo mashraqi ladki thi. pathan zadi thi. sharam to uske uska gahna thi. kaise utaar sakti thi. wo bhi itni jaldi. mai unke lab apne gaal par pa kar hosh me nahi raha tha. bhabhi apne hont mere gaal se alag karti mere sar ke baal pakad kar mujhe jhanjhodne lagi
mai hadbada kar apni ankhen khol gaya. aur bhabhi ko dekha... to kyaa dilkash nazara dekhne ko mila.. bhabhi nadeem bhai ki ho chuki thi. nadeem bhai ke siva unka sharmana, lajana aur sari adaen kisi aur ke liye nahi thi.. sharam o haya aur pyar ke sare rang nadeem bhai ke liye the.. lekin mere liye mujhe bikhre nazar aaye.. bhabhi ka chahra sharam se laal surkh ho chuka tha. palken kanp rahi thi. ankhen jhuk gai thi. unke hathu ki ungliyan ek dusre me phansi ulajh rahi thi. bhabhi chah kar bhi apna sar nahi utha pa rahi thi..
mai kuch pal bhabhi ko dekhta raha... bhabhi bolna to bohut kuchh chahti thi.. lekin sharam ki inteha ne jaise unki himmat salb kar li thi. maine dono baahen bhabhi ke gale me daal kar bhabhi ke gaal ko chum liya.. bhabhi ko jhatka laga. wo foran hi sar ghuma kar mujhe dekhne lagi. lekin sharam zayada thi.. unke hont kaanpne kuchh kahne ko. lekin bhabhi ke hont bhi jaise lafz ada karne ki salahiyat kho bethe the..
kahan mere gaal par apne lab rakhne se pahle wo khud ko strong bana gai thi.. meri itni beshrami wali baat sunkar bhi wo himmat kar gai thi.. mujhse baaten karti rahi thi.. mujhse bahas karti rahi thi... aur ab.... ab to jaise pahli bar, love at first wala maamla ho gaya tha. bhabhi aise hi sharma rahi thi. jaise unka first touch apni premi ke sath hua ho..
maine bhabhi ke gaal ko chuma.. to bhabhi mujhe dekhne lagi. lekin foran hi nazaren jhuka bhi gai... kanpte honto se wo kuchh kah nahi paai.. mujhse kitni badi thi.. lekin jo hua tha.. wo umar ka fark mita gaya tha.
maine firse apne hont bhabhi ke gaal par rakh diye..
bhabhi himmat karti hui boli - feroz... na karo... jitna ho chuka.. wo bhi bohut zayada ha.. mere dil ki dhadkan kabu se bahar hui ja rahi ha feroz
mai - fir se feroz.. apna special pyar de kar aapne aapke dil ne mujhe babu maan liya ha. ab mujhe kabhi aap ke moh se feroz nahi sunna ha bhabhi.. sirf aur sirf babu....
bhabhi - babu plz chahra hata lo.. ye mujhe zayada lag raha ha..
maine apne hont hata liye aur bhabhi ka chahra thaam kar apni ankhon ke saamne kar dia
mai - janti han aap bhabhi.. mai devar bankar kabhi itni himmat nahi kar sakta tha.. aisa karna gustakhi bhi hoti... lekin babu bankar mai isse zayada karunga.
bhabhi harain hui boli - isse bhi zayada.. nahi babu.. isse zayada mai afford nahi kar sakti..
mai - mai babu bankar ek bhai aur dost ban gaya hon aapka. acha meri ek baat ka jawab dengi aap
bhabhi - hmmmm... kaho
mai - aap auratzad ho.. ek ladki ek ladke ke sath tanhai me bethi ho... woh bhi itne pass.. kyaaa us ladke ki jism me hulchal nahi machegi.. kyaa uski ankhon ka rang badlega nahi.. aap ladki ho.. aap ki is maamle me sense hum mardon se kahin badhkar tez hoti ha. meri ankhon me dekhiye bhabhi ji.. mere chahre ko dekhiye. mera jism aap ke saamne ha.. mere hathu ne aap ke chahre ko thaam rakha ha.. mai jaanna chahta hon. aap is baare me kyaa kahti han.
bhabhi meri baat ghor se sunti hui wahi sab karne lagi.. jo maine kaha tha. wo mere chahre ko dekh mere hathu ko apne chahre par dekhne lagi. fir meri ankhon me dekhne lagi.. lekin na dekh saki.. sharam se unki ankhen jhuk gai
mai - bhabhi ye bohut zaruri ha
bhabhi - nahi mai nahi dekh sakti babu.. pata nahi tumhari baton me kyaa jadu ha.. kaisa nasha ha.. meri zindagi me is andaz me aaj tak koi bhi ladka nahi aaya ha. nadeem bhi nahi.. mai samjh nahi pa rahi hon.. ye mere dil ko kyaa ho raha ha..
mai - kya ho raha
bhabhi - kuchh ajib ajib sa.. kuch samjh me na aane wala
lekin mai samjh raha tha.
mai - bhabhi aap ne kabhi kisi se pyar kiya ha
bhabhi ki nazren jhuki hui thi. wo khamosh rahi
mai - batayen na
bhabhi na me sar hila kar jawab de gai
mai - bhabhi chaliye ek alag sa tajurba karte han.. movies me dekha ha. kitabo me padha ha.. lekin kabhi try nahi kiya..
bhabhi sawaliya nazaron se dekhne lagi
mai khada hua.. fir bhabhi ko khada karta hua apni aur bhabhi ki chairs aamne saamne karta hua bhabhi ko mitha kar khud beth gaya.. bhabhi samjh nahi paai thi.. mai kyaa karne wala hon
mai apni kursi aage ghaseet kar betha to mere ghutne bhabhi ke ghutno se touch ho rahe the.. bhabhi apni kursi peeche ko sarkane lagi. maine rok dia
bhabhi ne ek pal ko uljhan bhari nazron se meri ankhon me dekha. fir nazren jhuka gai. bhabhi devar se sharma rahi thi.. main aage ko jhukta hua bhabhi ka chahra thaam kar apne sar bhabhi ke sar ke sath jod gaya. bhabhi kuch hairan hokar meri ankhon me dekhne lagi.. mera matha bhabhi ke mathe ke sath aur nak meri nak ke sath judi hui thi...
mai dhire se madhoshi bhari awaz me bola - bhabhi apni ankhen band kar lijiye.. bhabhi ne ankhen band kar li..
mai - ab jab tak mai na kahun.. apni ankhen na kholiyega
bhabhi - nahi khulongi.. lekin babu aise tumhari awaz mujhe apne andr kahin se aati hui aa rahi ha
mai hairani se bola - haan mujhe bhi aapki awaz kuchh aisi hi lagi.
bhabhi - tum karne kyaa wale ho
mai - ab aap mere us pooche gaye sawal ka jawab den.
bhabhi - konsa sawal
mai - bhabhi hum dono aaj pahli bar itne karib aaye han.. koi bhi shareef devar aap jaisi sharam o haya wali bhabhi ke itne karib nahi aaya hoga. bhabhi aap ne aap tak ki life badi hi saaf suthtri guzari ha
bhabhi - ye baat tum kaise kah sakte ho
mai - mere dil ne kaha aur maine maan liya..
bhabhi ne ankhen di thi.. bhabhi ki palken meri ankh se takrai. to maine samjh liya..
mai - kyaa dekh rahi han.. ankhen nahi kholni aap ne.. main bhi nahi khulonga.. mujhe lag raha ha.. jaise mai jo tajurba karne ja raha hon.. wo bada mufeed sabat hone wala ha..
bhabhi ne firse ankhen band kar li
bhabhi - babu.... pata nahi kyu.. jab se maine tumhe babu kaha ha. tumhare gaal ko pyar dia ha.. fir tumne bhi wahi kiya.. tab se mai khud ko samjh me na aane wala change feel kar rahi hon
mai - yehi sacha pyar ha bhabhi ji
bhabhi - pyaar... lekin ek devar ki hasiyat se mai tumse pyaar to pahle se hi karti hon
mai - tab aap ko mujhse aisa pyar nahi hua tha... acha ab jawab den
bhabhi - tum sawal firse dohrao.. is baar tumhari awaz mere andr utar rahi ha.. mai achhe se samjhungi.. fir jawab dungi...
bhabhi ki dheemi awaz me ajib sa nasha tha.. ye mere liye ek naya surur bhi tha experiment bhi.
maine apna sawal repeat kiya
bhabhi kuch seconds khamosh rahi.. fir boli - mai hairan hon babu.. mai ek ladki hon. jo kabhi bhi anjan ladke ki taraf nazar utha kar nahi dekhti. na mahram ke itne karib aane ka to soch bhi nahi sakti thi. us din kinza aur mahira tumhare sath milkar mujhe tumhara gaal par kiss karne ko boli.. to mai andr se hil kar rah gai thi. mai soch bhi nahi sakti thi babu. apne shohar ke siva mere hont kisi aur ke gaal ko chhoo bhi sakte han.
bhabhi meri hi tarah sar jode jane se thodi si madhosh hone lagi thi. hamare fade jude the ankhen band thi. hamari saanson ek dusre ke andr utar rahi thi. bhabhi normal halat me kabhi bhi aise lafz khul kar istemal na karti. lekin ye situation trance jaisi thi. bhabhi khulti ja rahi thi.
maine bhabhi ko khul kar bolne ka moka diya
bhabhi - us din mai bohut upset bhi rahi thi. lekin dusre matter me ulajh kar mai wo sab faramosh kar gai. tum bohut achhe ho babu.. mere dil me koi gulit nahi paida hua. fir tumhara bar bar mujhe pareshan karna. mujhse meri pareshani ka janne ki zid karna.. mai aur upset ho gai. fir aaj ka din aur tumhara khul kar bolna, tumhara meri pareshani ko bhanp lena meri jaan nikal le gaya. pata nahi mai itni sharam wali hokar bhi mar kyu nahi gai. mere dil ki dhadkan ruk kyu nahi gai. lekin fir tumhari zid lagan aur tumhare chahre par sachai ki parchaee aur andaz sab itna unique tha. mai tumhari baaton me aa gai. mai kuch der ke liye khud ko bhul gai. apni pareshani apni sharam ko bhul gai. mai jaise trance me aa gai
bhabhi ab bhi trance me hi thi..
bhabhi - mai wo kar gai. to hosh me rahte hue kabhi nahi karti. fir tumhara reply me mere gaal ko chumna. mere andr ajib se ahsasat ko janam dega.. maine, mere dil ne tumhe babu maan liya.. apna babu maan liya. apna dost apna bhai apna khair khah maan liya. babu tumne kaha. itne karib aa ne ke bad tumhare andr mujhe kya dekhne ko mila. tumne poocha tha. mere jaisi ladki akele me ek gair ladke ke sath itni karib ho. aur ladke ke wajud me uski ankhon me, uske chahre par kyaa kuch badal kar aa jata ha.. to mai kahti hon.. haan babu.. main ek ladki hone ki bina kar kahti hon.. koi bhi ladka mere jaisi ladki ke itne karib kar apna hosh qayam nahi rakh sakta. lekin tum apne pure hosh me ho babu. tumhari ankhon me mujhe wo pakeezgi dikhai di ha. jo ek sache pyar karne wale ki ankhon me dikhai deti ha. in ankhon me maa aur bahno ke liye kisi apni jaanne wali auratzad ke liye jo pyaar ki inteha ha. wo mujhe dikhai di ha. tumhare jism me mujhe chhichhore ladko jaisa kuch bhi mahsus nahi hua ha babu. ek second ke liye tumhari ankhon me rang badalta to mai tumse bidal jati. tumhara jism mere itne karib aa kar bagawat par utar aata to mai tumhare moh par thuk deti. haan babu... pata nahi mai itna sab kaise bol pa rahi hon. itne khule lafzon me maine kabhi nadeem se bhi baat nahi ki ha. tum anokhe ho babu.. tum bohut payare ho.. bohut zayada bharose wale ladke ho.. itne bharose wale.. shayad mai tumhare jitna bharosa apne sage bhai par bhi na kar sakun. ye hai tumhare pooche gaye sawal ka jawab.. dil to chah raha ha.. mai bolti rahun aur apne dil ka sara haal tumhe batati rahun.. ek aur baat kahun babu.
mai jaise ab nashe me ho gaya tha. mujhe aisa lag raha tha. jaise mai bhabhi me aur bhabhi mere andr puri tarah sama chuke han. bhabhi ke lafz hi nahi bhabhi bhi mere andr kahin beth kar mujhse bol rahi thi. mai jo tajurba bhabhi ke sath karne ja raha tha. khud us tajurbe ke dauran ek ajib o gareeb dunya me ja pohncha tha.
mai - haan bhabhi ji kahiye
bhabhi tez saans leti hui boli - babu.. jab se maine tumhe apna anmol pyar dia ha na. jab se hum dono sar jode han na.. tab se mai apni pareshani bhuli hui hon. ab yaad bhi aa rahi ha to aisa lag raha ha. jaise wo koi badi preshani hi na ho.
bhabhi apni gaand ki untouch seel ki baat kar rahi thi.
mai - ye to kamal ho gaya
bhabhi - haan babu sach me kamal ho gaya ha... lekin jab mai ankhen kholungi. tab firse wahi sab hoga. aisa karti hon. mai ankhen hi nahi kholti. aise mujhe bohut sukun mil raha ha babu.
mai - mera bhi dil nahi chah raha ha bhabhi ji.. aisa man kar raha ha. jaise hum dono youn hi bethe rahe aur ---
meri baat bhabhi ne puri kar di
bhabhi - aur zindagi tamam ho jaye.. hehehe.. babu.... ye kitna sukun bakhsh ha na
mai - haan bhabhi ji. maine to socha bhi nahi tha.. aisa karne se itna sukun milta ha..
bhabhi - aur ye bhi to dekho na babu. mai kaise tumse khul kar baat kar rahi hon. warna khuli ankhon ke sath tumse is topic par hargiz baat na karti.. jab tumne wo baat kari. jo ek ladki kabhi nahi sun sakti. kasam se mera dil karne laga tha. mere paas pistol ho. pahle mai tumhe jaan se maar dun.. fir khud ko shoot kar dun.. aisi hi sharam mujhe aa rahi thi.
mai - aur ab---
bhabhi - ab... pata nahi mai kis dunya me pohnchi hui hon babu.. jab bahar niklungi to shayad jitne lafz mere moh se nikle han. wo mere dil ka rog ban jayen.. babu meri ek hi razdar saheli thi. lekin mai usse bhi apni ye pareshani share nahi kar pai.. lekin dekho. kaise mai besharmo ki tarah tumse aisi baaten kar rahi hon.. dekho babu.. maine dil se tumhe babu mana ha. ek sacha dost mana ha. meri ab bhi wahi baten hongi.. jo barish wale din maine ki thi. mai mar jaaungi babu. agar meri zaat par ek bhi ungli uthi. plz babu tum meri koi bhi baat kisi se share mat karna. yahan mai pata nahi kyu tumhare saamne itni majbur ho gai hon. warna mai itni kamzor soch ki maalik nahi hon.
mai - mai janta hon bhabhi ji.. aap bohut sharam wali aur bohut azeem han..
bhabhi - ab kya kahun
mai - jo bhi dil me ha. kah den
bhabhi - darr lagta ha babu
mai - kaisa darr
bhabhi - jitna bol chuki hon. ankhen kholne ke bad wahin wo gale ki haddi ki tarah
mere dil me phas kar na rah jaaye. ek hi din me kitna kuch ho gaya.
mai - iska bhi ek solution ha
bhabhi - pahle wala solution kam kar gaya ha. shayad dusra bhi kar jaaye. tum batao.. dusra solution kya ha
mai - hum khol kar kuch der aisi hi baaten karte han.. khuli ankhon se ek dusre ki ankhon me utar kar bat karenge to darr bhi jata rahega.. bharosa bhi badh jaye. pyar bhi badhega aur dil ko koi rog bhi nahi lagega.
bhabhi - nahi.. mujhse khuli ankhon se kuch kaha nahi jaayega.
mai - mujhpar bharosa karen
bhabhi - bharosa to karne lagi hon. warna itna kuch hone ke bad, tumhare moh se waisi baat sunkar mai tumhe na to apni shakal dikhana chahti thi. aur na hi tumhari shakal firse dekhna chahti thi.. uffffffff.. tab mai hosh kho kar kuch ulta seedha kar jati to qayamat aa jati.. sab kuch rahs nahs ho jata.. lekin tumne sab barbad hone se bacha liya babu.. tum kitne ache ho.. lekin bade besharam bhi ho.. bhabhi maa barabar hoti ha. aur tum bhabhi ki aisi bat jan kar bhabhi ke hi moh par bol gaye..
mai - mai ankhen khol raha hon
bhabhi - nahi.. nahi..plz ankhen mat kholo.. mai nahi khol paaungi.. sharam se mar na jaaungi mai
maine ankhen khol di.. bhabhi ko pata chal gaya...
bhabhi - babu tumne ankhen khol den
mai - aap bhi khol dijiye..
bhabhi - bohut mushkil ha babu
mai - acha mai ek kam karta hon.. aap ki ankhen khud se khul jaayengi
bhabhi - tum kya karne wale ho babu
maine apna chahra hata liya.. meri ankhon me itna zayada nasha utar aaya tha. ankhon me rang phele hue mahsus hone lage. mai bohut karib se bhabhi ke chahre ko, band ankhon ko dekhne laga. oohhh kitni haseen lag rahi thi bhabhi ji.. kitna dilkash chahra tha bhabhi ji ka.. kitne mast smell aa rahi thi bhabhi ke chahre se.. bhabhi ji ke laal hont, gulabi gaal kajol bhari ankhen, jo bheeg jane se kuch aur ho gai thi. lekin fir bhi bohut zayada dilkash lag rahi thi.
main bhabhi ki ek ankh par apne hont laga kar chum gaya. bhabhi bethi bethi kanp gai.. kanpti hui awaz me boli - baaaaaaabuuuuuuuuuuuu
maine fir dusri ankh chum li.. bhabhi jaise nashe se choor lambi saans lene lagi.. fir apni ankhen khol di. mera chahra bohut karib tha. bhabhi hadbada kar peeche hati.. aur ankhen meech kar band karti hui kholti hui chhat par nazar daudane lagi. fir mujhe dekh firse ankhen band kar gai.
bhabhi sharam se kanpti hui boli - nahi.. nahi babu mai apni ankhen khuli nahi rakh sakti.. plz tum mujhe force mat karna
mai - soch len bhabhi ji.. abhi din shuru hua ha.. jald hi khatam bhi ho jaayega. fir raat aa jayegi.. fir nadeem bhai ghar aa jayenge..
bhabhi ghabra kar ankhen kholti hui mujhe dekhne lagi. sharam se bhari nazren meri nazren se judi nahi rah saki.. neeche gir padi
mai bhabhi ka hath tham kar uthta hua bhabhi ko bhi utha gaya.. fir khade khade hi bhabhi ko gale se laga liya.. ye bhi pahli bar tha.. bhabhi ke garam aur pasine se bheege mumme mere seene ke sath dab se gaye the.
bhabhi kaise meri ankhon me dekh sakti thi.
bhabhi - babu mujhe chhod do plz. ye aur bhi zayada hone laga ha
mai - babu banaya ha to thoda sa aur zayada hone den.. fir aap ka dil puri tarah se mujhe apna maan lega. fir aap ko meri koi bhi bat buri nahi lagegi.. aap ankh bankar mujhpar bhrosa kar sakengi. fir aap koi bhi baat mujhse share karte hui jhijhak feel nahi karengi.. kuch der pahle aap ne kaha tha. aap apni razdar saheli se bhi apni pareshani share nahi kar saki. bhabhi ji mera aap ki preshani ko jaan lene ke bad bhi meri ankhon me aap ke liye kuch ghatya nahi aaya to kabhi bhi nahi aayega. hum ek doctor ke pas jate han. woh hamare liye anjan hota ha. fir bhi hum usse apni pareshani share kar dete han.. ek aurat jo umar bhar kisi gair ko nazar bhar ke nahi dekhti.. operation theatre me wo puri ki puri male females doctors ki team ke saamne beliba ho jati ha
bhabhi - na karo babu.. aisi baaten na karo. mai sab jaanti hon. mujhe aur bhi sharam aayegi.. agar tumne aisi baaten kari to
mai - aapki pareshani ka solution bhi isi topic par khul kar baat karne me hi ha bhabhi ji
bhabhi - wo kaise ?
bhabhi ab bhi meri ankhon me nahi dekh rahi thi
mai - meri ek baat aur maanengi aap.. fir mai apni baat aage badhaonga
bhabhi - hmmm kaho
maine firse apna sar bhabhi ke sar ke sath jod dia.. bhabhi ne jhat se apni ankhen band kar li
mai - ankhen kholiye
bhabhi - nahi.. itni himmat nahi ha mujhme babu
mai - wahi to mai aap ko dena chahta hon.. sache pyar me himmat ki kami ho to waqt padne par pyar ko sabat karna mushkil hi nahi namumkin bhi ho jata ha
bhabhi - fir bhi babu
mai - dekhiye bhabhi ji. aap ankhen nahi kholengi to aap ko mujhse baat karte hue confidence nahi aayega.. fir aap sabke saamne mujhse bat karte hui aaj ke sare lamhat ko yaad karne lagengi.. fir jo aap ki preshani shuru hogi.. uska solution mere paas to kyaa shayad dunya me kisi ke paass na ho. kyunki aap ne hi kaha ha.. koi bhi aap ki zaat par ungli uthaye to aap bardasht nahi kr sakti. aise to aap sab ko khud se moka dengi ungli uthane ka..
bhabhi bebas ho chuki thi mere aage.. bebasi se meri ankhon me dekhti hui boli
bhabhi - babu ye tumne meri pareshani ko khatam karne ki bajaye badha kyu dia. kitna mushkil kam karne ko tum mujhe kah rahe ho. kaise kar paaungi mai next create ho jane wali situaion ko face. tum na khulte. na mujhe khul kar bolna sikhate. na mai besharam bankar tumse itni baaten karti.. ufffff sari baaten kitni gandi thi. mai to hosh kho kar bolti hi chali gai. khud ko rok hi nahi pai
mai - to ab bhi khud ko mat rokiye.. ek hi baar me sara dard sare gham sari pareshaniyan mujhse baant lijiye
bhabhi ki ankhen jhukne lagi. lekin bhabhi ne jhukne nahi di..
bhabhi - ab yehi dekh lo.. meri pareshani aisi ha. uspar ek bhi lafz bolna jaan dene ke jaisa ha. lekin fir bhi bolna pad raha ha.
mai - mujhe apna sacha razdar bana lijiye
bhabhi - woh to tum zabardasti ban hi gaye ho.. mai kyaa karun.. kis kone me ja chhupon.. lekin tumhari baaten mera wahan bhi peecha nahi chhodengi.
mai - pata ha bhabhi aap ke zamane ke devar apni bhabhi ko first night ko le karke kitna preshan karte han
bhabhi - itni khabar mujhe bhi ha babu... lekin un ladiyon me aur mujhme zameen asman ka fark ha
mai - haan fark to ha.. lekin ek khas jo yahan ha. wo wahan nahi ha
bhabhi - konsi baat
mai - kisi aur ghar me babu nahi hoga.. itna mujhe yakeen ha
bhabhi - maine aur mere dil ne bhi yakeen kar liya.
mai - to fir ab jo baat shuru kari thi. usay aage badhayen
bhabhi - konsi baat
ab hum ek dusre ki ankhon me dekh rahe the. hamari ankhen judi hui thi. hawa bhi cross nahi ho sakti thi.
mai - wahi doctoron wali bat
meri is baat par bhabhi ka badan larza... ankhon me shram ke badal chhaye...
mai - kinza api doctor ban rahi han.. aap ya aap ki koi bahan mahira api ya fir hina ya sajal.. in sabhi me koi aur doctor ban jati ha. aur aise me agar mera accident ho jata ha to
accident wali baat kar bhabhi kanp uthi
bhabhi - babu aisi baat moh se mat nikalo
mai - bhabhi ji aaj bohut kuch hamare moh se nikal chuka ha. aur moh se nikal chuka ha. wo maut se kam bhi nahi ha. agar mere andr zara si bhi burai aa jati.. to kyaa aap sharam se mar na jati. kyaa fir mai khud ko zinda rahne deta.. aaj ki hamari baaten umar bhar ke liye han.. bohut kuch aaj se hamara badalne wala ha. isliye humen khul kar baaten karni chahiye
bhabhi - baat to tumhari sahi ha.. lekin tumhare accident wali bat par mera dil doobne laga tha
mai - yehi wo sacha pyar ha bhabhi ji.. jise pane ke liye log sadiyon intezar karte han... mai apni bat aage badhata hon.. aise me kinza api ke sath meri koi sagi operation theatre me hogi.. mere jism par pausheeda hisson par gahre zakham aaye honge.. aise me kyaaaa kinza api ya fir meri koi sagi wahan hogi. to kyaa wo meri jism ko belibas karte hue sharam feel karegi. ya meri jaan bachane ke liye sari sharam haya ko ke side rakh kar meri jaan bachayegi
bhabhi - ye to saamne ki baat ha. aise serious matter me kon bhala jaan tumhari jaan bachane ke siva kuch aur soch sakta ha.. mai bhi hoti to wahi karti jo maujuda halaat me karna zaruri hota
mai - ab imandari se batayen.. kyaa aaj ki maujuda sitution operation theatre se mukhtalif ha kyaaaaaa ??
bhabhi - mai pahle hi samjh gai thi. tum yehi sab kahoge.. to fir suno babu... mai manti hon.. ye sari baaten aur andaz besharmo wale han.. jaise mai tumse lipat kar khadi hon. agar ek pal bhi apni sharam aur apne life style ko, khandan ko saamne rakh kar sochon.. to dusre hi pal tumse alag ho jaon. aur tumse itne fasle badha loon.. zindagi me kabhi mere karib na aa sako.
mai - to fir aap ka dil kyaa kahta
bhabhi - sara sayapa hi is kambakht dil ka ha. pata nahi kyu mujhse dagha karne par utar aaya ha.. tumhe babu maan khud me jaise hi samaya.. mera to jaise raha hi nahi..
mai has pada
bhabhi - sach kahti hon.. mai aisi ladki nahi hon.. lekin dekho mera dil ab bhi mujhe tumse alag nahi hone de raha ha. kahta ha lipti raho.. mai bade sukun me hon. kameena kahin ka
mai khul kar muskura pada
bhabhi ko badi sharam aai apni kahi baat par.
maine bhabhi ka gaal chum liya. bhabhi ke gaal aur bhi laal padne lage
mai - chalen ab aap ki baari
bhabhi - nahi.. ab nahi
mai - kyaa dil nahi maan raha
bhabhi ki zuban chal padi - wo to kah raha ha. ek bar kyaa hazar karo chumu
mai - to fir apne dil ki maan len na
bhabhi - sharam aati ha
mai - sharam to jani bhi nahi chahiye.. haan par hamara rishta aur bhi strong ho jayega.. jab hum neeche jayenge to jab bhi sabke saamne hamara saamne ho. hamari ankhon me sab kuch pahle jaisa hona chahiye
bhabhi - ye bhi mere dil ki baat ha
mai - aap ke dil me kon ha
bhabhi - babu
mai - aur nadeem bhai
nadeem bhai naam aaya to bhabhi jaise hosh me aai... zor laga kar khud ko mujhse chhudane lagi
bhabhi - babu bohut der se aise hi khade han.. ab alag ho jana chahiye
mai - ye aap kah rahi han ya ap ka dil
bhabhi - mai kah rahi hon. ek shohar ki biwi kah rahi ha
mai - yani aap dil ki nahi na maan kar kisi aur ki maanengi
bhabhi - mai kisi aur ki amanat hon na.. jis ki amanat hon.. usi ke bare me din raat sochna meri duty bhi ha aur farz bhi
mai - lekin dil ki bat nazar andaz kar dene se dil udas ho jaya karta ha
bhabhi - mere jaisi kitni hi ladkiyan han jo dil ki baat rad karti hui apne farz ko nibhane me umar bita deti han
mai - kyaa wo umar bhar sukhi rahti han
bhabhi - mai aisa kyu sochon
mai - dekha aap kitni der se mujhse lipti meri ankhon me dekh kar baat kar rahi han. kuch der pahle aapne kaha tha. khuli ankhon ke sath mera saamna nahi kar paayengi
bhabhi khil uthi - haan kaha tha. lekin ye sab tumhara kam ha.. thanks babu.. tumne mujhe itni himmat bakhshi.. warna to kasam se soch soch kar mera dimag hi kam karna chhod deta
mai - to ab chalen neeche
bhabhi - haan chalna chahiye.. kitni der se mai tumhare sath chhat par akeli hon. aur sab ghar wale jante han.. ufffffff kaise mai unse nazren mila paaungi
mai - kyaaa aap ke dil me koi khot ha
bhabhi - nahi.. mere dil me koi khot kyu aayegi
mai - mere sath akele me time spend karne par kyaa aap ki izzat par harf aayega. kyaa sab apne mere baare me aisi vaisi raay qayam kar sakte han
bhabhi - nahi
mai - to fir darr kaisa
bhabhi - haan mujhe darna nahi chahiye.. lekin ye itna bhi asan nahi ha.. sab poochhenge.. babu ne aisa kyaa kaha.. jo mai sukun se ho gai.. agar kisi ne poochhha.. masla kyaa tha.. mai kyu pareshan thi.. agar kisi ne tumse pooochh lia.. to.. tum kyaa jawab doge
bhabhi pareshan ho gai thi
mai - itni der se maine jo mahnat kari ha. kyaa usay mitti me mila dogi
bhabhi - mai kuchh samjhi nahi
mai - mera anmol pyar pa kar aap khud me pahle se zayada himmat mahsus nahi kar pa rahi han
bhabhi - nahi.. bohut himmat aa gai ha mere andr.. na aai hoti to itni baaten bhi mai tumse na kar rahi hoti
mai - jab itni himmat aa gai ha.. to zara si aur karen.. apne chahre ko normal rakhen... koi bhi poochhe to kah dijiyega.. babu ko maine bata dia.. aur mai sab sambhal lunga... aur mai aap ka koi raaz marte dum tak kisi ko nahi bataunga.. jaise kinza api aur ammi jan ke raaz maine aap ko nahi bataye
bhabhi - oooo... mai to apni preshani me wo bat bhul hi gai thi. kyaa ha kinza ka wo raaz.. aur ammi jan ka kyaa maamla ha
mai - sorry wo mai aap ko nahi bata sakta
bhabhi ne ankhen dikhai - kyu.. mujhe itni der se pareshan kar rahe ho.. aur mujhe hi nahi bataoge.. mai is ghar ki bahu hi nahi pura pura haq bhi rakhti hon.. chalo mujhe batao..
mai - mai to nahi bataonga
bhabhi - kyu.. kyu nahi bataoge tum mujhe..
mai bhabhi ko chhod alag hota hua - bass nahi bataunga to nahi bataunga.. aap zabardasti karengi kyaaaaaaaaa
mai peeche hatne laga.. aur bhabhi meri taraf badhne lagi - dekho babu sharafat se mujhe bata do... nahi to mai tumhari pitai kar dungi
mai bhabhi ko zuban dikha kar chidane laga.. aur bhabhi chid gai..
mai - mujhe pakad len.. fir bata bhi dunga
bhabhi - achha ye baat ha
mai - bilkul yehi baat ha
bhabhi mere peeche bhagi. mai tezi ke sath bhagta hua chhat wala darwaza khol kar tezi se seedhiyan utarta hua neeche jane laga.. aur bhabhi ji mere peeche peeche
mai hasta hua bhaag raha tha aur
bhabhi ji - babu ke bachhe.. ruko.. kahan bhaag kar jaaoge.. mai tumhe pakad kar hi rahungi..
mai gournd floor par aa gaya.. bhabhi bhi apna dupatta kabu karti mere peeche peeche wahi aa gai...
hamara shor sun sab kamron se bahar aa gaye. aur ammi jan dadi jan aur dada jan hum dono ko aage peeche bhagta dekh hairan rah gaye.. bhabhi aaj preshan thi. aur ghar me sab ye baat jante the.. mai bohut der se sabki nazron me rahte hue bhabhi ke sath chhat par tha.
yehi baat hairan kar dene wali thi.. ammi jan dadi jan bhabhi ki pareshani jan nahi paai thi. usay hasa nahi pai thi. maine kar dikhaya tha..
kuch din pahle kinza api, fir phuphu ki beti sajal aur ab bhabhi.. bachpan me khele gaye bhag daud ek khel bhari jawani me firse shuru ho gaye the..
ye dekh sab chahre khil uthe the.. ammi jan aur dadi jan jaise ankhon se meri nazar utaar rahi thi..
mai puri kothi me bhagta raha.. aur bhabhi ji bhi mere peeche peeche.. fir lawn ke jhule ke gird bhabhi ji thakan se choor jhule par gir si padi..
bhabhi ki saans bohut tez chal rahi thi.. meri bhi saans phooli hui thi.. mai wahin grass par beth khud ko normal karne laga.. pasine se kapde bhi pure geele ho chuke the..
ammi jan, dadi jan aur dada jan teeno wahi aa gaye. aate hi ammi jan ne badi mohabbat ke sath, bade josh ke sath mujhe apni aaghosh me samet liya.. khub pyar barsaon ammi jan ne mujhpar.. ammi jan ke bad dadi jan fir dada jan ne mujhe gale se laga kar mera matha chum liya
dada jan - aaj mujhe pura yakeen ho gaya ha. mera sher pota kuch bhi kar sakta ha.
sabki khushi ka koi thikana nahi tha..
lekin meri khushi ko koi pohnch bhi nahi sakta tha. bhabhi pakey hue phal ki tarah jaise meri jholi me gir padi thi.. bhabhi ke dil me nadeem bhai na hokar mai basera kar gaya tha.. ye aisi baat thi. jispar mai phula nahi sama raha tha. hawaon me jaise udne laga tha.. nadeem bhai se bhabhi ki arrange marriage thi.. aur love shadi karne se nahi dil ke kisi ke bass jane se hota ha..
mere achanak se kiye hue tajurbe ne mujhe bhabhi ke dil me utaar dia tha.. jaise mai itne karib se bhabhi ki saanson ko apne andr utarne se nahi rok paya tha. aise hi bhabhi bhi mere badan ki mehak meri saanson ki garmi ko apne andr utarne se rok nahi paai thi..
kitne khule lafzon me trance me aate hue bhabhi ne dil ki baat kah di thi.. uffffffffffffff ye dil bhi na.. mera dil bhabhi ko soch ke alag hi dhang se dhadakne laga..
bhabhi ke relax hote hi ammi jan aur dadi jan ne bhabhi ko apne gale se laga kar khub pyar kiya... aur bhabhi mujhe dekh zuban nikal kar dikhane lagi.
bhabhi ki sari harkaten dil haar bethne wali ladkiyon ke jaisi thi... ab se is ghar ke ek nayi kahani shuru hone ja rahi thi.. mere aur bhabhi ke pyar ki kahani.....