Abhi mujhe jukaam ho gaya hai sar me thoda dard bhi hai...achcha chalo thoda bata deta hun apne man ki baat..abhi yahan jahan hum hain yani xforum par yahan hum khulkar kisi bhi political topic par ya regulations topic par baat nahi kar sakte..abhi conditions ye hai yahan koi aata jata nahi siwaye admin teem members ke jadatar wahi rahte yahan 2 din beet jate yahan koi post na hoti bhai aise me godpa ya addi aakar ya aur koi admin wala kuch post kar jata yahan koi dhang ki thread bhi na khulti bas ek hell bro aakar ek nawa thread kholte kabhi kabhi