UPDATE 9
Recap -
Kiss hote hi Aanchal halki sharma gyi...par kuch na boli...aur me bhi muskurate hue...aage dekhne lga...
Ab aage -
Ham dono chup-chap apni manzil ki aur badhe ja rhe the ki...road ke side pae ek bohot sundar park tha...
ME:
Anchu jra gadi side me park karne
Usne mere aur dekha...
AANCHAL:
Kyu?
ME:
Are tu rok to...
Aanchal ne gadi roki aur me gadi se bahar nikal gya...aur saath hi aanchal bhi...
ME:
Chal ander chalte hai...dekhna na kitna sundar park hai...
AANCHAL:
Par hame to market jana tha na?
ME:
Ha wha bhi jayenge...par pehle is park me chalte hai...
Aanchal ne mujhe gehri nazro se dekha...jaise puch rhi ho aakhir tum karna kya chata ho...par boli kuch nahi chup-chap se mere saath ander chali gyi...
Park wakai me bohot sundar tha...har taraf trah-trah ke sundar aur sugandhit phul lge the...bohot saare ghane hare-bhare pade the...saath ki un pade ko neeche log bethe the...dekhne me couples lag rha the...par unke alawa kuch families bhi thi...aise hi ek ped ke neeche me bhi beth gya aur Aanchal ko bhi bethne ka isara kiya...wo bhi bina kuch bole mere bagal me beth gyi....
Mene apna sir ped ke tana se tika liya...aur halke muskurate hue uper aasman ki aur dekhne lga...me dekh to nahi pa rha tha par mehsus kar rha tha ki Aanchal ki nazre mere muskurate chere ki aur hai...aur unme hairani thi...mene dhire se uska daya hath apne baye hath me tham liya bina uski aur dekhe jise uski uski hairani aur bad gyi par wo kuch boli nhi... na jane me kitne time tak uska hath thama uper aasman ko takta rha...kafi time ke bad...
ME:
Aaj me bohot khush hu Aanchu...pta hai iska karan?
Aanchal kuch na boli...bas "uuhu" ki awaz ki...jiska mtlb nahi tha...
ME:
Kyuki...aaj itne saalo ke baad me ek bar fir tere saath hu...
Is bar Aanchal ne koi jwab nahi diya...aur na hi mene uski aur dekha...par uske hotho par aai muskan ko me apne dil me bkhubi mehsus kar sakta tha... isi trah ham dono aur thodi der bethe rhe...
ME:
Aanchu tujse ek baat puchu...agr tu bura na maane to?
Aanchal ne is baar apni nazar mere chere ki aur ghumai...
AANCHAL:
Mene aaj tak teri kisi baat ka bura mana hai...jo tu ye puch rha hai?
ME:
Nahi mana to nhi tha...par ab waqt aur halat dono bdal gye hai Aanchu...isliye puchna jaruri hai?
Shayad meri baat ka mtlb wo bkhubi smaj gyi isliye sirf "huu" ki awaz muh se ki...mene thoda sahas samet kar pucha...
ME:
Tu ye club chood kyu nahi deti...aur ek nai life kyu nahi shuru karti?
Mere swal ka Aanchal ne turant koi jwab nahi diya...balki kuch time ke baad soch kar boli...
AANCHAL:
Raj ye kaam itna aasan nahi hai?
ME:
Par kyu?
AANCHAL:
Kyuki ye ek one way ticket hai... yha par ladkiya aati to apni marzi se hai...par fir wapas nahi ja pati... aur mene ye club kisi ke dabav me nahi...khud apni marzi se join kiya tha... aur chal me ise choodne ki baat soch bhi leti hu... par ye baat tu bhi janta hai ki koi bhi kaam kisi karan...kisi udeshye ki liye kiya jata hai...aur ab meri zindagi me koi udeshye nahi... akhir kiske liye jau me yha se...ab kon bacha hai...mere pyaar ne mujhe dhoka diya...mere maa-baap me mujhe mara man liya...to ab bacha hi kon hai...
Ye bolkar Aanchal halki hasi...jaise apni zindagi par has rhi ho...uski titoli uda rhi ho...aur me bhi uske dard...uske jakm ko achi trah mehsus kar sakta tha... par me apni Aanchu ko is trah dard me tadapta to nahi chood sakta tha...isliye turanr bol pda...
ME:
Me hu na Aanchu...kyu tu mere liye ek nai zindagi shuru nahi kar sakti?
(ye baat mene bohot gambhirta se khi thi)
Meri baat ko sunkar Aanchal ne apni nazre meri aakho se milai...jaise unme kuch tatol rhi ho...meri baato ki gambhirta ko prak rhi ho apne dimag ki kasoti par...
AANCHAL:
(halke haste hue)
Rajeev bhi mujse yehi kehta tha ki wo hai na mere liye... aur kya me uske liye apni purani zindagi nahi chood sakti... mene uske liye sab kuch chooda aur dekh uska natiza aaj me kha se kha ponch gyi hu... isliye is trah ki baate mujhe matr ek khali bartan ke alawa kuch nahi lagte.
ME:
Par...
Me aur kuch bol pata use pehle Aanchal bol pdi...
AANCHAL:
Dekh Raj na to ab ham bache hai...na hi ye bachpan... isliye mere bhai situation ki gambhirta ko smaj... abhi teri umr hi kya hai...apni life par dhyan de... in sab lafdo me mat padh....chal ab chalte hai kafi der ho gyi...
Iski se saat Aanchal uth khadi hui...aur park ke exit ki aur chalne lgi... me bas muh khole ye socha rha aakhir abhi ye hua kya...me to Aanchal ko samjhane aaya tha... par usne to ulta mujhe hi nasihat de di...par me bhi pura dheet ladka tha jo me thn chuka tha wo to mujhe karna hi tha kisi bhi kimat par...ha ye bat aur thi jo me soch rha tha wo kamyab nahi hua...isliye koi naya tarika aazma na padega... in socho ke saath me bhi Aanchal ke saath park se bhar nikal gya aur dono gadi me me beth kar nikal gaye market ki aur...
Aanchal ne gadi ek mall ke basement me park ki...aur ham dono mall ke ander chale gye...
AANCHAL:
Kya lena hai tujhe?
Me bina koi jawab diya...ek garments ki shop me gus gya...mere saat hi Aanchal bhi...
mene ek T-shirt uthakar use pucha...
ME:
Ye kaise hai...le lu kya?
Usne pehle T-shirt ko dekha phir mujhe...
AANCHAL:
Tu bhi abhi tak bacha hi hai...chal idhar aa mere saat...me choose krati hu...
Aur wo mera haat pakadkar mujhe ek dusre counter ki aur le jane lgi...aur me bhi chup-chap uske peeche chalta rha... aisa nhi tha ki mujhe shopping ka koi idea nhi tha...me to janbujkar wo t-shirt uthai thi...kyoki me Aanchal ka reaction dekhna chata tha... aur uska reaction waisa hi tha jaise mene socha tha...bilkul waisa hi jaise jab me chota tha aur ham dono shopping karne ke liye jate the... kyoki mummy-papa ko to time nahi hota tha hamare liye...isliye Aanchal hi mujhe shopping par le jati thi... aur me wha kuch aisa choose kar leta tha jise wo matha pakadkar beth jati thi...aur mera haat kheechkar mujhe apni pasand ki shopping krati thi...aaj bhi kuch waise hi re-play hua tha...jise na chate hue bhi mere chere par ek gehri muskan aa gai...
AANCHAL:
Le ye try kar...ye tujpar mast lagegi...
Me muskurate hue uske haat se wo t-shirt li aur trial room me change kar bahar aaya... Aanchal mujhe apni badi aankho se dekh rhi thi...uske aise dekhne se me halka sharma gya...
ME:
Kya hua aisa kyu dekh ri hai
(halka blushing ke saat mene bola)
AANCHAL:
(muskurate hue)
Me ye dekh rhi hu kya tu mere wohi chota bhai hai jo raat ko susu karte time mujhe apne saath bathroom lekar jata tha... taaki tujhe hawa pakadkar na le gaye...hihihi
ME:
Kya hai yaar tu to mera majak uda rhi hai...mujhe nahi karni koi shopping...
Aur me mudkar wapas jane lga...
AANCHAL:
Acha sorry-sorry ab nhi udati tera majak...
Aur usne ek cute smile ke saat apne dono kaan padakliye...bilkul waise jaise wo mujhe pehle sorry bolti thi agr me uski kisi baat se naraz ho jata tha...
ME:
(sokhi bhare lehze mai)
Ok ok theek hai par aage se dhyaan rakhna....
AANCHAL:
Acha bachu mujse hoshiyari...abhi btati hu tuje...
Itna bolkar wo mujhe pet me gud-gudi karne lgi...jaise bachpan me karti thi...aur me jor se hasne lga... jise aas-paas khade log hamari aur hi dekh rhe the...par mene Aanchu ko roka nhi... kyuki bohot hi minato ke baad ye din aaya tha...aur me nhi chata tha ki ye pal kabhi jaye...agr mera bas chalta to me is pal ko is shan ke ked kar leta...
Thodi der bad jab Aanchal ne aas-paas dekha to logo ko hamari aur ghurte paya...aur mujse alg ho gyi....
AANCHAL:
Acha agr yha ka ho gya to chale...
ME:
To kya me ye t-shirt le lu?
AANCHAL:
Ha le le...aut saat hi ye bhi...
Usne apni aankho se kajal ka ek tika mere kaan ke peeche lga diya...
ME:
Ye kis liye?
AANCHAL:
Taki tujhe kisi ki nazar na lage...aur kas kar meri...aaj mera shona bohot handsome lag rha hai...
Me Aanchal ye bat sunkar kafi khush hua...kyuki aaj bohot dino ke bad kisi ke apni tarif suni thi...waise suni to pehle bhi kaiyo se thi ki me kafi handsome hu....par unme ek naklipan tha... par jo tarif Aanchal ne ki uske siwaye prem ke aur kuch na tha...shudh desi prem...
Is trah mene kafi sari shopping ki...mano janmo ka saman aaj hi le lunga...jise hamare paas kafi saare beg ho gye the... jisme aadhe mene aur aadhe Aanchal ne pakade hue the...par Aanchal ne ek bar bhi meri itni saari shopping ka karan nhi pucha... kher jab shopping puri karne bill counter par aaye...aur mene purse se card nikala hi tha ki... Aanchal ne mera haath thaam liya...
AANCHAL:
Sochan bhi mat...aaj ki shopping meri tarf se
Me kuch kehne ko to hua tha...par uski aankhe mera aankho me ghur rhi thi... mano keh rhi ho agr himat hai to mna karke dikha...aur bhala meri itni kha mazal ki badi behen ka hukm tal sku...
Uske bad Aanchal ne saari payment ki..jo ki karin 25,000 thi...ek bar ko to me bhi chok gya itna bill dekhkar aur thode kapde na lene ka faisla kar hi rha tha ki... Aanchal ne apna credit card aage kar diya mano koi bdi bat hi na ho...
Uske bad Aanchal ne food court me kuch khane ko kha...par mene mna kar diya...
ME:
Aaj to tere haat ke parathe khane ka man ho rha hai...
Mera aise bolte hi Aanchu bhi jra muskurai...aur ham dono chal diye apni car ki aur... ki tabhi mujhe ek shop par ek mast suit-salwar dikha mene use Aanchal ko gift karne ka faisal kar liya...par ab samasye ye thi ki wo mere saath thi to abhi to le pana possible nahi tha...kher jab ham car ke paas ponche basement me...
ME:
Oh shit...
AANCHAL:
Kya hua?
ME:
Me apna phone to wahi bhul gya trial room me...tu saman rak me le kar aata hu...
Uske bad me sidha us suit-salwar wali shop par puncha...
SALESGIRL:
Yes sir, how may I help you?
ME:
Ji mujhe wo suit-salwar pek krana hai...
SALESGIRL:
Par sir wo to ek customer ne pehle hi book kiya hua hai...
ME:
Dekhye ye mujhe kisis bhi kimat par chahiye... chahe to me uske liye aapko double payement kar sakta hu...
SALESGIRL:
Sorry sir isme me aapki koi help nahi kar sakti... aap unse bat kar lijiye agr wo man gye to hame koi problem nahi...
Aur us ladki ne ek couple ki aur ishara kar diya...jo ki us shop me kuch aur shopping kar rhe the...pehle to mene socha jane deta hu nahi leta... par fir mere man me ek tasvir aayi ki us suit-salwar me meri Aanchu kitni pyaari lagegi...aur himat juta kar us couple ke paas gya... jo ki lagbhag 30-35 age ke aas-paas the...
ME:
Excuse me
Unme se admi meri aur palta...
ADMI:
Yes?
ME:
Actually sir...mujhe na wo suit-salwar bohot pasand aaya... aur me wo kisi ko gift karna chata hu...kya aap uski booking cancel kar sakte hai...plz
ADMI:
Sorry janab ham use pehle hi apni biwi ke liye pasand kar chuke hai...aap kuch aur pasand kar le...
Uske is trah na bolne se me thoda udas to hua...par mujhe to wo apni Aanchu ke liye har hal me chahiye tha...
ME:
Dekhye sir...wo suit-salwar kisi bhi halat me chahiye... chahe to me uske liye aapko 2x payement de sakata hu...
Wo admi kuch aur bolne ko hua tha ki...uski biwi ne uska haat tham liya...
AURAT:
Aisa kya khaas he us suit me jiske liye tum itna bechan ho rhe ho...kya kisi dil ke karebi ke liye le ja rhe ho...
ME:
(muskurate hue)
Ji dil ke karebi ke liye nahi apni jaan ke liye le ja rha hu...
Us aurat ne meri aur muskurate hue dekha...
AURAT:
Ok tum le jau use....
Mene muskurate hue us aurat to thanks bola...aur suit pek krane ke liye salesgirl ke paas aa gya... aur use ache se pek krake shop se nikal gya...
************************************************************
Mere jane ke baad -
ADMI:
Are tumne use ladke ko wo suit-salwar kaise le jane... tumne to zid karke 5X jada pase dekar book kraya tha... aur kha tha ki tumhe kisi bhi halat me wo suit chahiye...ab kya hua...
AURAT:
Mene us ladke ki aankho me apne pyaar ke liye ek junun dekha... ek gustakhi thi uski aankho me...ek pagalpan tha uski aankho me apne pyaar ke liye...aur waise bhi us suit ko pana meri zid thi... par uske liye mano jine-marne ka swal tha...aur bhala kya zid pyaar ke aage jeet payi hai...isliye mene use wo suit le jane diya...
Uski aurat ki baato ko sunkar wo admi bhi halka muskurane lga....
**********************************************************
Me car ke paas poncha to dekha Aanchal saman ko back sit par theek kar rhi hai... mene chupke se wo suit-salwar gadi ki digi me rakh diya...aur Aanchal ki help karne lga...
AANCHAL:
Yaar tune kitni shopping ki hai...car me bhi nahi aa pa rhi...hihihi....
ME:
Are ab mujhe yha par rehna hai to itna saman to chahiye hi na...
Mere itne bolte hi Aanchal seedhi khadi hokar meri aur dekhne lgi...is waqt uske chere par koi bhav nahi the... ekdum bhavsunye...par mere chere par halki muskan thi...
AANCHAL:
Kya bola tune?
(serious hokar pucha)
ME:
Yhi ki ab se me yhi tere paas rahunga...
Is baar Aanchal ki chere par sirf sunyta hi nahi...balki gusa bhi tha...uski aankhe guse me aur bdi ho gyi thi...
AANCHAL:
Tera dimag to kharab nhi ho gya hai...pta bhi hai kya bol rha hai...
Aanchal ke is trah ke rawiye ka muje zra bhi ilm nhi tha...to mere chere ki bhi muskan jayab ho gyi...
ME:
Kyu? Mene kuch glat bola kya...kya tuje apna wada yaad nhi... tu apna wada bhul sakti hai Aanchal par me nahi... tune bola tha ki jab teri grasti set ho jaye gi to tu mujhe bhi apne saat rehne ke liye bula le gi...tune to bulaya nhi...isliye me hi tere saat rehne ke liye aa gya hu...hihihi...
Abhi me has hi rha tha ki ek chata chaataakkk mere gal par pda...aur wo kisi aur ne nhi khud Aanchal ne mara tha....
AANCHAL:
Pagal ho gya hai kya...pta hai kya bol rha hai... kyu apni life barbad karna chata hai...kya milega tuje mere saat is nark me...
(chilate hue boli)
Uske thapad ne meri hasi ekdum gayab kar di thi...aur mene Aanchal ki dono baju pakadkar... side ke pilar se uski peeth lga di... uske hath uske sar ke uper le ga kar apne baye haat me ked kar liya... Aanchal jakad se chutne ke liye chat-pta rhi thi par mene dhil na di... aur daye haath se uski thodi ko pakadkar uski nazre meri nazro se milai...
ME:
Kya milega muje is nark me?...hu...tu milegi mujhe is nark me...aur kya bola me zindagi barbad kar rha hu... meri zindagi to usi din barbad ho gyi thi jis din tune ghar ki dehleez par ki thi...kya tha Raj?... matr Aanchal ki parchai hi to tha Raj...jitna Aanchal ne kha utna Raj ne kiya... jidhar Aanchal ne kha...udhar Raj chala...jo Aanchal ne bola sirf wo hi to Raj ne kiya...tu hi to meri maa thi... tu hi baap...tu hi dost...meri to saari duniya sirf tere charo aur hi thi Aanchal... par jis din tu gai meri to saari duniya hi ujad gyi... us din tune kasam dekar mujhe apne saat aane se rok liya tha... aaj me teri kasam khakar kehta hu... agr kisi ne bhi Raj ko Aanchal se alg karne ki koshis ki to faad dunga beech me se chahe wo admi, devta, danav, gandharv ya swam bhagwan hi kyu na ho...ab Raj ko Aanchal se koi alg nahi kar payega...
Itna bolkar mene uske haat apni giraft se azad kar diya...aur use alg hokar kahada ho gya... par Aanchal mujhe abhi bhi aankh faade dekh rhi thi...mano use apne kano par... apni aankho par yakeen hi na ho rha ho... ki jis bhai ko wo chota bacha samajti thi... aaj wo is trah apni hi bdi behen ki aankho me aankhe dal kar is trah ki baate ke sakta hai...
Abhi Aanchal kuch aur kehne ko hui thi ki mene uske hotho par par apni ungli rakd di...
ME:
Chup...
(car ki aur ishara karte hue)
Betho aur gadi ghar ki aur lo...
Uske baad Aanchal ne bina koi sawal kiye...gadi me beth kar use ghar ki aur doda di... gadi garage me park karke Aanchal bina kuch puche seedha main dooe ki bell bja di...tan tak me bhi saman lekar uske peeche khada ho gya tha...gate Niti ne khola...
NITI:
Are wha aaj to dono bhai-behen ne bohot shopping kar di...aisa kya-kya liya hai?
(ye swal usne Aanchal se kiya tha)
Par Aanchal bina kuch bole use side me htati hui...apne room ki aur bad gyi...aur jate-jate boli...
AANCHAL:
Use hi puch jisne ki hai...mera dimag na kha
(gusal tone me)
Niti ne bhi uske bad koi swal nhi kiya...shayad wo bhi Aanchal ka mizaz phecahn gayi thi...usne meri aur dekha aur isharo me iska karan pucha...
ME:
Btata hu...pehle ye bta tumhara wo khali 4th room kha par hai...
Niti ne uper seedhiyo ki aur ishara kar diya...kyuki 4th room 1st floor par tha...Niti ke saamne wala... mene saman room me rakh diya...tab tak Niti bhi wha par aa chuki thi...
NITI:
Kya baat hai Raj...tum dono me ladai hui kya?... kyuki aaj tak mene Aanchal ko kabhi itne guse me nahi dekha...
ME:
(muskurate hue)
Btata hu...par pehle ek glass pani to pila de... aur pani upr chaat par le aana...kafi acha mausam ho rha hai...
Niti paani lene neeche chali gyi aur me upr...waki me mausam kafi acha ho rkha tha...aur use bhi acha saamne ka nzara...saamne road ke par...beach thi jisper log walk le rhe the...uske par dur tak fela samundr... aur dur shitij par dubta suraj...tabhi Niti pani lekar aa gyi...mene pani peekar khali glass use de diya...
ME:
Thanks Niti
NITI:
BJ chahiye...hihihi
Uske is natkhat jwab pe me muskura diya....
ME:
(shokhi se)
No thanks ...abhi nahi
NITI:
Mtlb bad me pka na...hihihi
Niti bhi meri side me aakar khadi ho gyi...aur me dur shitij ki aur dekh rha tha...usne bhi mere chere ki gambhirta ko pad liya tha shayad...
NITI:
Kya baat hai Raj...kuch pareshani me lag rhe ho
ME:
Kuch nhi Niti...kuch questions hai mere man me...
NITI:
Kaise question mujhe btao shayad me kuch mdad kar sku...
Me soch hi rha tha ki mujhe achanak kuch yaad aaya...
ME:
Niti tu wo bta rhi thi na ki jab Aanchal ne mujhe wha par lane ki zid ki to tune use kha tha ki uske saat kuch bura ho sakta hai...akhir aisa kya kar sakte hai club wale
Mere swal pae Niti ne gheri nazro se meri aur dekha...aur fir nazre ghumakar samundr ki aur dekhne lgi...
NITI:
Raj me is club me bohot pehle se hu...mene is club ki dark se dark side dekhhi hai...isliye mene Aanchal ko tuje yha lane ke liye mna kiya tha
ME:
Kyu akhir aisa kya ho jata?
NITI:
Dek Raj mujhe ye sab bate kisi ko btane ki izazat nahi hai... par me tuj par yakin karke bta rhi hu... ye club hamesha se aisa nahi tha...yha par aam logo ko aane jane ki izazat thi... par fir is club ke malik ne ise mafia ko beech diya... club ke kuch employees ko chodkar sabhi employees change kar diye gye... us waqt is club ki ek zabardast dancer thi ROSE... jisper saare client marte the... yha tak ki club ka naya malik D'silva bhi... par Rose ka dil ek client par aa gya tha... aur wo client bhi use pyaar karta tha...ek raat dono kisi trah club se bhag gaye... D'silva ko ye baat blkul pasand na aai aur usne dono ko dundhkar us admi ko to mar diya... aur ROSE ko pakadkar...club ke neeche bne tehkhane me dal diya... aur na jane kitni bar in drindo ne us bechari ka gangrape kiya... na to ye us bechari ko jeene de rhe the na hi marne...meri hi duty lgi thi us bechari ko khana khilane ki... jab mujse uski halat nahi dekhi gyi to mene ek baar ek zeher ki sheeshi use de di thi...usne meri aur nazre uthakar halke se sirf thankyou bola aur wo sheeshi gatak gyi...
Ye sab bolte hue Niti ki aankhi me aansu aa gye the...mene uske kandhe par hath rakhkar uska dheeraj bandha...
NITI:
(continued)
ROSE ki maut ke baad club me ye rule ban gya ki koi bhi dancer agr kisi client ke saath club se bhaar dekhi gai to uska yhi haal hoga... Rose ki ghatna se sab sakte me the to kisi ne bhi us rule to todne ki himat nahi ki thi kal raat tak...
Niti ki is khani ne mujhe thoda behbeet kar diya tha apne liye nahi Aanchal ke liye...
ME:
Par me aur Aanchal to abhi shopping karke aaye hai... kya is baat ka pta un logo ko chal gya hoga?
(thoda behbeet hoker bola)
NITI:
Are nahi Raj agr aisa khatra hota to me tum dono ko jane hi nahi deti...
ME:
Mtlb?
Niti ne apni kali mujhe dekhai...jisper ek barcode chapa tha...
NITI:
Ye barcode dekh rahe ho?
ME:
Ha
NITI:
Asal me ye ek tracking device hai...jiski direct GPS location club ke computer me feed ho gati hai...
Uske kuch aur bolne se pehle me bol pda...
ME:
To kya Aanchal ki location bhi wha feed ho gyi hogi... agr aisa hai to wo log kya Aanchal ko nuksan pochanenge
(meri awaz me dar tha)
NITI:
Are budhu meri bat to sun le... tujhe btaya tha na peter ke baare me... asal me peter, me aur ek do aur log hai club me jo kafi pehle se hai... isliye hum sab kafi ghere dost hai...aur peter security chief hai wha par...jise hame kafi fayeda hota hai...yani ki hamri
location udhar feed to hoti hai... par use koi dekh nahi sakta kyuki wo ek alg computer me jaati hai...
Niti ki baat sunkar me thoda relax hua...aur fir soch kar bola
ME:
Niti kya me tujpar 100% visvas kar sakta hu
(meri awaz me gambhirta thi)
Jise Niti ne me seriously liya...
NITI:
Raj Niti aisi badnaam jagah kaam jarur karti hai...par gadari aaj tak kisi se nahi ki...tum bejhijak apne visvas mujme rak sakte ho...ye muh kisi ke saamne kabhi nahi khulega...
Niti ka protshan pakar...mne uske saath apni yojna share karne ki teh kar li...
ME:
Niti me Aanchal ko yha se le jana chata hu
(mene ye baat ek saans me bol di)
Meri baat sunkar Niti ne meri aur dekha aur muskurai...aur fir samne dekhne lgi...
NITI:
Iska muje kuch-kuch idea to tha ki aisa kuch soch rha hai par sure nhi thi...chalo ab sure ho gyi hu....mujse kya madad chahiye...
Uska is trah se itni aasani se man jana mene socha nhi tha...isliye thodi der ke liye sakte me aa gya tha...fir sambhalkar bola...
ME:
Kya tu meri madad karengi? Aur kyu?
NITI:
Hahaha...Raj Aanchal meri sabse achi dost hai... aur agr wo is nark se nikal jaye use jada khusi ki baat mere liye koi nahi hogi...tu kam bta
Niti ka Aanchal ke prati ye lgav dekhkar me kafi khush tha...aur soch rha tha ki admi-admi me kitna bhed hai... ek traf mere maa-baap hai jo apni sagi santan ko jeete ji marn man chuke hai...aur ek traf Niti jo Aanchal ke liye bina koi swal kiya sab kuch karne ko tyar thi...ye kaise dwet hai sristi ka...
ME:
Dekh Niti ye tujhe bhi pta hai aur mujhe bhi ki Aanchal ko yha se le jana bhot kathin hai... iske liye mere paas ek tarkib hai par uske liye kisi trah club ke ander entry chahiye taki me wha freely ghum saku...kya koi isa rasta hai...
Meri baat sunkar Niti ne kuch der socha aur fir halki muskurahat ke saath meri aur dekha...
To be continued...