Bahut hi shaandar update diya hai bhai...Update 099
-------------------
ajju ko jab hosh aaya, to usne apne aap ko ek bahut bade hall me ek khambbe se bandha hua paya. use resham ki patli dor se bandha gaya tha. ek baar pehale bhi ajju ko resham ki patli dor se bandha gaya tha, jab uske chacha ne use kaid kiya tha. ajju janta tha ki is dor ko tod pana uske liye lagbhag na mumkin he.
usne apne charo taraf dekha, uske charo taraf lagbhag 100 hathiyar bandh gaurd khade huye the, sabhi ke pass AK47 thi. us haal me ajju ke alawa baaki log bhi usi tarah bandhe huye the. aur wo ab tak behosh the.
ajju ne gour se dekha to paya sabhi ki kamar par ek belt bandhi hui he, jin par bomb lage huye he. ye dekh kar ajju ke rongte khade ho gaye. kyunki jo bhi use yaha laya tha, usne sab ko ek saath marne ka sara intjaam kiya hua tha. ek choti si galti sabhi ki jaan le sakti thi. ajju ka dimaag is samay bahut teji se kaam kar raha tha, wo poore haalaato par gour kar raha tha, aur baha se sabhi ko surakchhit nikaal le jaane ke baare me soch raha tha.
kuchh hi der me dhire dhire sabhi ko hosh aane laga. jab sab ko hosh aa gaya, to thik tabhi baha kisi ke aane ki aahat hui. aur sabhi gaurd satark khade ho gaye. sabhi log utsukta se us taraf dekh rahe the, jaha se kisi ke aane ki aahat hui thi. kuchh hi der me jo sakhs saamne aaya, use dekh kar sab hairaan reh gaye. kyun ki wo koi aur nahi balki purv central minister mr. naydu the.
ajju- mr. naydu tum????? to tum chief ho????
naydu- haan ajay mai hi chief hun
ajju- par meri ya meri family ki tum se kya dushmani thi???? jo tumne ye sab kiya????
naydu- tumhari nahi thi, par tumhari maa ki galti thi, tumhare baap ki galti thi, is pro. narayan ki galti thi. aur fir power ka nasha tha, jo mujhe yaha tak le aaya
ajju- mai kuchh samjha nahi!!!!
naydu- mai aur teri maa ek saath ek hi college me padte the. mai use pasand karta tha, aur usse shadi bhi karna chahata tha. mene kai baar use prapose kiya, par usne na keval mana kar diya, balki meri insult bhi ki. college me sabke samne mera majak ban gaya tha, upar se teri maa ne tere baap ko paand kar liya, dono ek dushre se pyaar karne lage the. mujhse ye bardast nahi ho raha tha, maine apne baap jo ki us samay ke central minister the, se apni shadi ka praposal tere nana ke pass bhijwaya tha, par tere nana ne aur tere mama is pro. narayan ne ye keh kar mana kar diya, ki uski shadi tere baap se tay ho gai he. sab kuchh to tha mere pass, doulat, sohrat, paisa, taakat, fir kyun teri maa ne us bhikhmange ko pasand kiya tha. isliye mene tay kiya ki mai apne apmaan ka baldla lekar rahunga.
naydu ki baat sunkar ajju bola
ajju- tum pagal ho mr. naydu.... jo pyaar ko doulat aur soharat se toulne chale the. agar koi ladki tumhe pashand nahi karti he, to ise apmaan ki nazar se dekhne bala koi sanki hi hoga. pyaar kabhi takat se nahi milta, pyaar samne baale ke dil ko jeet kar milta he.
naydu- mujhe nahi aata ye sab..... mai to apne pese aur takat ki dum par har wo cheej pa leta hun, jo mujhe pashand aati he. teri maa pehali yeshi ladki thi, jisne mere pyaar ko naa kaha tha, to fir mujhe badla to lena hi tha.
ajju- asal me tu jise pyaar bol raha he naydu. wo teri hawash thi... aur ek ladki pyaar aur hawash ke bichh ke antar ko achchhi tarah se janti he.
naydu- haan thi hawash..... to kya hua???? ladkiya bani hi he purush ki hawash ko poora karne ke liye...
ajju- ladkiya hawash ko mitane ka sadhan nahi he... wo wakt aane par wo kaal bhi ban jati he. tumne meri maa ko hawash ki nazar se dekha tha, to aaj uska ye beta tere saamne tere kaal ke roop me yaha khada he
ajju ki baat sunkar naydu jor jor se hansne laga aur bola
"ha ha ha.... ha ha ha......"
naydu- mout ke muh me khada he... aur baat karta he mere kaal ki. tujhe bhi mai teri maa aur tere baap ki tarah mout ke muh me pahuncha dunaga.
ajju- ye galat fehami he teri.... mujhe marna itna ashan nahi he!!! tune apni zindgi ki sabse badi galti usi din kar di thi, jis din tune mere mata pita par apni nazar teri ki thi. aaj unka ye beta tujhe teri asli aukaat dikhayega....
ajju ki baat khatam hote hi naydu bola
naydu- mai janta tha ki tu yesha hi kuchh bolega..... par shayad tu janta nahi he, ki mai to tere maa-baap ko unki shadi ke pehale hi maar dena chahata tha, par mere baap ne mujhe samjhaya ki is prakar josh me hosh khone se mai apna hi nuksaan kar lunga. isliye mai mouke ka intjaar karne laga. mere baap ki sahayta se mai politics me bhi aa gaya, aur mene be-hishab paisha bhi kamaya. achanak ek din mujhe mouka mil gaya, aur wo mouka tha tera chacha. tere baap ne koi formula banaya tha, aur tera chacha prakash sharma use kisi bhi keemat par pana chahata tha, isliye mene tere chacha ko seeshe me utarna suru kiya.
ajju- kya kiya tha tune chacha ji ke sath??????
naydu- mene????? are mene kya kiya???? kuchh bhi to nahi kiya... us wakt tere chacha ki sabse badi kamjori thi khoobsoorat ladkiyon.... mene to bus isi kamjori ka fayda uthaya, aur use poori tarah apna gulaam bana liya. mene use jurm ki duniya ka betaj badsah bana diya, use doulat di, taakt di, jis ki dum par prakash wo sab kar sakta tha, jo usne kiya, bus uske pichhe jo dimag chalta tha, wo mera hota tha. ek tarah se meri jurm ki duniya ka chehara tha wo. aur fir mene tere chacha ka istemal kar ke apna badla liya.
ajju- kameene... ab ye bhi bata hi de, ki toone apna badla kese liya??????
naydu- fir bahi baat.... mene to kuchh bhi nahi kiya, par asal me mene hi sab kuchh kiya.
itna bol kar naydu ek baar fir paglo ki tarah hansne laga
"ha ha ha.... ha ha ha...... ha ha ha......"
fir achanak se naydu ka hanshna ruk gaya. aur wo ajju ke ek dum pass jakar bola
naydu- asal me kiya to sab kuchh tere chacha ne tha, par kiya meri marzi se. lekin kuchh mamlo me usne jaroor gadbad ki thi. jese ki teri maa ka mamla hi le lo. mera irada to teri maa ko apni rakhel banane ka tha. par prakash ne uske saath rape karne ki kosis ki. par us bechare prakash ko bhi mai kya dosh dun, teri maa thi hi yeshi ki har mard use bhogna chahega. par koi baat nahi, prakash ne mera badla to le hi liya tha, jaan se maar diya tha teri maa ko. tere baap ko bhi mai usi samay marwana chahata tha,
naydu ki baat sunkar ajju ki aankhe gusse se laal ho chuki thi. is samay agar ajju azad hota, to wo naydu ke sar ko kisi tarbooj ki tarah food deta. par wo majboor tha. use jis bandhan me bandha gaya tha, use todna filhaal uske bus ki baat nahi thi. isliye gusse me ajju bola
ajju- to kyun nahi maar diya usi wakt????? kyun apni mout ka itne samay tak wait kiya tune????
naydu- iske 2 karan the. ek to tera baap us wakt baha moujood nahi tha. dushra us kameene prakash ko wo formula bhi chahiye tha, isliye tera baap bach gaya us samay, par baad me tere baap ko aakhir kaar mene marwa hi diya. ter baap ke marte hi mera badla poora ho gaya tha, aage mera irada tujhe pareshan karne ka nahi tha, par tab tak pata nahi kaha se tujh par badla lene ka bhoot sawar ho chuka tha. mujhe to kaafi baad me pata chala ki yadav ki bajah se teri biwi jiya maari gai he. par tu bhi ek number ka satir nikla, apna badla to liya, par kisi ko ye pata nahi chalne diya ki ye sab tune kiya he. prakash ko phehale jab pata chala tha, to usne tujhe marwane ka intjaam kiya tha, par tu bach gaya, oh sorry sorry mai to bhool hi gaya prakash ki beti ne tujhe marwane ka intjaam kiya tha. aur fir tum log yahi delhi me is tarah chhip kar rahe, ki kisi ko bhanak bhi nahi lagi ki tum jinda ho, aur tumne na sirf prakash ko maar diya balki mera sara saamrajya bhi tawah kar diya.
ajju- saale kameene.... agar koi meri family par haath dalega to kya mai khamosh rahunga??
naydu- family???? are kon si family????? use to mene tawah kar diya tha pehale hi?????? ye maane huye risto ko tu apni family bolta he.... bada sanki he tu to.... bilkul apne maa-baap ki tarah
naydu ki baat sunkar ajju kasmasa kar reh gaya. usne apne bandhan todne ki kosis ki, par natija ye nikla ki uske haath aur pair resham ke dhago se kut gaye. par wo bandhan nahi toote. gusse ki adhikta me ajju bola pada
ajju- aakhir tujhe mere baare me pata kese chala??????
ajju ki baat sunkar naydu muskuraya. aur bola...
naydu- tumne to mera sara samrajya hi tawah kar diya tha. poore 4 saal lage apne network ko aur apne samrajya ko fir se khada karne me. uske baad meri talash suru hui. pichhle ek saal me mene bahut kosis ki apne dushman ko dhundne ki. teri talash me mene is desh ke bade bade mafiya aur criminals ko mout ki need sula diya. apne kai dushmano ko maar diya. par samajh me nahi aaya ki mera yesha kon sa dushman paida ho gaya. tab kahi jakar meri najar pro. narayan par jakar ataki. sale ki poori famili tawah kar di thi mene. fir uske gar par itne sare log kon rehane ke liye aa gaye the. aur fir mene ek ek kadi jodi. tab jakar tere baare me pata chala. aur aaj dekho tu aur tere saare apne mere saamne yun bebash kahde he.
naydu ki baate sun kar ajju ke chehare par gussa saaf dikhai de raha tha, par wo filhaal kuchh kar nahi sakta tha. isliye wo gusse me apne jabdo ko jor se bhinche huye khamosh khada hua tha. naydu ne apni jeb se ek remote controller nikaala aur ajju ko dikhate huye kaha
naydu- ise dekh rahe ho, mujhe keval ek button dawana he, aur tere saare apne aur tu yaha chhote chhote tukdon ke roop me bikhar jaoge, aur is building ke malwe ke niche dafan ho jaoge.
naydu ki baat sun kar ajju nafrat se bola
ajju- to daba kyun nahi deta kameene??????
naydu- dabaunga.... jaroor dabaunga... par yaha se jaane ke baad, mai murkh thode hi se hun jo khud yaha reh kar apne aur apne aadmiyon ko marwa dun. mere bahar jaate hi, mere saare aadmi bhi ek ek kar ke bahar nikal jayenge, aur fir mai ye button daba dunga, aur tera hamesha hamesha ke liye khel khatam.
hall me naydu ki behasi hanshi gunj uthi,
"ha ha ha ha ha..... ha ha ha ha ha..... ha ha ha ha ha....."
jab wo sant hua to usne dekha ki ajju ke chehare par ek muskaan he. jise dekh kar naydu hairaan reh gaya aur usi hairani me bola
naydu- abe mout ke aage khada he!!! aur hansh raha he!!!!
isse pehle ajju koi jabab deta, kaafi der se naydu ki bakwash suna rah monu bol pada
monu- wo is liye naydu uncle ji... kyunki tumne apne muh se ye bak diya he, ki tumhe marne se dar lagta he, aur hum logo me se koi bhi yaha marne se nahi darta he. mout to ek din sabki aani hi he, aaj hum sab mar bhi jayenge to iska matlab ye to nahi ki tum amar ho jaoge.
monu ki baat sun kar naydu ko kuchh bhi samajh me nahi aaya ki wo kya jabab de. isliye wobola
naydu- amar nahi hounga bachche!!!! par lambi umar tak jivit to rahunga hi
monu- is baat ki bhi koi garanti hai kya?????
naydu- matlab??????
monu- uff oh naydu uncle, aap itne murkh dikhte to nahi ho... jitne vastav me ho!!! are baba kya pata yaha se jaate samay aapka accident ho jaye. kya pata heart attack aa jaye. kya pata koi khatarnaak bimaari hi aap ko lag jaye..... meri baat samajh rahe he na aap???? mai kya bol raha hun???? upar se itne saare dushman jo paal rakkehe he... kuchh bhi kabhi bhi ho sakta he.....
ek pal ke liye to naydu monu ki baat sunkar chakra gaya. par turant hi usne apne aap ko samhaal liya aur bola
naydu- yesha kuchh nahi hoga mere saath. mere pass itna pesha he ki mai har bimari ka ilaaj karwa sakta hun. rahi baat dushmano ki, to unhe mai kab ka tawah kar chuka hun. ab keval tum log hi bache ho. uske baad mera koi bhi dushman jivit nahi rahega. fir mujhe koi dar nahi. kisi se koi khatra nahi..... ha ha ha.... ha ha ha....
naydu ki baat sunkar, akhir kaar renu bol hi padi
renu- galat fehami he tumhari mr. naydu, kyunki hamara badla lene ke liye bhi koi hai. aur uske rehate tera kutte ki mout marna to taya he. bhale hi tu pataal me hi jakar kyun na chhip jaye
naydu- are tum sabhi log to yaha ho... fir bhala kon badla lega mujhse?????
renu- hai koi!!!!!! jo hum sab se kai guna jyada khatarnaak he. agar use bhanak bhi lag gai na, to wo tumhara samrajya tawah kar degi
renu ki baat sunkar naydu hanste huye bola
naydu- tawah kar degi. ha ha ha... ha ha ha.... tawah kar degi. ha ha ha....
fir achanak naydu ek dum serious ho gaya aur bola
naydu- tawah kar degi se kya matlab he???? kya wo ladki he???? are koi ladki mera kya ukhad legi????? ladkiyan to pairo ki jutiyan hoti he, mai to unhe apne juto ki nok par rakhta hun.
naydu ki baat sunkar maa ko bhi gussa aa gya. aur isi gusse me maa boli
maa- are murkh ye teri bahut badi galat fehami he, jab koi ladki apne par aati he to wo kaali bhi ban jati he, jo tum jaiso ko tawah karne ke liye kaafi he. aur hum jiski baat kar rahe he, wo koi aam ladki nahi he. poori kayamat he kayamat, prakash ke saamrajya ko usne aur ajju ne dono ne milkar hi tawah kiya tha. aur prakash ko usne hi apne haatho se mara tha,
maa ki baat sunkar naydu buri tarah se bokhla gaya. aur usi bokhlahat me wo bola
naydu- kis ki baat kar rahe ho tum log...... kahi kahi kahi nisha ke baare me to baat nahi kar rahe
naydu ki halat dekh kar renu maje lete huye boli
renu- haan hum unhi ki baat kar rahe he mr. naydu... kyun kya hua???? dar lag raha hai kya???
kuchh der ke liye to naydu ko samajhme hi nahi aaya ki wo kya pratikriya de. par jald hi usne apne aap ko samhaal liya aur bola
naydu- darta to mai kisi ke baap se bhi nahi hun murkh ladki... aur jitna mujhe nisha ke baare pata chala he, wo to mar chuki he. fir kya uska bhoot badla lega mujh se??? haan bolo bolo ha ha ha.....
renu- yesha hi samajh lo.... unka bhoot hi aayega tujhe kutte ki mout marne.
naydu- to fir bulao use...... mai bhi to dekhun kya kar legi wo??????????
naydu ki baat sunkar ajju bola
ajju- are murkh inshan!!!!! kyun apni mout ko dekhne ke liye itna besabar ho raha he??? meri baat maan to yaha se abhi ke abhi bhag ja, aur chhip ja kahi jakar. kyunki use pata chal chuka he, bahut jald wo yaha hogi. mai use mehsoos kar skata hun, wo ass pass hi kahi he
ajju ki baat sunkar naydu hanste huye bola
naydu- ha ha ha.... lagta he mout ko saamne dekh kar tera dimag kharab ho gaya he. tum sab log is samay delhi se kaafi door, jungle me bane ek farm house ke basement me ho, iske baare me koi nahi janta, aur yaha aas pass ke ilake me mere poore 200 aadmi chhipe huye he. ek parinda bhi idhar aaya, to wo use maar dete he. aur 100 aadmi is hall me moujood he. agar wo yaha aai bhi, to is hall me uski lash hi aayegi.
naydu ki baat sunkar ek baar fir renu boli
renu- ye to bahut achchhi baat kahi tune naydu.... ab yaha tere saath jo kuchh bi hoga uska koi bhi saboot aur gawah nahi hoga. kyun ki tum to hame delhi se kaafi door jungle me le aaya ho.
renu ki baat samapt hote hi, naydu ke pass khade uske chaar gaurd jameen par ludak gaye, un charo ke sir ke bicho bich teer lage huye the,
Excellent update brother keep postingUpdate 099