- 5,362
- 12,816
- 189
UPDATE 9
Prachi se restaurant mein mulakat aur Kumud ki dhamakedar entry
Divya aur vikas lunch kar rahe the. Aaj dono ne kafi kaam kiya tha. Vikas ne ab yeh tay kar liya tha ke kaam ke wakt wo kabhi bhi kisi ladki ke bare mein nahi sochega so usne phone ko pare rakh diya tha. Divya ne lunch ke dauran usse kafi chhed chhad ki. Dono ne kafi masti karte hue lunch kiya. Ab divya vikas ke saath kafi khul gayi thi. Wo actually apne sir ki khushi ke liye yeh sab kar rahi thi kyunki uske sir ko koi razdar chahiye tha jiske saath wo apni har baat share kar sake. Aur woh yeh kaam isliye kar rahi thi kyunki uske upar uske bahut ehsaan the. Usne use clerk se assistant accountant bana diya tha. Use knowledge bhi kafi ho gayi thi aur uski salary bhi double ho gayi thi.
Sham ko 4 baje boss ne vikas ko apne cabin mein bulaya. Vikas ne time dekha to tension ho gayi kahin boss koi kaam na bol den. Aur hua wahi. Boss ne use ek party ka last do saal ka hisab banane ko bola. Waise to agar yeh computer mein se hi nikal ke dena hota to yeh sirf 5 minute ka kaam tha. Prantu har business mein kuchh adjustments hoti hai. Kahi rate ka difference hota hai to kahin quantity ka. Kahin commission ka fark hota hai. Aise jo books mein balance hota hai wo sahi nahi hota. To vikas ko books wala account nikal ke apni kachchi diary mein se rate wagarah properly nikal ke uska proper hisab banana tha. Waise to wo yeh sab agle din bhi karke de sakta tha kyunki na boss kahin bhaga ja raha tha aur na kahin party. Par jahan kaam ki baat aati hai to vikas ko use niptaye bina chain kahan milta tha. Vikas ne hisaab banana shuru kiya to use feel hua ke yeh kam se kam do ghante lega. To usne prachi ko ek msg daal diya ke wo thoda late ho sakta hai aur use 6-6.30 baj sakte hain. Udhar se prachi ka bhi reply aya ke wo bhi late ho sakti hai aur even usne suggest kiya ke kaisa ho agar 8 baje mila jaye. Kyunki use bhi kafi time lagne wala tha. Vikas ne kuchh socha aur fir muskurate hue bola ke 8 baje to bohat badhiya rahega actually usne socha jitna late jayenge utne hi uske rukne ke chances jyada hai to unhone 8 baje ka tay kiya aur fir apne apne kaam pe lag gaye. Bhagwan bhi kya rang dikhate hain. Jahan uske time different hone ki wajah se bachne ke chances the ab restaurant ke saath saath time bhi lagbhag same hone ki wajah se unka takrav hona lagbhag tay tha.
Vikas thik 8 baje restaurant mein enter kar raha tha. Tabhi uske phone pe msg ki beep baji. Obviously msg prachi ka tha jisme likha tha ke wo raste mein hai aur 5-7 minute mein pahuch rahi hai. Vikas ab kafi excited ho gaya tha. Usne reply kiya ke dear I am waiting for you eagerly. Please come soon. udhar prachi ka msg aya ke sabr ka fal mitha hota hai. Sabr rakhiye. Vikas ne jyada kuchh nahi likha bas itna likha ke okay dear.
8.15 baje prachi restaurant mein enter ho rahi thi. Vikas ki nigah gate pe hi thi. Jaise hi usne dekha ke prachi gate se enter ho rahi hai to wo ekdam se uth ke khada ho gya. usne prachi se hath mila kar uska swagat kiya aur uske liye chair khinchi . Prachi us chair par baith gayi aur muskurane lagi.
“Raste mein koi dikkat to nahi hui.” Vikas ne baat shuru karte hue puchha.
“nahi main cab mein aayi hun to dikkat ka to koi sawal hi nahi paida hota.” Prachi ne sehaj bhaav mein jawab diya.
“Achha sabse pehle kuchh order kar diya jaye. Aaj sab kuchh aapki choice ka chalega.” Vikas ne use maska lagate hue bola.
“achha ji, meri choice ka par wo kyun.” Prachi ne ankhen matkate hue shokhi mein puchha.
“It’s a curtsy that the food should be of girl’s choice.” Vikas ne english mein jawab diya.
“aha makhan lagana to koi aapse sikhe.” Prachi bhi ekdam mast thi.
“Abhi kuchh lagaya kahan hai ji, achha menu dekhiye aur decide kijiye kya mangana hai.” Vikas ne baat khatam karte hue kaha.
Prachi ne Menu dekhna shuru kiya. Usne Kadahi Paneer, Daal makhani, mix veg ke saath lachha parantha order kiya. Uski choice typical north Indian, specially Punjabi thi.
Khana aya, un logon ne khana shuru kiya. Khate khate vikas ne baatchit shuru ki.
“Aapka bf hai?” Vikas ne sidha hi puchh liya aur shayad aise puchhna prachi ko pasand nahi aya usne kaha.
“bf hota to kya aapke saath dinner date pe hoti.” Prachi ne ruche swar mein kaha. Vikas ne bhi socha ke baat to prachi ki sahi hai. usne kaisa murkhta pooran sawal puchh liya.
Prachi ne dekha ke usne thoda rude hokar bol diya usne baat ko sambhalte hue kaha,” darasal main apna career banana chahti hun, career banna jaruri hai, bf to kabhi bhi ban jayenge. Aur aap kya mere bf nahi ho? Aapke saath itni raat ko dinner kar rahi hun to kuchh to samjha hoga aapko.” Prachi ab use thoda maska laga rahi thi.
“Oh aapne sahi kaha mera hi sawal murkhatapooran tha, aur aapne mujhe jo samman diya uske liye shukriya.” Vikas foole nahi sama raha tha. Par uski kismet mein jyada khush hona likha nahi tha kyunki jaise hi uski nazar main gate pe padi to wo kya dekhta hai ke uski beti apni friend vani ke saath hai aur uske saath do ladke aur hain. Vikas ne apna chehra menu ke saath dhakne ki koshish ki. Prachi badi hairani se use aisa karte dekh rahi thi.

===OOO===