Update 28
Papa ke sath main airport pahuchi to mere boarding ka time ho rha tha. Main papa ka pair chhuyi to papa ne bade pyar se mera sar sahla diya aur bole.
Papa: beta apna Dhyan rakhana aur koi problem ho to turant call karna.
Main: ji papa aap apana aur sabka dhyan rakhna main apna khyal rakh lugi.
Papa: thik hain beta meri waha ek dost hain uska number main usase bat karne ke bad whatsapp kar duga. Wo tumhari waha adjust hone help kar degi.
Main: okay papa.
Fir main papa ko bye bol kar borading ke liye nikal gayi.
Abhi main counter par thi tabhi mere phone pe message to e bajane chalu ho gaye Main notification me dekha to Riya ke photo aane shuru ho gaye the main whatsapp settings me media automatically download par lagkar apni boarding formalities pura karne lagi.
Thodi der me main plan ke ander thi. Thabhi takeoff ka announcement shuru ho gaya.
Maine phone ko flight mode pe dala aur whatsapp khol ke dekha kiska kiska message hain.
Pahla message Monika tha safe journey.
Maa ka bhi message aaya tha apna khyal rakhana.
Fir Priya ka message tha Good morning and safe journey sath me pic tha captions ke sath.
pittsburgh field club
Captions: for my dear misteress Maya
Main Priya ka message dekh kar muskura uthi.
Fir maine Riya ka khola to uski pahli do pic dekh dil jhum utha
Pahla pic
Aur dusra Pic:
Main samajh gayi ab ye bhi mere slave list puri tarah jaldi shamil hogi.
Mera plan ab hawa me thi main mobile ko hand bag me dala aur so gayi.
Idhar past me plan London me land aur present me India.
Story Present me.
Main plan utar ke jab airport bahar aayi to bahar Maa aur Papa mujhe lene aaye the.