Update 180
mai aur maa chup chap bus me baith chuke the aur humara bus chal chuka tha. mai thoda dukhi tha didi se alag hone par wahi maa bhi kisi soch me gum thi. hum dono apne apne socho me gum the lekin bus chalta raha aur fir isi tarah chup chap shanti bhara safar chala.thandi thandi hawao ne hume sula diya aur 4-5 ghanto ke safar ke baad hum sahar ke bus stand pahuch gaye. bus stand pahuchne par conductor ke awaj ke saath nind khul gaya.
bus stand par utarte hi hume ghar ke liye auto mil gaya aur mai maa dono auto se ghar aa gaye. ghar aate aate dopahar ke do baj gaye the. didi ne jo khana bana kar pack karke diya tha wahi khol kar garam karke mai aur maa kha liye.
maa abhi bhi kuch soch me gum thi jabki mai dheere dheere apne dukh aur chintao ko sambhal chuka tha.
mai maa se bola-maa kya soch rahi ho.
maa mujhe dekhi aur gambhir awaj me boli-raja mujhe tumse kuch baat karni hai.
mai bola-bolo maa.
maa boli-dekho raja beta ab 4-5 mahino me tumhara exam aane wala hai uske baad tumhari school life khatm ho jayegi. tum is baat ko mano ya na mano lekin tumhare 12th ke marks bahut important hai kisi bhi college me admission ke liye aur aage future ke liye bhi. itna hi nahi tumhe ab ye bhi sochna padega ki aage tumhe kya karna hai kya padhna hai. kyunki tum jo raste chunoge wahi rasta tumhara jivan ban jayega.
mai man me bola-mujhe pata hai maa isliye to mujhe jab ye jindagi mili thi tab hi soch liya tha ki aage kya karna hai bas ye ummid nahi thi ki meri jindagi me mujhe itne logon ki madad karne ka mouka milega aur mera jindagi bhi aap logon ke pyaar se itna hasin ho jayega.
maa boli-dekho raja mujhe pata hai tumhare chahne wale bahut hai lekin sab logon ko ye baat samajhna hoga ki tumhara future bhi jaruri hai isliye ab se tum logon ko pyaar batne me kam aur padhayi me jada samay doge. sabko samjha do ki abhi tumhare liye padhayi jaruri hai isliye tum baki logon ko jada samay nahi de paoge aur haan ab se hum aur tum bhi alag alag kamre me soyenge jab tak tumhara board ka exam nahi ho jata.
mai turant bola-ye nahi ho sakta. mai aapke saath hi sounga aap ko dher sara pyaar karunga.
maa boli-bilkul nahi.
mai bola-thik hai to mai kal se padhayi likhayi band kar dunga. mujhe aisi padhayi nahi chahiye jo mujhko aapse door kare.
maa do minut sochi aur boli-achha thik hai ek do mahine me ek baar.
mai na me sar hila diya.
maa-achha baba har mahine ek baar.
mai fir se naa me sar hila diya.
maa ek baar aur saas li aur boli-achha thik hai har hafte me ek baar thik hai. meri baat man na hai to mano nahi to padahyi chod do kyuki waise bhi tum humesha mere saath hi pyaar karte rahoge to padh nahi paoge.
mai-maa mai pahle bhi to padhta tha na.
maa-pahle ki baat alag thi ab tumhara exam aa raha hai aur tera khelna kudna bhi jaruri hai pata hai kitne dino se bahar khelne bhi nahi gaya hai tu.
mai-lekin maa mai exercise to karta hoon na.
maa-haan lekin kuch dino se wo bhi band hai.
mai jaanta tha maa mere bhale ke hi sochti hai isliye mai bola-haan thik hai hafte me kam se kam ek baar thik hai.
maa-ek aur baat.
mai-kya.
maa-aisa nahi hona chahiye ki maine mana kar diya to tu bahar maje kare.
mai-maa bilkul bhi nahi.
maa boli-thik hai. to aaj ek baar sabse mil lo aur kal se achhe se padhayi suru karo.
mai pyaar se maa ke karub gaya aur unke kamar par haath rakh ke bola-maa aaj to aapse pyaar kar lene do na.
maa-bilkul nahi. pahle padhayi aur jab mujhe lagega tum achhe se padh rahe ho tab hi pyaar.
mai maa ke kamar se haath hataya aur haskar bola-dekhna maa mai itna padhunga itna padhunga ki aap khud hi mujhe dher sara pyaar dogi.
maa meri baat pe bas thoda sa muskurayi aur boli-mai aram karne jaa rahi hoon tum bhi aram kar lo safar se thak gaye hoge.
mai bhi apne room me aa gaya aur sara hisab karne laga kyunki mujhe kuch had tak future pata tha.
mai hisab lagane laga ki aaj se 8 mahine baad mere bachhe honge darbaar me to mera wahan rahna jaruri hai. aaj se 7-8 mahine baad mere bhai ki bhi shaadi tay honi hai to mujhe us se pahle bhabhi ka bhai ka aur baaki sab chijo ka khyal rakhna padega taki pichli jindagi jaise halat fir se na ho maa ke liye. fir mai socha ki agar abhi mai pratibha ji ke saath sambandh bana leta hoon to 9 mahine baad unke bhi bachhe ho jayenge aur kabhi kabhi to 8 mahine me bhi bachhe ho jate hai fir mujhe yaad aaya ki 6 mahine baad nilesh aur sravan bhai ki shadi hai wahan bhi dimag lagana padega. 4-5 mahine baad exam bhi hai usme bhi padhna padega. eaxam ke baad hi mujhe apne future ke liye bhi koi badhiya sa exam dena padega admission ke liye. ye sab soch kar to mera sar pakad liya kyunki aane wale ek saal mera duniya bhar ke kaam se bahra hua tha aur koi bhi kaam thoda aage ya piche hue to do tin kaam ek saath aa jayega jo sahi nahi hai fir mai socha kam se kam abhi mai pratibha ji ka pregnancy to taal hi sakta hoon. abhi 3-4 mahine mai sirf unse karibi badhata hoon fir achha samay dekh kar unke saath sambandh banauga taki jab wo pergnant ho tab mai khali rahu aur unko samay de pau kyunki doctor ne bhi bola hai unhe meri sahare ki jarurat padegi. fir mai socha rani ki maa bhi to ab thik ho rahi hai to unhe bhi ab mere sahare ki kam hi jarurat padegi bas mai 1-2 hafte me unse milta rahunga fir yaad aaya principle mam ka jinhe bhi thik karna hai aur is kaam me mera jada samay jayega kyunki maine abhi tak unhe dhang se samay nahi diya hai fir yaad aaya shivani ji ka jo mere exm khatm hote hi mujhse shaadi karna chahti hai ye sab sochte sochte mere dimag me ek baat ghuma jo sabse badi baat thi jo is janm me to mere saath hai lekin pichle janm me nahi tha wo ye ki 12th ke baad mai kya karunga. pichli janm me to mai majdoor tha lekin is janm me mujhe kuch achha karna padega. is janm me mujhe kuch aisa karna padega jis se mere pass bahut ime ho kyunki mujhe bahut sara time chahiye apne itne bade parivaar ke liye. mujhe is janm me kafi paise chahiye aur paisa sabse jada koi bana sakta hai to wo hai bussiness. aur bussiness me koi madad kar sakta hai to wo hai himani ji aur punam ji. kyunki meri jindagi me yahi do log hai jo bussinees wale raste par hai aur ab mai bhi chal raha hoon.
maine tay kiya mai aaj hi sabse pahle himani ji ke pass jaunga fir mujhe yaad aaya ki principle mam ka bhi to bussiness hai unhone bhi duniya dekhi hai unse bhi baat kar lunga. yahi soch ke saath mai apna sar pakad kar so gaya kyunki maine pichle 6 mahine me apni jindagi ko is tarah ghumaya hai ki mera future ab badal raha hai aur aane wala jindagi mere liye bilkul naya hoga. naya jindagi nayi khushiya to lata hi hai lekin kabhi kabhi naye musibat bhi lata hai jiska sabse bada example mera bita din tha jahan mera accidnet hote hote bacha iska matlab saaf tha mujhe ab un dusmano se to nipatna hi padega jo meir pichli jindagi me the lekin saath saath naye dusmano ko bhi pahchan kar unse nipatna padega.