Story line ke hisab se to ab nirmala ke baad Ruhi mam ko thik hona padega . Kuyi ki hero to ek hai wah kya kya karega .our ab wah collage joint karega matlab our bhi character is story main judenge.
Aur ab rani our archana to hai but collage life main koi our hoga jo is trangle main add ho koi to ye dekhanahoga.
Kya rani our archana ki koi ladka pasand ayega ya in dono ladkiya ka fayda uthayega
Our hero ki life main our kon kon judegi ye dhekhana main Maja ayega .
Lekin itna bada parivar hero sambhl payega
Rani ki mam, principal mam, pragaji
Our Himani ji ko raja kabhi samj payega kya . Use bhi to jarurat hai.
Update 182
archana ke saath mai uske room me aa gaya tha. jahan bed pe kuch kitab copy khule hue the. mam bhi baithi hui thi. matlab saaf tha mam archana ko padha rahi thi.
mujhe dekhte hi mam boli-arey aaiye aaiye master.
mai bola-lagta hai mai galat time me aa gaya aaplogon ki padhayi disturb ho gayi.
meri baat sunte hi archana boli-aisi koi baat nahi hai master aap bilkul sahi time pe aaye ho.
mai pyaar se bola-dekho archana mai tumhara master nahi hoon mujhe mat bola karo mai tumhara friend hoon aur classmate hoon.
archana thoda sa mooh chota sa karke boli-mujhe pata hai aur aap mano ya na mano lekin mere master to aap hi rahenge.
mai fir pyaar se bola-dekho aise baat karogi to mai tumse baat nahi karunga tum chahti ho ki mujhe bura lage aur mai tumse gussa ho jau.
archana boli-achha achha thik hai aapko achha nahi lagta to mai kosis karungi.
mai pyaar se archana ke gaal ko sahlakar bola-good girl.
archana khush ho gayi.
mai-tum kuch batane wali thi na abhi.
archana boli- haan mai bol rahi thi aap matlab tum abhi nahi bhi aate to mumma tumko call karne wali thi.
mai mam ki taraf dekhkar pucha-fir se aapke pati ne kuch kiya hai kya.
mam boli-nahi nahi wo baat nahi hai. actually 2-3 din pahle hi ek form aaya hai.
mai-kis chij ka form.
mam boli-ye ek entrance exam ka form hai.
mai bola-matlab.
archana khushhokar boli- dekho humlog 12th ke baad engineering to karenge to uske liye form bhi bharenge.
mai-haan lekin ye form kis chij ka hai. abhi engineering ka form to nahi aaya hai.
archana boli- jaise IIT india me best college me aata hai waise hi ye college jiska form aaya hai ye world ke best college me aata hai. iska har saal entrance exam hota hai.
mai bola-ye to achhi baat hai tum form bhar do. tum to padhne me bhi tej ho entrance exam pass kar jaogi to tum videsh jake achhe se padhna aur apni mumaa ka naam roushan karna.
archana haste hue boli-very funny itna jaldi mai nahi jaane wali hoon tumse aur mumma se door.
mai bhi majak me archana ke gaal ko khichte hue bola-to kya videsh ka college tumhare ghar me aakar padhayega.
archana boli-actually do saal pahle Britain ne apne ek college ka ek branch india me khola tha mai usi me admission lena chahti hoon. is college me admission ke bahut fayde hai. jaise ki isme mujhe sirf usi subject se related exam dena padega jisme mai padhayi karna chahti hoon aur yahan ka course bhi sirf 3 saal ka hoga aur is degree se mai sirf india me hi nahi pure world me kahi bhi job kar sakti hoon. aur sabse badi baat ye college yahan se sirf 200 km door hai iska matlab mai mumma ke pass kabhi bhi aa sakti hoon aur mumma bhi mere pass aa sakti hai.
ye sab sunkar to mujhe bhi laga ki ek baar iske baare me pata karna chahiye.
mai archana se pucha-tum kis branch ke liye apply kar rahi ho aur form ka fee kitna hai.
archana boli-mai BCS(bachelor of computer science ) ke liye apply kar rahi hoon. iske exam ka fee 15000 hai.
mai bola-itna jada. 15 hazar.
archana boli-ye international college hai to fee to hoga hi waise maine tumhare liye bhi register kar diya aur rani ke liye bhi. tum dono ko jo bhi branch lena hoga uske liye apply kar dena.
mai bola-koi fayda nahi hai jab entrance fee itna jada hai tab to is college ka fee bahut jada hoga.
archana boli-to kya hua jo log top 5 me aayenge unki fee maaf rahegi bus hostel fee lagega jo noraml hi hai aur mujhe yakin hai mai top 5 me to aa hi jaungi.
mai-ye to achhi baat hai.
archana boli-haan isliye meri fee to lagegi nahi aur tumhari fee mai pay kar dungi.
mai bola-iski jarurat nahi hai aur mai sach kahu to mujhe rani ki bhi chinta hai wo bechari kahan se itna fee de payegi.
archana boli-uski fee bhi mumma de degi.
mai-tum pagal ho kya. tum hum sabki fee kyun dogi.
archana boli-dekho tum agar IIT me bhi chale jaoge to wo log bhi free me nahi padhayenge waha bhi tumko saal ke 2 lakh dene hi padenge aur wahan bhi tumhe apni pasand ka branch mil jaye uski guarantee nahi hai aur fir wahan degree bhi 4 saal ka hai aur sabse badi baat yahan paas me koi IIT hai bhi nahi. ab jara socho tum din raat mehnat karke ek aise college me jana pasand karoge jo tumhare ghar se bahut door bhi hai aur is intenational college se rank me piche bhi hai. is intenational college me tumhe bahut se bahar ke achhe achhe teacher bhi milenge.
mai socha baat to sahi hai iski lekin fee bhi to jada hoga fir socha abhi ke liye form bhar deta hoon agar jada kuch bolunga to kahi archana apna registration bhi cancel na karde. baad me socha jayega kya karna hai.
mai bola-thik hai aur mai laptop ke pass baith gaya apna registration bhi computer science ke liye kar diya kyunki mujhe pata tha future me jo sabuject ki sabse jada demand hai wo computer science hi hai. aur waise bhi mujhe to bussiness hi karna hai.
archana to ye dekh kar bahut khush ho gayi.
archana boli-ab tum mere saath daily padhna aur mai rani ko bhi mana lungi fir dekhna hum tino saath me is college me padhenge.
mai archana ko bola-mere aur rani ke registration ka paisa mai de dunga.
archana boli-ye baat mumma ko bolo.
mai mam ko bola-mam mai aapko apna aur rani ka registration ka paisa de dunga.
mam boli-mujhe aapse paise nahi chahiye mujhe jo chahiye bus wahi aap de diya karo.
mam ne itna directly mere ankhon me dekhkar jo bola mai to ek baar ke liye chup hi ho gaya aur mai bas dekhta rah gaya mam ko.
mam ko bhi laga ki unhone achanak se kuch jada bol diya hai.
mam boli-aap baitho mai abhi aati hoon aur mam meri baat sune bina chali gayi. sayad sharma gayi thi jo ek improvement tha mere hisab se.
mam ke jaate hi archana boli-mumma tumko bahut miss kar rahi thi. pata hai ek din mumma ko pata nahi kya hua mumma apne room me apni hi pith pe wo hunter se jor jor se maar rahi thi. fir apne aap ko rassi se bandh ke rakhi thi.
mai to ye sun ke ho shocked ho gaya.
mai pucha-kyun.
archana boli-mumma ko lagta hai ki wo aapki sabse loyal slave nahi ban paayi hai isliye aap unko apne saath nahi rakhte.
mai bola-aisi baat nahi hai tum to janti ho.
archana-haan mai janti hoon lekin tum bhi to samjho mumma ka dimag kis tarah se kaam karta hai aur ek tarah se dekha jaye to unki baat sahi bhi hai. dekho na tum mujhe bhi apna slave nahi banate sayad mai is layak nahi hoon ki tum mujhe apna slave banao.
jab mai archana ke mooh se ye suna to mujhe fir se ek baar apne aap par hi gussa aaya.
mujhe mam ko pyaar karna sikhana tha lekin mai har baar sirf ek ya do din unke pass rahta hoon fir gayab ho jata hoon aur wo ek-do din bhi mai unhe sirf slave jaisa hi treat karta hoon to wo kaise thik hongi. jab bhi pyaar karne ka samay aata hai mai kabhi gaav chala jata hoon kabhi busy ho jata hoon. mujhe ye chij nahi bhulna chahiye ki agar mam thik nahi hui to uska bura asar archana par bhi padega jo archana ki soch se saaf dikh raha tha.
waise ek chij unki thik ho rahi thi wo tha chidchida pan.pahle mam humesha gusse me hi rahti thi lekin ab thoda hasti bhi thi aur aaj to mam thoda sa sarma bhi gayi thi jo achhi baat thi lekin ye bhi sach hai ki agar maine inko pyaar karna nahi sikhyaa to ho sakta hai fir se inki halat pahle jaisi ho jaye ya us se bhi bura.
mai archana ko bola-mai do minut me maa se baat karke aata hoon thik hai.
archana boli-haan.
aur mai room se nikla aur maa ko phona lagaya.
maa ek ring me phone utha li.
mai-maa aaj raat mai nahi aaunga.
maa jhutha gussa ke awaj me boli-achha to jab tujhe yahan mere saath sone nahi mila to kahi aur maje karne ki soch raha hai.
mai maa ko bola-aisi baat nahi hai maa aur fir mai saari baate unko bata diya principle mam ke baare me.
maa boli-thik hai waise bhi mai majak kar rahi thi.
mai bola-mujhe pata hai maa. mai apni maa ko aur apni pyaari maaya ko achhi tarah janta hoon.
meri baat sunte hi maa khilkhila kar has di aur boli aao tum ghar dekhna 15-15 ghante padhaungi bahut masti sujh raha hai tumko.
maa ki baat pe mai hasne laga to maa bhi hasne lagi aur fir mai byyyy bol kar phone pocket me dala aur room me aa gaya.
mai archana ko bola-tum chahti ho na ki tumhari mumma humesha khush rahe.
archana haan me sar hilayi.
mai bola-ek kaam karogi mera.
archana boli-kya karna hai.
mai bola tumhare pass to internet hai.
wo boli haa hai.
mai bola-do tin achhe achhe romantic film download karke pendrive me bharke hall ke TV me lagadogi pleaseee.
archana boli-tumhe please bolne ki jarurat nahi hai. mai kar dungi.
mai-achhi baat hai . ab achhe se movie download pe laga do aur padhayi karo thik hai.
archana bhi bilkul achhe bachhe ki tarah apne kaam me lag gayi idhar mai room se nikla aur kitchen me aa gaya jahan mam apple kaat rahi thi.
mujhe mam ko dekh kar thoda dukh bhi hua aur unke harami pati pe gussa bhi aaya. maine soch liya tha pahle jo hua so hua ab mujhe jaldi se jaldi mam ko pyaar karna sikhana hi padega.
mai mam ko gour se dekh raha tha aur soch raha tha ki akhir aisa kuch to hoga mam ke dil me ya dimag me jispar se mai jaldi se jaladi unke kamine pati ki soch ko hata saku. unko dkeh kar aisa lagta tha jaise unke pati ne unke dimag me ye master slave ki baate intni gahrayi se bun di hai ki use nikal pana kabhi kabhi mujhe namunkin sa lagta hai. lekin mujhe pata tha suruat to aaj se hi karna padega kyunki ab kal se mai padhayi me busy hone wala tha.
mam ko dekh kar mai kuch socha aur dheere dheere unki taraf badh gaya. mam ek maxi pahni hui thi. mai piche se gaya aur unko apni bahon me bhar liya.