Episode 77
mai didi ke saath ghar aa gaya. mai maa ke room me gaya.
maa boli-aa gaya beta. kaam ho gaya.
mai-haan ho gaya maa ye dekho didi ki marriage certificate ka ek copy hai isko sambhal kar bag me rakh lo. aur wo paper mai maa ko de diya. maa usko achhe se bag me rakh li.
fir humare khane ka bhi samay ho gaya to mai maa ke saath khane ke liye aa gaya. aaj humare saath amar jijaji bhi kha rahe the aur bechare kafi ukhde ukhde hue se lag rahe the. akhir lage bhi kyon na usne aaj office se chutti li thi ghar me maje lene ke liye lekin maine to uske maje ki aisi taisi kar di.
usko dekh kar mujhe bas daya hi aa raha tha aaj.
khana khane ke baad mai aur maa fir se apne room me aa gaye. aaj vina bhi shant thi kyonki uska bhai ghar me hi tha. aur yahi haal kuch had tak hema ji ka bhi tha. mai maa ke pass aa kar baith gaya to kuch der me didi bhi aa gayi.
didi to aaj bahut khush thi.
kuch log hote hai na jinke chehre se khusi chupaye nahi chupti wahi haal didi ka bhi tha.
maa-kya baat hai meena aaj bahut khush ho.
didi-maa tumko pata hai raja sach me bahut achha ladka ban gaya hai. iske to jaan pahchan bhi ab bade logon se hone laga hai. hum jab gaye na regitry office to wahan ke vakil sahab bhi isko achhe se jante the. wo hume achhe office me baithaye chai pilaye.
didi jis flow me bole jaa rahi thi mujhe dar lag raha tha kahi didi sab kuch hi na bata de.
mai bich me hi bola-arey aisi baat nahi hai maa ye to didi bas thoda badha chadha ke bol rahi hai. aur mai didi ko chup rahne ka ishara kiya jo maa ne dekh liya.
maa-kya baat hai tu meena ko chup kyun kara raha hai.
didi kuch bolne hi wali thi ki mai bola-wo kya hai na ki haan humlog gaye the didi ko bhukh laga tha to humlog wahan samose khaye the.
maa-isme meena ko chup karane wali kya baat hai. samose khaye to ye achhi baat hai.
mai-haan haan achhi baat hai wahi to mai bhi bol raha hoon.
maa-dekh ye baat mat ghuma sach sach bata.
mai apne man me socha arey ye mai kya bole jaa raha hoon.
mai-arey maa wo hum to samose kha liye aapke liye nahi laye na to isliye mai didi ko chup kara raha tha.
didi meri baat sunkar has rahi thi.
maa didi se boli-pakka yahi baat hai na.
didi-haan maa yahi baat hai aur didi hasne lagi.
maa-tu has kyon rahi hai.
didi-jab bhi raja nervous ho jata hai to uska chehra ekdum chota sa ho jata hai.
maa-chup kar raja ka majak uda rahi hai.
didi-arey nahi maa mai kyon majak udauangi.
mai socha-chalo bach gaya.
didi fir boli-maa tumko yaad hai bachha me jab raja ruth jata tha tab kapde khol ke nange jamin par let kar rone lagta tha.
maa-haan ye bahut badmash tha. jab gussa ho jata tha road pe nange let kar rone lagta tha. ass pass ke log bhi raja par khub haste the.
mai-mai aisa nahi karta tha aaplog mere baare me jhuth mat bolo.
didi-tu karta tha samjha. isliye meri school ki saheli sab bhi tujhe jaanbujh kar gussa dilati thi .pure gaav ko ye baat pata hai.
maa-arey meena wo bachpan ki baat thi ab mera beta bada ho gaya hai ab samajhdaar ho gaya hai.
didi boli-ab karega to sadak pe log pitayi bhi kar denge . dekhti nahi ho isko saand jaisa bada hote jaa raha hai ye din raat.
mai didi ko bola-meri pyari didi maine kya bigada hai aapka jo aaj aap meri khichai karne pe tul gayi ho.
didi haskar boli-kuch nahi bas mai aaj bahut khush hoon. aaj koi to hona chahiye tha jiske saath hasi majak kare aur tu hi to hai mera pyaara khilona. tujhe chidhane me mujhe bahut maja aata hai.
maa man me soch rahi thi-aaj kitne din baad mai meena ko dekhi raja ke saath majak karte hue. mujhe to laga tha meri chanchal si beti shaadi ke baad kahi kho si gayi hai lekin raja us meena ko wapas laa raha hai. sachme raja meena ki jindagi khushaal kar dega.
idhar maa didi ko dekhkar ye soch rahi thi aur didi maa ke samne chutki baja ke boli-oye mother india kahan kho gayi sapne me. bahar aa jao. bahar aa jao.
maa turant apne soch se bahar aayi.
maa-chup kar nahi to pitayi kar dungi tumhari.
didi mujhe boli-dekha maa kya boli chup chap baitho nahi to khub pitayi hogi.
maa didi ka kaan pakdi aur boli-mai us se nahi tumse bol rahi hoon .
didi ka kaan jaise hi maa pakdi-didi bolne lagi maa maa kaan chod do nahi to kaan toot jayega. maa maa dard ho raha hai. maa kaan toot jayega.
maa didi ka kaan chod di aur mujhe boli-aisa kya kar diya aaj tu ye jab se aayi hai kisi film ke tape ki tarah chale hi jaa rahi hai.
mai-maine kuch nahi kiya hai maa. waise didi aise haste khelte hue kafi achhi dikhti hai bas inko samjha do kahi josh me is floor se niche na kood jaye. nahi to pair hi toot jayega.
didi mujhe boli-mujhe kya pagal samjha hai jo mai yahan se niche kood jaungi.
mai-nahi aap kahi khushi ke maare kood gayi to. aapka dhyaan rakhna padega aaj.
maa-chalo chalo sone ka time ho gaya hai so jao. aur mujhe bhi sone do.
didi-thik hai maa so jao.
fir mai aur didi apne room me aa gaye.
room me aate hi didi mere gale lag gayi.
didi-mai aaj bahut khush hoon raja bahut khush. agar tumhara ye company ka idea success kar gaya tab fir tumhe paise ki kami nahi hogi aur tumko aur maa ko kabhi bhi paise ki kami ke karan dukhi nahi hona padega. jab meri shaadi hui thi tab humare pass paiso ki bahut kami thi lekin ab agar tumhare pass paise honge tab tumko kabhi majboor nahi hona padega jaise mai majboor ho gayi thi. aur naa hi kabhi maa ko fir se majboor hona padega. jitne bhi paise tumko is company se milenge usko kharch mat kar dena usko bacha kar rakhna bure samay me wo paise hi kaam denge.
ye bolkar didi thoda udas ho gayi.
mai didi ko gale laga liya aur bola-didi aap chinta mat karo mai humesha kosis karunga ki aapko aur maa ko is jindagi me fir se kabhi paiso ki kami ke chalte majboor na hona pade. aap udas achhe nahi lagte ho didi. jo bit gaya hai use to mai nahi badal sakta lekin jo aane wala hai use to mai badal kar hi rahunga. ye mera wada hai aapse.
didi boli-meri jindagi me to jo hona tha ho gaya maa ko khush rakhna aur khud bhi khush rahna.
mai-mai to tab hi khush rah paunga na jab aap khush rahogi.
didi boli-kyun tu aisa ban gaya hai re. itna jada mere baare me mat socha kar tujhe hi taklif hoga.
mai man me bola-mujhe pata hai didi aap kis taklif ki baat kar rahi ho usi taklif ko door karne to aaya hoon.
mai-didi aapki khushi ke liye har taklif manjoor hai.
didi bas mujhe dekhne lagi.
mai didi ke saamne ghutno ke bal baith gaya aur apna ek haath aage kiya jaise propose karte hai aur haath ki muthhi bana liya.
mai-didi aapke liye mere pass ek gift hai.
didi-kya hai.
mai-mera hath kholo tab pata chalega.
didi dheere se mera hath kholi lekin wo hath khali tha.
didi-isme to kuch bhi nahi hai.
mai-haan isme abhi kuch bhi nahi hai lekin aapne is hath ko khol diya to ab duniya ki jitni bhi khusiya hai dheere dheere is hath me aata jayega aur aapko milta jayega.
didi-lagta hai aajkal jada filme dekhne lag gaya hai tu aisa sirf filmo me hota hai.
mai-aisa sachme bhi hota hai.
didi-dekho raja tumhe nahi pata hai tum kya bol rahe ho. tum abhi chote ho jab bade ho jaoge tab tumko bhi sab samajh me aa jayega. jindagi aise nahi chalti sapno ki duniya ki tarah jindagi ek kadwi hakikat hai. jisme achhe din bure din sab aate hai aur jiske nasib me jo likha hota hai wo hota hi hai.
mai dekha didi bahut jada serious ho gayi thi jo mere liye bilkul achha nahi tha kyonki mai didi ko khusi dena chahta hoon dukh nahi.
mai arey didi chodo wo sab baat chalo sote hai. waise bhi mai bahut thak gaya hoon.
didi-thik hai. aur mai bed par let gaya aur ankh band kar liya. didi bhi meri bagal me let gayi.
didi ke dimag me to bas ab wahi baat ghum raha tha jo maine bola tha ki mai unki jindagi me saari khusiya laa kar dunga.
didi karwat badal kar mujhe dekhne lagi.
didi boli-mera pyara bhai apni chinta kam karta hai meri chinta ise jada rahti hai. kaise ise samjhu ki meri chinta chod kar apni khushi par dhyaan de meri khusiyon ke chakkar me apni khushi bhi barbaad kar lega ye ladka.
didi ye dheere dheere bol rahi thi jo mai sun bhi raha tha fir mujhe ek mast idea aaya.
mai socha chalo check karta hoon didi ke dil me mere liye kitni jagah bani hai. didi mujhe abhi bhi sirf apna pyaara bhai hi manti hai ya mera reputation kuch jada badha hai didi ke dil me.
mai mast se ek ladki ka naam socha aur fir apna kaam suru kar diya.
mai dheere se nind me bola- kavita mai tum se bahut pyaar karta hoon kavita. i love you kavita.
didi ke kaan me jaise hi mera baat pahucha didi bilkul mere karib aa gayi.
didi man me -ye kavita koun hai aur ye itni jaldi so gaya aur sapna bhi dekhne lag gaya.
mai fir bola-kavita mai tumse bahut pyaar karta hoon.
didi meri baat ekdum kaan kholkar dhyan se sun rahi thi.
mai fir bola-kya tum kya bol rahi ho ye kaisa sawal hai. meri didi aur tumhara kya mukabla. meri didi bahut achhi hai khubsurat hai dil ki bhi achhi hai bachpan se didi mera humesha khyal rakhte aayi hai .
meri baat sunkar didi khush ho gayi.
mai bola-lekin meri didi to didi hi hai tum to meri didi se bahut achhi ho bahut bhaut jada khubsurat ho aur tum to meri duniya ho kavita. ek kiss do mujhe kavita.
aur mai kiss wala mooh banaya.
didi meri baat sunkar man me boli-kitna badmas hai ye. pata nahi ye ladki kavita koun hai use mujhse bhi khubsurat bata raha hai apni duniya bata raha hai abhi to mujhe bol raha tha ki wo meri khusiyon ke liye kuch bhi kar sakta hai aur abhi kavita ki badayi kar raha hai.
mai bola-kavita ek kiss do na kavita.
aur mai fir se chummi lene wala pout banaya.
didi gusse me boli-abhi tujhe dilati hoon kavita ki chummi aur mujhe dhakka de di jis se ghukat kar bed se niche aa gaya.
fir mai nind se uthne ka natak karke bola-mai niche kaise gir gaya.
didi boli-kavita ke sapne dekh kar aur kya. koun hai ye kavita.
mai-mujhe kya maloom koun hai kavita.
didi-jhuth mat bol abhi sapne me tu naam le raha tha.
mai-achhha yaad aya arey wo film me ek heroin nahi thi aur usme ek hero rahta hai jo heroin se kiss mangata rahta tha sayad wahi film ka sapna mai dkeh raha tha. lekin mai niche kaise gor gaya.
didi-mujhe kya pata chal upar aa kar so ja.
mai bed par chadha aur ankh band karke so gaya kyonki mujhe pata tha ab didi ko nind to aane se raha. aur mujhe ye bhi pata chal gaya ki didi ke dil me kuch to hai mere liye nahi to mujhe dhakke maar kar bed se nahi gira deti meri pyari didi.
idhar didi ke dil dimag me tufan aa gaya.
didi-wo to koi film ka sapna dekh raha tha lekin mujhe gussa kyon aa raha tha.didi yahi sab soche jaa rahi thi.