• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Meri maa ki khusiyan aur mera parivaar

kya college life thoda detail me ho ya bas jaldi jaldi kuch aham ghatnao ke saath khatm kar diya jay

  • haan thoda detail me ho.

    Votes: 293 51.7%
  • nahi detail me na ho kyunki forum pe bahut si college ki kahani hai

    Votes: 207 36.5%
  • humko kya pata tu writer hai tu samajh

    Votes: 98 17.3%
  • mai pole me jawab nahi deta bhaad me jaa

    Votes: 37 6.5%

  • Total voters
    567
  • Poll closed .

Premkumar65

Don't Miss the Opportunity
5,143
5,259
173
ye kahani poori tarah ek kalpanik story hai. aisa real duniya me kabhi nahi hota hai. jo bhi is kahani ko pahde sirf aur sirf manoranjan ke tour par padhe aur aisi soch ko kabhi bhi reality me na lane ki kosis kare.

1st episode
chapter 1
past present and future


ye kahani hai meri. mera naam hai raj kumar lekin pyaar se sab log mujhe raja raja hi bulate hai. mai bachpan se hi bahut hasmukh ladka tha. humehsa khushaal rahta tha lekin meri kismat sayad utni achhi nahi thi jitna mai sochta tha aur chahta tha. mere parivaar me mai sabse chota tha. mujhse bade tin log the jisme se ek didi aur do bhaiya the. mere papa gaav ke school me teacher the aur humlog bachpan se gaav me hi padhayi likhai kiye the. lekin din tab badla jab mere papa ko posting sahar me ho gaya. chuki gaav me mai pahdne me kamjor tha to sahar me mujhe do class demote karke admission mila jisse mera manobal aur toot gaya. lekin mere bhai padhne me bahut achha tha. aur didi bhi thik thak hi thi. fir dheere dheere samay aage badhne laga. mai kisi tarah bahut muskil se padhayi kiya lekin 10th me fail ho gaya. aur isi saal mere bade bhai ki noukari lag gayi ek software company me wo bhi chennai me. idhar mai fir se dusri saal pahdayi kiya to 10th muskil se 1st division pass kar gaya lekin meri ijjat ghar me aur mohalle me ab naa ke barabar hi thi. na mujhe bhailog ijjat dete the na hi didi. aur samay chlata chala gaya. aur 6 mahine baad mere dusre bhai ki bhi noukari dilli ke ek private company me ho gaya lekin samay tab aur bhi bura ho gaya jab mai class 11th ke final exam aane wale the. ye din meri jindagi se bhulaye nahi bhulta kyonki ye din tha 15th january 2010 jab mai school se haste khelte ghar aaya aur agle din se ek mahine ki chutti thi mere exam ke taiyari ke liye lekin jab mai ghar aaya to humari duniya hi ujad chuki thi. humare pita ka aaj ke din dehant ho chuka tha. poore ghar me matam ka mahol tha. fir dheere dheere sab ristedaar log aane lage fir pooja paath aur daan punya ye sab karyakarm agle 15 din chala. chuki meri didi ki shaadi tay ho chuki thi aur aur mere jijaji ke gharwale bahut pressure de rahe the aur didi bhi jid kar rahi thi isliye ek mahine ke andar hi shaadi mandir me karani padi. jisse mujhe bahut gussa aaya. kyonki abhi didi ko maa ke pass rahna chahiye tha lekin wo apne sasuraal chali gayi aur mere bhailog bhi apne apne noukari par. mere dono bhai chote chote private company me kaam karte the jiske chalte unki salary bhi bahut kam thi isliye wo log paisa bhi bahut kam hi bhej paate the. mera exam suru ho gaya lekin mera exam bahut hi boora gaya. meri maa humesha mujhse kaha karti thi ki beta tu mehnat kar. dekhna ek din tu bahut bada aadmi banega lekin us samay mujhe maa ki baat samajh me hi nahi aati thi. mai bas ghumne khelne me hi laga raha. dheere dheere samay bitne laga aur mai kisi tarah 12th pass kar gaya fir mai bhi ek private company me kaam karne lag gaya majdoor bankar.aur samay bit ta chala gaya fir do saal baad mere bade bhai ki shaadi ho gayi aur maa bade bhai ke pass rahne lagi. mai saal me ek baar bas maa se mil leta tha fir dusre bhai ki bhi shaadi ho gayi aur mai apna kaam karta raha ki ek baar mai maa se milne gaya. is baar maa ki tabiyat bahut kharab thi. maa hospital me thi.
mai maa se mila-maa ne mujhe bas itna hi bola ki beta bada aadmi jaroor ban na. mera bas yahi ek sapna hai. maa ne ye baat ro kar kaha aur ye baat mere dil me utar gaya. uske baad jab mai sahar aaya aur majdoori karne laga lekin maa ki baate humesha mere dimag me ghumti rahti thi. aur maine soch liya ki mai aage padhunga aur mai fir ghar se hi part time me graduation complete kiya ab tak meri umar 26 saal ho chuka tha. maa bhai ke saath hi rahti thi ab bhai log ki bhi salary pahle se kaafi achhi ho gayi thi. idhar mujhe aage padhne ka ek mouka mila. maine ek exam diya jiske baad mujhe iit se phd ka offer aaya. usme wo log paise bhi dete the. ye sunkar mai bahut khush ho gaya aur iit me padhne laga. jab mai wahan gaya to dekha bahut log ias ki taiyari kar rahe the. maine pucha ye ias kya hota hai tab ek lakde ne mujhe bataya ki ias kya hota hai uske baad to 2 saal mai sirf padhta hi raha pahdta hi raha. din bhar college ki padhayi aur raat me ias ki padhai aur akhirkaar 2 saal baad mera selection ho gaya ias me. mai bahut khush hua.pahle mai socha maa ko phone karke batata hoon fir socha nahi samne se jakar bataunga aur mai train pakda aur apne bhai ke pass chennai gaya. jab wahan gaya to pata chala sablog gaav gaye hue hai. to mai wahan se fir se train pakda aur gaav aa gaya. mai bahut khush tha aur mai gaav me bus stand par utarte hi khushi se doudte hue apne ghar aaya. aur jaise hi ghar me ghusa samne ka najara dekh kar mai wahi gir gaya. mai apni chaati peet peet kar rone laga. kyonki saamne meri maa aur didi dono ka sarir tha jo is duniya ko chod chuka tha. mai khoob rone laga ki tabhi piche se kuch logon ki awaj mere kaan me padi. kuch log apas me baat kar rahe the.
ek aurat-dekho to kaise rone ka natak kar raha hai. itne saalon se iski maa aur didi kitni dukhi thi aaj tak to kabhi haal chal bhi puchne nahi aaya aur aaj dekho aise ro raha hai jaise duniya ujad gayi ho. tabhi dusri aurat mere badi bhabhi ki taraf ishara karke boli-is chudail ko hi dekh lo jab tak iski saas jinda thi use humesha taane marti rahi pareshan karti rahi aur aaj dekho kaise ro rahi hai.
tabhi dusri ausrat boli-iski choti bahu bhi kam nahi hai maine to suna hai ek baar iski choti bahu ne isko dhakka tak de diya tha aur aaj dekho kaise ro rahi hai.
fir wo aurat boli-iski bahan kitni taklif me thi sasuraal me lekin tino bhai ko kabhi khyal nahi aaya aur aaj dekho kaise tino ro rahe hai.
ye sab sunkar to mujhe aisa laga jaise kisi ne mere kaan me lava daal diya hai. meri maa aur didi itni taklif me thi lekin mujhe aajtak ye baat pata tak nahi chala. thu hai mujhe aisa beta hone par. bhale aaj mere pass iit ka degree tha. ias ki noukari thi. lekin naa aaj mere pass ek maa thi naa baap aur didi.aur ye do bhai aur bhabhi bache hai jo sirf naam ke hi bhai aur bhabhi hai. mujhe apne aap se ghinn aane laga. aur ye sab baate sunkar mere dono bhai ke sar bhi niche the matlab jo ye aurate bol rahi thi wo sahi tha lekin mai khud se pata lagane ka socha aur apne kuch ristedaaro se pata lagaya to jo bate mai suna use sunkar to mera dil hi fat gaya. maine kabhi apni jindagi me bhi nahi socha tha ki meri maa ko mere bhabhi log itne bure tarike se rakhenge aur meri didi ko unke sasuraal wale itna bura treat karenge. aaj mera bhagwan se bharosa hi uth gaya aur is duniya se bhi. mai socha ab jee kar kya karunga aur mai ghar se bhaga aur apne hi gaav se door ek khandahar ke bich ek purana mandir tha usme ek bahut hi gahra talab tha. mai ek baar us mandir ki taraf dekha aur ek baar akash ki taraf aur bola-agar tu sach me hai to mujhe ek mouka de de nahi to mujhe uthale ab nahi jiya jata is jindagi me aur mai kood gaya us talab me. mera poore srir me pani bharne laga aur mai hath pair marne laga ki tabhi mere saamne ek ajib sa chehra aaya aur bola-tune ek mouka manga tha na chalo diya. . aur fir achanak se mai apne gate ke pass khada tha aur mere ghar ke pass bhid lagi hui thi mujhe pata chala ki mere pitaji ka Blood Pressure se dehant ho gaya hai. ye sun ne ke baad to mai wahi gir gaya. ye kya hua. kya sach me bhagwan ne mujhe wapas se bhej diya hai ya koi sapna hai ye. mai khud ko chuti kaata khud ko thappad mara lekin ye sach tha. uparwale ne sayad meri fariyaad sun li. ya fir mere maa ki fariyaad sun li ho ya fir meri didi ki. ab kiski suni ye to pata nahi lekin uparwale bhagwan ne khuda ne meri fariyaad sun li.
mai maa ko dekh kar rote hue bola-mujhe maaf kardo maa. mujhe maaf kardo. sab meri galti hai. sab meri galti hai.aur mai khud ko thappad marne laga .
meri maa rote hue boli-beta jo kismat me hota hai wo hokar hi rahta hai chahe tum kuch bhi kar lo. hum us vidhata ke banaye lekh ko mita nahi sakte aur fir hum maa bete ek dusre se chipak kar rote rahe. aaj maa ke gale lagne par mujhe jo sukoon mila tha wo duniya me kahi nahi tha. kisi ne sach hi kaha hai kuch logon ki kimat hume unke chale jane ke baad pata chalti hai. aur mai maa ke gale lagkar bahut der tak rota raha aur fir dheere dheere bahut log aaye. bhai logon ko bhi bata diya gaya tha. to wo log bhi agle din aa gaye. uske baad fir pitaji ka achhe se pind daan kiya gaya. maine bhi aaj se kasam khaa li ki jo galti mai kar chuka hoon use sudharne ka mujhe mouka mila hai aur mai apni maa aur didi ko itna pyaar dunga itna pyaar dunga ki ye duniya kam pad jayegi. uske baad jab gaav me sara kaam nipat gaya tab bhailog apne apne job par chale gaye aur mai didi aur maa wapas se sahar aa gaye.

ab aate hai introduction par.
sabse pahle to aayega hero jo ki hoon mai.
raj kumar-umar 19 saal -dikhne me thik thak. khel kood ke karan sarir achhi bani hui hai.
maya devi-umar 44 saal-dikhne me khubsurat- halka savla rang.-sarir ki banwat bahut achhi bilkul ek khubsurat heroin ki tarah .

ajay-umar 23 saal-ye bhi dekhne me thik hai-channai me ek software company me job hai.
vijay-umar 23 saal-ye ajay se bas kuch minut ka chota hai-dilli me ek private company me job hai.

meena kumari-didi -umar 21 saal- ye bhi maa ki tarah hi savli si hai lekin ye thodi si moti hai.
ab didi ka sasuraal
trivendra -umar 55 saal didi ka sasur
hema-umar 50 saal did ki saas. dikhne me kaali aur moti bhi.
amar-umar 30 saal didi ke pati.humare jijaji.
vina-umar 27 saal amar ki choti bahan -ye bhi dikhne me kaali hai aur thodi moti bhi.
super start.
 
Top