- 184
- 379
- 64
ethan1hunt Bhai ye aapka pehla comment hai phir aisi sikhayat ki wajah main samjha nahi ?Ba bhai kitna comment chahie
Itne wait ke bad v story khrab nikli to qa fayda
Aaj kahani ka Naya Update aayega Raj9977Waiting for update....
•Previous Update on Page No. 03•
Chapter 01
Meri Maa Renuka Dubey
ii) Anjaan Ehsaas
Main (Atul) hamesha ki tarah aaj bhi dair se hi utha tha, mujhe konsa jaldi uth k murge ki tarah bhaang lagani hoti hai
Waise main chatt pe bane eklaute kamre main sota hu.. aap toh jante hi hai jaise jaise jawani aur umar badti hai hum ladkon ko raat k samay thoda akelapan chahiye hota hai.. hathon k beech apni garam cheez ko lene k liye
Waise ye chatt wala kamra abhi puri tarah bana nahi hai, na hi esmain darwaja laga hai na hi khidki pe kapad hai
Balki ghar k extra razai bistar bhi esi kamre main rakhe jaate hai.. ese kuch kuch aap store room jaisa samajh sakte hai
Par main jaan k yaha sota hu.. qki esi bahane thoda ekant jo milta hai mujhe aur yaha uper jaldi koi aata bhi nahi, ha Maa jarur kapde dalne ya kabhi kabhi mere kamre ki saaf safai k liye aati rehti hai
Eske alawa chatt pe hi ek chota sa snanghar(Bathroom) jaisa bana hua hai.. waise esi sahi mayne main snanghar bhi nahi kaha ja sakta qki esmain bhi koi darwaja nahi laga hai bus Maa ki ek purani saree hai wahi darwaje k esthan pe daali hui hai
Aur toh aur bathroom k ek taraf khidki lagane k liye khali jagah hai.. jismain aaj tak khidki nahi lagi hai
Par mere liye ye sab itna mayne nahi rakhta, main konsa ladki hu jo apni ijjat chupane ki jarurat hogi mujhe
Waise bhi chatt pe toh main akela hi rehta hu
Baki apni ghar ki vyakhya karu toh ghar main 3 kamre hai, beech main bada sa aangan aur bahar ek bada sa baramda hai
Aangan k ek taraf snanghar aur shauchalay hai par inke beech diwar k naam pe sirf ek patli si baans aur kharpatwar se bani diwar hai, aap toh jante hi hai Gaon main sehro jaisa attach wala system nahi hota
Eske alawa 2 kamre hai jo apas main jude hua hai aur aap ek kamre se dusre kamre main ja sakte hai
Inhi main se ek kamra Maa aur Pitaji ka hai aur dusra kamra khali hai jo kabhi agar koi mehman aata hai toh uske rukne k liye hai
Waise in dono hi kamro k beech ek darwaja laga hai.. jo mehmaan k aane pe band kar liya jata hai taki ek se dusre kamre main jane ka rasta band ho sake
Aur teesra kamra aangan ki dusri taraf hai jismain Hamesha hi chawal gehu ki boriya bhari rehti hai, yu samjho Pita ji ne ghar pe hi ek chota sa godam bana rakha hai
Ghar k mukhya darwaje k pass hi ek bada sa baramda (Hall) jaisa hai, aur mere Dada ji wahi apna ek purana sa Radio aur apni Charpi liye hue pade rehte hai.. jaha unki umar k unke kai dost roz aake baithte hai aur aurton ki tarah un sabhi ki panchayat chalti rehti hai
Dada ji k pramukhya dosto k agar naam likhu toh unmain aate hai
Hari Dada, Usman Dada, aur Bhole Dada
Dada aur in teeno k beech aisi chanti hai maano bachpan se sath hi rahe ho.. waise sayad main batana bhool gaya ki mere Dada ji kabhi Pehelwani kiya karte thay.. sayad esi karan aaj bhi es umar main itne tagde aur kasarti jism k hai
Apni aankhon ko malte hue bans ki sidiyon se neeche utarte hue neeche aata hu, ji ha hamare yaha pakki sidi nahi hai.. aur sidha Rasoighar main Maa k pass chal padta hau
Main jaise hi Rasoighar me kadam rakhta hu, Maa jo dusri taraf munh kiye hue kaam kar rahi thi.. unhe na jane kaise pata chal jata hai ki ye main hu aur wo turant hi bina mujhe dekhe tokte hue kehti hai
"Ja Pehle snan kar.. kitni baar kaha hai bina nahaye subha subha Rasoi main nahi aate, ye aaj kal k bache na jane q apne Maa Baap ki tanik bhi nahi sunte.. 4 kitabe kiya pad li khud ko sarv budhimaan samajhne lagte hai"
Mujhe meri Maa ki aadat pata hai.. ye unka roz hai aur mujhe bhi unhe aise tang karne main kaafi maza aata hai, esliye main haste hue andar ghus aata hu aur Maa ko peeche se apni baahon main bharte hue kehta hu
"Lo Maa.. ab toh aapko bhi nahana padega, qki aab bhi meri jaisi ho gayi"
Aur hasne lagta hu
Maa bhi has padti hai aur mujhe marte hue khud se hatati hai aur haste hue kehti hai
"Mujhe pata hai tu roz mujhe aise hi pareshan karta hai.. par koi nahi aaj toh mujhe waise hi talab pe jana hai"
Meri Maa kabhi kabhi kabhar ghar k bistar dhone k liye Gaon k talab pe jaati rehti hai.. waise wo akeli nahi jaati unke sath hamari Pados ki 2 aurte hai jo umar main unhse 6-7 saal badi hi hai, wo bhi sath sath jaati hai
Yu samjho wo dono Maa ki achi saheliya hai
Par Maa ki baat sunkar mera munh utar jata hai, qki Maa ka talab pe jane ka matlab hota hai ki mujhe us din us wo bhari bistar talab tak pahuchane honge
Maa- (Meri halat dekhte hue, has padti hai aur piyar se mere baalon ko sehlate hue) ohhoo.. mera bacha, bada piyar aa raha tha abhi apni Maa pe ab ja, maine dulhne k liye sare bistar nikal k aangan main charpai pe rakh diye hai.. ja unhe talab pe pahucha de main thodi dair main aati hu
Maa apni baat kehte hue has padti hai, aur mera munh aise ban jata hai maano maine subha subha ki kadwa karela ka liya ho
Maa haste hue Chai ki tray uthati hai jismain Chai k cup rakhe hue thay aur wo mujhe dete hue kehti hai
"Ab ye sada sa munh sahi kar, jara sa kaam kiya bata do aaj kal k bachon ko.. ki munh ban jata hai, ye le Chai jake bahar bamarde main Dadaji aur bakiyon ko de aa"
Main- (Chai ki tray lete hue) ohoo.. aaj subha se hi Dada aur unke dosto waali panchayat suru ho gayi
Meri baat pe Maa hase bina khud ko rok nahi paati
Maa- kisi din tere Dada ne teri baaten sun li na toh tere sath sath mujhe bhi sunna padega.. chal ab ja
Main- (Haste hue) are rehne do Maa.. Dada ji aur aapko datenge, ho hi nahi sakta
Meri baat pe Maa muskura padti hai, asal main Dada ji Maa ko beti saman mante hai.. wo kaha bhi karte hai ki
'Unka hamesha se ek sapna tha ki unki ek beti hoti, jo Renuka ne es ghar main aake puri kar di'
Main bina man k Chai ki tray uthata hu bahar baramde main aata hu aur jaisa ki maine ummid ki thi waha pehle se hi Dada ji aur unke teeno dost baithe Gaon ki panchayat karne ka apna kaam suru kar chuke thay
Hari Dada- are maine suna hai.. Thakur Sahab k yaha jo nayi bahu aayi hai na wo badi tez hai kisi ki nahi sunti
Mere Dada- Thakurain konsa sidhi hai.. jaise ko taisa mila hai
Usman Dada- waise kuch bhi kaho.. Thakurain maal hai puri
Usman Dada ki baat pe charo dost has padte hai.. unki ye sab baaten mere liye aam hai aur maine pehle bhi unki aisi faltu bakwas sun rakhi thi
Main- (Un sabhi k pass jaate hue) Dada ji Chai
Sabhi jaise hi mujhe dekhte hai aise chup ho jaate hai ki na jane konse khajana ka naksha ek dusre ko bata rahe thay ab tak
Usman Dada- (Chai ka Cup uthate hue) aur Atul beta.. kiya chal raha hai, tere toh 12vi k paper aane wala hoga na ?
Main Chai ki Tray Bhole Dada ki taraf badate hue jawab deta hu
"Ji kuch dino baad suru hone waale hai"
Bhole Dada bhi Chai ka Cup uthate hue bol padte hai
"Toh 12vi k baad kiya socha hai.. aage padai karni hai ya apne Pita k sath kaam main lagega"
Mere Dada ji- Abhi toh eske khelne kudne k din hai, abhi kaha kaam waam.. Banaras main koi bada school hai waha se aage kuch karega, q hai na Beta.. kiya naam hai uska
Main- बनारस हिंदू विश्वविद्यालय
Usman Dada- are wo toh bahut bada hai, ye akela kaise karega sab.. rahega kaha ?
Mere Dadaji- are mera Pota hai, kisi se darta hai ka.. baki abhi toh kuch dino baad pehle parcha bharega phir naam aayega toh tab ki tab dekhenge
Usman Dada- (Jo puri tarah anpadh hai) Parcha bharega matlab?
Main- Ji ek scholarship nikli hai, agar use bhar diya aur ache number aaye toh waha meri padai ki fees bahut kam lagegi.. baki uske baad entrance exam bhi honge
Meri baat sunkar charo ki bahut khus hote hai aur meri tareef karne lagte hai ki ladka abhi se bada hosiyar hai
Asal ye scholarship ka form hume school main bharwaya gaya tha aur maine jaan k banaras ko chuna tha paper Dene k liye.. warna pass k sehar bhi main center chun sakta tha
Qki mujhe Gaon se bahar nikal k ghumne ka man tha aur maine suna hai ki Banaras main gori gori videshi bhi bahut aati hai.. esiliye jaan k maine Banaras ko chuna
Warna padai k naam pe toh waise bhi main suru se aakhiri seat pe baithne walon main se raha hu
Baki Banaras University main admission k liye entrance exam hote hai aur wo bhi 12vi k exam k baad hone hai..
Yani main jaan k abhi tak ghar pe pura sach nahi bataya tha
Ki tabhi Maa ki aawaz aati hai
"Atul, beta ja jaldi se ye jab talab pe rakh aa"
Main Maa ki baat sunkar jaldi se baki sabhi ko chai deta hu par jaise hi mudta hu mujhe mere Dada ko dekh k aisa lagta hai maano wo murti ban gaye ho aur ektuk ek taraf dekhe ja rahe thay
Mujhe samajh nahi aata ki achanak ye kaha kho gaye, par jab main unki nazron ka peecha karta hu toh hairan reh jata hu
Dada ji Aangan main jhuki hui meri Maa ki kamar ko dekh rahe thay, asal main Maa es samay Charpai pe dhulne k liye rakhe hue unhi bistar ko ekattha karke ek sath bandh rahi thi taki main asani se unhe le ja saku.. esiliye karanwas wo halka sa jhuki hui thi
Main dhiyan diya ki mere Dada ji Maa ki saree k beech nazar aa rahi kamar ko dekhe ja rahe hai.. Maa ki aadat hai ki wo hamesha apni saree ko apni kamar main ghusa k rakhti hai jis karan unki khubsurat kamar kuch jada hi nazar aati rehti hai
Maa subha se hi ghar k kaamo main vyast thi jisse unhe halka halka paseena aaya hu tha.. aur es samay bhi unki Khubsurat kamar pe paseene ki bundhe subha hi halki dhoop main kisi moti saman chamak rahi thi
Maa bistar ko sahi se rakhti hai aur phir wapas Rasoighar ki taraf chal padti hai aur tab main dekhta hu ki Dada aise apni chaitana main wapas lautte hai ki unke chup ki chai tak chalak padti hai aur unke pair pe gir padti hai
Dada- aaahhh.. behenchod jal gaya
Gaon main bade budhon k munh se aisi gaaliya bahut aam baat hai
Usman Dada- (Chai ka maza lete hue muskura k kehte hai) Paap ki saza toh milni hi thi
Bhole Dada- aur saik apni nazren akele akele
Usman Dada ki baat pe baki sabhi has padte hai aur mere Dada unhe dekh k muskura padte hai
Un sabhi ki ye baaten aur yu hasna mujhe bada hi ajeeb lagta hai aur ek ajeeb si baichani si mehsus hoti hai, maano ajeeb si garmi ka prabhav ho raha hi mujhpe.. par sach toh ye tha ki main kisi bhi baat ko samajh nahi paya tha
Tabhi unhe ehsaas hota hai ki main ab bhi wahi khada hu
Dada- are.. wo.. Beta.. tu abhi yahi hai, ja ja wo sare bistar talab tak pahucha de
Mujhe Dada ka Maa ko yu dekhna bada hi ajeeb sa lagta hai aur uspe Usman Dada ki wo baat aur ajeeb
Par phir sochta hu in buddhon ka hasi mazak toh chalta hi rehta hai, main hi kuch jada dimag laga raha hu
Esliye main espe aur jada dhiyan nahi deta aur waha se Rasoighar main Jake chai ki tray rakhta hu aur aangan main aake wo sabhi bistar ko apne kandhe pe laad k Gaon k eklaute talab ki taraf chal padta hu
Yaha se dur Banaras k ek ache elake main jaha sabhi ghar kaafi alishan bane hue thay.. wahi ek ghar jiske bahar ek name plate lagi hui thi aur uspe 'Chaubey Niwas' likha hua tha uski bellbajti hai
Kuch hi palon baad ek 50-55 saal ka vyakti andar se aake darwaja kholta hai aur samne khade insaan ko dekh k Muskurate hue kehta hai
"Are Aslam aa gaye tum, ghar dhundhne main koi problem toh nahi hui na"
Aslam muskurate hue
"Nahi Sir,
ye rahi sales Report"
Chaubey ji- Are Aslam miya pehli baar ghar aaye ho aise kaise.. andar aao, tumhari Bhabhi k hath ki mast Chali pilata hu
Aslam namak wo vyakti kuch bol pata usse pehle hi andar se ek aurat jisne sirf maxi pehni hui thi darwaje k pass aate hue
"Kon hai ji ?"
Chaubey ji- are.. ye Aslam ji hai, hamari company k Banaras zone k Sales head, abhi jaldi hi yaha transfer hoke aaye hai.. aur abse ye mere under kaam karenge
Waise abhi kuch dino pehle Office party main milwaya toh tha maine.. sayad tum bhool gayi hogi"
Phir Chaubey ji apni Patni ki taraf dekhte hue
"And Aslam ji aapko toh yaad hi hoga.. ye hai meri Dharmpatni 'Kumkum'
Aslam muskurate hue pure samman k sath apne dono hath jodte hue kehta hai
"Bhabhi ji ko kon bhool sakta hai"