maine ghasita ke baare me kaha aur aap tapan ke agent hone ki baat kar rahe ho ..
tapan apni chaal chal raha hai aapke hisaab se par maine ye kaha ki ghasita sabse pyar se baate karke apna kaam kar raha hai sirf tapan ko fasane ka
.. ( mujhe exact word nahi mile apna point rakhne ke liye ) ..
aapke kehne ke mutabik tapan saara iljaam apne upar le raha hai yaa koi aur wajah ..
par mere mutabik ghasita sirf tapan ko target kar raha hai us ladke ke khoon karne ke matter me ..kya sirf us ladke ki maa ne keh dene se tapan hi khooni ho gaya kya ghasita achche se chhanbin nahi kar sakta ....kya usko pata nahi hai ki madhuri ke kitne dushman hai ..
Ghasita tapan ke piche nahi hai ....... Ghasita madhuri ko mujarim maan kar chal raha hai .......... Ghasita har baar tapan se yahi kehata he madam ko bolo apna jurm kabul karne ke liye......... Ghasita ye bhi bol raha hai wo us ladke ke khooni ko saja dilwake rahega chahe wo koi bhi ho.........jab ki madhuri ne us ladke ko nahi maaara hai aaisa wo keha chuki hai ......... Par tapan ko bachane ke liye wo us ladke ke khoon ka iljaam apne sar par lay gi........last update me aapne ye padha hoga ......madhuri us ladke ke khoon ka iljam apne upar lay ne ko tayar thi sirf tapan ko bachane ke liye.........ab aate hai tapan par........
tapan ne ye iljaam is liye kabul kiya hoga kuki use pata tha madhuri tapan ko bachane ke liye us ladke ke khoon ka iljaam khud par lay gi ........ Aur dusri baat ye hai ye puri story sirf madhuri ke randipan ke upar chal rahi hai ......is story ka mukhay kirdar madhuri hai na ki tapan .......agar madhuri jail chali jayegi usko is mood par saja hogi to is story me khuch nahi bache ga ....... Kyuki tapan sara khel aakele hi khatam kar sakta hai...... Ye story madhuri ki hai ,..is liye tapan is khel me jadha involved nahi ho raha hai ........3rd baat ye hai
saitan aur DK tapan ko marne ke piche pada hai na ki madhuri ko ....... Saitan ko madhuri se kaam niklwana hai na ki tapan se ........ Tapan to jail me bhi safe hi rahega ...ya u khahu tapan ka role is mood par jadha ahem nahi hai .....madhuri ke mukable.......agar writer ko is story ko aage badhana hai to madhuri ka bahar rehana jaruri hai ..... Madhuri ke randipan se hi ye story aage badhe gi....na ki tapan ke bahar rehane se....... Writer is story ko bohot khubi se likha rahi hai