nice update..!!UPDATE : 5
Ghar Ponchne ke baad ayesha seedha apne room mai gyi aur darwaza ander se lock karlia. Uske baad wo apne bed pe beth gyi or thori dair pehle hue sare waqay ko sochne lagi. Usay bohot bura lag raha tha ke aik anjaan mard ne uske jism ko ghalat jagay se chuaa. Kafi dair bethne ke baad ayesha fresh hui or jakay bath leke kapre change karke neeche kitchen mai chali gyi jahan uski Ammi Raat ke khanay ki tayyari kar rahi thin.
Dusri taraf aqib ki neend raat ke 8 baje khuli. Wo khud ko kafi thaka hua mehsoos kar raha tha. Lekin wo fresh hoke neeche aya or lounge me beth ke tv dekhne laga jabke Ayesha Baji aur Ammi Kitchen mai thin. Itne mai Areeba bhi neeche agyi or apne bhai aqib ke sath beth ke Tv dekhne lagi. Itne mai door bell ring hui to Areeba ne darwaza khola to bahar uski Phuppo aur Phuppa kharay the.
Phuppo : Age 56. Is age mai bhi bilkul active hain aur Aqib ke peeche wali gali mai he rehti hain apne ghar mai.
Phuppa : Age 60. Retired hain or ziada tar time ghar pe he guzarta hai.
Inka aik he beta hai jo ke married hai.
Wasim : Age 38 job karta hai
Wasim Wife (Bhabhi) age 35 housewife hain.
Wapis Story pe atay hain. Areeba ne jaise he gate khola samne Phuppo or Phuppa kharay the. Areeba ne dono ko salam kia or ander anay ka rasta dia.
Ammi (phuppo se): Assalam o Alaikum Baji
Phuppo: walaikum assalam. Kesi ho farheen
Ammi: Theek hun Baji. Bhai Aap kese hain
Phuppa: Mai bhi theek hun.
Ammi: sahi time pe aye hain khana khanay bethain.
Iske baad sab aik sath khanay ki table pe beth jatay hain aur idhr udhr ki baatain karne lagte hain. Khana khanay ke baad sab lounge mai bethe baatain kar rahe hote hain jabke Ammi or phuppo Ammi ke kamre mai baatain kar rahe thin.
Phuppo: Mere bhai ka phone aya tha
Ammi : ji baji aya tha subah
Phuppo: kesa hai wo. Kaam waghera kesa hai sab.
Ammi: theek hain wo aur kaam bhi theek hai.
Is tarah se kafi dair tak dono baat karti rahin or uske baad dono agli bar phir anae ka keh ke apne ghar chalay gae. Idhr Raat ke 11 baj chuke the aur Farhan Aqib ke ghar ponchta hai. Door Ammi kholti hain jinpe aik nazar daal ke wo salam karta hai.
Farhan: Assalam o alaikum Aunty
Ammi: walaikum assalam beta. Kese ho or is waqt yahan?
Farhan; jee aunty next week se exam hain is lye night study karne aya hun Aqib ke sath.
Farhan baat karte hue Aqib ki Ammi ko ghoor raha tha or man he man soch raha tha ke unka kya kamal ka figure hai.
Ammi: Theek hai beta jao Aqib apne room main hai uper jakay parhai kro.
Uske baad Farhan aqib ke kamre mai chala jata hai.