• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Mission :- Shudarshanchakra

SameerK

Active Member
826
4,541
138
UPDATE - 14

Maine as rutine apni exercise puri ki aur fir taiyar ho ke aa gya dining table pe breakfast ke liye. Aaj breakfast ke time meri najar pihu pe hi thi ki aakhir wo kise jamalgota khilane wali hai, lekin wanha aisa kuchh bhi nhi hua. Sab ne aaram se breakifast kiya, fir maine sandy ko bahar gadi nikalne ke liye kha. Lekin jab mai bahar aaya to wanha sirf car thi, sandy kanhi bhi najar nhi aa rha tha. To maine use call kiya, kafi der ke baad usne mera phone uthaya.

Mai – kanha ho tum, maine to tumhe car ke pass rahne ke liye kaha tha na.

Sandy – sorry boss wo motion senser ka alarm baj rha tha isliye mai check karne ke liye aaya tha. Aap college jao mai yanha aaj najar rakhta hun.

Mai – are you sure?

Sandy – ye…yes boss.

Itna bol ke usne turant hi call kat diya. tabhi pihu aur puja bahar aa gyi.

Pihu – sandy kanha hai.

Mai – wo use kuchh kaam hai to wo nhi aayega.

Pihu – thik hai.

Itna bol ke wo dono gadi me baith gaye. mai bhi drive karne lga, lekin mai jyadatar time back mirror me pihu ko hi dekh rha tha. Uske chehre pe eki alag hgi khushi najar aa rhi thi aaj. Thodi der me hum college ke samne the. Pihu aur puja college ke samne hi utar gaye aur mai gadi ko parking me le ke gya. wanha gadi park karke mai canteen ke tarafr aagya. Idhar canteen me Shubhangi aur Lalita sath me baithe hue the.

Shubhangi – yaar pura chutiya hai wo.

Lalita – kon?

Shubhangi – sala gadha kahika, man to kar rha hai murder kar dun mai uska.

Lalita – kon??

Shubhangi – are wahi gadha aur kon.

Lalita – kiski baat kar rhi hai batayegi kuchh.

Shubhangi – ek hi to gadha hai meri life me. Hamare naye professor.

Lalita – ab kya kiya unhone?

Shubhangi – unhone??? Inti ijjat dene ki jarurat nhi hai. chutiya hai wo. Use ye bhi nhi pta ki kab call karna chahiye aur kab nhi. Aur kya mai uski koi secretary hun kya jo wo jab chahe tab phone kar rha hai.

Lalita – (coffee ki chuski lete huye) kab phone kiya tha usne.

Shubhangi – raat me 5:30 pe.

Shubhangi ki baat sun ke lalita ko kafi jor ka jhatka lga jiski wajah se uske muh me band coffee samne khasne ki wajah se halki bahar nikal gayi.

Lalita apna muh saaf karte hue boli – pahli baat darling 5:30 subah ka time hota hai, wo kya hai ki sab log tere tarah der tak nhi sote. Dusri baat tune mujhe puri baat nhi batai.

Shubhangi – yaar tu meri dost hai bhi ki nhi.

Lalita – point to be noted, mai teri hi dost hun. Tujhe yanha koi aur nazar aa rha hai.

Shubhangi – achchha thik hai, mujhse galti ho gayi ab maaf kar de meri maa.

Lalita – thik hai maaf kiya, ab bol kya bolna ha tujhe.

Shubhangi – yaar usne na mera dimag ghuma diya hai pura. Pta hai kal raat ko mujhe phone karke puchhta hai ki koi ladki jamalgota kyu mangwayegi. Abe yaar itna bhi dimag nhi hai kya usme ki itna bhi use kisi se puchhna pade. Jarur usi ke liye mangawaya hoga us ladki ne. mujhe to lagta hai ki usne puri duniya ko pareshaan kar rakha hai. tabhi to koi ladki hai jo uske liye jamalgota mangwa rahi hai.

Lalita – bas itna hi kahna hai kya? Are dil me jo hai bol de warna baad me tere pet me dard hoga aur mere sir me.

Shubhangi – yaar baat sirf ye hai ki mujhe..

Abhi shubhangi bol hi rahi thi ki mai bhi canteen me aaya. Jab mai wanha pahucha to mujhe Lalita aur shubhangi dikhi to mai unki taraf aaya taki mai shubhangi ko help ke liye thanks bol saku. Kyuki shubhangi ki pith meri taraf thi to wo mujhe nhi dekh sakti thi aur wanhi lalita coffee pine me puri busy thi. Jab mai shubhangi ke pichhe pahucha to mujhe uske aage ke bol sunai diye.

Shubhangi – wo gadha bilkul bhi pasand nhi hai. dekha nhi kaise usne seniors ko daudwaya tha, chalo wo to fir bhi unke sath hua lekin kya pta hamare sath kya kar de.

Lalita ne kuchh bolne ke liye jaise hi apna sir uthaya to use mai shubhangi ke pichhe hi khada dikh gya. usne turant hi shubhangi ke taraf ishara kiya ki wo chup ho jaye lekin aaj to shubhangi pe alag hi bhut sawar tha. Uska sara dhyan samose aur apni bhadas nikalne pe tha.

Shubhangi – kamina kahika, nind bigad di meri. Kide pade use, jindgi bhag kuwara rahe, mai to kahti hun ki koi bhi ladki us gadhe ko bhaw hi na de. Mujhe to samajh nhi aata ki sach me uske pash dimag hai ya nhi. Kanhi aisa to nhi ki usne kisi aur ke kaam ko apna bataya ho aur use lut liya ho. Waise possible nhi hai ki usne aisa kiya hoga kyuki knowledge to hai usme, lekin dimag nhi hai. mujhe to lagta hai us gadhe ki na to koi friends honge aur na hi koi family hogi. Aur agar hogi bhi to jarur uski family ne use apne ghar se nikal diya hoga. Waise bhi aise chutiye ko kon apne ghar me rakhega ya kon dosti karna chahega. Aur jab dekho suit me rahta hai, gadha kahika, koi agent hai kya wo, professor hai professor ki tarah nhi rah sakta. Naam hi dekh lo D.K. mujhe to iske naam se hi lagta hai ki iske family ne hi isko bola hoga ki “hamara diya hua naam use mat karna warna hamare pariwaar ki bejatti ho jayegi”. Hump.

Pure time shubhangi apni bhadash nikalne me lagi hui thi, aur mai uski baanto ko sun ke itna to achchhe se samajh gya tha ki wo meri puri bejatti kar rhi hai. aur uski bahut si aisi bante thi jinhe sun ke mujhe bahut dukh hua, lekin mai kuchh bol nhi paya. Mai bolna chahta tha lekin pta nhi kyu mai bol hi nhi paya. Aur wanhi Lalita baar baar shubhangi ko chup hone ka ishara kar rhi thi, lekin shubhangi dhyan hi nhi de rhi thi, aakhirkaar last me usne dekh liya.

Shubhangi – (Lalita se) kya?

Lalita ishare me boli – pichhe dekh.

Lalita ke bolne pe jab shubhangi pichhe mudi to usne mujhe dekha, mujhe achanak is tarah apne samne dekh kar aur abhi jo bhi usne kha tha unke bare me soch kar wo kuchh bol hi nhi payi. Ab mera bhi kuchh kahne ka mood nhi ban rha tha. Isliye maine use simple aur najre churate hue use thanks kha aur wanha se nikal gya.

Mere muh se thanks sun kar aur mujhe wanha se jate hue dekhkar shubhangi ko bahut bura lga. Aur turant apne sit pe wapis beth gayi, aur apna sir pakad liya.

Shubhangi – oh shit, ye kya kar diya yaar maine, ab pta nhi wo kya sochenge mere bare me. Oh no mujhe aisa nhi bolna chahiye tha yaar. Shit. Shit.

Lalita – mai kab se tujhe ishara kar rhi thi chup hone ka lekin tu to kuchh dhyan hi nhi de rhi thi.

Shubhangi – achchha thik hai meri galti thi lekin ab kya karna hai.

Lalita – ab to sirf ek kaam ho sakta hai.

Shubhangi – kya.

Fir Lalita ne use kuchh kha.

Shubhangi – abe pagal hai kya mai ye sab nhi karne wali. Isse achchha to mai marna pasand karungi.

Lalita – Thik hai fir college chhodne ke liye taiyaar ho ja.

Shubhangi – yaar dra kyu rhi hai, thik hai mai karungi.

Lalita – hmm, that’s good, ab chal chalte hai.

Shubhangi – mai nhi jane wali class me ab.

Lalita – jana to padega, tujhe yaad hai na unhone kal kya kha tha class me.

Shubhangi fir rone aur hatash hone ka natak karte hue uthi aur chal di class ki taraf.

Wanhi mujhe shubhangi ki baat sun ke bilkul bhi achchha nhi lag rha tha, isliye mai college se bahar nikal gya. Thodi der ke baad mai ek park me pahuch gya aur wanhi ek sunshan jagah baith ke apni life ke bare me sochne lga.

Idhar aaj Sandy college nhi aaya tha, jiske bare me wo DK ko batana bhul gya tha ya bta nhi paya tha. Wanhi jab DK bhi college se nikal gya tha tab Pihu ki suraksha ke liye college me koi bhi nhi tha.

Pihu apni class le rhi thi aur wanhi jab aaj mai apni class lene nahi gya to Shubhangi ko lga ki mai usi ki wajah se nhi aaya padane aur wo aur udas ho gyi. Wanhi jab mai pihu ki class me nhi gya to wo bahut jyada khus ho gyi.

Pihu – Puja, mai kya kahti hun aaj shopping pe chale kya.

Puja – Kyu.

Pihu – Are yaar chal na waise bhi aaj wo khadus to aaya nhi hai, aur mujhe lagta nhi hai ki wo aa bhi payega.

Puja – Lekin wo to hamare sath hi aaya tha na?

Pihu – aaya to tha, lekin mujhe lagta hai jarur use kuchh jaruri kaam aa gya hoga isliye sayad chala gya hoga.

Inta bol ke wo halki halki muskurane lagi. Ye sab dekh ke Puja ko thoda ajib lga.

Puja – mai nhi jaa sakti abhi tere sath, mere notes complete nhi hai mai to library jaa rhi hun.

Pihu – achchha thik hai Karan, Ankit tum dono aaoge.

Karan – are yaar tujhe to pta hai ki mujhe ye shopping karna bilkul bhi pasand nhi hai aur waise bhi tujhe to saman uthane wala hi chahiye na ek kaam kar is ankit ko le jaa waise bhi aaj ise koi kaam nhi hai.

Ankit – kya? Abe bancho mai kyu. Maine kya bigada hai yaar tum logo ka.

Preeti – (thoda gusse me aankh dikhate hue) Hain kya bola tu?

Ankit – mai to ye kah rha tha ki kab chalna hai.

Swati – Abhi chalte hai. waise bhi ye period khali hai to jaldi jayenge to jaldi wapis bhi aa jayenge.

Pihu – thik hai chalo hum log nikalte hai.

Idhar ye log nikal gaye apni shopping karne ke liye. Udhar mai apni hi soch me duba hua tha, ki mera phone ring hua jiski wajah se mai apne soch se bahar aa paya. Jab maine apna phone dekha to call Dilip ka tha. (btw Dilip rai aur Dilip alag alag log hai, sorry pahle inform karna bhul gya tha).

Mai – hello.

Dilip – where the hell are you?

Mai – kya hua.

Dilip – kya hua ke bachche, pihu and her friends got kidnapped.

Mai – what??
Fantastic update bhai. N welcome back
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,118
218
Awesome update

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,878
188

very nice update bhai
 
ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,116
158

behatrin update bro
to dono kidnap ho gyi
wese ldki ne accha suna ddiya ise
dekhte h ab ye pihu or uske dost ko kese bachata h
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,059
188
Waiting bhai
 
Top