• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Mohabbat aur Shaitan

Avi147

New Member
36
118
34
Update 8 Kusti (B)

Main shaam tak ghar me raha , aur aaj humne baithke game khela , main maa aur kavita aur bhabhi chachi , charo sath me ludo khel rahe the prateek bhi hamare sath baitha tha aur meri side se cheer up kar rha tha, bhaiyya aur chacha sath me aag sekte hue baate kar rhe the , dada aur pitaji phir se bahar chale gaye the , raat me bhi humne kaafi der tak game khela , sab so gaye jab main jaag raha tha , aur aaj mere man me kai sawaal the , jinka jawab mujhe milta kya unka koi suraag bhi hasil nahi tha

Subah ke na jaane konse time mujhe neend aa gai ,main kaafi der tak soya raha , bhabhi ne mujhe jagaya tab maine unse poocha ki aaj aap mele me nahi gaye , tab unhone kaha ki isliye hi mujhe jagaya gaya hai , main turant uthkar fresh hoke nahaya , aur sabko mele me le gaya ,mujhe aas thi ki aaj rajni mujhe mil jayegi , lekin main mele me sabke sath ghoomta raha , prateek sath tha to thoda bahut kha lete , jalebi taazi khate aur doodh ke sath to maja hi aa jata , prateek ne aaj khilone bhi khareede
Itne me maa aur baaki bhi aa gai to hum ghar chale aaye , ghar aakar khana khane ki jarurat nahi padi , prateek to khilone lekar khelne me busy ho gaya , main chachi ke pass chala gaya

'"kya baat hai chachi , badi gumsum si rehti ho , kya baat hai , jab main aapke ghar rehta tha tab to aap badi bolti thi ",....

""Nahi , aisi koi baat nahi hai , main to vaisi hi hu , tu ghar par theherta hi kahan hai ab , aur vaise bhi yahan itna kuch ho raha hai to main kya hi bolu , vaise tujhe jarurat kya thi vaha akhade me Jake ladne ki , tujhe kuch ho jaata to , tera bhai to pasli tudwa aaya "....chachi pehle to ghabra gai lekin jaldi hi unhone baat sambhaal li aur ulta mujhe daant laga di

""Main chachi sab kuch bhool gaya tha , udhar akhade me pitaji aur dada ji ki najre jhuki hui thi , us raghuveer ne sabko chunauti di , tabhi bhaiyya aage aake usse lade , usne bhai ko haraya nahi balki vo use maar raha tha , usne janboojhkar bhai ki pasli todi , mujhe ye sab dekhkar itna gussa aaya ki main use jaan se maar deta ",....

""Chal pagal , aisa nahi bolte , ab teri naukri lag gai hai na , tu kisi judge se kam nahi hoga , vaha bhi tere pass jameeno ke case aaya karenge , ab tujhe aur bhi dimaag se kaam Lena hai yun aavesh me aake nahi , jameeno ke mamlo me na jaane kitne lafde hote hai , yaha ganv me kuch nahi rakha , tujhe main apne pass vahi rakhungi ",.....

""Chachi , aap chinta na kijiye , main nahi ladta kisi se , vaise ab mujhe ye janna hai ki aap bha&i se door kyu rehti hai ",....ab chachi mere seedha poochne par sapkapa gai , vo apne hatho ko ungliyan marodne lagi thi

""Are nahi , aisi koi baat nahi , hum pehle se hi Kam bolte hai , vaise bhi ab uski shadi ho chuki hai na , to usse bolna kam kar di hu, chal jaa ab , mujhe pareshan kar rha hai baitha hua ",.....main vaha se uthkar bahar aa gaya , ghar se bahar aake socha ab kya kiya jaaye ,itne main khet par ho aaun ,

Main apne khet par Jaa Raha tha to udhar maine dekha sonu aur manish dono chachi ko roke hue hai , ve na jaane kya baat kar rhe the , chachi Sushila ki najar mujhpe padi to vo udhar se chal padi aur sonu Manish bhi aage ko nikal gaye ,
Mai thoda Ascharya me pad gaya ki chachi inse kabse baate karne lagi jabki chachi to inki burai karti hai , baad me pooch lunga sochkar main apne khet par chala gaya , mujhe pata tha ki sonu aur koi bhi parivaar wala mere uper hath nahi dalenge kyuki agar mujhe ab kuch hota hai to seedha shaq tyagiyo par jayega ,

Shaam tak main khet me idhar udhar raha aur ganne ki fasal , genhu ki fasal dekhta raha , kaha kitna kaam hua , hamare yaha kaam karne wale logo ne kaam sahi se kiya ya nahi ,khair sab sahi tha , main Ghar aa gaya ,
Ghar aake phirse mele ki tayyari, shaam ki pooja ke liye hum phir chal pade , udhar se pitaji chachaji aur dada ji meeting karke aate the , collection ginna aur phir rakhrakhaav , aur bahut se kaam the dangal ke ,

Bhai bhi ab mere sath tha , aaram se chal sakta tha vo , hum sab mele pahuch gaye , maa mandir me jaake pooja karne lagi aur hum bahar khade hoke unki chappalo ka dhyaan rakh rahe the , tabhi mujhe nisha aur Saloni dikhi , main unke peeche chal pada , bhai ko ishara diya ki chup rahu , vo pandal me na jaane kidhar gayab ho gai, main bas rajni ko dekhna chahta tha , mere andar bhavnaye umad rahi thi , feelings

Dil ko aaj thoda sa sabra nahi ho raha tha , sitaar ki aawaj udhar madhur dhwani paida kar rhi thi jidhar main aa chuka tha , lekin yaha manch par koi nahi tha , bas karmchari jo ki ladkiyan hi thi ve sajawat me lagi hui thi , main sabko ek najar dekhta vapis chal pada ,
Vapis aake phir bhai ke pass khada raha , bhai ne mujhe udaas dekha to poocha bhi lekin main kya kehta , main ladki ka peecha kar rha hu to shayad bhai mujhe daant deta

Khair maa aur baki sab aaye , aaj maa ne mujhe jaane nahi diya , aur apne sath hi chalne bola , hum sab pandaal me gaye , main aaj pehli baar idhar aaya tha , classical music ka poora set rakha hua tha aur udhar bajane wale aake baith chuke the , phir ek flutist bhi aaya , ab muje idhar sukoon jaisa mehsoos hua kyuki ve bahut hi sundar dhwani se mahol ko susajjit kar rhe the ,
Abhi main seeti bajane wala tha ki maa ne mere sir par tapli maari ,

Main maa se masti kar rha tha , yaha 200+ ladies hath jodkar baithi hui thi , aur peeche aadmi bhi usi mudra me , bhai se masti karta hu main keh rha tha ki abhi idhar rambha urvashi aayengi aur apna nritya pradashan karegi , bhai hasta hua meri taraf dekha aur meri mundi pakad kar stage ki taraf kar di ,
Meri aankhe jaise hi us taraf palti to fati ki fati reh gai , aur muh bhi khula hua tha ,

Mere samne nisha aur and team , alag costume me , unhone jo kapde pehne the unke character se match nahi karte the , nisha to shayad manjulika bani hogi , nahi matlab koi si devi to bani hui thi , saloni ne hath me pushp liya hua tha aur veena samne leke baith gai , main dhoondh raha tha Rajjo ko , matlab jispe main Dil haar baitha tha , *Rajni*

Abhi music bajane walo ne thodi der melody bajai aur phir nisha ne vaise hi thirak kar bharatnatyam jaisa nritya kiya , par main uspe bhi Fida ho jaata agar main rajni ko pasand na karta ,
Phir Saloni ne khadi hoke bhi thoda bahut kiya, vaise hi udhar light band hui ,

Is baar light jalte hi bahut jor ka mridang jaisa taal laga diya dholak walo ne , tabla vaadak bhi tej hath chala raha tha aur phir jo samne aayi durga matlab rajni , hath me trisul liye aur peeche plastic ke hath chipkaye is tarah ka nritya karykram , sabki najre ek jagah bandhne wala upkram, main bhi bas ektak dekhe jaa raha tha ,

Rajni itni kusalta se ye sab kar rhi thi jaise vo isme practice karke expert ho gai ho, sabhi hath jodkar baithe the , lekin main khoya tha uski aankho me ,
Aaye haaye , kya kehne meri dilruba ke , jis tarah se ye lag rahi hai is vajah se mujhe usse dobara pyaar ho gaya , jaisi gussail khud hai vaisa hi character play kiya hai ,

Jabtak uska karykarm chala main bas usko hi dekhta raha , ab mujhe jaana tha udhar , main chupke se khada hua ,to sabne poocha to maine bata diya ki bahar Jaa Raha hu, main chupchap andar catering Wale ke pass gaya aur vaha se pani ke glass uthaye ek tray me aur chal pada andar,
Udhar mujhe 3 aadmiyo ne rok liya ki main kaha Jaa Raha hu tab maine kaha ki vo ladka jo paani leke aa raha tha vo kisi kaam se bhej Diya unhone to paani main leke aa gaya ,

Main andar gaya to udhar bahut saari ladkiyan thi aur dress me baithi thi , kyuki abhi ek baar aur manch par jaana tha , mujhe dekhte hi 2-3 ek dum meri taraf lapki aur glass uthaye ,
Phir maine jaake rajni ke pass jo stool par baithkar apna makeup utaarne me vyast thi ,

""Madam pani ",....usne bina meri taraf dekhe hi ishara diya ki main Pani ka glass uske samne rakh du , tab maine ek glass uthaya usko pakdane ke style me uske muh ke samne kar diya

""Aapne bahut acha nritya kiya , aisa laga jaise sach me durga maa samne ho",...maine abhi itna hi bola tha ki usne mujhe keher barsati najro se dekha

""Lagta hai aapne pehchana nahi , main vahi jisne aapko chay pilaai thi ",....

""Ab kya paise loge ?, pani rakho aur jao yaha se ",.....uske aise vyavahaar se main dang reh gaya aur muh banakar vapis jaane laga tha ki nisha ne mujhe roka

""Hey , tum to kusti lad rahe the na udhar, kya hua , jeete ya haare ?"....vo badi chehek kar baate karti thi isliye maine bhi khusi se Haan me mundi hiladi

""Are waah , tumne us bade pehelwan ko hara diya , jhooth to nahi bol rhe na tum, chalo Maan leti hu, lekin ek baat batao , tumhe kya ho gaya tha jo robot ki tarah chalkar jaa reh the ,are ye vahi ladka hai jab hum vapis aa gai thi ",....sabne ab gaur se meri taraf dekha ,

""Haan, dekh na rajni , ye lallu laal kusti jeet ke aaya hai ",.....ye ladkiyan bhi na , beijjati bahut karti hai , aisa sochkar maine udaas najro se usko dekha

""Chalo koi na , lo ye meri taraf se rakho , us din ke chay ke aur tumhara inaam bhi ",....saloni ne apne purse se mujhe 100 ka note nikaal kar diya

""Nahi madam , mujhe nahi chahiye , main bas dekhne aaya tha kisi ko, usko dekh liya hai ab main chalta hu, paise mere pass bahut hai ",.....main ye bolke jaane laga aur ek najar rajni ko dekha ,

Man to kar rha tha dil khol ke rakh du lekin kya faayda vo to dekh bhi nahi rahi , main utra hua muh leke vapis chala gaya , plate vapis ki to vo poochne laga ki glass kyu nahi laaye tab maine usko kaha ki jaake le aa , aur daal le apni gaand me , aaya bada

Main vapis maa ke pass pahucha to chachi ko neend aane lagi thi , aur maa bhi jambhayi le rhi thi isliye humne vapis jaana theek samjha aur hum chale aaye , subah main phir se jogging type ghoomne nikal gaya , aur kohre me race lagata hua kaafi door nikal aaya
Mujhe vo jagran mandali dikhi , to main janboojhkar slow bhagne laga

Mere unke pass pahuchne se pehle hi ek car unke pass ruk gai , jo meri peeche se aayi thi ,

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
45,397
121,707
304

Shaandar update
 
  • Like
Reactions: Avi147 and Smith_15
Top