• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Mohabbat ke roop anek

Ye Story Aapko Pasand aai

  • Yes

    Votes: 3 100.0%
  • No

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    3
102
281
79
Yah meri pahli romantic story hai
ek short but perfect story
Iss story me readers ko romance action ke sath-sath suspense bhi dekhne ko milega.
Story ke main character Raj & Disha hai
Story me minimum 10 & maximum 20 update honge

Agar readers ko story me Kuch problem ya Kami lage to please comment me apna sujhav jarur de

Welcome For All Readers In This Thread
 
102
281
79
UPDATE-1

College khatam hone ke 7 saal baad finally Arjun aur Priya ki shaadi hone Wali Hai
College ke dino me Sabhi Ko Pata tha ki Arjun aur Priya ke bich pyar Ka chakkar chal raha hai.

(Lekin yah kahani Arjun aur Priya ki nahi hai balki usi college ke Kisi dusre couple Ki Hai jiska pyar ko usi ke apnon Ke Karan tutana para Chaliye ab jyada Samay Nahin lete hue story start karta hu)
Arjun aur Priya ne Apne shaadi se pahle Apne college friend's ko Apne Ghar party ke liye bulaya tha
Uske lagbhag Sabhi friend aa chuke the bus Kuchh Ka intezar tha like Raj, Nisha, Ajay Disha Aur bhi Kuchh naam Nahin Yaad aa Raha.
Raj, Nisha, Disha aur Ajay isliye important hai Kyunki yah Charo is party ko attend karne London se aa rahe the
Raj, Nisha aur Ajay school ke dinon Se Hi best friend hai lekin college khatam hote-hote Raj aur Ajay ke bich Kuchh duriyan a gai Jo inn 4 Salon me khatm hone ke jagah badhti hi gaye
Aaj ke Samay me Raj London ka top businessman hai vahi Ajay Raj ke business ka sabse bada pratidwandi

Chaliye fir Story ki taraf aate hai

London se Raj aur Nisha Apne private plane se India me land Kiya Vahi Ajay bhi Disha ke Saath private plane se usi airport per land Kiya.
Dono Apni Apni Car me baithkar Arjun dwara bataye Gaye jagah ki taraf se nikal gaye
Ek Taraf Nisha Ab Tak ke Raj aur apne Safar ke bare mein Soch rahi thi

Nisha Flashback

Raj Jab 5 saal ka tha tab pahli bar vah Apne pita Ke Sath city aaya tha

Use waqt Nisha ki bhi umra lagbhag 5 sal hi thi
Use pyar ke bare mein jyada Kuchh pata nahin tha lekin Nisha ko Raj ke prati Ek alag Hi lagav Ho Gaya
Use pata hi nahin chala Ki yah lagao kab pyar mein badal gaya
Bachpan Se Hi Nisha Har waqt Raj ke sath rahana chahti thi
Vahi Raj Ko kabhi bhi yah pata nahin chal saka ki uski bachpan ki dost uski best friend Nisha usse behad mohabbat karti hai
Aur fir Nisha aur Raj Ki jindagi me Ek anokha mor Aaya Disha.
College ke dinon me Raj Ko Disha naam Ki Ek ladki Se pyar Ho Gaya
Jab yah baat Nisha ko pata Chali to vah andar Se lagbhag tut gaye
College khatam hote hote use yah bhi pata chal gaya ki bahut jald Raj aur Disha shaadi Karne Wale Hai
Lekin kudrat ko Kuchh aur hi manjur tha Ek din Raj ne Disha ko kisi dusre ladke ke sath aapatti jhanak haal mein dekh liya.
Aur is Samay ka Nisha a bharpur fayda uthaya.
Nisha Raj ke iss dukhad Pal me uski sathi ban gai jis Karan Raj Ko Nisha se aur lagao hone laga

College khatam hone ke baad Raj ne Apne pita Ke business ko sambhala aur Nisha ke sath London Chala Gaya as a friend
Nisha Flashback End

Vahin dusri Taraf Ajay bhi iss waqt Apne Raj aur Nisha ke ab tak ke safar ke bare mein soch raha tha

Ajay Flashback

Ajay aur Nisha ke dad bachpan ke hi dost the Ajay aur Nisha donon ka Janm lagbhag ek hi Samay me hua tha

Bachpan Se Hi vah donon hamesha Ek sath khelte kudte rahte the
Jab Ajay 5 saal ka hua tab uske dad ka koi friend Apne family ke sath usi ke mohalle mein rahane aaega uska Ek beta tha Raj
Kuchh hi dinon me Ajay aur Raj me gehri dosti Ho gayi
Kuchh Salon ke baad Ajay ko pata chal gaya ki Nisha Raj Se behad pyar Karti Hai
Samay ke sath un teenon ki dosti Aur bhi gehri hoti gai
School ke dinon me Koi bhi student in teenon se panga Nahin Lena Chahta tha
Teenon ne 12th Tak Ka Safar Ek Sath hi tay Kiya Jiske bad teenon ne ek hi college me admission form bhara
Lekin isi bich Raj ko ek project Ke Karan London Jana pada
Pure 13 saal ke baad yah teenon Kuchh Samay ke liye Ek dusre Se Alag ho rahe the.
Raj ke jaane Ke Kuchh he dino baad Ajay ki mulakat Disha Se hui
Pahli najar me hi Ajay ko Disha Se shiddat wala pyar Ho Gaya
Lekin use pata nahin tha ki yah pyar Kabhi pura Nahin hoga.
Ek hi college aur ek hi branch hone ke Karan Ajay Nisha aur Disha me dosti Ho gai Ajay Nisha ko yah baat bata de ki vah Disha se bahut pyar karta hai
Lekin Disha abhi bhi Ajay ko Apna dost manti thi
Ek mahine ke baad Raj bhi apne project ko pura kar London Se Wapas India aa Gaya
Yahan per uski mulakat Disha Se hui
Kuchh hi dino me Disha bhi in teenon ki best friend ban Gaye dekhte hi dekhte ek Saal Nikal Gaya
Lekin Ajay Abhi Tak Disha ko Apne Dil Ki baat Nahin bata paya
Vahi Raj ne first year ke result ke din hi Nisha aur Ajay ke samne yah dhamaka Kar Diya ki Disha aur Raj relationship me hai
Raj Ke is dhamakedar Se Jahan Ek Taraf Nisha Ka Dil tuta vahin dusri Taraf Ajay Ke Dil Ki halat kharab ho gaye
College khatam hote-hote Nisha aur Ajay ko pata chal gaya ki Raj aur Disha jald hi shaadi Karne Wale Hai
Lekin ek din Raj aur Disha ke bich Kuchh misunderstanding Ho gayi
Iss mauke ka Ek Taraf Jahan Nisha ne fayda uthaya Vahin dusri taraf Ajay ne bhi
Ajay Har waqt Disha ke sath rahata aur use yah ehsas dilate rahata ki agar is duniya me Koi usse jyada pyar karta hai to vah Ajay hai.
Disha ke breakup hone ke 1 mahine baad Ajay Ne Disha ko bataya Ki Raj aur Nisha relationship me aa chuke hai
Jiske baad Disha aur Ajay lagbhag Ek sal ke liye kahan gayab ho gaye.
Jab vah Wapas Aaye to unhen Pata Chala ki Raj aur Nisha ab London me rahte hai.
Kuchh Samay ke baad Ajay bhi London settle Ho Gaya Jahan per uske sath Disha bhi gai
Abhi Kuchh din pahle Hai use India se Arjun ke shaadi ka invitation card Aaya jis Karan un donon ko India aana pada

Lekin unhe pata nahin tha ki Arjun ne Raj aur Nisha ko bhi yah invitation bheja Hai
Ajay Flashback End

Raj aur Ajay apni-apni Car se Arjun dwara bataya Gaya address ki taraf ja rahe the.
Achanak donon ke driver ne car me break laga Diya jiska Karan yah tha Ki shamne bahut bada jaam laga hua tha
Raj aur Ajay Ne apne-apne driver ko pata karne ke liye bheja ki yah jaam kab khatm hoga lekin Jab donon Ke driver Wapas Aaye unke chehre per nirasa ke bhav dikh rahe the

Ajay/Raj-kya Pata Chala kitne der me jaam hoga khatm hoga

Driver-Sahab ek kilometre aage railway fatak hai Jahan per Ek maal gaadi palat gayi Hai main Yahan Ke local aadami se baat ki to Pata Chala Ki yah Jaam lagbhag 10-12 ghante Tak rahega

(jyada sochne ki jarurat Nahin Hai is waqt yah donon Ek village se hokar gujar rahe hai aur isi Karan problem solve hone mein jyada time lagega aur aapko yah bhi bata du ki Raj aur Ajay alag alag car me hai lekin ek hi jagah fanse hue hai)

Raj/Ajay-kya 10-12 ghante tab to ham let Ho jaenge kya koi dusra upay Nahi Hai vahan jaane ka

Driver-Sahab maine sab Kuchh pata kar liya hai railway fatak se 500 metre ki duri per Ek bus stand hai Jahan Se a use jagah ke liye bus jaati Hai aur aaj ki antim bus 1 ghante baad jane wali hai
Jaise hi Raj Aur Ajay Koi yah baat Pata chalta Hai vah Apna Apna Saman utarkar bus stand ki taraf jaane lagte Hai
Bus stand per sabse pahle Ajay aur Disha pahunch aate Hain

Ajay-bhai sahab Manpur jaane ke liye bus kahan se milegi

Aadmi-bhai sahab vah Jo pili bus dikh rahi hai na 5086 number wai vahi Manpur jayegi

Jiske bad Ajay aur Disha jakar bus mein baith jaate Hai
Vahin thodi der ke baad usi aadami ke pass Raj bhi pahunchta hai

Raj-bhai sahab Manpur jaane ke liye bus kahan se milegi

Jaise hi Raj aur Nisha bus mein enter karte Hai unki najar Ajay aur Disha ki taraf jaati Hai
Raj Apne seat per baithane ke baad kahta Hai

Raj-yah donon Yahan Kis liye Aaye Hain

Nisha-Lagta Hai Arjun ne inhen bhi invitation Diya hoga

Raj-Agar Mujhe yah baat pahle Pata hoti to main kabhi bhi yahan Nahin aata

Nisha-koi baat nahin hai Tum un donon ko ignore kar do

Thodi hi der ke baad bus Manpur jane ke liye a bus stand se nikal gai
Raj ne apne kaan mein headphone lagaya aur gana sunane laga
Vahin Nisha yah Soch kar pareshan ho rahi thi ki agar Raj Ko sach ka pata chal gaya to uska Kya Hoga
Bus apni raftar se chalne lagi
Achanak samne ki taraf se ek overload truck bus ke driver Ko aata Dikhai Diya.
Lekin pareshan hone Wali Baat yah thi ki truck driver ke control se bahar ho chuka tha
Bus driver ne bus ko bachane ki bahut koshish ki
Lekin Kuchh hi second me bus aur truck ke bich jordar takkar hui
Jiske baad bus lagbhag 100-200 metre dur jakar Gira
Iss accident ko dekhne ke baad Koi Soch bhi Nahin Sakta tha ki bus me Koi jinda bacha hoga
Lekin ek bahut purani kahavat Hai

Jako rakhe Saiyan maar sake Na Koi

Aaj ke liye itna hi
Next update me padhenge
Story shuruaat se
 
Last edited:

Love for you

RAJPUT CHAUHAN
11,764
50,181
259

:party: :party: :congrats::congrats::congrats::congrats:
 
  • Like
Reactions: Aakash. and Qaatil
Top