• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Erotica Mrigtrishna

Dk89

Active Member
1,127
1,335
129
Update 1
.............................
Ye kahani hai mere ghar ki ...mai raj khetibari hi mera kam hai....aur mere ghar me mere baba maa aur 3 bahne hai ...

Ye na samajhna ki iss kahani ka mai koi hero hu bas ye kahani hai mere parivar aur usme ghat rahi ghatnao ka sambandh me...kiss trah se paristhitiya kya kya gull khillati hai aur admi bas uski katputli ban kar rah jata hai...

Maa meri dharmik hai gora thora bhari badn jo ki umar k sath ho hi jata hai ...vo ta firr b ye saaf pata chalta hai ki unke jawani me vo aag laga deti hongi...

Mujhse bari meri bari bahan anu firr mai uske baad meri bahan kriti jo thora savli ti aur firr meri choti bahan jo bholi bhali natkhat nadan.. jo dill me vai muh p

Sab kuch samnya acha chal raha ta ...lekin uss roj jab mai ghar aaya toh ghar me ek alag kohram macha ta . ...

Haalla sunn mai ghar me gaya ...toh jo drishya dekha mai sihar gaya aaj se pahle maine maa ka aaisa rup nai dekha ta ..

Aasuo se sana chehra krodh me angare barsa raha ta unke hath me danda ta aur mere baba uss dande ko pakre khare te ...aur samne kriti dari sahmi baithi sisak rahi ti...

"Kya huwa kya ho raha hai ye sab..."mai jorrse chikha

Sab ka dhyan meri traf gaya ...

Maa krodh me danda fek vaha se nikal gai ...
Par kaha mujhse kuch b nai...
Maine baba ko dekha vo b sar niche kiye vaha se nikal gaye ...bas kriti thi jo ghutno me sar tikaye ro rahi ti...

Uske savle badan p jagah jagah kaale nisan se par gai te ....

Maine usse galle se laga liya ....vo meri baho me aa kar fit fut kar ro pari....

"Chup chup kar baat kya hai bata mujhe....mai hu na..."
Maine usse dillasa diya par rona uska aur jor pakar gaya...

Mujhe kuch b samajh nai aaya ...

Bas vo itna kahti rahi sisakti meri galti nahi hai bhaiya ......mujhe bacha lo maa mujhe maar dalegi...

Chup kar mai hu na koi kuch nai kahega ...
Maine ushe khat p bitahaya aur pani lake diya ...

Vo chup chap pi gai...

Mere andar uska ye hal dekh jism sulag para ta ...
Mai usse vahi bistar p litta bahar aaya ...

Maa gusse me ti par mera gussa b sar chad k bol raha ta ...

Maa kya laga rakha hai ye sab ..kyu mara kriti ko aapne...

Mera itna khna ta maa ne mujhe jalti najro se ghurra jaise kacha chaba hi jayegi mujhe ....aur muh ferr liya ...kaha kuch b nai ..

Maa mai aapse kuch puch raha hu....

Mujhse kya puchta hai ja na puch uss kulta se jisse aag lagane k liye apna hi ghar milla ta karamjali kuttiya ...

Maa ki aankhe nam ti..

Mujhe sala kuch samajh aaye tab toh ...
Aur vo uth kar chali gai...

Mai sar hath me pakre vahi baith gaya ...tabhi meri najar meri choti bahan khusbuu p gai jo konne me chippi khari ti..

Maine usse bulaya ....

Babu kya huwa ta ...."mujhe nai pata bhaiya mai toh khel rai ti...."

Ab isse b nai pata ab mai kisse puchu...vaise b iski umar abhi kachi ti bholi bhali nadan par itna toh mujhe b samjh aa hi rahi ti baat kuch aur hai aur bahoot bari nai toh meri maa aaisa kabhi b na karti ...aaj tak jisne apne kissi b bache ko hath tak nai lagaya vo apni beti ki jaan ki dushman aaise hi nai ban jayegi ...tabhi baba kapre pahan bahar jate dike....

..."baba ....."maine awaj di ...

Kya hai unhone bina ruke hi awaj diya ..

Mai unke pass gaya ...

Kya huwa ta maa kyu maar rai ti kriti ko ...

Kuch nai teri maa pagla gai hai....aur vo kahte bahar nikal gaye...

Mai bhanana kar rah gaya yaha beti ki ye haal hai aur kuch nai huwa ...aakhir baat kya hai koi mujhe kuch batata kyu nai...

Mai khana b nai khaya aur ussi trah kheto me nikal gaya ...dophar ka waqt se jada ho gaya ta ...par bhukh toh jaise maar hi gai ti...

Raste me aata huwa dekha mera juwari baap baitha ta apni mandli me jaise kich huwa hi nai ...

Ek trah se unka lena dena ghar pariwar se vaise b kuch khas nai ta ...bas dinn bhar idhar udhar ghuma karte mai kheto me kamm karta bari bahan anu di abhi graduation kar rai ti...aur mai bas pariksha dene hi jaya karta ta ...mere ghar ka hal mere sir ko malum ta isliye meri attaindaince lag jaya karti ti...

Kriti bas daswi hi pass ki ti...savli rangat ti uski par nayan naksh tekhe te bari di aur choti toh goti bilkul maa p hi gaye te ...

Mai kheto k kamm me hi laga ta ki di khana liye aayi...

"Baua chal aa khana kha le...."

"Bhuk nai hai di....tm leti jao..."

"Kya bhukh nai hai chup chap se pahle khana kha ....uske baad kam .."

Mai baith gaya hath muh dhoya ...

"Kriti thik hai..."
"Hmm ..bas itna hi kaha di ne..."

Mai khan khane laga ..."di baat kya ti..."

"Kya karega jaan kar ..."
Vaha kriti ko maa ne itna mara hai aur ye aap kah rahi ho mai kya karunga jaan kar

Di ne kich pal mujhe dekha ...."toh ja ja kar baba ko maar de...."

Mere halak se jaisa niwala hi atak gaya ...
"Kya kaha aapne..."
"Ha toh aur kya kahu...tumhe janna ka bhut sawar hai toh ...."

Di yu baate gool gool na ghumao aur jo kahna hai saaf saaf kaho..."
.
Di ko jaise kuch samajh nai aa raha ta ...ki kya kahe ..

Volo na di...
Vo maa ne baba ko kriti k sath dekh liya ta ..isliye ye sab huwa ...

Mere kanno p toh jaise bharosa hi nai huwa jo maine sunna ...

Mai khana chor uth khara huwa ..aur tej kadmo se chal para ...

Bau ruk ja .. aree baat sunn...
Par jaise mujhe kuch sunnai hi nai de raha ta ....

Mai sidha gaya jaha mera juwari baba baitha khel raha ta ...
Maine joor ki ek laat mari ...vo larkharata girra ...

Sala aaj toh tujhe jaan se maar dunga ..
Mera baap b uth kar larne k liye khara ho gaya .. aur ham baap bete vahi ghutam ghuta ho gaye aur lage ek dure ko maarne mai usse gali bakta marta aur vo mujhe. .

Bhid ikata ho chuki ti aakhir logo ko toh tamasa chahiye aur baap bete ki larai se bara tamasa kya milta ...

Pata nai tab tak kaise maa ko khabar pahoch gai ..aur vo di k sath bhagi bhagi aayi...

Mujhe 2 teen tabrak diye aur mere sinne se lag gayi...

Samjha de isse jaan se maar dunga sala mera hi janna mujhe hi aankh dikhata hai ...

Maa chor mujhe aaj ya toh ye rahega ya mai...

Chup kar tu pagal ho gaya hai pahle hi kya kam tamasa huwa hai chal yaha se ...

Maa aur di mujhe pakre khichti vaha se le chali
Aur vahi mera baap mujhe piche khara galiya nikal raha ta aur lalkar raha ta ji toh chah raha ta ja kar khatm hi kar du...

"Tujhe thandak mill gai kya jarurat ti isse bolne ki ..."maa ulta di p bharak uthi.
 

Dk89

Active Member
1,127
1,335
129
Update 2
.......................
Maa mujhe leti ghar aa gai dimag bhanaya ta ...

Sala kaisa baap hai mera jisne apni beti k sath hi...aur usse iska jara b afsos tak nai...

Raat ho chuki ti..par kamina sala ab tak nai aaya ta ...para hoga pi kar kahi yahi soch raha ta mai...

Beta dekh na tere baba ab tak nai aaye...
Maa ko fikar ti...sala ajib baat hai jiss pati ne beti ki ijaat ki dhaji ura di usi k nam ki mala jaap rai hai abhi b...

Pare honge kahi khud aa jayega ...maine yu hi lete kaha ...
.
Ab tak aa jate te ....maa ne kaha ..
Aayega kiss muh se ...bara acha kam kiya hai na ...mai yahi bhunbhunata utha ...par maa k liye nikla ...

Kuch deer uske sabhi aado p dhunda nai mila ...mujhe mai b ghar laut chala ...

Aa jayega aapne aap ...yahi soch mai ghar aa gaya ...
Maa ko kah diya nai mila para hoga theke p ya kothe p ...tm b so jao...

Aur leet gaya mai khat p aangan me...

Par maa ko nind nai ti vahi kriti kamre me baithi sisak rai ti....

Par ab tak meri himmat kriti se baat karne tak ki na hui ti ki chalo ek baar ja kar haal hi puch lu...kaise huwa ye ...yahi puch lu...

Puchna toh chahta par ye aaisi b toh baat nai ki bhai aone bahan se puche mai yahi soch raha ta ...aur yahi sochte aankh lag gai ...

Mai soya ta tabhi mera dam ghutne laga ....jaise kisssi ne galla dhar dabocha ho ...

Mai chatpata raha ta par mere upar koi saks sawar ta ....

Mere hath ghare se takraye aur vo niche girr kar futta ....

Tabhi light jali mere sar p maut ban kar mera baap sawar ta ...
Meri sanse full rai ti mai hath hatane ki kosis kar raha ta par hata nai pa raha ta ....tabhi baba k sar p ek lathi pari....

Mai damsadhe niche girra ..bistar se ...sas dhaukni ki trah chal rahi ti....

Tu thik toh hai raj beta mai haf raha ta ...

Maaaa....baba.........anu di ki kaapi hui awaj kanno me pari....
Meri aur maa ki najar ghumi niche baba laas bane pare te sar se khun bah raha ta ...

Maa awak ho gai ...hath hotho p aa gaye ....aur aankh se anayas hi aasu bah chale....

Maa sambhal khud ko....di jaldi darwaja band kar ......

Ek min ruk di mai asptal le k jata hu baba ko ..tu dekh maa ko ....mai jaldi se good me utha baba ko daura ...

Di vo lathi hata de aur ha yaad rahe bhul kar b ye nam koi na lena ki maa ne lathi chalai hai ....

Koi puche toh yai kahna baba ka pair fisla aur silauti se sar lag gaya ....aur ha baki sab ko b yai bolna hai ...di mai chalta hu tu sambhal yaha ...

Mai daura ...
 

sharaabi

Active Member
1,035
2,662
159
Dk bhai sandar story lagrahi he
 
  • Like
Reactions: Dk89

Dk89

Active Member
1,127
1,335
129
Update 3
...........................
Mai jab tak asptal pahucha baba thande par chuke te...

Bas dr. Ne unhe mrit hi goshit kiya ...

Aaj mujhe pata chala ta bhale hi mera baap nakara ta par bache k sirr p bas baap ka naam ho toh kitna bal milta hai ..
Mai akela rah gaya ta mere sar p meri maa aur meri bahno ki jimmedari aa chuki ti...

Rah rah kar aankho k samne baba k sath ki bachpan ki yaade aankho k samne naach uthti...

Gav ghar me kana fussi suru ho chuki ti ki maine hi apne baap ko maara hoga log mujhe katil ki najar se dekhne lag pare te ..
Mere liye ye baat sah pana bara mushkil hota ja raha ta upar se maa ki halat aur bahan ko dekh sul ki trah dill chalni ho uthta ..
.
Baba ka kriya kram huwe ko mahina gujar chuka ta ...
Sari jama punji jo b ti baba k sradh me karch ho gai ti.....ghar bas kheti bari s3 chala pana muskil ho chala ta ki
Sahar se bare thakur sab ka phone aaya baba unke driver huwa karte te ...

Maa mai soch raha hu baba ki jagah driver ban jau...

Tuje jaisa thik lage beta ...maa ek thandi aah bharte boli...

Maa maine thakur sab ko kal hi aane ka bol diya hai...2 pal ko thakur sab ka naam sun maa k chehre ki bhav badle par firr turant vo sant ho gai....

Aaisa kyu ta mai nai janta aur na hi iss baat p maine gaur kiya vaise b bare thakuro k hamare upar bahoot se ahsan te ..
Hamare baba firr unke baba thakur k yaha kaam karte aaye te ...

Ye jo kuch b ta unka hi diya ta ...
Mai raat bistar p leta toh kriti ko dekha chup chap kaam kar rai ti.. jada bolti nai ti aur khusbu toh natkhat ti uski chulbajiya hi hamara mann halka karti...

Kai bar socha ki kriti se puchu baat karu .. par na jane kyu maryada k diwar ko paar kar pane ki meri himmat na hui ....

Sayad yahi meri bahoot bari bhul sabit hone vali ti aage ja kar ...

Kahte hai na chingari ko waqt rahte na bhujaye toh vo jawala ban kar ubharti hai vaisi hi jawala kriti k andar panap rahi ti jiska abjas na mujhe ta na maa ko na hi meri bari bahan ko...

Khair mai yu hi aankh munde so gaya ..

Subah uthte hi mujhe sahar jane k liye packing karni ti mai jaldi jaldi nahaya dhoya aur bag pack karne chala toh .. maa aur kriti ne vo pahle se hi tayar kar rakha ta ...

Khana kha k mai jane k liye tayar ta ...

Beta apna khayal rakhna aur ha thakuro ki na dushmani achi hoti hai na dosti . Bas ye baat hamesa dhayan rakhna baki tu khud samajhdar hai...."maa ne pyar se seene se laga mujhe chumban diya ..maa k sneh ko paa man gadgad ho gaya ..aaj tak iss anchal k chav se kabhi duur nai gaya ta par kya karu paristhitiya hi badal chuki ti...

Maa k pass se hokar di k pass gaya ...

"Sun baua kaam k sath sath padhai b karni hai iss baat ka dhayan rakhna yaha mai hu fikar na karna ...."di ne galle se laga liya aankhe chalak aayi...

"Di aap k upar hi sab hai jald aayunga aap sab ko lene maa aur kriti ko sambhaliyega ye aapki jimmedari hai..."

Di se galle mill lene k baad meri najar meri bahan kriti p gai..jo darwaje k oth se khari bas mujhe dekh rai ti...

"Apne bhaiya ko vida nai karegi meri gudiya ...."kriti daur kar mere sonne se aa lagi aankho se uske aasu ruk nai rahe te ...

"Chup rote nai ..tera bhai jinda hai...par uske aankho me kuch ta jaise bahoot kuch mujhse kahna chahti ho par uske hoth na khule....maine sar chum usse vida li ..."apna khayal rakhna ...

Ab bari ti meri natkhat pari khusbuu ki...

Jo muskurate hath bandhe khari ti...

Meri aankhe bhale hi nam ti par uske chehre p muskurahat barkrar ti..

Mere liye kya laoge....

Jo tm bolo....

Mere liye achi si bhabhi lana ...jo bikul meri trah ho mere sath khele ...uski baato p nam aankho rahne p b sab muskura diye

Maine galle se laga usse aur apne sab parivar se vida li....

Piche mera gav ta jaha mera bachpan meera larakpan bitta ta ...sab kuch chut raha ta ...bus me chad kar ek naye manjil ki traf nikal gaya na jane kismat ab kaun sa ruup dikhane vali ti....

Mai sahar pahucha bus se utar sabse pahle bag se khana nikal stand me hi khaya ....firr hath me pata le chal para puchte uss manjil p
 

sharaabi

Active Member
1,035
2,662
159
Nice update
 

Dk89

Active Member
1,127
1,335
129
Update 4
.....................
Mai pata ka puchte puchte ek jagah pahucha samne mere ek alishan haveli ti..

Jiska maine kabhi sapne me b nai socha ta
Tabhi guard ne pucha ..
"Ohh bhaii yu gate p khare ho k aankh faare kya dwkh raha hai...chal side ho ja ..."

Mai ghabra sa gaya aur pata hath me pakre hi bas dekhta raha kya kahu...

Pith par bag laade ta ...par yaha aaya ta toh milna toh ta ...

Himmat juta k firr se uske pass gaya ..

"Ohh ek baar me baat nai samajh aati kya ..."

Mujhe bare thakur sab se milna hai unhone hi bulaya ta ...mere mathe p pasina dhalak aaya ta ..

Usne mujhe niche se upar tak ghur kar dekha ..

"Naam kya hai tera ..."
"Ji raj .......gav se aaya hu mere baba driver te malik k ..."
Vo tirant phone p laga aur baat karne laga mai bahar khara bas usse baat karte dekhta raha ..

"Usne dusre ko issara kiya gate kholne ka vo aage badha ...aur gate khola ..."

"Ja bhai ja mill le ...."

"Par jana kidhar hai ...."itni bari haveli ti mera toh aadha gav isme sama jata mujhe samjh hi jo nai kuch aa raha ta ..

Chal aa ..mai uske piche piche chal diya ...
Usne gari nikali aur bithaya aur apne sath leke koi 7 min lage ek jagah ja k roka ..

Aur utar kar andar chala gaya mai bahar hi khara idhar udhar dekh raha ta ...

Aa jao ..aur ha ye sabse bare thakur hai thakur dev pratap jara adab se pess aana

Mai chup chap sath chalta raha ...

Samne ek aadam kad soffe p thakur devpratap ji te garima mai chehra aankho me ajab sa tej safed dhadhi ....aur iss empire k malik hote huwe b iss empire k ek trah se rakhwale bhar te inhone kabhi b sadi nai ki ti...

Inke chote bhaiyo ki sadi hui ti kyuki apne pita k sadi k liye khud na sadi karne ka aajiwan faisla kiya ta

Inke 2 chote bhai te jisme ek janm se hi andhe te aur dusre sarir se thora kamjor te dono ki sadi hui ti....ab unke bache te ...

Par chote thakur ab nahi rahe te ...

Baki ka parichai baad me...
Maine hath jor kar pranam kiya ...

"Aane me koi paresani toh nai hui...."
"Nai malik koi paresani nai hui ..."

"Thik hai safar se aaye ho jao aaram karo tmhara kam baad me bta denge..."

Unki dariya dilli dekh kar mai unke pairo jhuk gaya ...

Are ye kya kar rai ho utho ...

Bete uth jao isse apna hi ghar samjho....ik pyari si madhur awaj kanno me pari...meri najar unki traf uthi ....

Aur unke chehre p jam kar rah gai pata nai kya ta aaisa jo mai unki traf khicha chala ja raha ta anayas hi mere hath unko pairo ko chu gaye aur aankhe baras pari...

Unhone sneh se mere sar p hath fera...

Utho beta ...mai utha jao aaram karo...
Mai yss admi k sath hi palat gaya...

Bara hi nek larka hai pita ji...isse mere pass hi rahne de...

Thik hai choti bahu tm jaisa thik samjho...

Pita ji mai kah rai ti mujhe yaha se chala jana chahiye nai toh ye kalah sant nai hoga ....
Mere piche se kanno me ye baat par rai ti..
Abhi mai jinda hu bahu aur kaun iss ghar me rahega aur kaun jayega iska faisla abhi mai karne k liye jivit hu...apne pita ka mann rakho aur viswas rakho tmhare bacho ko kuch nai hoga mere hote....

Bas itna hi sunn saka mai...

Vo admi mujhe liye servants quarter me liye gaya ..

Ha bhai ye raha tmhara kamra ...aur ye phone hai rakho jab malik ko tmse baat karni hogi toh isspe baat karenge....

Mai chalta hu....

Vo jaate jaate palta "khana vana khye ho ya nai...."

"Nai vo maa ne diya ta toh mere pass abhi b hai...."

Thik hai aaram karo ...vo kahta nikal gaya

Room me jarurat ka sara saman ta ...do kamre ka flat kitchen bathroom ta ...

Maine khidki khol bahar dekha ....

Samne haveli ka pichla bhag dikh raha ta ...
 
Top