• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

सुमन

#masti_
618
1,657
124

💘INDEX 💘

Part NameChapter Name and Link
Part 01: IntroductionChapter 1.01: short character introduction
Chapter 1.02: Thakur Family [coming soon...]
Chapter 1.03: Destroyer Group [coming soon...]
Chapter 1.04: Malhotra Family [coming soon...]
Part 02: Ghayal Daksh aur Jadui SpaceChapter 2.01: Thakur Parivar---------------------Jan 15, 2025
Chapter 2.02: The Destroyer Group-------------Jan 16, 2025
Chapter 2.03: Shadi se Pahle kuch nahi---------Jan 18, 2025
Chapter 2.04: Jadui Pathar-----------------------Jan 19, 2025
Chapter 2.05: Daksh ka Ilaj----------------------Jan 28, 2025
Chapter 2.06: Jadui Space-----------------------Feb 02, 2025
THE END
Part 03: The DreamChapter 3.01: ek sapna --------------------------Feb 07, 2025
Chapter 3.02: Bench Mate-----------------------Feb 21, 2025
Part 04:
Part 05:
Part 06:
 
Last edited:

सुमन

#masti_
618
1,657
124
Part 03: The Dream
Chapter 3.02: Bench mate

“Kya yeh sapna sach tha? Ya kewal ek sapna tha?” Daksh apne man me sochta hai. Wah kuch der tak khidki ke paas tak khada rahta hai. Uske baad wah ek gahri saans leta hai. “Hff… mujhe confirm karna padega ki sapna sach tha ya nahi.”

Wah yaad karne lagta hai ki sapne me usne kya kya dekha tha. Aur kaun si aisi ghatna thi jisko dekh kar wah sapna ko sach maan sakta hai.

Daksh kuch der tak apni soch me duba rahta hai. Usko sapna me hui sabhi ghatnaye saaf saaf yaad thi. Jitni usne dekhi thi utni. Lekin usko philhal koi ghatna yaad nahi aa rahi thi. Usne apni space se kuch angur nikali aur khate hue sochne laga.

“Idea!!” kuch der sochne ke baad usko idea aaya. Pichhle saal hi uske class me ek ladki aayi hui thi. Wah ek garib parivar se aati hai. Lekin late admission hone ke karan uske class me aa gayi thi. Uske marks bahut achhe aate hai. Wah class me bahut hi shant rahti hai.

Jab aayi thi us waqt Daksh ke bagal me ek seat khali thi. Jiske upar teacher ne usko baitha diya tha. Wah bhale hi padhai me kamzor tha lekin teacher ki nazar me wah koi bigda hua ladka nahi tha. Isliye ladki ko uske sath bithane par class teacher aswasth the, wah ladki ke sath kuch ulti sidhi harkat nahi karega.

Ladki ka naam Priya Sukla tha. Uske kapdo se pata chalta tha ki wah garib parivar se aati hai. Wah hamesha dhile kapde pehenti hai. Jiske karan kisi ko uske figure ke bare me nahi pata hai. Yaha tak ki Daksh jo uske sath lagbhag do saalo se baith raha hai usko bhi nahi. Wah ek bade frame wala purana chasma pahanti hai aur apne khule balo se apna chehra chhupa kar rakhti hai. Uska sir hamesha kitabo me laga rahta hai.

Kisi ne Priya ka chehra aaj tak thik se nahi dekha. Khair ab hum kahani par aate hai. Baat darasal yeh thi ki Daksh ne sapne me dekha tha ki uske accident ke do din baad yani ki parso Priya ke dad ne usko aur uski badi bahan ko ek zamindar ke hatho bech diya. Sach me bech diya. Aur reason bhi badi hi ajeeb thi. Usne zamindar se apne beti ke badle jua khelne ke liye paise mange the.

Sapne me usne iske bare me Sneha se jana tha, jab wah hospital me tha us waqt Sneha usko iske baare me batayi thi. Priya ki khubsurati ke bare me Sneha ne hi usko bataya tha.

“Agar yeh sapna sach hai to mujhe parso, nahi nahi, kal confirmation mil jayega. Agar sapna sach hai to mujhe apne parivar aur relatives ko aane wali ghatnao se bachana hoga.” Daksh man hi man socha. Wah bed par aa kar so gaya.

Aaj uske sath bahut kuch ghata hua tha. Sabse pahle to usko Sanju bhai ke sath ladai hui thi. Uske baad wah talab me do ghante se jyada raha. Hospital me aakar usko pata chala ki usko ek space mila hai. Aur abhi usne sapna dekha jo ekdam real lag raha tha. In sab ke karan wah bahut thak chuka tha. Bistar par padte hi usko gahri neend ne gher liya.

****

Subah ke 8 baj rahe the. Abhi abhi barsat ki mausam gayi thi, aur halki halki thand ne sahar ko gher liya tha. Aakash me aayi laali se sahar me par rahi thand dhire dhire gayab ho rahi thi. Sath hi sath ped ki patti, phul par gire onsh dhire dhire sukh rahe the.

Hospital me Daksh ke ward me, khidki se aa rahi prakash ki kiran jab Deepika ke chehre par padi to wah neend se jaagi. Pahle to wah aalas me thi. Lekin jab apne aas paas ke watawaran ko dekhi to usko yaad aaya ki wah abhi hospital me hai. Usne ek nazar hospital ke bed par dali aur uski neend chhu mantar ho gayi.

Deepika ne dekha ki Daksh ke sharir par lagi shari equipment kab ki utar chuki hai. Jisko dekh kar Deepika ekdam se ghabra gayi. Wah jhat se apni bed se uth khadi hui aur Daksh ke samip gayi. Jab usne check kiya ki uske sath kuch nahi hua hai, tab jakar usko shanti mili.

Wah khud ek doctor thi. Usne phir se instrument laga kar check kiya to sab sahi aa raha tha. Wah pahle Kajal ko jagati hai. Kajal ko bhi Daksh ki halat dekh kar sock laga. Deepika ke batane par usko rahat ki saans mili. Parivar me sabhi Daksh se pyar karte the, kyunki Daksh sabhi bahano ka iklauta bhai tha.

Deepika aur Kajal, Daksh ke jagne ka intezar karne lagte hai. Taki woh doctors se bolkar uska check up karwa sake.
 
  • Love
Reactions: dps and ARTICUNO

ARTICUNO

Active Member
725
917
94

Bahut hi mast update hai bhai 🎊🎊🎊...

Ab hope hai ki updates waisa timely aaye ga 🎊❤️
 
dps

Life's story goes on and on
189
1,379
139

Nice update
 
Top