• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Nafrat: pyaar ki ek kahani

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
42,283
109,151
304
UPDATE 4
Aarav: chal bhai jaldi jaldi naasta kar, aaz to ham late ho jaayenge.
Sunny: mene to kar liya, chal chalte hai.
Aur wo dono jaldi se college jaane lage. Wo thoda late ho gaye, lecture on ho chuke the. Jese hi wo class mai enter hote hai,unhe koi bhi aage ki seat khaali nahi milti, sirf Anu ke pass ek seat khaali hoti hai. Lekin ye dekh dono peeche ki aur badh jaate hai. Lecture ke baad dono canteen jaate hai aur phir thodi der ke liye park mai tehalte hai. Tabhi waha Anu aur Nidhi aa jaate hai.
Anu: hi Aarav.

Anu use aakar hiii karti hai, lekin Aarav use ignore kar aage badhne lagta hai.

Anu: Aarav plz, ek baar meri baat to suno.
Anu bahut hi request bhari awaaz mai kehti hai.
Aarav: kaho kya kehna hai tumhe.
Anu: Dekho m tumse maafi maangna chahti hu, mene tumhare saath kaafi badtameezi ki hai. Mujhe pata hai, tumhare liye itna aasaan nahi hai mujhe maaf karna.
Anu us se keh rahi thi, lekin Aarav pata nahi kaha dekh raha tha.
Anu: Aarav plz meri baat ko samjho, mujhse kabhi bhi kisi ne is tarah se baat nahi ki jis tarah se tumne ki thi, isliye mene kuch jyada hi kar diya. M maanti hu m thodi ziddi hu, ghamandi hu, lekin tumne mujhe jo kuch bhi kal kaha, wo baat mere dil par lag gayi. Mene uske baad apne man ko tatola to paaya ki tum bilkul sahi keh rahe the. Lekin mujhe pehle kabhi kisi ne ye ehsaas nahi karaya ki m kesi hu, mujhme kya kami hai. Har koi meri ha mai ha karta aur na mai na. Tum pehle aese ladke ho jisne mujhe ye ehsaas karaya ki m kya hu. Plz m dil se tumse maafi maang rahi hu, agar tumne mujhe maaf nahi kiya to m ye college hi chhod dungi.

Anu bilkul roni si surat banakar kehti hai, jabki Nidhi uski acting dekhkar yakeen hi nahi kar pa rahi thi. Aur wo dono bhai samjh hi nahi paa rahe the ki kya kare.

Aarav: tumhe college chhodne ki koi jarurat nahi hai, hamne tumhe maaf kiya.

uski baat sun Anu ne khushi ke maare Aarav ke dono haath pakad liye.
Anu: thanku..thanku..thanku.

Aarav ko ye bahut awkward laga to usne apne haath uske haatho se chhuda liye.
Anu: Aarav.....be friends..

Anu apna haath aage karke kehti hai.
Aarav: sorry lekin m ladkiyo se dosti nahi karta.

Aur itna bolkar wo dono class ki aur chal diye.
Nidhi: o teri, tujhe to teri acting ke liye oscar milna chahiye, kya acting karti hai tu.
unke jaane ke baad Nidhi us se boli.
Anu: aage aage dekho, kya kya hota hai.
Nidhi: Anu yr rehne de na, bechare dono achhe ladke hai.

Nidhi nahi chahti thi ki Anu ki wajah se Aarav ya kisi ko koi bhi pareshani ho.
Anu: kya baat hai.. kahi tujhe un ladko mai se koi pasand to nahi hai.
Anu aankhe nachate hue kehti hai.
Nidhi: tu pagal hai kya, mujhe teri fikr hai pagal. Ki tu kahi kuch aesa na kar jaaye ki tujhe khud pachhtana pade.
Nidhi uska haath pakadkar kehti hai.
Anu: mujhe pata hai meri jaan, ki tujhe meri fikr hai. Lekin tu hi bata ki m kese apni beizzati ko bhool jau.

Nidhi: chal theek hai tu apna mood off mat kar, chal class mai chalte hai.

Idhar yaha dono bethe hue baatein kar rahe the.
Sunny: bhai mujhe lagta hai ladki tujh se impress ho gayi hai.
Sunny use kohni maarkar kehta hai.
Aarav: bakwas band kar.
Sunny: yr mera bhai hai hi itna handsome ki koi bhi ladki us par fida ho jaaye.
Aarav: dekh tu apni bakwas band karta hai ya nahi.

Ladki: excuse me, kya m yaha beth sakti hu.
Ek khubsurat si ladki Aarav ke paas padi khaali seat ki aur ishara karte hue kehti hai.
Sunny: ha..ha kyu nahi bethiye na.
Aarav se pehle hi sunny bol uthta hai, ye sunkar Aarav uski aur ghoor kar dekhta hai.
Ladki: thanku.

us ladki ke bethte hi Anu bhi class mai aa jaati hai.
Nidhi: Anu, lagta hai tere pyaar par to koi aur daka maarne ki tayyari mai hai.

Nidhi use chhedte hue kehti hai.
Anu: tu chup kar.

Ladki: hii, mera naam Arti hai.
wo ladki apna haath Aarav ki aur karte hue kehti hai.
Aarav: Aarav.

Aarav bina us se haath milaye hue kehta hai.

sunny: m sunny.

Sunny uska haath pakad kar kehta hai.
Arti: m new admission hu to socha ki kisi ko friend banati hu.
phir lecture start ho jaate hai, aur Aarav apna pura dhyaan wahi par kendrit kar leta hai.

class off hone ke baad wo dono ghar jaane ke liye jese hi college se nikalte hai, tabhi ek car aakar unke barabar mai rukti hai.
Anu: hii, tum dono ghar ja rahe ho, chalo m chhod deti hu.
us car mai Anu aur Nidhi bethi hui thi.
Aarav: no thankx, ham chale jaayenge.
Aur wo dono aage badh jaate hai.
Nidhi: yr mene ye pehla banda aesa dekha hai jo tujhe koi bhaw hi nahi de raha hai, warna tu jise ek baar dekh le wo khud b khud tere peeche khincha chala aaye.

Anu: tu dekhti ja, ye bhi auro ki tarah hi khincha aayega. Bas iske baare mai kuch pata lagana hoga.
Anu ye kehti hui car bhaga leti hai.
sunny: yr kyu mana kar diya tune use, usne saamne se khud pucha tha.
Aarav uski aur ghoorkar dekhta hai.
Sunny: hey bhagwan kesa bhai- dost diya hai tune mujhe, ye na to khud koi gf banata hai na banane deta hai.
is tarah se wo room par pahunche, phir wahi padhna, khaana aur sona.

Agle din wo dono pehle se hi aakar aage beth gaye. Tabhi Arti bhi aakar unke paas beth jaati hai.

Arti: hi sunny...hi aarav.
Sunny: hi Arti.

tabhi Anu class mai enter hoti hai. Wo Arti ko Aarav ke paas bethe hue dekhti hai to wo uske paas aati hu.
Anu: hii Aarav..hi sunny.
sunny: hii Anu.
Aarav uski baat ka koi response nahi deta. Anu bhi ye dekh aage badh jaati hai.
Nidhi: Anu ye to tujhe bhaw hi nahi de raha yr.
Anu: koi baat nahi ye jitna door mujhse bhagega, baadme utna hi jyada tadfega. Pata hai agar us din bhaiyya ise marte to wo chot use kuch din,ya kuch hafte tak rehti. Lekin m ise aesi chot dungi ki ise apne wajood se hi ghinn ho jayegi.
Anu gusse se kehti hai. Lunch time ho chuka tha, dono bhai coffee pee rahe hote hai.

Anu: kya m yaha beth sakti hu.

Anu unke paas aakar kehti hai.
Sunny: ha..ha kyu nahi, betho.

Anu aur Nidhi dono waha beth jaati hai.
Anu: sunny tumhara dost kisi se baate nahi karta hai kya.
Anu coffee mangate hue kehti hai.
Sunny: karta hai, lekin ladkiyo se nahi karta.
Anu: kyu ladkiya kya ise khaa jayegi.
Anu Aarav ki aur dekhkar kehti hai, jabki Aarav chupchap coffee pee raha hota hai.
Sunny: ye to ye hi jaane.
Anu: achha iski koi gf hai?

ye sunte hi Aarav ki coffee gale mai hi atak jaati hai.
Sunny: nahi to, iski koi gf nahi hai.
Aarav: sunny chal, bahar chalte hai.
Aarav uska haath pakadkar uthate hue bola.
sunny: kya yr, tujhse meri khushi bardast nahi hoti na. Do itni khubsurat ladki hamare paas bethi thi, lekin na to tujhe khud kuch karna hai na karne deta hai.

Nidhi: dekhna Anu, bechara kitna seedha hai. Na to ye ladkiyo se baat karta hai aur na hi iski koi gf hai. Tu bhool kyu nahi jaati sab kuch.
Anu: Nidhi tujhe pata hai na mujhe aani ego se kitna pyaar hai, aur usne meri ego hurt ki hai. Ab to mere liye aur jyada aasaan hoga, uske man mai apne liye beshumar pyaar baithana.

is tarah wo din bhi beet jaata hai. Next day wo dono college pahunchte hai. Lecture chal raha tha ki Aarav ki najar Sunny par padti hai, jo dusri taraf bethi Nidhi ko ghoor raha hota hai. Udhar Nidhi ne bhi ye notice kiya. Lunch time mai dono bhai park mai bethe hue the.
Aarav: kyu be, kya chal raha hai ye sab.
Sunny: kya chal raha hai.

Sunny ko pata nahi hota ki wo kis baare mai baat kar raha hai.

Aarav: saale paagal nahi hu m, tu us ladki ko nahi ghoor raha tha, kya naam hai uska....ha ..Nidhi.

uski baat sun wo chonk jaata hai.

Sunny: naa..nahi to, m kyu ghurunga use.
Aarav: ab tu mujhse bhi jhoot bolega.
Aarav use emotional blackmail karte hue kehta hai.
Sunny: ab tujhe batane se kya hoga. Tu to saadhu-mahatma jo hai.
Aarav: chal..chal, ab jyada nautanki mat kar aur bata.

Sunny: are kuch khaas nahi hai mere bhai, bas wo mujhe achhi lagti hai. Simple si, cute si.

Aarav: lo aa gayi teri cute si, lekin uske saath mai chhipkali bhi hai.
Aarav, Anu aur Nidhi ko aate hue dekhkar kehta hai.
Anu: Aarav mujhe tumse kuch kehna hai.
Anu aakar seedha us se puchhti hai.
Aarav: bolo.
Anu: I Love You.
:reading:
 
Awesome update.
Sunny aur nidhi ka to taka bhid raha hai .
Edhar anu ne sidhe proposs hi kar diya hai Arav ko dekhte hai kya hota hai . Umeed hai ki Arav thukra dega .
 
Aryanv

Active Member
1,319
4,005
158

Game is on
 
Top