- 151
- 470
- 64
Very nice update
--- 10
subah hone par neha mootne ke liye camp se kuch door ek chatan ke peeche gai. neha halki hoke wahan se hatne hi wali thi, shikra neha ke samne aa gaya
shikre ko dekh neha cheekh padi. aur surya thakur jo chatan ke dusri side tha. pistol nikaal tezi se neha ke pass aaya. shikre ko dekh surya usay shoot krne hi wala tha. neha shikre ki choonk mein chhitti dekh jaldi se boli
neha: nahi suryaa. fire mat karna
surya ne fire nahi kia. neha shikra ki choonch mein chhitti dekh hairan hui thi. fir uska dil speed se dhadakne laga. shikra usay hi dekh raha tha. neha himmat karti vishal aakaar wale shikre ke pass gai aur uske sir par hath fer gai
surya bhi dekh gaya tha shikre ke moh mein chhitti ko. wo bhi bada hua
neha ko yakeen sa aane wala ye chhitti veer ki orr se bheji gai chhitti hai. neha ne chhitti kholi aur padhne lagi.
likha tha
tumhara sacha pyar maine jaaan lia ha neha. ye shikra mera sathi hai. iske sath chali aao.. mujhe batane ki zarurat nahi. main kon hon. gawahi tumhara apna dil tumhe de chuka hai. bass ab der na karo. saavdhani se mujhtak pohncho.
aur neha khushi se roti hui shikre ke aage apna bazu kar gai. shikra neha ke hath par betha to neha roti hui usay chumne lagi. surya bhi sab samjh gaya. wo hairat aur khushi se shikre ko chhitti ko dekh raha tha.
******************
veer ne nashta nahi kia tha. badi betabi se neha ka wait kar raha tha. rambha aur manorma veer ki betabi samjhti thi. par veer se pahle dono ne bhi bhojan nahi kia..
jald hi heli ka shor sunai dia. kuch palon mein heli aata dikhai dia. veer khuli jaga khada hua upar heli ko dekhne laga. veer ke sath koi animal nahi tha. woh abhi apni force hidden rakhna chahta tha
neha surya aur karan neha ke papa ne veer ko dekh lia. veer barson se jungle mein rah raha tha. moochhen daadhi badh chuki thi. fir bhi veer ko pahchan lia gaya. basti walun ko pahle hi bol dia gaya tha. wo door hi rahen
heli land hua aur neha dhool mitti ki parwa na karti hui heli se nikli aur bhaag kar veer tak ja pohnchi.
veer jisne 2 din pahle tak sab se door rahne ka nirney lia tha. ab neha ke pyaar ko jaan kar khud ko neha and her family se door nahi kar paya tha
veer ne dono baahen khol di. aur bhag rahi neha thakur hairat ka jhatka khati ruk gai. bepanah khushi se woh pagal hui ja rahi thi. surya karan aur aman thakur teeno veer ko dekh khushi se jhum uthe the. teeno ki ankhen nam ho gai thi. teeno bhi bhaag pade
neha firse bhagi aur veer ki khuli baahun mein samati hui khusi se phoot phoot kar rone lagi
aur veer usay apne seene se laga kar ankhen band kar gaya
dil mein bola: boodhe shaitan neha ke liye mere dil mein itna pyaar bhi tere diye golden stone ke kaaran ha. par mujhe bura nahi laga. kuch baaten achhi hoti hain. neha aur uske pyaar ka milna mujhe achha laga shaitan baba..
veer der tak neha ko apne sath liptaye ankhen band kiye khada rha.. aur neha roti rahi
surya se raha nahi gaya..woh peeche se veer se lipat gaya. dono baahen veer aur neha se lapet kar sisakta hua bola
surya: bhaiya hum sab aap ke liye bohut tadpe hain
neha ne surya ko dekha. boli kuch nahi
veer bina ankhen khole bola: tadap.. tadapna kyaa hota ha. woh mujhse badhkar koi nahi jaan sakta surya.
neha aur surya karan aman thakur sab tadap uthe. veer ke svar mein dard hi dard tha
neha: veer baat kyaa hui
veer: bataunga... bataunga hi nahi.. tum sab ki priksha bhi lunga.. aisi priksha.. na aaj tak kisi ne li hogi. na suni hogi.. aag ke darya se guzarne se bhi mushkil priksha hogi.. priksha mein safal hone par mujhe pa jaaoge.. asafal hone par mujhe hamesha ke liye kho doge
aur neha thakur ji jaan se kanp uthi
bade mazbut lahje mein boli: hum sab har prakar ki priksha ke liye tayar milenge aap ko veer
veer: samay aane do.. pata chal jaayega
surya; aap ke liye to jaan bhi hazir hai bhaiya
aur veer ne ankhen khol di. veer ki ankhon mein bohut se manzar ghumne lage the
veer neha se alag hua aur ek qadam peeche hatkar apne fufa aman thakur, karan thakur surya aur neha ko dekh ek jhatke se apne upari kapde ko pakad kar phaadta hua alag kar gaya
aur veer ke seene par ghavo ke aneko nishan dekh kar sab cheekh pade. sab ki ankhen phel gai thi. dil dhadakna bhul gaya tha
veer purana veer ban gaya.. khanjar nikaal kar apne seene par fer gaya. khun ki dhaar bah nikli
aur neha zor se cheekh padi. veer se lipat gai. veer ke ghav ko, bahte khun ko chumne lagi..
neha roti hui: itna dard.. veer ab bhi nahi bataoge aap.. hua kyaa tha. zarur kuch to bohut bhayankar hua hoga
veer ne neha ko dekha aur bola: aaj mera dard kuch kam hai neha. mera dard to jane se raha. par main tumhe ek inaam zarur dunga neha..
itna bol kar veer ne apne seene par angotha rakh usay khoon se bhigoya aur dusre shan neha ki maang bhar gaya
aur neha ke sath sath sabke moh khul gaye. with limitless wonder after pleasure ke sath veer ko dekhne lage
fir neha veer ke chrano chhoo kar apni mang par hath fer gai.. neha firse veer se lipat gai. aur is baar ka rona neha ka pahle se adhik badhkar tha.. aman thakur, uske bete karan aur surya thakur teeno ki ankhen khushi se nam ho gai thi. barson se veer unse door tha. barson se hi unki neha bhi ek zinda lash ke jaise ji rahi thi.
aaj veer hi nahi mila tha. neha puri tarah se zinda bhi ho gai thi. usay woh kuch mil gaya tha. jiski kalapna bhi kisi ne nahi ki thi
veer fr aman thakur se mila.. aur khoon ki parwa kiye bina aman thakur veer se mila.. veer ke mathe ko chuma aur duaen di. karan thakur se mila
karan: bhaiya ek sath humen kitni khushiyan de dali aapne
veer: khushian chhinn bhi sakti hain.
karan uljha: main kuch samjha nahi
veer: samjh jaaoge.
veer surya se mila. aur surya se veer special mila. surya se usay bada pyaar tha. surya veer se mil rone laga tha
surya: bhaiya ap ki baaten, aap ka hasna hasana sab bohut yaad aaya karta tha. zindagi berang ho ke rah gai thi.
veer: aur zindagi ke ye rang lautne mein bhi abhi samay lagega. ye mat samjho, mere mil jaane se purani khushiyan, purane din laut aaye hain.
surya karan ke jaise nahi uljha: main purane din wapis pane ke liye kuch bhi kar jaunga veer bhaiya. sach mein aap ke sath guzre pal bohut sundr the.
veer ne sabke liye bhojan ka intezam karwaya. veer ki chhitti milne par sab bina breakfast ke nikal pade the.
sab veer ke sath mil beth khane lage. sab rambha aur rani manorma se mil chuke the. jungle beauty dekh sab hairan the. rambha ki sundrta dekh neha bar bar usay dekhti ja rahi thi. aur rambha bina sharmaye sammaniya bethi bhojan karti rahi.
bhojan ke bad veer manorma se: manorma mai ja raha hon. tum rambha aur kundanla ke sath mere pass pohnch jaaoge. main sara intezam kar lunga. tum meri force ka khas khayal rakhna. sab ko bhi sath lana hai
manorma to veer ke sath hone par hi khushi se khil uthi thi. rambha ka bhi yahi haal tha.
bad mein veer ne sabko apni force se milwaya. darindo ki force dekh kar sabke paseene chhooot gaye
veer neha se: in darindon ki ankhon mein dekho. aur kuch bhi kah daalu
neha sookh chuke honto par jeeb fer zegu ko dekhne lagi. aur zegu neha ko
neha ne ishare se usay pass bulaya aur zegu bade shant tarike se chalta hua neha ke saamne aa betha. neha ke pair chaaatne laga
neha pahle to darri.. hichkichai. fir neeche bethi aur zegu ke sir par kanpta hua hath ferne lagi. fir to sab mein himmat aa gai.
wo bhi sab ek ek karke darindo ko ishare karne lage.. aur sab veer ke paltu the. veer ke apnu ke sath ghul mil gaye.
bad mein veer heli mein beth kar sab ke sath wahan se chal pada. ab aman thakur, karan aur surya khud hi veer ki force ko city bulwa lete..
veer ne shikre ko sath le lia tha. baki sabhi darindon ko samjha dia tha. woh shant rahen aur uske pass pohchne ka wait karen.
veer heli mein beth kar rambha, manorma aur kundanlal ko hath hila kar alvida bolne laga
rambha aur manorma ki ankhen bheeg gai thi.
heli nazron se ojhal hone laga.
Shandaar update bhai... Mujhe laga veer sirf Neha se milega magar yaha usne Neha ki puri family se mulakat kar Li aur unke sath chal bhi Diya aur sath hi Neha ki maang bhar use apni patni bhi bana liya badiya mulakat thi bas rambha se jyada dur na rakhna uska character bhi bada pyara hai ek attachment sa lagta hai uske sath bhi--- 10

Nice update--- 10