--- 4
veer nalini ki yaadon mein khoya raha. cheetah apna pet bhar kar veer ke pass aa betha. veer ke pair chaatne laga. veer yaadon se bahar aaya aur cheeteh ke sir ko sahlane laga. veer barson bad pahli bar is cheeteh se prem se pesh aa raha tha. ek bar bhi veer ne baba se prem bhasha mein baat nahi kari thi.
ek to ab baba nahi raha tha. dusra baba ne nalini ki aatma isi dunya mein hone ka bataya hai. veer ke andr ki dunya hi badalne lagi thi. par nafrat ka zeher kam nahi tha. jaldi jane wala nahi tha. fir nalini kahan thi. woh nahi janta tha. kabhi milegi. anjaan tha. tab tak tadap tadap kar jeena muqadar mein likha tha. upar se baba ki baaten. veer ka kabhi dimag kharab hone lagta. kabhi veer baba ki baaton ko sochne lagta. baba jab tak jeevit rahe. veer ne baba ko nakara hi tha. ab baba nahi rahe the. veer baba ki baaton ko seriously soch raha tha.
baba: beta, prem davara wapis se apni zindagi ki sabhi khushiyon ko pa sakte ho. mana ke sab ne tumpar vishwas na karke tumhare hariday ke tukde tukde kar diye. prantu dushmano ko bhi mat bhulo veer beta tum. apnu ko jitni saza deni hai de do. prantu ko unke maqsad mein safal bhi mat hone do. aaj tak dushman safal nahi ho paya hai. itna kuch karke bhi usay kuch haasil nahi hua. dushman ki sabse badi haar bhi yahi hai. woh asal baat se avgat nahi ho paya. warna tumhare parivar ki sari izzat mitti mein mil jati. tum prem karo sabse. sab pashchatap ki aag mein jal rahe hain. unhe shama kar do veer beta. bhagwan bhi to shama karta rahta hai.
veer baba se bola tha: mai bhagwan nahi ho shaitan buddhe.. mujhe bhashan mat dia kar tu samjha. teri baaten niri zeher hain. mujhe achhi nahi lagti. aur tu ye konsi bakwas karne laga hai. shareer se prem hi asal prem hai. apnu ke shareer se prem karunga to dil aur aatma ek ho jayenge. saare dukh dard gham mit jaayenge. pagal hai tu. sanki hai tu. hosh wala hota to in junglon mein kyn rah raha hota. tu shahar mein aise hi bak bak karta hoga. tujhe wahan ke rahne walun ne dhakke maar kr yahan jungle mein bhej dia. mai tujhe mila to tera sanki dimag mere liye ulta seedha sochne laga. sun buddhe shaitan.. ek to mujhe sabse adhiktar nafrat hai. shareer prem kyaa, main to kisi prakar ka bhi prem kisi se nahi karunga. wese bhi aisa kiye bina hi mai sabka vishwas kho betha hon. kuch karunga, karne ki sochonga to apni nazron mein girunga hi.. sab mil kar firse mujhpar thukne lagenge. ab ki bar mere sath aisi baaten mat karna tu... samjha.. nahi to mere hathun se mara jaayega
ab veer ko baba ki baaten yaad aa rahi thi.. aur pahli baar veer alag hi angle se baba ki baaten soche ja raha tha. veer bekhayali mein apne lund ko pakad kar masal raha tha.. pahli baar uska lund mood mein aane laga tha
veer chaunk kar apne lund ko dekhne laga. fir lund nanga karke hath mein pakad kar dekhne laga
veer: aaahh shaitan tuney mere lund ko kyaa bana dia.. ab to main kisi ke sath sex bhi nahi kar sakta.. mujhse chudne wali to mar hi jaayegi.. 11 inch ke laude se kaise koi bach sakti hai.. mota itna hai. teen lundon jitna mota hai mera lauda.. ufffffff nalini tum kahan ho. ab to main tumhare layak bhi nahi raha.. tumse shadi hoti to is lund se tumhe chod bhi nahi sakta. tum mar jaaogi.
veer ulti seedhi baaten sochta chala gaya. tabhi veer ko halki bhuk ka ahsas hua
veer apne lund ko firse kaid karke cheeteh ko dekh kar bola; kahin mere liye bhi khana ko kuch dikha tujhe
aur cheeteh to jaise veer ki har baat samjhne laga tha.. furti se utha aur ek side bhaag nikla.. jab woh lauta to uske moh mein ek hiran daba hua tha..
veer ye dekh kar hasne laga: tu sab samjhta hai..
hiran abhi mara nahi tha. zinda tha. veer ke pass ek khanjar tha. jo pahle cheeteh se muqabala karte samay veer ne nahi nikala tha. ab veer khanjar nikaal kar hiran ki gardan alag karne laga. ek jaga veer ko 2 pathar mile.. jinse aag jalai ja sakti thi. veer ne sookhi lakdiyan ikathi ki. aag jalai aur hiran ke tukde aag par bhoonne laga..
cheeteh bhunte meat ki smell par chaunkta hua veer ko dekhne laga
veer: tujhe bhi milega.. chinta mat kar
veer pet bhar kar free hua to kahin door ek cheekh sunkar veer chaunk utha.. cheeteh ke bhi kaan khade ho gaye the. woh chokas hokar uth khada hua
veer ko dekhne laga
veer bhi utha aur cheeteh se bola: chal... lagta hai kisi ko hamari sahayata ki zarurat pad gai hai
jis disha se cheekh sunaai di thi. veer usi disha ki orr bhag khada hua. cheeteh bhi veer ke sath hi bhaag raha tha.. veer ki speed bhi kam nahi tha
ab andhera badhne laga tha. par veer junglee ban chuka tha. itne andhere mein usay pareshani nahi bani. cheekh larki thi. aur woh rah rah kar cheekh rahi thi
karib jaane par veer ko behayai se haste 2 vyaktyion ki awazen sunaai di..
veer cheeteh se bola: chal dahaad kar unhe dara
aur cheeta dahadne laga. larki aur dusri awazen band ho gai.
fir koi cheekha: oye raghaa yahan sher kahan se a gaya. is jungle mein sher cheeteh to hote hi nahi hain..
veer dil mein hasne laga. uske hathun mein khujli hone lagi. insani khun bahane mein ab usay maza aaya karta tha.
dusra bola: jo bhi hai. ab bhaag yahan se bhenchod.. nahi to hum maare jayenge.
larki bhi cheeteh ki dahad sunkar shant pad gai thi. shayad wo samjh gai thi. mardon se usay izzat ka khatra hai to junglee darinde se jaan ka khatra
buri trah phansi si larki
veer ne cheeteh ko ishara kiye. cheeteh chaukanna hua dusri disha ki orr badh gaya
veer bhi dabe qadmon aage badhne laga. fir ek ped ke peeche se veer ko do bande dikhe. ek bande ke kandhe par ke larki thi.. andhere mein dikhai dene par andaza hua. larki kisi junglee basti se thi..
veer zor se chillaya: oye kon ho tum saalo
veer ki awaz sunkar dono bande ruk kar dekhne laga
tabhi unke saamne se cheeteh bhi aa gaya.. ek side se veer, dusri side se cheeteh
larki cheeteh ko dekh dahshat main aai cheekhne lagi. veer ne cheeteh ko dekh hamle ke liye bol dia
bass fir kya tha.. dono vyakti jinka moot cheeteh ko dekh kar hi nikalne wala ho gaya tha. larki ko wahi phenk kar bhaagne lage. aur larki bhi ghabrai hui uth kar bhagne lagi. par gir padi
cheeteh ne ek hi jump par dono bando ko neeche gira dia
veer larki se: daro nahi..... cheetah paltu ha. tumhe kuch nahi kahega
itni der mein veer larki ke pass pohnch gaya. udhar cheeteh dono ko bhanjhodne laga.. unke badan ke cheethde udane laga. chaku khanjar ek ek talvar dono ke pass thi. par woh cheeteh ko dekh hosh kho bethe the
cheeteh par hamla nahi kar sake. apna defence nahi kar sake..
veer: bass ab chhod do
cheeteh ne dono ko chhhod dia.
larki ab thar thar kanpe ja rahi thi
veer larki ko ghor se dekh raha tha: kahan se utha laaye hain ye tum ko
larki kanpti hui ek disha ki orr ishara kar gai
fir boli boli: meri basti udhar hai
veer uska hath pakad kar bola: chal mere sath.. main tujhe teri basti chhod aao
larki rone lagi: ab mai basti ja kar kyaa karungi
veer chuanka: kyaa matlab.. wahan tumhara ghar hoga. parivar wale honge.
larki rone lagi: mera ek baba tha.. usay in kutton ne maar dia. mujhe utha kar yahan le aaye
itna bol larki phoot phoot kar rone lagi. aur veer ko dono ghayal vyaktiyon par bada ghussa aane laga. fir veer dono ke karib gaya. dono mare nahi the. buri tarah se ghayal ho chuke the
veer ko dekh kar cheekh pade: hamare sahayata karo. humen hamari basti chhod aao. nahi to hum mar jaayenge
veer: to mar jaao.. maro hi tum.. par kutte ki muat
veer dono ke pass se ek talvar utha laya aur larki ko deta hua bola
veer: le.. aur kaat daal dono kutton ko.. le le dono se apne bapu ke qatal ka badla.. tere dil ko chain aa jaayega..
larki darr gai: n nahi mai nahi maar sakti
veer ko gusa aa gaya: fir tu bhi mar jaaa.. saali kutya kahin ki.. apni izzat nahi bacha sakti. apne bapu ko marne se nahi bacha sakti. kab tak jiyegi tu. jab tak jiyegi. roz lutegi. pal pal maregi. usse achha hai. in kutton ko maar kar bahadur ban jaa.. khud se jeena seekh le. ye dunya badi zalim hai. tujhe jeene nahi degi. apne aap ko is layak bana.. apni izzat ki raksha kar sake. nahi to main apne sathi cheeteh ko bol deta hon. tujhe khaa jaaye
larki darri..par veer ki baaton ne jaise uske andr aag laga di thi. veer ke andr sivaye aag ke tha hi kyaa
larki uthi.. veer ke hath se talvar jhapat kar daud padi. ye dekh kar dono mar rahe bande, larki ki izzat lootna chahte the, ab larki ke hathun mein talvar dekh cheekhne lage. daya ki bheek mangne lage
aur larki jaise pagal hi ho gai thi. talvar ke waar par waar bari bari dono par karne lagi. galiyan dene lagi. cheekhne chillane lagi
fir wo rone lagi.. larki ne dono ke tukde kar daale the
fir larki wahi ghutno par gir kar phoot phoot kar rone lagi
***************************************************************************************
mujhe acha laga tha larki ko apne bapu ka badla lete dekh kar. par maine isse zayada kuch nahi kia.. wahi beth gaya. cheeta mere pass aa kar beth gaya.. mai cheeteh ko dekh kar apna sir cheeteh ke upar rakh kar, cheeteh ko takiya bana gaya
der guzri.. larki mere pass aai.. cheeteh ko dekh wo darr rahi thi. fir bhi mere aage ghutno par bethi dono hath jod kar boli
larki: aap bhagwan ho. aap ne mujhe jeevandaan hi nahi dia hai. meri izzat bhi bachai hai. mujhe mere bapu ke khoon ka badla lena hi nahi sikhaya hai. mujhe raksha karna bhi sikhaya. umar bhar ap ki aabhari rahungi. agar ho sake to ek ahsan aur mujhpar kar dijiye
veer: tujhe apne sath le chalun. kyun yahi kahna chahti ho na tum.. nahi main tujhe apne sath nahi le ja sakta. ab tere liye teri basti mei koi khatra nahi raha.. mai tujhe wahan chhod aata hon. wahan nahi rahna chahti to kisi aur basti mein tujhe chhod sakta hon. tujhe sath nahi rakh sakta
veer rakhai se bina prem bhasha ke bola tha. larki ka moh khul gaya. fir woh udass ho gai
veer ne moh fer liya.. larki der tak chup rahi. kuch sochti rahi.. fir uthi aur ek disha ki orr chal padi.. veer ne usay dekha.. par roka nahi usay.. larki jaane lagi. bar bar mud kar veer ko dekhne lagi. veer ne ek bar usay dekha.. fir ankhen band kar gaya..
veer ko der se nind aai. bohut kuch tha uske pass sochne ke liye.. subah ankh khulne par veer larki ko karib hi lete dekh kar hairan rah gaya.. dil mein aaya ek zor ki kick maar kar larki ko wahan se bhaga de.. par jaane kyun woh aisa nahi kar saka.. larki ki gaand veer ki orr thi. larki ka chahra chhupa hua tha
veer larki ke shareer ko dekhne laga. achanak veer ko andaza hua uska lund khada ho chuka hai. veer hairan hua apne lund ko dekhne laga. pata chala veer larki ki gaand aur shareer dekh raha tha. lund awen hi masti mein aa gya tha. raat to andhera tha. par ab din ki roshni felne lagi thi. larki ka shareer bada hi qaatil tha. badi sexy thi. kamukta se bharpur thi..
veer ko laga uska gala sookhne laga hai. pahli baar uske andr aise vichar aaye the. pahli baar veer ek larki ke shareer ko bhuki nigah se dekhne laga tha
veer ko eka eki gusa aane laga. wo aisa to nahi tha.. aisi life to usne kabhi sochi bhi nahi thi. ab to usay har ek se nafrat ho gai thi. is larki ke liye uske andr sex ki aag kaise bhadak sakti hai
tabhi larki ek angdai leti hui bedaar ho gai. larki seedhi hui to veer ke lund ke bade zor ka jhatka maara.. larki ke chuche jo raat sahi se dikhai nahi diye the. ab veer ko dikhai diye. larki blouse aur ghagra pahne hue the. blouse halka sa phat gaya tha. shayad dono marne walun ne larki ke sath zor zabardasti karne ki koshish kari thi. isi koshish mein uska blouse phat gaya tha
veer thode se nange chuche dekh kar honto par jeeb ferne laga. veer ko laga, aisa nazara aaj se pahle usne kabhi nahi dekha.. dekha to tha, par halat badle hue the. yahan pahli bar veer ko ahsas hua.. usay kitni zarurat hai larki ke jism ki.. veer ki bhuk aur pyaar badhne lagi
tabhi veer ki nazar larki ke chahre par padi aur veer badi zor se uchhal pada..
veer hairat se gang larki ke chahre ko dekhne laga. larki ka chahra raat bhi dekha tha. par clearly dikhai nahi dia tha. ab dikh raha tha.. veer larki ka chahra dekh stabdh khada rah gaya.. larki veer ko aise ghoorte mohit hote dekh kar sharmane lagi.