• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)

How is the Story....?

  • Mind-blowing

    Votes: 186 82.7%
  • Best

    Votes: 19 8.4%
  • Bad

    Votes: 12 5.3%
  • Mind-blowing

    Votes: 8 3.6%

  • Total voters
    225
Status
Not open for further replies.

SmartyAsif

Well-Known Member
2,816
10,978
143
Index :

Update 01 "kismat"
Update 02 "Pyar ka Ehsaas"
Update 03 "Pyar aur Apnapan"
Update 04 "Pyar ki Shuruwaat 1"
Update 05 "Pyar ki Shuruwaat 2"
Update 06 "Pyar ki Shuruwaat 3"
Update 07 "Ek Naya Rishta 1"
Update 08 "Ek Naya Rishta 2"
Update 09 "Ek Nayi Udaan 1"
Update 10 "Ek Nayi Udaan 2"
Update 11 "Ek Nayi Udaan 3"
Update 12 "Ehsaas 1"
Update 13 "Ehsaas 2"
Update 14 "Ehsaas 3"
Update 15 "Ehsaas 4"
Update 16 "Ehsaas 5"
Update 17 "Ehsaas 6"
Update 18 "Chakravyuh 1"
Update 19 "Chakravyuh 2"
Update 20 "Chakravyuh 3"
Update 21 "Dillagi 1"
Update 22 "Dillagi 2"
Update 23 "Naye Rishte ki Shuruwaat 1"
Update 24 "Naye Rishte ki Shuruwaat 2"
Update 25 "Apnepan ka Ehsaas 1"
Update 26 "Apnepan ka Ehsaas 2"
Update 27 "Raaz.... Nafrat ya phir Diwaangi"
Update 28 "Ek Nayi Raah 1"
Update 29 "Ek Nayi Raah 2"
Update 30 "Ek Nayi Raah 3"
Update 31 "Dhamaal 1"
Update 32 "Dhamaal 2"
Update 33 "Dhamaal 3"
Update 34 "Jaane Anjaane 1"
Update 35 "Jaane Anjaane 2"
Update 36 "Apnepan ka Ehsaas 1"
Update 37 "Apnepan ka Ehsaas 2"
Update 38 "Shadi aur Flashback"
Update 39 "Apne Paraye"
Update 40 "Wapsi 1"
Update 41 "Wapsi 2"
Update 42 "Wapsi 3"
Update 43 "Ehsaas"
Update 44 "Anokha Pyar 1"
Update 45 "Anokha Pyar 2"
Update 46 "Mazedaar Shopping aur College"
Update 47 "kahi Unkahi Baaten 1"
Update 48 "kahi Unkahi Baaten 2"
Update 49 "kahi Unkahi Baaten 3"
Update 50 "Sex aur Takraar"
Update 51 "Takraar 1"
Update 52 "Takraar 2"
Update 53 "Takraar 3"
Update 54 "Seduction"
Update 55 "Dhamaka 1"
Update 56 "Dhamaka 2"
Update 57 "Dhamaka 3"
Update 58 "Dhamaka 4"
Update 59
Update 60
Update 61
Update 62
Update 63
Update 64
Update 65
Update 66 "Sexy Dhamaal 1"
Update 67 "Sexy Dhamaal 2"
Update 68
Update 69
Update 70
Update 71
Update 72
Update 73 "Adventure 1"
Update 74 "Adventure 2"
Update 75 "Adventure 3"
Update 76 "Madhur Ehsaas"
Update 77 "Ilaaj ya Maza 1"
Update 78 "ilaaj ya Maza 2"
Update 79 "ilaaj ya Maza 3"
Update 80 "Ek Naya Rishta 1"
Update 81 "Ek Naya Rishta 2"
Update 82 "Ajeeb Surprise 1"
Update 83 "Ajeeb Surprise 2"
Update 84 "Ajeeb Surprise 3"
Update 85 "Gehri Chaal 1"
Update 86 "Gehri Chaal 2"
Update 87 "Gehri Chaal 3"
Update 88 "Sach kadwa ya Meetha"
Update 89 "Sach kadwa ya Meetha 2"

Update 90 "Sahi ya Galat 1"
Update 91 "Sahi ya Galat 2"
Update 92 "Sahi Ya Galat 3"
Update 93 "Ek Naya Rishta"
Update 94 "Ek Naya Rishta 2"

Update 95 "Ek Naya Rishta 3"
Update 96 "Saaya"
Update 97 "Saaya 2"
Update 98 "Diwaangi"
Update 99 "Saazish"
Update 100 "Saazish 2"
Update 101 "Saazish 3"

Update 102 "kadwa Sach"

Update 103 "kadwa Sach 2"
Update 104 "Mystery 1"
Update 105 "Mystery 2"
Update 106 "Mystery 3" (New)
 
Last edited:

SmartyAsif

Well-Known Member
2,816
10,978
143
Nice Updatee


Aur woh kyaa sach mein SK hai yaa SK naam ka koi istemaal kar raha hai. Kyoki humsab ko yehi lagta tha SK koi aur nhi Sultaan hai.
Jald hi pata chal jaayega....
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,904
39,804
258
Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)


Update 96 "Kaala Saaya 1"


Nisha ki poori baat sun ne ke baad Radhika jo pehle hi sadme me thi wo Sultaan ke muh se Sorry sun ke bas ek tak use dekhne lag jaati hai.... Use samajh nahi aa raha hai ki wo kya kare.... Sultaan ki is anjaane me ki galti ke liye us pe naraaz ho ya phir ise ek galti samajh ke bhula de.... Waise bhi wo maane ya naa maane magar Sultaan to uska Pati hai.... Usne Mahadev ke mandir me unki moorat ke saamne Radhika ki maang apne khoon se jo bhari thi....

Sultaan Nisha ko baad me milne ka keh ke wahan se apne ghar Sk House ki taraf chal deta hai.... Jahan uski saari diwaaniyan uska intezaar kar rahi hain.... Wahin Radhika hairat se Sultaan ko jaate hue dekhti reh jaati hai us se na kuch kehte ban raha hai aur na hi karte.... Wo kya kare is Situation ko kaise handle kare use samajh hi nahi aa raha hai....

Use abhi bhi aisa hi mehsus ho raha hai ki Sultaan use baahon me liye kiss kar raha hai.... Sultaan ke honthon ki garmi abhi tak use apne honthon pe mehsus ho rahi hai....

Sk House me sab baithe baat kar rahe hain....

Padma maa Dadi se : Maa Sultaan aur Pihu ek dusre se pyar karte hain aur Shadi karna chahte hain.....

Padma maa ki baat sun ke sab khush ho jaate hain....

Dadi : Ye to khushi ki baat hai.... Pihu se achhi aur Samajhdaar ladki Sultaan ko kahan milegi....

Padma Maa : To main ye samjhun ki aap ko is rishte se koi aitraaz nahi hai....

Dadi : Mujhe to nahi magar sach jaan ne ke baad Shayad Pihu aur uske ghar waalon ko is rishte se aitraaz ho sakta hai....

Dadi ki baat sun ke Pihu aur uske maa baba hairaan ho jaate hain unhe samajh nahi aa raha hai ki Dadi aisa kyun keh rahi hai....?

Pihu ki maa : Bhale hum ko kyun is Shadi se aitraaz hone laga.... Aur aap kis sach ki baat kar rahi hain....? Jo bhi kehna hai khul ke kahiye....

Dadi Pihu ki maa ko wo sab batati hai jo unhe Acharya ji ne bataya tha.... Sultaan ke pichle janam ke baare me.... Jaise jaise wo batati jaati hai use sun ke wahan maujood Sabhi ki aankhon me nami aa jaati sath hi behad gussa bhi.... Sultaan ne jo bhi kuch saha hai use sun ke sab ka dil tadap jaata hai.... Sab ki aankhon se aansu behne lagte hain.... Phir Dadi unhe Sharp ke baare me batati hai aur bhi bahut kuch jise sun ke sab hairaan ho jaate hain.... Kuch to ye sab jaan ke behad khush bhi ho jaati hain.... Wahin Pihu ke maa baba behad hairaan bhi.... Sab kuch batane ke baad Dadi khamosh ho jaati hai aur Pihu ke maa baba aur khaas kar ke Pihu se sawaal kar ke unke jawaab ka intezaar karne lagti hai....

Dadi : Ab aap bataiye ki aap ka kya kehna hai.....? Sach jaan ne ke baad bhi kya aap apni beti ki Shadi Sultaan se karna chahengi....

Is se pehle ki Pihu ki maa aur Baba kuch kehte Pihu beech me bol padti hai.....

Pihu : Main Sultaan se sirf pyar karti thi magar ab sach jaan ne ke baad uski izzat bhi karti hoon.... Ab to chahe jo ho jaaye main apne Sultaan se hi Shadi karungi.... Bhale hi Shraap ki wajah se poori duniya ki ladkiyan aur Auraten uski life me aaye mujhe fark nahu padta... Jaante hain kyun.... Kyun ki mujhe is baat ka poora yakeen hai ki Sultaan kabhi mere sath galat nahi kar sakta.... Wo pyar ka wo saagar hai ki uska pyar kabhi kam na hoga.... Na hi kisi ke liye kam na zyada.... Wo sab ke sath sath mujhe bhi mere hisse ka poora pyar dega....

Dadi aage badh ke Pihu ko kas ke apne seene se laga ke kehti hai....

Dadi : Mujhe naaz hai tujh pe meri bachhi.... Sultaan bahut kismat wala hai jo use tera pyar mila....

Pihu : Nahi Dadi kismat waali to main hoon jo mujhe Sultaan ka pyar aur sath mila....

Phir sab pihu ke maa aur Baba ki taraf dekh ke unke jawaab ka intejar karne lagte hain.....

Pihu ke maa baba : Jab miya biwi razi hain to hum ko kya aur kyun hi aitraaz hoga bhala....

Pihu ke maa baba ki baat sun ke sab khushi se uchal padte hain.... Khaas kar ke Pihu Mehek aur Moni....

Dadi sab ko shant kar ke kehti hain.....

Dadi : Wo sab to theek hai magar ek baat sab apne dimaag me achhe se daal lo.... Jo bhi kuch maine abhi tum sab ko bataya hai.... Galti se wo baat Sultaan ko nahi pata chalni chaiye.... Main nahi chahti ki ye sab jaan ke Sultaan ko dukh ho..... Waada karo sab mujhse ki koi ye sab baaten Sultaan se nahi karege.... Sultaan kya is sab ka zikr koi kabhi kahin nahi karega....

Sab ek sath : Hum waada karte hain.... Hum Sultaan ko is sab ke baare me kabhi nahi batayengi.... Nahi hi kisi aur ko is baat ka pata chalne denge....

Abhi sab ne ye kaha hi tha ki tabhi Sultaan Sk House me dakhil hota hai use dekh ke sab khamosh ho jaate hain.... Sath hi hairat se Sultaan ko dekhne lagte hain.... Unhe is baat ka dar satane lagta hai ki Sultaan ne sab sun to nahi liya....

Sultaan : kya hua Sab itna shock kyun ho gaye....? Kuch baat ho gayi hai kya....?

Is se pehle ki koi kuch kehta Padma maa foran baat ko sambhaalte hue kehti hain...

Padma maa : Haan baat hui hai na.... Wo bhi behad Special baat hai.... Magar main aise tujhe nahi batane waali.... Iske liye tujhe ek badi party deni hogi...

Sultaan : Party to main de dunga magar pehle wo baat to bataiye....

Padma : Nahi aise nahi pehle party phir wo baat....

Sultaan : Chaliye theek hai main jaa ke fresh ho ke aata hoon tab tak aap sab bhi ready ho jaaiye phir chalte hain party karne.... Magar haan maa Party ke baat wo baat batana bhooliyega nahi....

Padma : Pakka....

Sultaan apne room me fresh hone chal deta hai.... Uske jaate hi....

Dadi : Ye sab kya tha haan.... Tum sab kahin paagal to nahi ho gaye....? Aise karoge to Sultaan ko sab pata chal jaayega.... Wo to achha hua ki Padma ne baat ko sambhaal liya warna aaj to anarth hi ho jaata.... Ab aage se dhyaan rakhna.... Main nahi chahti ki pichla kuch bhi jaan ke Sultaan ko dukh ho..... Ab jaao jaa ke jaldi se taiyaar ho jaao....

Dadi ki baat sun ke sab foran taiyaar hone chal dete hain....

Kuch hi der me Sultaan sab ko le ke chal deta hai.... Unki Car ek aalishaan 5 Star hotel ke baahar aa ke rukti hai.... Hotel ki shaan o shaukat ko dekh ke sab behad khush ho jaate hain.... Sab se zyada khush to Pihu aur uske ghar waale hain jinhone aaj tak itne bade aur Aalishan hotel ko nahi dekha yahan khana khana to bahut dur ki baat hai....

Sultaan sab ki pasand ka khana order karta hai jise sab maze le ke khate hain.... Khana khane ke baad....

Sultaan : Lo maa de di Party ab to bata do ki baat kya hai....?

Padma : Bata doon....

Sultaan : Haan bata do.....

Padma : Pakka bata doon....

Sultaan : Maa kyun pareshan kar rahi ho batao na baat kya hai....?

Padma : Achha main tujhe pareshan kar rahi hoon....

Sultaan : Aur nahi to kya....

Padma : Achha agar aisa hai to phir theek hai jaa nahi batati ki baat kya hai....

Sultaan : Please maa batao na baat kya hai....?

Dadi : Padma kyun Sultaan ko pareshan kar rahi hai ab bata bhi de use....

Padma : Bata to doon maa magar ise tang karne me bada maza aa raha hai.... Aaj pehli baar ise tang karne ka mauka mila hai....

Sultaan : Maa Please maa.... Meri achhi maa bata do na....

Padma : Abhi mood nahi hai....

Ye sun ke Sultaan pareshan ho jaata hai.... Use yun pareshan dekh ke kisi ko bhi achha nahi lag raha hai....

Mehek Pihu aur Mohini ek sath : Main batati hoon baat kya hai....

Achanak se Padma maa ke chehre ka bhaav badal jaata hai.... Aur wo behad gusse se kehti hain....

Padma : Nahi koi kuch nahi batayega.... Sab ko meri kasam hai.... Aur agar kisi ne ise kuch bhi bataya to phir main us se naraaz ho jaaungi....

Dadi : Padma ye kya bachpana hai...?

Baar baar Padma maa ke chehre ka bhaav badal raha hai....

Padma : Maa kabhi kabhi bachpana karne me bada maza aata hai.... Badi mushkil se to mauka mila hai ise satane ka jise main kaise hath se jaane de sakti hoon....

Padma ki baat sun ke Sultaan chid jaata hai.... Wo gusse me ye keh ke wahan se jaane lagta hai....

Sultaan : Agar aap ki yahi zid hai to phir ye hi sahi.... Ab mujhe bhi ye nahi jaan na ki baat kya hai..... Ab aap wo baat batana bhi chahengi tab bhi main use nahi sunuga aur na hi use maanuga kasam hai mujhe aapki.... Ab ye meri bhi zid hai.... Aur Sultaan ne ek baar jo keh diya phir use khud uper waala bhi nahi badal sakta....

Wahan maujood kisi ko bhi is baat ki ummeed nahi thi ki Sultaan Padma maa ki baat sun ke unse naraaz ho ke aisi zid pakad lega.... Sath hi unki kasam bhi kha lega....

Sultaan ki baat sun ke jahan Padma maa ke honthon pe zehreeli muskaan ubhar aati hai wahin sab gusse se Padma ko dekhne lagte hain..... Pihu ki aankhon se aansu behne lagte hain....

Sab ko gusse me dekh ke sath hi baat ko is tarha se bigadte dekh Padma aage badh ke Sultaan ko manane ki koshish karti hai magar wo na to unki koi baat sun ta hai aur na hi unhe kuch kehne ka mauka deta hai.... Wo uth ke wahan se bahar ki taraf chal deta hai.... Sab gusse se Padma maa ko dekhte hue uske peeche peeche chal dete hain....

Padma ko ek taraf is sab me behad maza bhi aa raha hai wahin dusri taraf unhe apne kiye pe pachtawa ho raha hai.... Unhe is baat ki ummeed nahi thi ki unhone jo kaha aur kiya wo unpe aur khaas kar ke Pihu pe itna bhari padne waala hai.... Ab wo chah ke bhi ise theek nahi kar sakti....

Pihu ki maa : Samdhan ji agar aap ko Sultaan ke liye meri beti ka rishta manzoor nahi tha to aap pehle hi bata deti.... Ise le ke itna bada drama karne ki kya zaroorat thi.... Rishta bhi aap ne taye kiya aur khud aap ne hi ise poora hone se pehle hi tudwa diya....

Padma : Main to bas mazaak kar rahi thi....

Dadi : Haan magar Sultaan ne jo bhi kaha wo mazaak nahi tha... Use main achhe se jaanti hoon.... Ek baar usne jo keh diya wo pathar ki lakeer hai.... Ab chahe jo ho jaaye wo apni kahi hui baat se kabhi nahi paltega.... Jaan ti hai kyun.... Kyun ki usne uski kasam khayi hai jise wo apni maa maanta aaya hai.... Uski nazar me tera martaba sab se bada hai.... Aur tu ne kya kiya uske sath us se uska Pyar Cheen liya... Use us se dur kar diya jise wo dil ki gehraiyon se chahta hai.... Ye tu ne kya kiya Padma.... Mujhe tujhse aisi ummeed nahi thi....

Abhi Dadi ne itna kaha hi tha ki tabhi Padma maa ko achanak se chakkar aa jaata hai unke sar ke sath sath unka poora jism ek tez jhatke se kaamp jaata hai... Unhe aisa lagta hai jaise ki unke under se koi cheez bahar nikli ho.... Wo hairat se sab ko dekhne lagti hain.... Sab ko khud ko is tarha se gusse me ghoorte dekh unhe ajeeb sa lagta hai....

Padma : Aap sab ko kya hua....? Aap sab mujhe is tarha gusse se kyun dekh rahe hain....?

Nanda Dadi : Itna sab karne ke baad pooch rahi hai ki hum tujhe gusse se kyun dekh rahe hain....?

Padma : Wo hi to main jaan na chahti hoon ki achanak se aisa kya hua ki aap sab mujhe is tarha se gusse se dekhne lage....

Is se pehle ki koi kuch kehta.... Padma maa har taraf nazar ghuma ke dekhti hai phir hairaan hote hue poochti hain....

Padma : Hum to ghar me the ye achanak se yahan kaise aa gaye....?

Nanda Dadi : Itna sab karne ke baad pooch rahi hai ki tu ne kya kiya.... Aur ab ye ek aur naya naatak.... Hum kahan hain....? Ab ye mat keh dena ki Achanak se teri yaadaasht chali gayi hai....

Padma : Meri yaad dasht kyun jaane lagi bhala.... Aur maine aisa kya kiya hai jo aap sab mujhse itne naraaz hain....?

Nanda Dadi : Ye faaltu ki bakwaas chor aur jaa ke use mana jise tu ne naraaz kiya hai....?

Padma : Maine naraaz kiya hai....?

Nanda Dadi : Haan....

Padma : Magar kise.....?

Nanda Dadi : Dekho to ise sab kuch kar ke bhi kaise anjaan aur masoom ban ne ka naatak kar rahi hai....

Padma : Aap kya keh rahi hai meri kuch samajh nahi aa raha hai... Aap ko jo bhi kehna hai khul ke kahiye na....

Nanda Dadi gusse me Padma ko poori baat batati hai jise sun ke Padma maa ko behad hairaani si hoti hai.... Unhe ek tez jhatka sa lagta hai....

Padma : Ye aap kya keh rahi hain....? Main bhala aisa kyun karungi...? Wo bhi apne Sultaan ke sath....

Nanda Dadi : Padma ye faaltu ki bakwaas ban kar ye soch ki ab tu Sultaan jo teri kasam kha chuka hai use kaise manayegi....

Padma : Main Sach keh rahi hoon bua maine kuch bhi nahi kiya.... Aur main Sultaan ke sath ye sab kaise kar sakti hoon.... Na jaan ke na hi anjaane me.... Main kaise Sultaan ko us se dur kar sakti hoon jise wo behad pyar karta hai... Nahi maa ye main nahi kar sakti.... Haqeeqat me to kya sapne me bhi nahi....

Sultaan ke jaane ke baad sab behad gusse se Padma ko dekh rahe hain wahin unki baat sun ke sab ko behad hairaani bhi ho rahi hai.... Is se pehle ki koi kuch kehta Dadi sab ko ghar chalne ko kehti hai.....

Dadi : Ghar chal ke baat karte hain....

Agar ye sab Padma ne nahi kiya to phir kiya kisne....? Is baat ko maan na yahan maujood kisi ke liye bhi asaan baat nahi thi kyun ki Padma ne jo bhi kiya aur kaha wo sab ke saamne kiya.... Kisi ke peeth peeche nahi....

****************************************
Idhar Sameera London pahunch ke Mukesh Baba se mil unhe ghar jaati hai aur unhe samjhane ki bahut koshish karti hai magar wo uski koi bhi baat nahi maante.... Ulta uspe naraaz ho jaate hain.... Maante bhi kaise Sameera uske baare me bura keh rahi hai jise wo apne bete se bhi badh ke maante hain....

Mukesh Baba : Nikal jaa mere ghar se is se pehle ki main tere sath kuch galat kar baithun.... Aur aainda galti se bhi Sultaan ke baare me kuch kaha ya kuch galat kiya to mujhse bura koi nahi hi hoga Samjhi....

Ye keh ke Baba gusse se Sameera ko apne ghar se nikaal dete hain.... Sameera chah ke bhi unke kuch nahi keh paati.... Is sab ka zimmedar wo Sultaan ko maanti hai.... Wo behad gusse me....

Sameera behad gusse me : Sultaan ab bas dekhte jaa ki main tere sath kya karti hoon..... Is poori duniya me agar mujhe kisi se nafrat hai sath hi koi mera sab se bada dushman hai to wo tu hai.... Jald hi main teri wo haalat kar dungi ki tu na jee paayega aur na hi mar paayega.... Apne kadmon pe jhuka ke tujhse maafi na mangwaayi to mera naam Sameera nahi....

Ye keh ke wo palti hi thi ki tabhi wo kisi se takra ke neeche gir jaati hai.... Jis se wo takrayi hai wo use undekha kar ke Phone pe baat karte hue wahan se aage badh jaata hai.... Ye dekh Sameera jo pehle se hi gusse me thi wo aur bhi zyada gusse me aa jaati hai.....

Sameera : Abe andha hai dikhayi nahi deta kya....?

Abhi Sameera ne itna hi kaha ki tabhi ek banda Sameera ke paas aa ke behad gusse se use kehta hai....

Madam tameez se baat kijiye.... Aap ko pata bhi hai ki aap kis ke baare me baat kar rahi hain.....

Sameera : Ye koi bhi ho mujhe fark nahi padta hai....? Isne dhakka de ke mujhe gira diya.... Uthana to dur is ne Sorry bolna bhi zaroori nahi samjha.... Ise itni bhi tameez nahi hai kya....?

Ek kaun hain ek baar aap jaan lengi to galti se bhi aisa nahi kahengi.... Inpe chillana to dur aap khud hath jod ke inse maafi maange gi....

Sameera : Sameera kapoor aur maafi.... Ye mumkin hi nahi....

Mumkin hai.... Kyun ki ye aur koi nahi balki Mr. Sk hain... Inke aage to bade bade bhi apna sar jhukate hain.... Aap cheez hi kya ho....

Uske muh se Mr. Sk sun ke Sameera shock bhi ho jaati hai sath hi behad khush bhi.... Use Sultaan se badla lena ka rasta to mil gaya hai.... Aur uske naam hai Mr. Sk....

(Ye Mr. Sk kaun hai ye jald hi aage ke Update me pata chalega....)

Sameera khushi khushi Sk ki taraf badh jaati hai.... Wo uske kareeb pahunchi hi thi ki tabhi Sk palat ke usko Sorry bolta hai...

Sk : Sorry wo maine jaan ke aapko dhakka nahi maara tha.... Wo galti se hum takra gaye the.... Ek aur baat Sorry ki us waqt aap gir gayi thi aur maine na aap ko girne se bachaya aur na hi aap ko utha ke Sorry kaha.... Wo baat aisi thi ki us waqt main ek behad hi important call pe baat kar raha tha....

Sameera : Are nahi nahi aap ko sorry kehne ki zaroorat nahi hai.... Balki Sorry to mujhe kehna chahiye.... Main hi bina dekhe palti thi aur aap se takra gayi....

Sk : Chaliye maan li aap ki baat jo bhi kuch hua anjaane me hua unme na aap ki galti thi na hi meri....

Sameera : Haan ye baat aap ne sahi kahi....

Sk : Coffee....?

Sameera : Ji kya kaha aap ne....?

Sk : Maine kaha kya hum sath me ek cup Coffee pee sakte hain....

Sameera : Ji Zaroor kyun nahi.... Isi bahane se aap ko jaan ne ka mauka milega.... Bahut suna tha aap ke baare me dekhiye ittefaak se aaj aap se mulakat ho hi gayi....

Sk : Sahi kaha aap ne.... Waise bada hi haseen aur dilkash ittefaq hai....

Sk ki baat sun ke Sameera khush hone ke sath sath sharma bhi jaati hai....

Sameera : Ye kya aap to flirt karne lage....

Sk : Maine to wo hi kaha jo meri aankhon ne dekha aur mere dil ne mehsus kiya.... Aap wakayi me behad haseen aur khoobsurat hain....

Sameera : Achha ji....

Sk : Haan ji....

Dono hasne lagte hain.... Aur Coffee peene chal dete hain....

*****************************************

Idhar Sultaan ke jaane ke baad Radhika statue ki tarha wahin khadi reh jaati hai.... Use samajh hi nahi aa raha hai ki abhi jo bhi kuch hua wo kya tha....? Kya wakayi me Sultaan ne use baahon me le ke kiss kiya....? Sultaan ne jaan ke kiya ya phir anjaane me.... Agar ye usne jaan ke kiya to usne aisa kyun kiya....? Maine to uski jaan lene ki koshish ki bhale hi anjaan me hi sahi magar uspe Goli to maine hi chalayi thi wo bhi ek nahi balki 3 baar.... Khud pe jaan leva humla karne waale ko koi kaise kiss kar sakta hai.... Ye mumkin hi nahi.... Kiss to use kiya jaata hai jis se aap behad pyar karte ho.... Aur us kiss me bhi ek alag hi ehsaas na ek behad sukhad ehsaas.... Na koi gussa na koi hawas.... Bas kuch tha wo tha pyar.... To kya Sultaan mujhse pyar karta hai.... Nahi ye kaise ho sakta hai.... Zaroor ye kiss usne anjaane me hi kiya hoga.... Haan yahi sach hai.... Kyun ki us waqt ghar me Sirf wo aur Nisha hi the.... To zaroor usne mujhe Nisha samajh ke hi kiss kiya hoga.... Magar usne Nisha ko kiss kyun kiya....? Kya wo Nisha se pyar karta hai....?

Ye aur na jaane aise aur kitne sawaal Radhika ke dil aur dimaag me uth rahe the jinke jawaab sirf aur sirf Sultaan hi de sakta hai....

Magar wo to chala gaya.... Mujhe us se milna hoga.... In sab sawaalon ke jawaab lene ke liye mujhe us se milna hoga.... Aur to aur mujhe apna Suspension cancel karwane ke liye apne maafi naame pe uske sign bhi to chahiye.... wo bhi jald se jald....

*****************************************

Idhar sab udaas man se Sk house pahunchte hain.... Hotel me jo bhi hua uski wajah se sab behad udaas hain sath hi unhe Padma maa pe behad gussa bhi aa raha hai.... Magar sab Sultaan ki wajah se khamosh hain.... Wo ye achhe se jaante hain ki Padma maa Sultaan ke liye sab se badh ke hai.... Agar kisi ne unke sath kuch bhi galat kiya to Sultaan us se naraaz ho jaayega behad naraaz.... Is wajah se koi chah ke bhi unse kuch keh nahi paa raha hai.... Magar Pihu ka kya uski aankhon se beh rahe aansu to rukne ka naam hi nahi le rahe hain.... Ye dekh yahan maujood kisi ko bhi achha nahi lag raha hai.... Mehek aur Moni use samjhane ki sath hi chup karane ki bahut koshish karti hain magar Pihu hai ki chup hi nahi ho rahi.... Balki har guzarte pal ke sath uska rona aur bhi zyada tez ho raha hai.... Kisi ko bhi samajh nahi aa raha hai ki aakhir Pihu ko chup karaye to kaise....


Theek tabhi Sultaan aage badh ke wo karta hai jise dekh ke sab shock ho jaate hain....
Lajwab Awesome Superbbbb Speechless update..........
Bohat khob superbbb.....
 
Status
Not open for further replies.
Top