Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)
Update 94 "Ek Naya Rishta 2"
Sultaan jaise hi Bike le ke Sohni ke gaon pahunchta hai.... Use wahan dekh ke Gaon ke log behad khush ho jaate hain.... Sab uski acche se khatirdari karne lagte hain.... Sab ka itna pyar dekh ke Sultaan bhi behad khush ho jaata hai....
Jab Sohni ke parivaar waalon ko pata chalta hai ki Sultaan aaya hai tab wo behad khush ho jaate hain.... Wahin kuch aise bhi hain jinhe Is baat se behad takleef hoti hai sath hi behad gussa bhi aata hai.... Unhe chor ke baaki sab Sultaan se milne ke liye foran taiyaar ho ke chal dete hain....
Sultaan ko dekh ke jahan Rukhsaar aur Sohni ke sath baaki sab behad khush ho jaate hain wahin Rukhsaar ke Baba Sarpanch Kumar Singh ka chehra gusse se laal ho jaata hai.... Unhe apni beizzati yaad aane lagti hai jo Pihu ke Nana ke yahan hui thi.... Unka dil chah raha hai ki wo apni har ek beizzati ka badla Sultaan se gin gin ke le.... Magar wo chah ke bhi aisa kar nahi paa rahe hain.... Agar unhone galti se bhi yahan Sultaan ke khilaaf kuch kiya to yahan ki janta jo Sultaan ko apna maseeha maanti hai wo unhe chorenge nahi.... Sultaan ke khilaaf utha unka ek kadam unpe bahut bhaari padega.... Ye soch ke wo khud ko rokne ki poori koshish kar rahe hain.... Magar chah ke bhi apne gusse ko kaabu nahi kar paa rahe hain....
Jahan Sohni aur Rukhsaar pyar bhari nazar se Sultaan ko dekh rahi hain wahin Sultaan hai ki unhe saaf ignore kar raha hai.... Ye baat unhe behad takleef pahuncha rahi hai... Wahin dusri taraf Pihu ko Sultaan ke sath chipke dekh unhe behad jalan bhi ho rahi hai.... Dono Sultaan ke kareeb jaana chah rahi hai magar bheed ki wajah se wo chah ke bhi Sultaan ke kareeb nahi jaa paa rahi hain.....
Kayi baar logon ka dhakka lagne ki wajah se dono peeche girti hain.... Magar phir uth ke khadi ho jaati hain aur Sultaan ke kareeb jaane ki koshish karne lagti hain.... Ye dekh ke Kumar Singh ke gusse ka baandh toot jaata hai aur wo Sultaan ka naam le ke jaane kya kya bura bhala kehne lagte hain.... Kumar Singh ko Sultaan ko bura bhala kehte dekh yahan ki janta bhadak jaati hai sab gusse me aa ke aage badh ke jam ke kumar Singh ki dhulayi karne lagte hain.... Sultaan kisi ko nahi rokta bas kumar singh ko pit te hue dekhta rehta hai....
Apne baba ko yun pit te dekh Rukhsaar unhe bachane aage jaati hai magar log na to uski baat sun rahe hain aur na hi Kumar Singh ko peetna band kar rahe hain.... Jab Rukhsar apne baba ko bacha nahi paati tab wo Sultaan ke kareeb jaa ke hath jod ke us se madat ki guhaar lagati hai.....
Rukhsaar : Sultaan please mere baba ko bacha lo.... Please....
Sultaan : Har baar tum sab ne aisa hi kiya hai.... Bina meri galti ke mujhpe ilzaam lagaya hai.... Mujhe takleef pahuchayi hai.... Yahan tak ki meri jaan bhi lene ki koshish ki.... Itna sab hone ke baad bhi main har baar sab kuch bhool ke tum sab ko bachata aaya hoon maaf karta aaya hoon.... Magar.... Haan magar ab se aisa nahi hoga.... Ab se jo mere sath jaisa karega wo waise hi bartaav mujhse paayega....
Rukhsaar : Ye tum kya keh rahe ho....
Sultaan : Wo hi jo sach hai.... Bahut seh liya maine..... Ab bas.... Jo jaisa karega wo waisa hi bhugtega....
Rukhsaar ko Sultaan se itne rookhe jawaab ki ummeed nahi thi.... Use laga tha ki Sultaan uski madat zaroor karega.... Wo Pihu ke baba se madat ki guhaar lagati hai magar unka jawaab sun ke uski rahi sahi aas bhi toot jaati hai....
P Baba : Sultaan ne jo kaha wo galat nahi hai.... Har baar sab ne mil ke uske sath galat hi kiya hai aur har baar Sultaan unhe saza dene ke bajaye maaf karta aaya hai.... Is baar bhi kumar ne bina uski galti ke uske sath galat kiya... Bina baat ke use jaane kya kya sunane laga.... Ek tum aur tumhare Parivaar waalon ko chor ke yahan par kisi ko pasand nahi aaya.... Bhala kaun ye bardasht kar sakta hai ki unke maseeha ko koi bura kahe.... Jaao chale jaao yahan se is se pehle ki gaon waale tum sab ki bhi wo hi haalat karen jo unhone kumar ki ki hai.... Sultaan ek baar ke liye tum sab ko maaf kar sakta hai magar hum nahi....
Kuch hi der me maar kha kha ke kumar ki haalat behad buri ho jaati hai.... Uske muh hath aur jism ke kayi hisse se khoon nikal raha hai.... Rukhsaar aur uske ghar waale aankhon me aansu liye kumar ko utha ke wahan se le jaate hain.... Jaate waqt bhi Rukhsaar aur Sohni ki nazar Sultaan pe hi tiki hui hai.... Magar Sultaan hai ki unki taraf dekh bhi nahi raha is baat se unhe behad takleef hone lagti hai....
Sab kuch achhe se dekhne ke baad Sultaan sab ke sath Pihu ke ghar aa jaata hai.... Sultaan aur Pihu dono baat karna chahte hain sath me waqt bitana chahte hain magar sab ki maujoodgi ki wajah se wo chah ke bhi aisa nahi kar paa rahe hain.... Dono ki bechaini aur tadap Padma dekh bhi rahi hai aur samajh bhi rahi hai... Sath hi muskura bhi rahi hai.... Raat ke khane ke waqt bhi Sultaan aur Pihu sab se nazar bacha ke ek dusre ko pyar bhari nazar se dekh rahe hain....
Pihu ke baba ki awaaz se unki tantra toot ti hai....
P Baba : Haan to Sultaan tum ne bataya nahi Hospital School College aur Factory ka udghatan kab kiya jaaye....?
Sultaan : Haan wo haan main wo.... kya kaha baba aap ne....?
Sultaan ne abhi itna kaha hi tha ki tabhi Padma ki hansi chhut jaati hai....
Padma : Hahahahahahahahaha....
Unhe yun haste dekh Sultaan sharminda ho jaata hai.... Aur dheere se kehta hai....
Sultaan : Ye kya Maa aap bhi mera mazaak banane lagi....?
Padma : Ji nahi main tera mazaak nahi bana rahi balki teri harkat dekh ke mujhe hansi aa gayi.... Waisa sahi kaha hai kisi ne Pyar hai hi aisi cheez isme achhe achhe diwane ho jaate hain....
Ye keh ke Padma maa muskurane lagti hai....
P Maa : kya baat hai Samdhan ji achanak se aap hasne lagi....?
Padma : Kuch nahi wo kuch yaad aa gaya tha.... Waise main kya keh rahi thi ki agle 2 se 3 din me Udghatan hone waala hai jiske liye hum wapis yahan aayege.... To kyun na in 2 se 3 din ke liye Pihu aur aap sab humare sath humare ghar chale jab hum udghatan ke liye wapis aayenge tab aap sab bhi humare sath aa jaaiyega.... Isi bahane aap apni beti ka Sasuraal bhi dekh lijiyega aur sab se mil bhi lijiyega.... Waise Sultaan ke Bhuvan Mama aur unka poora parivaar aur Mehek ka poora parivaar bhi wahin humare sath rehta hai....
Padma maa ki baat sun ke Pihu aur Sultaan dono hi behad khush ho jaate hain.... Wahin wo aas bhari nazar se Pihu ki maa aur Baba ki taraf dekhne lagte hain....
Pihu ki maa Pihu ke baba ki taraf dekhti hai jaise ki poochna chah rahi ho....
P Baba : isme poochna kya hai Pihu ki khushi ke liye hum kuch bhi karne ko taiyaar hain....
Padma : To main aapki haan samjhun....
P Baba haan me apna sar hila dete hai.... Jise dekh Pihu ki khushi ka thikana nahi rehta wo aage badh ke kas ke apne baba ke seene se lipat ke unse apni khushi ka izhaar karti hai....
Padma : To phir jaldi se jaa ke taiyaar ho jaaiye....
P Maa : Itni jaldi kya hai....? Raat ka khana kha ke chalte hain na....
Sultaan : Wo baat aisi hai Maa ki main Dadi ko bata ke nahi aaya hoon.... Der ho gayi to wo naraaz ho jaayengi.... Main Dadi ko naraaz nahi karna chahta..... To meri ye guzarish hai ki aap se please abhi chaliye.....
P Baba : Ye tum kya keh rahi ho beta ji.... Aur tumhe Please kehne ki to bilkul bhi zaroorat nahi hai.... Agar tum chahte ho ki hum abhi chalen to hum abhi chalenge...(Sab ki taraf dekh ke) Jaao jaldi se taiyaar ho jaao hum ko abhi nikalna hai....
P Baba ne abhi itna kaha hi tha ki tabhi Pihu aur uska bhai khushi khushi apne apne room me taiyaar hone ke liye daur jaaye hain.... Unki khushi aur harkat dekh ke sab behad khush ho jaate hain sath hi hasne bhi lagte hain....
Sab ke taiyaar hone ke baad Pihu Sultaan ki bike pe uske peeche baith jaati hai aur baaki Sab Padma maa ke sath unki car me bath ke chal dete hain.... Aaj Pihu ki khushi ka thikana nahi hai uski man ki muraad jo poori ho gayi hai....
Sab ke saamne Sultaan ke sath uske peeche uski Bike pe baithne me Pihu ko behad khushi bhi ho rahi hai sath hi behad sharm bhi aa rahi hai.... Aaj Pihu ka Sapna jo poora ho gaya hai... Jis se usne pyar kiya us se uska Rishta pakka ho gaya hai is baat se Pihu ko itni khushi ho rahi hai ki us se sambhaale nahi sambhal rahi.... Wo khushi me aa ke apna chehra aage kar ke Sultaan ke gaal ko kas ke choom leti hai.... Ye mehsus karte hi Sultaan foran Bike rok deta hai aur ghoom ke gusse se Pihu ki taraf dekhne lagta hai....
Sultaan ko gusse me dekh ke Pihu hairaan ho jaati hai....
Pihu : Kya hua tum itne gusse me kyun ho....? Maine kuch galat kar diya kya....?
Sultaan : Aur nahi to kya....?
Pihu : Wo yaar wo maine jaan ke nahi kiya khushi me apne aap hi gaya.....
Sultaan : Main kya koi bachha hoon ki tumne mere gaal pe kiss kiya.... Yaar itna bada Surprise diya hai kam se kam ek Lip to lip kiss to banti hi hai....
Sultaan ki baat sun ke Pihu shock ho jaati hai sath hi Sharm ke maare use Gore Gulabi gaal laal ho jaate hain....
Pihu : Matlab kuch bhi....
Sultaan : Kuch bhi nahi balki Lip kiss.... Aur waise bhi ab to humari Shaadi bhi pakki ho gayi hai..... Is khushi me kiss to banti hai.... Kyun hai na....?
Pihu : Haan wo to theek hai magar mujhe Sharm aati hai.... Main kaise....
Sultaan : Yaar mujhse kaisi Sharm main koi gair thodi hi hoon tumhara apna hoon.... Agar tumhe kiss dene me Sharm aa raha hai to main hi kiss le leta hoon....
Ye keh Sultaan aage badh ke Pihu ko apni bahon me le leta hai.... Sultaan ki baahon me aa ke aur aage wo kya karne waala hai ye soch ke Pihu ka poora jism sihar jaata hai.... Uske honthon kaapne lagte hain.... Sharm se uski aankhen band ho jaati hain.... Pihu ko yun sharmate dekh Sultaan ke chehre pe muskaan ubhar aati hai.... Wo Pihu ke chehre ko apne hathon me le ke uske honthon ko pyar se choom leta hai.... jise mehsus karte hi Pihu ke poore jism me sirhan si daur jaati hai.... Is se pehle ki wo kuch react karti Sultaan uske honthon ko apne muh me le ke use choosne lagta hai..... Pihu ko behad sharm bhi aa rahi hai sath hi use behad maza bhi aa raha hai uske poore jism me masti ki leher si daur rahi hai sath hi masti me uske dil ke sath sath uski kamsin kunwari Chut bhi tezi se pharphara rahi hai..... Masti me uski Chut se kaamras ki boonden tapak rahi hain.... Ye uski life ki pehli kiss hai.... Jaisa jaisa Sultaan kar raha hai wo bhi theek waisa hi kar rahi hai.... Dono duniya ko bhool ke kiss me lage hue hain.... Kareeb 10 Minutes tak dono ek dusre ke honthon ko chooste rehte hain.... Is beech Pihu Masti ke aasmaan me udd rahi hai uski Chut se tezi se kaam ras beh raha hai.... Achanak se uska jism akadne lagta hai aur wo ek tez siskaari ke sath jhadne lagti hai.... Uski Chut se tezi se kaamras behne lagta hai aur wo nidhaal ho ke Sultaan ki baahon me jhool jaati hai....
Kuch der baad jab uski madhoshi kam hoti hai tab abhi jo bhi kuch hua use yaad kar ke use behad sharm si aane lagti hai..... Sharm ke maare uske gore gulabi gaal laal ho jaate hain.... Wo Sultaan ke seene me apna chehra chupa ke sharmane lagti hai....
Sultaan : Mujhe nahi pata tha ki meri Pihu itni meethi hai.... Warna main to bahut pehle hi uska shehed jaisa meetha ras choos leta.... Ab to mujhe rooz ye meetha ras peena hai.... Aur isme main koi inkaar nahi sunuga....
Pihu : Dhat tum bhi na Sultaan kuch bhi kehte ho.... Thodi to sharm kar liya karo....
Sultaan : Apni Biwi ko kiss karne me kaisi sharm....?
Pihu : Usne abhi waqt hai....
Sultaan : Ji nahi....
Pihu : Matlab....
Sultaan apni ungli cut kar ke apne khoon se Pihu ki maang bhar deta hai sath hi apne gale se Sone ki Chain utaar ke use Pihu ke gale me pehna ke kehta hai....
Sultaan : Lo ho gayi Shadi....
Pihu shocked : Shadi....!!!!
Sultaan : Haan Shadi.... Aaj se tum meri Biwi ho aur main tumhara Pati....
Sultaan ki baat sun ke Pihu ki aankhen khushi se nam ho jaati hain.... Wo kas ke Sultaan ke seene se lipat ke apni khushi ka izhaar karne lagti hai.... Sultaan bhi use apni bahon me samet leta hai.... Kuch der yun hi ek dusre ki baahon me lipte rehne ke baad Pihu Sultaan se alag ho ke kehti hai...
Pihu : Sultaan mujhe bahut ghabrahat si ho rahi hai.... Agar Dadi ne mana kar diya to....?
Sultaan : Dadi kabhi mana nahi karengi aur na hi koi aur.... Jaanti ho kyun....? Kyun ki tum Sultaan ki jaan ho aur Sultaan ki jaan ko uske apne kabhi mana nahi kar sakte... Balki sab tumhe dil se apnayenge.... Aur tum koi gair nahi unki apni hi ho.... To ye baat apne dimaag se nikaal do.... Aur apne Sultaan ke sath is Naye rishte ka poora maza lo.... Aaj se hum miya Biwi hain.... Samjhi....
Pihu : Ji samajh gayi Miya ji....
Ye keh ke dono hasne lagte hain....
Pihu : To Miya ji ab jaldi se mujhe apne ghar le chaliye....
Sultaan : Wahan to jaayenge hi magar us se pehle hum ko Shopping Mall chalna hai....
Pihu : Shopping Mall....!!!! Wo kyun bhala...?
Sultaan : Tumhare liye New Dress aur New Panty lene.... Jo humari pehli kiss me kharaab ho gayi hai....
Sultaan ki baat sun ke Pihu sharma jaati hai....
Sultaan use sath le ke Shopping Mall ki taraf chal deta hai aur wahan se use apni pasand ki Dresses Bra aur Panty dilwata hai..... Jise le ke Pihu behad khush ho jaati hai.... Wo inaam me use ek deep kiss karti hai.... Phir wo dono Sk House ki taraf chal dete hain....
****************************************
Mujhe samajh nahi aa raha hai ki aap Sultaan ka bhala chahti hain ya phir bura....
Tumhe aisa kyun lagta hai....?
Pehle aap hi uspe hamle karwati hain uske khilaaf saari Sajish rachti hain.... Phir khud hi use us sab se bahar nikaalti hai.... Sultaan ko takleef bhi aap hi deti hain.... Use takleef me dekh ke aap ko jitni khushi hoti hai utna hi gum bhi.... Sultaan ko takleef pahuncha ke Aap ke honth pe muskaan aa jaati hai wahin aapki aankhon se betahasha aansu bhi behne lagte hain.... Use takleef de ke aap ko sukoon nahi milta balki kuch milta hai to wo hai beintehaan dard.... Aur jab tak aap Sultaan ko us takleef se bahar nahi nikaal leti aap ko chain nahi aata.... Ye sab dekh ke ek baat samajh nahi aati ki aap Sultaan se pyar karti hain ya phir Nafrat....?
Sultaan se mujhe jitna pyar hai utni hi nafrat bhi.... Main use dil ki gehraaiyon se chahti hoon sath hi us se dil ki gehraaiyon se nafrat bhi karti hoon....
Wo hi to mujhe samajh nahi aa raha hai ki aakhir aisi kya ki aap us se nafrat aur pyar dono hi karti hain... Jo ki namumkin si baat hai... Kyun ki jahan pyar hota hai wahan nafrat to bilkul bhi nahi ho sakti....
Ho sakti hai.... Bilkul ho sakti hai....
Magar kaise aur kyun....?
Bataungi.... Jald hi tujhe sab kuch bataungi... Bas kuch waqt aur phir tujhe Sultaan se meri is Diwaana waar pyar aur nafrat ki wajah pata chal jaayegi..... Filhaal ke liye tujhe maine jo kaam diya hai use poora kar.... Kaafi din ho gaye Sultaan ko dard aur takleef me dekhe hue.... Use takleef me dekhne ko dil tadap raha hai.... Use dard me tadapte dekh is dil ko sukoon milta hai.... Chal ab jaldi se jaa ke wo kar jo maine tujhe kaha hai.... Aur haan is baar koi galti nahi honi chahiye....
****************************************
Rukhsaar apne baba ko Hospital le jaati hai jahan unka ilaaj shuru ho jaata hai.... Apne baba ki aisi haalat dekh ke Rukhsaar ko behad dukh ho raha hai uski aankhon se aansu beh rahe hain....
Tabhi wahan Rukhsaar ki ek dost aati hai wo Rukhsaar ko sambhalti hai.... Phir Rukhsaar se poori baat jaan ne ke baad wo use Sultaan ke khilaaf bhadkaane lagti hai.... Wo baat ko aise ghuma ke Rukhsaar ke saamne rakhti hai ki na chahte hue bhi Rukhsaar ke dil me Sultaan ke liye pyar ki jagah gussa bhar jaata hai.... Wo Sultaan ko poori tarha se galat samajhne lagti hai.... Sath hi Sultaan se badla lene ki koshish me lag jaati hai.... Sab ke lakh mana karne pe bhi wo nahi sun ti....
****************************************
Sameera bhi Sultaan se badla lene ki neeyat se plan bana ke London ki flight me baith jaati hai.... Is baat se anjaan ki wo apne hi pair pe kulhadi maarne jaa rahi hai.... Apne Dada ke lakh samjhane pe bhi Sameera unki ek baat nahi maanti..... Wo kisi bhi tarha se Sultaan se badla lena chahti hai sath hi apne baba ko bhi jail se bahar nikalwana chahti hai..... Jis ke liye wo kuch bhi kar ne ko taiyaar hai....
****************************************
Sk House me sab Sultaan ko le ke pareshan bane hue hain.... Raat kaafi ho gayi hai Sultaan abhi tak ghar nahi aaya hai na hi uska call lag raha hai.... Dadi ke sath sath baaki sab ka bhi bahut bura haal bana hua hai.... Dadi reh reh ke baar baar sab pe is baat ko le ke naraaz ho rahi hain ki unhone Sultaan ko akele jaane hi kyun diya.... Gusse se unka dimaag phat raha hai.... Sath hi unki aankhen bhi nam hain.... Sultaan ke sath kahin kuch galat na ho jaaye is baat ko le ke wo behad dari hui hain....
Wo reh reh ke sab pe bhadak rahi hain....
Dadi : Bhuvan tu yahan baitha baitha kya kar raha hai... Jaa ke Sultaan ko dhoondhta kyun nahi....?
Bhuvan : Maa... Wo main jaa hi raha tha....
Ye keh ke Bhuvan Mama tezi se main gate ki taraf badh jaate hain.... Unhone Darwaza khola hi tha ki tabhi bahar khade shaks ko dekh ke wo chonk jaate hain....?????