UPDATE - 39
rocky - tu yahin wait kar aa rahe hain woh maine batta diya hai unhein ..
mai - chal yeh kaam to tune badhiyan kiya .. mujhe takleef kam hogi warna khud jana padta uske pass ..
kuch time baad koi club ke andar aya or lagga chillane ... uske sath uske sathi bhi the .. kuch 15 - 20 log honge ...
admi - kon hai woh madarchod jisnai mere bhai pe hanth uthaya ... aajj hi teri maa chod dunga behenchod samne aa .
mai - okk uncle kyun bhok rahe ho yahin hun mai ..
abb mai wahin side mai baar counter pe baitha tha .. kiyara jaa chuki thi kyunki uske boyfriend ko koi urjent kaam tha .. or bhi kaafi log wahan se jaa chuke the .. bole to allmost sabhi log chale gaye the .. kewal mai tha or wahan ka staff hi tha wahan ..
ABB AAGE...
abb mujhe bar counter nai ekk chit di thi jo kiyara nai uske pass chodi thi .. jab mai rocky ko maar raha tha .. mai ussi ko padh raha tha ki jab woh vishwanath andar aya tha .. to maine woh chit apni pocket mai rakhi or jawab diya ..
abb meri awaz sunke vishwa nai meri taraf dekha .. mai aram se wahin baith ke apna peg pii raha tha .. or woh mujhe ghur raha tha .. woh bhi gusse mai .. abb woh gussa kyun na ho ... woh rocky meri chair ke niche pada tha .. or mai aram se ekk pair uske upar rakh ke baitha tha .. kissi bhi bhai ko gussa aa jayega apne bhai ko aise dekh ke ......
vishwa- haramzade teri itni himmat ki tu meri bhai ko maare .. madarchod aaj tu jinda to nahi jayega yahan se .. eye .. bhima gate band kar .. aaj yeh bhag na paye yahan se ..
batao behenchod .. agar mujhe bhagna hota to chala na jata yahan se .. kahe intezar karta .. aaj iske chakar mai ekk nai chut ko ignore kiya maine or yeh aise bol raha hai .. batao .. maine koi react nahi kiya .. uska banda gaya or gate lock karwa diya .. ... maine bhi apna pek khatam kar diya tha ...
vishwa - madarchod tu janta nahi hai kya mujhe .. jo tune itna bada kadam uthaya .. khair koi nahi .. aaj tujhe example banaunga mai ki vishwa se ulajhne ka kya amjaam hota hai ..
mai - sach mai mai tujhe nahi janta or sach bataun to tere jaise chutiye ko janne ka koi mann bhi nahi hai . dekh apne bhai ko .. or batta ki aage kaise yeh matter solve karega ..
vishwa - yeh matter to beta teri maut se hi solve hoga .. ajj to tu mare ga ..
mai - ( hasssa jor se ) abe mujhse marne ke sapne chod de mai saitan hun .. khud devil .. mai logon ko marta hun mujhe koi nahi maar sakta .. or teri to aukat hi nahi hai mere samne khade hue ..
eek admi - ladka hai launde nai kuch zyada pee rakhi hai .. jo vishwa bhai ke samne bol raha hai ..
mai - han pee to hai munna .. ( maine ekk laat mari uss rocky ke sine pe to usne khun ugla ) ..
vishwa - madarchod chod de mere bhai ko ... munna hai mera woh ..
mai - to apne munne ko tameez sikhani thi na .. chal tu ekk bhai hai to tujhe mai ekk mauka deta hun ..
vishwa- beta ekk baar tu idhar aa .. phir batata hun tujhe ..
mai niche baitha or uss rocky ki gardan pakad lii ..
mai - ekk second ka kaam hai . halka sa twist karunga or tera bhai khatam ..
vishwa - dekh tu aram se baat kar or pehle mere bhai ko chodd ...
mai - han han janta hun ki jaise hi maine isse choda tu ya tera koi admi mujhe goli maar dega .. but beleive me .. kuch nahi hoga mera tabhi ..
mai - chal phir bhi tujhe ekk chance deta hun .. ekk game khelte hain ..
thodi der wahan santi chai rahi ..
vishwa- abe mai yahan koi khel khelne nahi aya hun ...
mai - bhai zinda chahiye to khel to khelna padega ..
thoda soch ke vishwa nai bola ..
vishwa - kaisa game khelna hai ..
mai - dekh gun to hogi hi tere pass .. to woh gun iss dance flor ke bich mai hogi or mai ekk taraf or dusri taraf tuya tera koi bhi admi .. tere pass total ( ginke ) 18 admi hai or tujhko milake 19 .. or mai akela .. matlab tere pass 19 mauke honge apne bhai ko bachane ke liye .. tujhe kewal ekk baar gun pakadni hai or tu mujhe shoot kar dena .. batta .. isse badhiyan satta khela hoga tune .. 19 tere mera ekk
vishwa - abe yeh khel bachpan se khelta aaya hun mai kabhi nahi hara ,.. tu pehli baar mai hi marega ..
mai - badhiyan hai to shuru karein ...
abb wahan vishwa nai apne sathiyon se baat ki or uska ekk admi samne aya .. or ekk admi nai vishwa se gun leke wahin bich mai rakh di ... mai wahi rocky ke upar per rakh ke khada hoo gaya . vishwa yeh dekh ke or bhi gussa ho gaya .. lekin kuch bola nahi ...
mai - oye .. ( maine ekk bande ko bulaya jo wahin club ka staff tha .. ) tu 3 tak count kar .. or jaise hi counting khatam hogi dono bhaagenge ..
to uss bade nai count kiya ;; 1........... 2............ 3............./
or hum dono hi bhage .. ;lekin mai fast tha or maine pehle gun utha li ... or gumake di laat uss bande ko jo mere sath dauda tha .. woh gira wahin flor ke niche .. or maine gun taan di vishwa ki taraf .. ... or halka sa ghuma ke shoot kar diya .. goli laggi ekk bade ko jo vishwa ke bagal se khada tha ..
pure club mai sannata cha gaya .. main dubara rocky ke pass pohoncha or gun fek di .. jo girri dubara middle mai ...
mai - ekk gaya ... 18 baki ...
phirse wahin banda aya samne .. or counting hui but iss baar bhi tez tha .. or anjaam same raha .. banda flor ke niche gira dubara or maine goli challa di .. or woh aggi ekk dusre bande ko ...
mai - chacha ... do down .. 17 baaki ... or dubara rocky ke sine pe pair rakh ke khada ho gaya .. or dekhte hi dekhte ekk eek karke .. vishwa ke admi marne lagge .. or uski tention bhadhne laggi woh apne hi admiyon ko galiyan dene lagga ... or jo banda mere sath bhag raha tha uski halat patli ho gai thi .. maine uske 9 bande maar diye the .. to vishwa nai uss bande ko laat maar ke alag kiya or khud samne aa gaya ... pehle to woh ghamand mai tha ki woh mujhe maar dega lekin abb uske chehre pe tention thi ..
mai - yeh bhadiyan kiya tune .. abb tu kissi pe ilzam nahi lagga payega ki uski wajah se tu apne bhai ko nahi bachha paya ..
vishwa nai kuch nahi bola .. bass gusse mai mujhe ghura ,.... dubara counting hui .. or iss baar vishwa nai gun utha li ...
uske aadmi khush ... or vishwa to or bhi zyada khush ..
usne gun mujhpe taan di ...
vishwa - abb bo madarchod .... badda uchal raha tha .. abb kya bolega ..
mai - chaacha aram se ..
vishwa - behen ke laude .. tune mere bhai ko mara abb tu gaya .. or usne trigger dabba diya ..
khamoshi fail gai .. har koi mujhe dekh raha tha .. lekin goli chali hi nahi .. maine reverse mara or rocky ko pakad liya
mai - tu sach mai chutiya hai .. kisne tujhe don banaya be .. mai aya maine tujhe gun uthane di .. uske baad mai tere samne hi khada raha .. tujhe lagga ki mai chutiya hun .. or tune goli challa di ........hahahahhahahhahahhahahahhah abe maine dhiyan diya nahi or maine rocky ko latein maar di ... unconsiuslly ....
vishwa- behenchod .. aram se .. bhai hai mera woh ..
mai - ohh sorry dekha nahi .. woh tere mazze lene ke chakkar mai dhayan nahi diya .... sorry ,...
vishwa ki pura muh utar gaya tha ... usse vishwas nahi ho raha tha .. ki aisa bhi kuch ho jayega ... usne dhyan diya nahi excitement mai .. abb dekho galti to uski hai .. meri to nahi maine majje le liye uske ......
abb dubara vishwa nai gun load karwai .... .... _________ ... ,,,.........gusse mai to woh tha .. or jajan tak uski phati bhi paddi thi ..........
gun load karne ke baad
vishwa - behenchod ... aab tu nahi bachega .. abb tu or mai or koi nahi ayega . bichmai ...
mai - han han patta hai ... chal abb age .... .... ... .... .... .... .....
phirse game shuru hua lekin iss baar mere samne vishwa tha . or dao pe uska bhai lagga tha batao .. city ka ekk bada don or uske samne ekk aam admi ... kaise woh bardast kar raha tha yeh wahi janta tha ... dono ready the or counting hui ... 1......2.......3..... and bammmmmmm mm goli chalne ki awaz aai .. or sath hi sannata ho gaya ..... dhhhhaaadammm ... ekk banda gira jo ki visha ka hi admi tha ..wahi jo pehle mere sath khel raha tha ... vishwa ko sach mai vishwas nahi ho raha tha ki kya hua ..
mai - uncle hosh mai aao ... 9 bande abhi bhi zinda hai tere matlab 9 chance hai tere pass ...or yeh bolke maine gun pheki jo girri theek middle mai ..
mai vishwa ko kewal physically nahi mentally bhi kamzor kar raha tha mai dikhana chahta tha usse ki woh jitna bhi badda don ho .. lekin mere samne woh kuch bhi nahi hai .... or yeh usse bhi samajh mai aane lagga tha .. lekin woh manne ko taiyar nahi tha or issi chakkar mai uske or bhi bande mare .. wahan lashon ka dher lagta jaa raha tha ,, or woh sab uske hi admit the jinko woh laya tha .. or uski himmat bhi tut gai thi ... bus uska roona baki tha .. baki to woh pura tut chuka tha ... abb kewal wahan vishwa or uska ekk banda baaki tha .. uss bande ki halat kharab thi .. agar woh bhagta or galti se vishwa jeet jata to uska marna taye tha ... or agar mai jeetta to bhi uska marna taye tha .. kelin fir bhi woh wahi khada raha .. round shuru hua ... or banmmmmmm ekk baar phir goli chali or woh last banda bhi niche gir gaya ... sab khatam vishwa ki jitni bhi takat thi woh khatam ho gai thi .... wahan kewal lashein thi or kuch nahi ... or bi mai gun ekk taraf mai or dusri taraf vishwa ..
mai - last round hai chacha .. batao .. kuch setelment karein ki aage badhna hai .. dekho abb tera koi banda nahi bachha to iska matlab marega tuhi ..
visha nai koi jawab nahi diya iska matlab tha ki woh aage khelna chahta tha .. ajeeb admi hai yeh bhi abhi iske 18 bande baaar diye .. phir bhi yeh aisa khada hai ki yeh last time mai mujhse jeet jayega a.. achhi baat hai dekhtein hai ki kiska luck sath deta hai..
dubara se counting hui .. or dono doude .. gun hanth mai aaki or samne wale ke upar taan di gai .... sannata cha gaya dubara .. tabhi ekk hasne hi awaz aai ..
hahhahahahhahahahahahhahahahahhahahaahha ..
gaya tu munna .. tune socha ki ekk tu hi hoshiyar hai ... lekin iss baar apni hoshiyari mai tu phas gaya ..
yeh vishwa tha has raha tha ... shayad pagal ho gaya tha apne bhai ke liye kyunki gun to maine uthai thi .. or sidhe uske upar taan rakhi thi ..
mai - chacha control karo .. gun mere hanth mai hai dikh nahi raha kya ..
vishwa - hansi to ayegi hi na ... tu khud khud ke khel mai fas gaya ... gun khali hai tu khud counting bhul gaya .. 18 round ho gaye hain or 9 pe reload hoti hai ..
abb bol to woh sahi raha tha .. abhi tak to gun khali honi chahiye thi .. dekha jaye to mai fas chuka tha ..but aise apka bhai fas jaye .. ho nahi sakta ..
mai - dimag badhiyan lagaya lekin thoda kamjor pad gaye ...... gun kiske thi teri thi na .. or magzine bhi tere pass hi hogi ... tujhe lagta hai ki mai iss chutiya game mai fasunga ... 3 shot marne ke baad hi teri jeb se magzine leke maine change kar di thi .. tu to sach mai chutiya hai .. kisne don banaya be tujhe ..
abb meri baat sunke vishwa hang ho gaya .. usko yakeen hi nahi ho raha tha ki kya hua .. uske chehre pe 12 baj gaye the .. kyunki gun uske chehre ke samne thi woh bhi loaded ...
mai - to chacha game over .. welcome kar apni maut ko ...
maine triger pe hanth rakha .. or wahan vishwa gira apne ghutne pe .. city ka itna bada don mere samne ghutne pe tha . maine usko mentally tod diya tha .. kissi ko maro to woh badla lene ki sochta hai lekin kissi ko mentally tod do to woh pura khatam ho jata hai .. vishwa ke hanth jude hue the ... or woh roo roo ke mujhe bheek bang raha tha ..
vishwa - chodd do bhai .. meri to koi galti bhi nahi hai ... mai to apne bhai ke pyaar mai yahan aa gaya tha .. tum alag ho .. ekk baar chood do zindagi bhar apka gulam banna rahunga mai .. bhai .. plzz ..
mai - kyun be gandu abhi to badi galiyan de raha tha ..
vihwa khud to thappad marte hue .. -- mai hi chutiya hun jo yahan aya .. bhai kewal aaj bashk do ... apka gulam banke rahunga ..
dekha maut samne ho to sari akad nikal jaati hai .. city ka sabse bada don aaj mere samne khud ki jaan ki bheek mang raha tha ... abb mai yaha usko maar ke yeh kissa khatam kar sakta tha lekin apke bhai ka dil badda hai .. to ..
mai - chal theek hai ... utha apne bhai ko or nikal yahan se ... lekin ekk baat yaad rakhna .. dubara mere samne mat aana ..
vishwa - bhai dubara yeh galti nahi hogi pakka ..
vishwa utha pehle to usne aake mere paun pakde or phir apne bhai rocky ko uthaya .. jo zinda to tha lekin behosh ho chuka tha ... woh landate hue wahan se janna lagga ..
mai - sun ...
vishwa - jee bhai ...
mai - aaj tere chakka mai ekk chut ko ignore kiya maine .. agli baar samne aaya to tere khandan mai se hi kissi ki chut marunga ..
vishwa kuch nahi bola or wahan se nikal gaya ... mai dubara baar counter pe gaya .. or ekk peg order kiya or peene lagga ..
PRESENT
mai mast sofe pe baitha hua tha or vishwa mere pairon ke pass .. uske admi bhi wahan aa gaye the .. lekin vishwa kewal roke mere pair pakde hua tha ..
mai - to tujhe yaad aa gaya .. batta abb kya kiya jaye tere sath ...
wahan jameendaar or uska beta dono sabd khade the .. usko to yakeen hi nahi ho raha tha ki jis don ko woh leke aye hain woh aisa kuch karega ,. yeh unke liye or vishwa ke admiyon ke liye bhi achambhe ki baat thi .. lekin vishwa sabko ignore karke mujhe dekh raha tha ...
mai - to kiski dilwa raha hai tu ..
vishwa - ( jameendar ko dekh ke ) behen ke lode tujhe yahi milla tha ... madarchod mann to kar raha hai ki yahin thik dun tujhe ..
mai - usko chodd batta kiske dilla raha hai .. lund bada machal raha hai mera ...
vishwa - bhai .. ekk akhri baar maff kardo ,.. woh apka chehra badak gaya hai isliye pehchan nahi paya .. warna mai to sindhe apke pairon pe girta aake ...
abb dekho wahan sari situation ko badalta dekh ke jameendar pagla gaya tha .. sahayad yeh uska akhri dao tha jo pehle hi asafal ho gaya tha .. or abb woh kuch kar bhi nahi sakta tha ...
jameendar - oye vishwa .. paise liye hain tune .. chupchap se apna kaam kar ..
vishwa - chup madarchod .. janta hai kon baitha hai tere samne . agar chahe to abhi tere khandan ko nanga nach nachwa dega .. or behenchod tujjhe yahi milla tha dushmani karne ke liye ...
abb mujhe to badi majja aa rahi thi .. mujhe lag raha tha ki mai kaise bina mare jameendar or uske launde ko samjhau .. ki woh mera kuch nahi ukhad payenge .. lekin yaahan to mera kaam asan ho gaya tha ..
mai - yeh sab bakchodi chod or tu yeh batta kiski chut dilla raha hai mujhe .....
vishwa - bhai mujhe maaf kardo plzzz yeh akhri baaar maaf kardo .. agar apko chahiye to yahan iss ghar ki kissi bhi ladki ya aurat pe hanth rakhdo .. woh apke niche hogi ..
jameendar or uska beta bhadak gay yeh sunke .. lekin tabhi vihswa ke admiyon nai unn dono ko pakad liya .. soch sunke ghar ke baaki log bhi bahar aa gaye the .. even sneha bhi... or vandana bhi ...
vishwa - bhai aap kewal hanth rakho woh laundiyan apke niche hogi ..
TO BE CONTINUDE ..