• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .

niteshdevhirkane

New Member
26
9
3
Bhaiya please request hai please bhaiya Sona aur aryan ki ye love story please love story rhe dena esko bekar mat bna please bhaiya Sona sirf sirf Aryan ki rhe please bhaiya please request hai please na bhaiya ๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ’ฏ๐Ÿ˜๐Ÿ˜๐Ÿ˜๐Ÿ˜๐Ÿ‘๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ญ๐Ÿฅบ๐Ÿ˜๐Ÿ˜๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ’ฏ
 
nktubhg

Member
231
2,912
124
Update 78

Sana ab apne ghar ka gate kholti hai aur woh dekhti hai ki aryan ki bua ,unke husband aur unka ladka varun ghar par aaye hai .sana aryan ki bua ko shadi mein mili thi toh uske baare mein usko pta tha ki yeh kon hai par baki woh kisi ko nhi pehchanti thi

Sana unko dekh thodi disappoint ho jaati kyunki woh aryan ko expect kar rahi thi ki woh aaya hoga par aisa kuch nhi tha par sana apne face par ek smile bnakar rakhti hai.

Sana- are bua ji aap

Bua- kya baat hai beti tune mujhe pehchan liya

Sana- bala mein apko kaise nhi pehchanti apke sangeet ne pure ghar mein dhamal machakar rakhi thi

Sana aisa bolkar apne sar par dupatta leti hai aur bua ke paer padti hai

Bua- sada suhagan raho beti

Sana ab aryan ke fufa ke bhi paer parne lgti hai par woh usko mana kar dete hai

Fufa- nhi beti hamare ghar ladkiya mardo ke pau ko touch nhi karti waise tumne pehchana bhi mein kon hun

Sana- apko dekh kar lag raha hai ki shayad aap bua ke husband matlab hamare fufa ji hai na

Fufa - kya baat hai bahu tumne bilkul thik andaza lagaya

Aryan ki bua tabhi apne bete ki taraf dekhti hai jo phone par game khel Raha tha aur uske halke se chanta laga deti hai

Varun - kya hai maa maar kyu rahi ho

Sana waise varun ki age ko dekh kar thoda hairan ho jaati hai kyunki aryan ki bua ki umar kafi zyada thi par varun abhi sirf 14 saal ka bacha tha

Bua- tujhe dikh nhi Raha teri bhabhi samne hai chal paer pad bhabhi ke

Sana- are nhi nhi iski koi zarurat nhi isko khelne do na

Bua- are kyu nhi hai zarurat chal varun bhabhi ke paun chu

Varun ab bahut jaldi sana ke paer padta hai aur bhag kar andar chala jaata hai

Sana man mein - yeh kya item hai yaar
Bua- tujhe bura toh nhi laga beti ek no ka badtamiz hai yeh ladka meri sunta hi nhi jab dekho phone chalata hai yan phir bahar jakar cricket khelta rehta hai
Sana- are nhi bua ji aap aise mat bola aaj kal toh sabhi bache aisi harqate hi karte hai jab thoda bada ho jayega toh khud samajhdar ban jayega

Sana aur aryan ki bua jab baat kar rahe the toh uska fufa phone par kisi se baat kar raha tha aur uska unki baato par koi dhyan nhi tha

Sana - are aap andar aayiye na aise bahar kyu khade ho aur yeh bag mujhe dijiye

Bua- rehne do bahu

Sana- are kya rehne do aap hamare ghar aaye ho aur mujhe yeh make sure karna hai ki apko koi taqlif na ho

Bua man mein - are kya baat hai yeh suman ki bahu toh bahut samajhdar lgti hai achha hi hai waise ab us nikaame aryan ko bhi thodi akal aa jayegi

Bua- are is bag ko utha kar konsi taqlif hogi

Sana- are idhar dijiye

(Sana ab unse bag pakad leti hai)

Bua- tu nhi manegi na

Sana- bilkul bhi nhi

Sana- are fufa ji aap bhi chalo kya koi zaruri baat kar rahe ho phone par

Fufa- han beta aap log jao mein bas abhi phone par baat kar ke aaya hai

Sana aur aryan ki bua andar chale jaate hai aur fufa bahar hi phone par laga rehta hai par woh sab in baaton se anjan the ki arun ke log un sab par nazar rakh rahe hain aur ek ek chiz ko observe kar rahe hai

Sana aur bua ab andar aa jati hai aur suman bhi apne room se bahar aati hain .sana tabhi dekhti hai ki varun abhi bhi sofe par baith kar game khel Raha hai aur chilla raha hai jaise usne aas paas koi bhi na ho

Sana man mein - waise sach mein mr immature sahi hi kehta hai ki kayi bache bahut annoying hote hai par cute lagte hai

Suman - are didi aap aayi ho wah kya surprise Diya

(Suman ab bua ke paer chuti hai)

Bua - khush reh

Suman - are baitho na aap aisi khadi kyo ho aur kya baat hai varun bhi aaya hai

Bua- Oye varun chal mami se ashirvad le

Varun - are mujhe koi ashirvad nhi Lena mujhe game khelne do

Ab aryan ki bua varun ko marne ke liye jaane lgti hai par tabhi suman usko rok leti hai

Suman- rehne do didi woh bacha hai usko kyo marne jaa rahi ho

Bua- are isko koi akal nhi hai yeh toh apna ghar hai kal bahar jayega wahan bhi beijjati karwa dega

Bua man mein - is ladke ki wajah se mujhe har baar sharminda hona padta hai
Suman - are kuch nhi hota abhi thoda naadan hai baad mein khud thoda samajhdar ho Jayega

Sana ko varun ki harqat par bahut gussa aata hai par woh kuch nhi bolti bas apni baat man mein hi rakhti hai

Sana man mein - kitna badtamiz hai yeh ladka isko kisi ne akal nhi sikhayi kya mera toh dil kar raha hai iske ek thapad laga du

Sana- are bua aap ji baitho mein apke liye chai bnati hun

Bua- are nhi beta

Suman - kya nhi sana tum chai bnao

Sana- ji maa

Sana ab kitchen mein jaakar chai bnane chali jaati hai

Suman- kya baat hai jija ji nhi aaye

Bua- aaye hai na bahar phone par baat kar rahe hai

Bua ke aisa bolte hi aryan ka fufa andar aa jata hai aur sana bhi tabhi bahar aa jati hai

Suman - lo aa hi ge

Suman - namaste jija ji

Fufa- namaste kaisi ho

Suman - bilkul thik

Sana- fufa ji

Fufa- bolo beti

Sana- maine puchna tha ki aap chai piyenge ya fir kuch aur

Fufa- beta agar ek cup coffee mil jaati toh

Sana- are kyon nhi abhi bna deti hun

Sana ab phir se kitchen mein chali jaati hai aur apna kaam karne lgti hai aur baki sab bahar baithkar baatein kar rahe the tabhi sana thodi der baad sab ke liye chai aur coffee lekar bahar aa jati hai aur serve kar deti hai

Fufa- waise kehna padega beti coffee bahut achhi bani hai

Bua- coffee ka pta nhi par chai toh kamal ki hai kya baat hai bahu lgta hai tere hath mein koi jaadu hai

Bua- are suman tu toh badi qismat wali hai

Suman bhi sana ki tarif sunkar khush ho jaati hai aur usko apni bahu par naaz hota hai

Bua- are bahu tum baitho tum kyo khadi ho

Sana- nhi bua ji koi baat nhi aur aap mujhe chorriye yeh biscuit lijiye aap toh bas chai hi pi rahe ho

Bua - woh sab toh thik hai par tum khadi kyo hai

Sana- bas aise hi

Fufa- kya beti abhi bhi tumhari woh purani soch toh nhi hai ki jab tak mehman nhi kehte tab tak baithna nhi hai .

Sana- nhi nhi fufa ji aisi koi baat nhi hai bas mein isliye khadi hu ki agar apko kuch aur chahiye toh mein lekar aa jau

Fufa- baith jao beta please

Sana ab suman ki taraf dekhti hai aur suman bhi usko baithne ka ishara karti hai aur sana bhi wahan par baith jaati hai .ab woh sab idhar udhar ki baatein karne lgte hain tabhi neha bhi wahan aa jati hai aur sab ke sath baithkar baatein karne lag jaati hai

Fufa- waise aaj kal aryan kya kar raha hai koi kaam dhanda karta hai ke nhi ki abhi bhi woh hi haal hai uska ( aryan ka fufa ki aryan se kam banti thi kyunki aryan uske sath kaam karne se reject kar diya tha )

Suman - nhi ab toh hamara ladka kaam karta hai aur bahu ke aane ke baad toh kafi samajhdar bhi ho gya

Suman aisa bolkar bade pyar se sana ke sar ke upar hath rakhti hai aur sana bhi smile karne lgti hai

Bua- toh yeh sab sana ka kiya hua hai .kya sana inki baaton se aisa lag raha hai ki tu toh aryan ko apni ungliyon par nachati hai

sana- nhi bua ji aisi koi baat nhi hai

Neha ab sana ki baat sunkar khasne lagti hai aur sana bhi neha ki taraf dekhti hai aur neha uski taraf dekh kar smile kar deti hai

Neha- bhabhi ne ekdum sahi kaha iski toh aryan ke samne awaz hi nikalti yeh kya usko ungliyon par nachayengi kyu bhabhi sahi kaha na maine

Sana man mein - tere ko toh mein baad mein Btaungi chipkali kahi ki

Sana- Hnji neha didi mein kon hoti hun ki apne pati se apni baaton ko manane wali aur kaam bhi woh apni marzi se hi kar rahe hai maine toh unhe kuch karne ko nhi bola

Neha man mein - kya baat hai neha se sidha neha didi kafi kamal ka progress hai

Fufa- chalo achhi baat hai yeh nalayak ladka kuch toh kar raha hai waise kaam kya karta hai yeh aaj kal woh hi hoga ki kisi 10000 ki naukri par laga hoga kisi ki dukan par aur kya

Sana ko aryan ke fufa ki baat sunkar gussa aa jata hai kyunki usne aryan ko nalayak bol diya tha par filhal woh kuch nhi bolti

Sana man mein - yeh bhudda nalayak kis ko bol raha hai isko pta hi kya hai aryan ke baare mein .

Suman - ji waise toh aryan ek medical store par bills bnane ka kaam karta hain par uski thankwah 10000 nhi 14000 hai

Fufa- toh kya hi fark padta hai kar toh kisi se yahaan naukri hi maine toh isko kaha tha ki mere sath kaam kare aaj kam se kam is nikamme ki thankwah 25000 hoti par isne meri suni hi nhi khair shukar ab toh kuch kar raha hai yeh badtamiz

Sana se ab raha nhi jaata hai aur woh aryan ke fufa ki baat ka jawab dene lgti hai

Sana- itna toh yeh aaj bhi khud ke dum par kaise bhi kar ke kama hi lete hai waise bhi apke sath kaam karte toh technicly dekha jaye toh woh bhi ek kism ki naukri hi hui na fufa ji aur ab toh papa bhi apna Naya business kholne Wale hain aur aryan ji ab kaam se aate hi sidha papa ke sath kaam karenge waise fufa ji bura mat maniyega manti hu ki inke andar thoda bachpana hai par mujhe is ghar mein 2 mahine ho gye hain maine aaj tak inhe kabhi apne bade ke sath badtamizi karte nhi suna pta nhi aap inhe badtamiz kyu bol rahe ho

Suman sana ki baat sunkar thoda khush bhi hoti hai ki sana ne aryan ko defend kiya par woh sab usko ajeeb bhi lagta hai ki sana uske jija ke aage aise bol gyi

Suman ab is tarah se sana ka hath pakadti hai jaise koi dekhe na aur usko ishare se chup rehne ko bol deti hai

Sana man mein - are lgta hai maa ji gussa ho gyi ab phir dant padegi

Fufa- nhi beta aryan ne kabhi badtamizi toh nhi ki mere sath woh toh bas mere muh se nikal gya tumhe bura laga kya

Fufa man mein - yeh ladki sahi mein is aryan ke jaisi hi hai mujhe kya waise bhi yeh log zyada dino tak zinda nhi rehne wale bas is ladki ko chorrkar maza aayega aur kya pta yeh ghar bhi mere naam ho jaye
 
Last edited:

red_devil_98

Member
449
575
93
Update 178

Dheere dheere hero se maar khane walo ki sankhya increase hoti Jaa Rahi hai aur waise bhi fufao par toh adhiktar logo ka sir ghuma hua rahta hai๐Ÿคฃ
 
ARTICUNO

Staff member
Sectional Moderator
2,230
2,627
144

Bhai mast update hai โค๏ธ ab dheera dheera bahut sa dusman aa rahe hai Aryan aur uska pariwar ke .
 
Top