• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Wildm

Member
201
113
43
Nice update
 
nktubhg

New Member
73
1,108
114
Update 46
Aryan sana ke room mein enter karta hai aur sana bed par chup chap baithi hoti hai aur aryan bhi bed par aakar let jata hai aur earphones lga kar gaane sunane lgta hai .ab sana aryan ko do teen baar bulati hai par earphones ki wajah se usko awaz sunayi nhi deti phir sana uske headphones nikal ke side par rakh deti.

657a235dba10929421ffae70105b96d8
Aryan- ab kya ho gya meri maa maine phir koi galti kar di kya.
Sana- nhi tumne koi galti nhi ki par aise gusse se kyu bol rhe ho.
Aryan- sorry Galti ho gyi par phir yeh earphone kyu utare tumne.
Sana- tumko pta hai maine kitni awaazie lagayi par tumne inki wajah se meri baat sun nhi pa rhe the aur mujhe tumse baat karni hai.
Aryan- kya baat karni hai.
Sana- woh mujhe tumhe sorry bolna tha
Aryan- kis baat ke liye.
Sana- woh maine tumhe bahar kuch zyada gusse mein bol diya tha na us baat ki.
Aryan- tum kitna roti rehti ho in chotti bato par mujhe toh tumhara gussa karna bilkul bhi bura nhi laga waise bhi tum gusse mein kafi achi lagti ho .
(Sana aryan ki baat sun kar blush karne lgti hai )
Sana- kya tum bhi kuch bi bol dete ho.
Aryan- are mein sach bol rha hun aur tumko yeh mazak lag rha hai .
Sana- acha sach mein.
Aryan- han .
Sana- in baton ko chorro tumne ab yeh socha hai kal ke lunch ka kya karna hai.
Aryan- are us baat ki toh mujhe tension ho rhi hai maine woh kadwi baatien bhi soch li jo tumhare papa mujhe bolenge.
Sana- nhi aisa kuch nhi hoga waise bhi mere abbu ne kabhi koi kadwi baat nhi ki .
Aryan- han woh toh maine aaj ache se dekh liya.
Sana- tum kehna kya chahte ho mere papa ne tumhe kuch galat kaha kya.
Aryan- nhi maine kab aisa kaha ki unhone mujhe kuch galat kaha (aryan sochta yeh phir se jhagda na shuru kar de)
Sana- main sab samjhti hun tum kya kehna chahte ho par abhi tumhare sath behas karne ka koi mood nhi hai waise bhi unhone Jo kaha hai hamare future better ho jaye iske liye kaha tha .
Aryan- waise unki aisa bolne se hamara future better kaise hoga.
Sana- dekho agar mere pass time hota na toh mein tumko ache se batati bas yeh bolungi ki tumko unhone aisa is liya kaha tum ki unki so called khadwi baaton ke bahane hi koi kaam toh shuru karo.
Aryan- acha thik hai madam ji aap aisa bol rhi ho toh sahi hi hoga par apke pais time kyu nhi hai apko kisi important business meeting par jaana hai.
Sana- dekho mr immature jyada faltu mat bola karo agar mujhe abbu ke paas koi important baat karne jaana nhi hota na toh tumko mein ache se btati ki asli business meeting kya hoti hai .
Aryan- acha thik hai jao aur mera sar mat khao mujhe nind aa rhi hai .
Sana- aryan suno mein abbu ke paas ja rhi hun aur han khabardar tum soye toh mujhe tumse bhi wapis aakar koi baat karni hai.
Aryan- par is waqt itni raat ko woh bhi kis baare mein.
Sana- bahut chizo ke baare mein .
(Ab sana apne room se nikal jati hai aur aryan man mein kehta hai ki yeh sana bhi bahut bolne lagi hai shadi ke 2 din toh aisa behave kar rhi thi jaise is se jyada tamiz kisi ko nhi hai aur maa ke aage toh ab bhi aise bholi banti hai ki pucho hi mat)
(Sana ab apne papa ke room mein aati hai jaha war par woh baitha hua tha aur sana bhi uske paas jakar baith jati hai )

download-2
Abdul- aa gyi beta tum main tumhara hi wait kar rha tha.
Sana- abbu apne bulaya tha toh mujhe toh aana hi tha waise bhi apko pta hai maine apko kitna miss Kiya .
Abdul- maine bhi apne bache ko bahut Miss Kiya par abhi in baaton ka time nhi hai mujhe tumse important baat karni thi .
Sana- ji papa boliye kya baat hai uske baad mujhe bhi aap se kuch zaruri kaam hai.
Abdul- acha toh pehle hum baat kar le phir tumhara zaruri kaam bhi ho jayega.
Sana- ji abbu boliye kya baat hai.
Abdul- darasal beta baat yeh hai ki main chahta hun ki tum is ladke aryan ko talaq de do.
Sana- abbu aap yeh kya bol rhe hai (puri tarah shock ho jaati)
Abdul-han beti par main jo bhi bol raha hun sahi bol rha hun yeh ladka kisi kaam ka nhi hai .
sana- par abbu main unke saath bahut khush hun waise bhi yeh nikkah bhi toh apki aur ammi ki marzi se hua tha na.
Abdul- nhi beta main toh tumhare nikkah ke liye raazi nhi tha par tumhari maa ke baare baar kehne par ki suleman tumhare saath acha saluk nhi karta isliye Maan gya.
Sana- abbu aap nikkah ki izzat na dete toh hum aryan ke sath nikkah nhi krte par ab hume unse mohabbat ho gyi hai aur agar sach kahe toh main aryan ji ke bina do pal bhi nhi reh sakti.
Abdul- dekho sana yeh bacho wali baatein mat karo jab tumhara sohar koi kamai nhi kar payega na aur phir tumhare bache baith kar royenge tab yeh pyar mohabbat sab khatam ho jayegi aur agar sach pucho toh mujhe aaj bhi woh suleman hi tumhare liye ek kabil sohar lgta hai .
Sana- yeh aap kya bol rhe ho abbu woh suleman jisne mujhse kabhi pyar se treat nhi kiya kabhi kisi bina matlab ke koi baat nhi ki aur mein apke aur ammi ke dawab mein puri life apne hi man ko bar bar samjhati rhi ki suleman mera sohar aur mujhe har haal mein uski har baat manani hai par aakhir mein paise ke lalach usne mera sodha bhi kar diya aur waise bhi mein aryan ji ke sath bahut khush hun toh apko unse kya dikkat hai .

images-2
Abdul- meri baat ko samjha kar bachi woh dusre mazhab ka hai hume apne rishtedaron ko muh bhi dikhana hota hai par itni hi baat nhi hai asal baat toh yeh hai ki woh ek driver ka beta hai ab tuhi soch agar bahar logo ko pta laga ki meri beti ki shaadi ek driver ke bete se huyi hai toh meri business society mein kya izzat reh jayegi .
Sana- par abbu apke paas toh paise hai na toh phir aap unki help kar dijiye ek acha business khada karne mein agar apko itna hi bura lgta hai ki mere sohar ek driver ke bete hai aur dusri baat aryan ji kon hai aur kaise hai is baat se apko kya matlab mujhe woh jaise hai aur jahan se bhi hai pasand hai .
Abdul- sana lgta hai tum is nikkame ladke ke sath reh kar bahut badtamiz ho gyi ho pehle toh tumne mere se itni behas nhi ki
Sana- dekho abbu apko Jo kehna hai keh lijiye par main aryan ji ko koi divorce nhi dungi aur itne salo ke baad mujhe aisa laga hai ki koi apna hai aur aap usko hi chorr dene ko keh rhe ho.
Abdul- dekho beti samajha karo tumne kabhi yeh socha hai ki tumhara aaj bhi ek mahine ka
jitna kharacha hai aur itna toh woh aryan aur uska baap bhi milkar nhi kama payenge aur tumko lgta hai ki tum is aryan ke saath reh lo gi
Sana- abbu aap meri itni meri chinta mat kijiye main kaise bhi karke aryan ji sath reh lungi aur thode paiso mein hi sahi hum guzara kar hi lenge .
Abdul- dekho beti mera kaam tha tumko samjhana maine tumhe samjha diya hai waise bhi ladkiyo ko dusre ghar hi jaana hota hai aur yeh tumhari khud ki zindagi hai ab tumko iska kya karna hai yeh tumhara faisla hai par meri baat mano toh yeh aryan mujhe dikhne mein nikamma hi lag rha hai mujhe toh yeh bhi lgta hai ki yeh zindagi mein kuch nhi kar payega.
Sana- abbu aap aisa kaise keh sakte hai aap inke mere baare mein jante hi kya hai .
Abdul- shayad tumse behtar hi jaanta hun yeh ladke jo chotte gharo ke hote hai apne jivan mein paise na hone ki wajah se zyada kamai nhi kar pate .
Sana- thik hai abbu apki baat sahi hai ki Paisa na hone ki wajah se woh koi business nhi kar paate par apke paas toh paise hai na toh kya na aap inki koi business karne mein help hi kar dijiye.
Abdul- dekho bachi mujhe aryan ki help karne mein koi dikkat nhi hai par mujhe lgta nhi hai ki yeh mere sath reh kar kaam kar payega .
Sana- abbu aap aisa kaise keh sakte hai please abbu sirf mere kehne par ek baar unhe ek chance toh dekh ke dekhiye.
Abdul- thik hai tum itna keh rhi ho toh mein usko ek chance de dunga par meri kuch sharat hai sana- aap chinta mat kijiye unhe aap ki har sharat manjur hogi agar aap unhe apne sath mein business mein kaam denge kyunki woh mere liye kuch bhi kar sakte.
Abdul-thik hai beti hun iske baare mein aryan ke sath lunch ke baad baith kar baat karenge .
Sana- sach mein (sana apne baap ki yeh baat sunkar khush ho jaati hai aur sochti hai ki agar aryan uskke papa ke sath kaam karne laga toh jaldi hi tarraki kar lega)
Abdul- dekho beta tumhari baat agar sach hai ki woh tumhare liye kuch bhi kar sakta hai aur agar sach mein tumse pyar karta sath mein tumko woh har khushi dena chahta hai toh mein toh phir bhi tumhara baap hu apni beti ki khushi ke liye is ladke ko ek chance toh de hi sakta hun.
Sana- abbu agar aap inhe ek chance de doge toh mujhe nhi lagta hai ke yeh apko nirash karenge .
Abdul- thik hai beti diya ek chance sirf tumhare kehne par baaki ki baat hum aryan se kal khud kar lenge .
Sana- thank u abbu aap sach mein bahut ache ho( ab sana apne papa ke gale lagti hai aur phir room se unki izzat lekar jaane lgti hai tabhi uska baap phir usko bulata)
Abdul- acha suno beta sana tumhe bhi toh mujhse zaruri kaam tha na batao kya kaam tha.
Sana- kuch nhi abbu mujhe bhi inke career ke baare mein hi apse baat karni thi aur han darasal ek aur baat thi .
Abdul- btao beta kaisi baat .
Sana- abbu baat yeh thi ki jab hum dono apke ghar ke liye nikle the us suleman ka phone aaya tha woh mujhe dhamkiya de rha tha aur abhi bhi mujhe par apna haq jama rha tha aap ek baar baat kar ke usko samjha dijiye ki aage se woh koi aisi harqat na kare.
Abdul- thik hai beti mein abhi usko phone kar ke samajha deta hun tumhe us suleman se darne ki koi jarurat nhi .
(Sana ab yeh baat bolkar aryan ke paas chali jaati hai aur abdul bhi suleman ko phone lgata hai)
(Suleman is waqt apne ghar par baitha hota hai tabhi uske phone par abdul ka phone aata hai aur woh call ko accept karta hai)
Suleman- hell abdul ji kaise ho aap.
Abdul- main toh thik hun suleman par agar tumhari ye hi harqate rhi toh mere haal bura ho jayega phir tum yeh bhi soch lena ki mein tumhara kya haal karunga.
Suleman- ji main kuch samjha nhi maine koi galti ki kya .
Abdul- meri beti aur damad ko phone par dhamkiya de rhe the aur puch rhe ho mujhse koi galti huyi kya.dekh agar tune dobara aisi koi harqat ki toh tera mein kya haal karunga tu bhi yeh ache se jaanta hai.
Suleman- dekhiye abdul ji please aap mujhe maaf kar dijiye main aage se aisi koi harqat nhi karunga aur sana se bhi kabhi phone par baat nhi karunga yeh mera vaada hai.
Abdul- achi baat hai tumhe jaldi samajh aa gyi nhi toh mere paas samjhane ke dusre tarike bhi the.(darasal suleman abdul se is liye darta tha kyunki abdul ne uski business khada karne mein financial help ki thi aur suleman ko bahut heavy amount pe loan bhi diya tha jiske intrest ki woh rishta hone ki wajah se abhi bhi payment nhi leta tha aur suleman bahut laalchi kisam ka insan isliye woh nhi chahta tha ki zara si behas ke karan woh apna itna bada nuksan kra le)
(Suleman ab abdul ka phone rakhta hai aur man mein kehta hai ki dekh abdul na hi Main teri beti ko koi phone karunga na hi aisi koi harqat par jaldi hi tujhe aur uske sohar ko bhi khoon ke ansu rulaunga Sath mein kya hua agar sana puri tarah meri rakhel na ban saki par mein ab usko pure shehar ki rakhel bna dunga aur jagah jagah uske zism ka sodha hoga)
 
ARTICUNO

Active Member
666
838
94

Mast update hai bhai 🎊🎊🎊

Ab Abdul ek chance dega Aryan ko ... Sana ka kahne par ... Aur Ryan ko bhi yahi ek mauka par chamatkar karna hoga ussa Sana ka abbu ki haar baat par khare utarna hoga jissa Sana ka abbu ko pta lag jaye ki Aryan hi sana ka leeya sabsa better choice hai ... 🎊..
 
+BOSS-8055

Member
158
376
78
Ye jhatu sulemaan kuch nahi kar payega sana ko jab tak aryan uske sath hai

Or bhai aryan jab delhi vapis jayega sana ke sath to sana ko pure safar me lund pe beth ke hi karana

Nice update
 
ayush01111

Well-Known Member
2,327
2,530
144

Suleman pagal hogaya hai
 
niteshdev

New Member
22
10
3
Please sir suleman jo bhi bol rha hai please Aisa mat ho Sona sirf Aryan ki rhe please sir hath jodh tha hu Sona ke sath kuch galat mat krna pls nhi to kahani ka maza khtm ho jaye please sir meri es kahani me help kr dijiye please Sona ka charitra saaf rakhna wo saaf ladki rhe jo Aryan ko dhokha mat de please sir,,,🙏💯💯🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏sor
 
niteshdev

New Member
22
10
3
Pls sir Sona ko dhokebaj wife mat bna na pls sir please 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏 🙏
 
Top