- 434
- 1,017
- 93
Nazbeen tadapti hue bhar aa gayi aur apni scooty se apne ghar ki traf nikal gayi....
Zohra ne danish ke sath mkt us waqt 11 baje jakar ek 25k ka mob pasand kara aur use leke ghar ki traf aayi....
Danish... Accha mai chalta ho... Kyoki jaisa tumne bataya ki nazbeen ko kuch shaq sa ho gaya hai. Isiliye mai apni nazar naebeen se mila nahi sakta....
Ab mujhe maaf karna....
Zohra.... Wah ji wahhh.... Tum to bade buzdil nikle mujhe sare sawalo ke samne khada kar ke bhaag rahe ho... Tum to aaj bhi to rukne wale the....
Danish... Nahi yar aise baat nahi hai.... Mera bhi dil rukne ko kar raha hai par tum samjh hi nahi rahe ho.....
Ye kah kar ek dar ki wazah se danish chalta bana....
Abhi nazbeen ko aane mai waqt tha aur kuch zameen ka masla bhi tha... Jaha kai bhigha zameen par kuch tukde mai ploting ka kam zohra ne shuru karwa diya tha.... Aur apne madarse mai bhi kisi bahar se aaye govt officer se milna bhi tha... Jo aage aur class badane ka approval dete jisse uska madrsa centre govt ki nigrani mai aa jata... Aur amdani bhi kafi badi ho jati....
Zohra apna burkha naqab laga kar chali gayi sabse pahle woh zameen ki traf car se khud drive kar ke chali.....
Ye baat tab hue jab nazbeen store room mai thi.....
Khair zohra pahle apni zameen ki traf gayi jaha kuch majdoor aur 3 mistri kam kar rahe the... Un majdooro mai ek khas tha lallan.... Jo shuru se hi us zameen ki dekhbhal aur thoda bahot kam karta tha....
Lallan bahot harami kism ka aadmi tha... Ek no ka lugaibaaz aur sharabi... Kism ka tha....
Lakin zohra ke samne jab bhi mulaqat hoti to bhigi billi ki trah chaplusi mai laga rahta....
Lallan se kisi ka jhagda ho gaya tha jo usi zameen pr ploting ka kam karte the....
Aur majdooro ne isi jhagde ki baat zohra ko pahuchai thi... Ki lallan ne ek ko bahot mara... Jiski wazah se majdooro ne kam karne se mana kar diya....
Zohra car se zameen ki traf gayi.... Aur seedha wahi ek jagah bane coottage mai chali gayi....
Jisme danish aur zohra ne apne din bhi rangeen kare the.....
Zohra ne seedhe jisse jhagda hua tha us majdoor ko aur uske ek thekedar ko bulaya aur lallan ko bhi...
Lallan bhi kala kaluta tha... Par uski lambai chodai bahot acchi thi... Woh karib 6 feet ka tha.... Uski age 50 ke lagbhag thi....
Dekhne mai bhi woh janwar lagta tha... Lakin tha zohra ka bharosemand aadmi..... Jo kheto mai majdoori bhi karta tha aur zameen ki dekhbhal
... Lakin kabhi apne samne zohra ko aankh utha kar nahi dekha.....
Zohra pahle apne cottage mai gayi.... Aur ek majdoor.. Uske thekedar ko bulaya....
Phir lallan ko.... Lallan kahi thoda door gaya usko pata chala ki bahuraani aayi hai to woh bhagte hue cottage ke traf aaya... Jaha uska intizar karte hue phir se zohra bahar ki traf chali gayi..... Matlab bus thoda apne cottage se bahar
Hafta hua lallan zohra ke pass aakar khada ho jata hai hath band kar aur bus 10 sec zohra ko dekh kar apne nigah nichi kar deta hai.... Zohra bhi zahir hai khandani bahu thi.... Isliye woh akasr bahari logo ke samne burqa naqab pahnti thi.....
Zohra ke piche bhi jisko mara tha lallan ne woh aur uska thekedar bahar aa jate hai....
Aur woh bhi zohra ke samne khade ho jate hai....
Zohra apne naqb lagaye chehre se thoda lallan ko dekhti hai...
Zohra... Kiya baat hue mere piche ki tumne is ko mara
..
Lallan.... Bahuraani jiii mere koi galti naahi sach batata hoooo....
Ye jab apne samay anusar kam par nahi ja raha tha to maine kaha ki... Kam bahot hai tu bahot aalsi hai... Ja seedhe kam par to ise kaha... Ki apni auqat mai rahe mere thekedar kuch naahi bolwe to tu konhi howatwa hai mujhse hukum chalane ko.....
Bus mujhe gussa aa gaya to tanikwa hamne ise dakka mukki kar li.... Hum kai salo se yahi zameenwa dekhwe kanhi koi shikayat aawi hamari bahuraaniii
... Puri imandari se apnwa kam karwe koi shikayat ka moka diya ho to tanik ap bataiye......
Zohra.... Hmmmmm... To ye baat hai.....
Zohra ne uski traf jo dusra majdoor khada tha kahi... To usne bhi apni safai mai kuch baate kahi.... Aur dono ko zohra ne acche se handle kar ke niptara kiya.....
Aur lallan ko us majdoor ke samne hi ulta maafi mangwa kar bhej diya.... Ye baat lallan ko acchi nahi lagi... Par woh kiya karta wapis chala gaya.....
Bus thekedar hi zohra ke pass khada raha....
Zohra... Ap to kai dino se sab sambhal rahe hai aur apko kal se dusri side bhi dekhni hai... To ap bhi samjha bhuja nahi sakte kiya.....
Thekedar..... Malkin jiiii mai bhale kai dino se yaha sab sambhal raha ho... Par ye lallan mujhe thik nahi lagta.... Ye galat insan hai.... Hamari dahadi par aayi aurto ke sath bhi apna ruab dekha kar chedchad karta hai.... Aur apka dar dekha kar humse battamizi karta hai....
Hum bhi isi wazah se nahi bolte ki ap ke yaha kai salo se kam karta hai to.....
Zohra..... Agar aisa tha to mujhe batate.....
Thekedar.... Nahi malkin sahiba kabhi moka nahi mila..... To nahi kaha aur to aur ye apke cottage..........
Zohra... Kiya cottage batao...... Chup kyo ho gaye..... Jab kaha hai to pura batao....
Zohra kuch gusse se kahti hai....
Thekedar..... Wohhh kiya hai ki ye lallan hamesha jab aur chote sahab andar jate hai to ye piche wale jo jungla hai waha se khub jhakta hai......
Ye baat sun kar zohra hairan bhi hue aur sharminda bhi hue.....
Ab danish aur zohra sirf ek bad par kiya karte ye to dono hi jante the.... Par woh lallan jhakta tha to samjh gayi ki woh kia karta hoga.......
Zohra ne kaha ki tum jao kal se dusri side dekhna mai is lallan ko bhi dekhti ho....
Ye kah kar zohra car ki traf badi aur kuch cottage mai kiya hota hai ye sochakar apni car madarse ki traf le gayi.....
Waha apna kam niptakar 3 baje apni haweli mai pahuch gayi... Jaha hairan pareshan nazbeen apne room mai hi thi......