If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Aadmi-babu ye tum ka bol rahe ho sabhi din nahi sirf 6 din baki Ravivar ko humare gaom mae kisi dusre ki jamin par koi kaam nahi karte, ha sirf apni jamin ko chod kar..
Raju fir vikram ke pass gaya aur bola..
Raju- bhaiya kya app in sabhi ko kudh apne hato se majduri dene wale the..
Vikram- are nahi chote wo to ye dene wala tha, bas isne mujko bola ki itna pesa nikal lo aur ye kapi mujko dikha, ab chote mujko jada ganit nahi aati hai na to
Raju- tabhi to app dhoke ka sikar ho gaye bhai, ye aadmi apke saath aur in bhole majdur ke saath dokha kar raha hai
Jese hi Raju ne bola ki apse aur in sab se bahut bada dhoka hua hai, sabhi logo ke saath Vikram bhi apni jagha se khada ho gaya
Majdur- dhoka ye tum kis tarah ki bate kar rahe ho raju babu
Vikram - ha raju main bhi janana chahta hoon ki tum kis dhokhe ki baat kar rahe ho, aur kon hai jisne dhokha kiya hai humare saath
(note - jo abhi peso ka hisab dekh raha hai, usko kalu likhunga)
Raju - are aur kon bhaiya ye apka naya munim, ye kar raha hai apke aur in sabhi bhole kisan ke saath..
Kalu - are.. are.. chote malik inko bolo ki jarur koi galti hui hai bhala main apke saath kese ye sab, app to mere maai baap ho malik, aur mujko sab kalu bolte hai raju babu
Raju- huu bahut sahi bolte hai tumke jiska man kala ho wo insan hi ye sab kar sakta hai, aur apko ye kalu hi dokha de raha hai bhaiya...
Vikram - raju dekho hum jante hai ki ye kalu sarabi hai par ye hamre saath dhokha nahi kar sakta hai
Kissan - chote malik jara ek baar raju babu ko apni baat rakhne ka muka de do, aur wo agar itna bada injam laga rahe hai to unke pass koi to sabut hoga..
Vikram - huu apne sahi kaha kaka raju, bolo kya tumhare pass yesa kuch hai jisse tum ye sabit kar sabit kar sako..
Raju - bilkul bhaiya, wese kya app mujko bata sakte ho ki, iss kalu ne apko kitne pese bole the bank se nikalne ke liye...
Vikram - raju app kitna tha ye nahi pata mujko kyuki isne bola tha, ha tu ye bank ke peppers (pass book) ko dekh le..
Kalu- are.. are.. chote chote malik apko mujhpe bharosa nahi raha aur us kal ke is ladke par app bharosa kar rahe ho, to tik hai main abhi yaha se chala jata hu
Raju ne un logo ki taraf isara kiya aur wo log raju ke ishare ko samjh bhi gaye aur turant kalu ke raste par khade ho gaye
Kissan 1- are.. are.. kaha jana ki itni jaldi machi hai saura, jara tanik yahi hamare saath bath jawo.. kyu kaka
Kissan2- ha.. ha.. kyu nahi jab tak raju babu apna hussab na pura kar le tum kahi nahi jaa sakte..
Abb kalu ki faat chuki thi kyuki uske samne 50 kissan khade ho gaye the, jo ghusse mae bhi lag rahe the..
Idhar raju ne pass book ko dekha fir apne mobile mae kuch karne laga..
Karib 10 mints ke baad vikran bola
Vikram - raju ye raju tu ye mobile mae kya kar raha hai jara bata to,
Raju- bas bhaiya ho gaya aur apko apke sawala ko jawab bhi mil jayega pahle app sabhi log mere pass aa jawo aur us Kalu ko chodna nahi koi
Raju ke bolte hi sabhi log usske pass akar bath gaye tab raju bola..
Raju-bhaiya kya yaha mujko kuch milega jiski madad se main inko or apko likh kar samjha saku
Vikram-ha kyu nahi raju wo ek kala wala bord hai na ander rakha hua hai ruk main lata hu abhi..
Fir vikram ne back borad Raju ko de diya fir raju ne ek chak ( चाक) utha kar usme kuch likhne laga aur fir bola
Raju- huu to dekhiye bhaiya jesa ki apne in sabhi ki majduri 300 rupay rakhi hai, hai na
Vikram - ha bilkul ab age..
Raju- ha to iske mutabik ek kissan ko ek mahine mae kull 9,300 rupay milenge tik hai,
To baki ke sabhi 50 kisano ki kull majduri hogi
4,65,000 rupay Par bhaiya is kalu ne apko kull 5, 00,000 rupay nikalne ke liye bola hai, matlab 25000 hajar rupay aur, par yaha ek aur baat hai bhaiya, isne in sabhi ki
Raju- tabhi to app dhoke ka sikar ho gaye bhai, ye aadmi apke saath aur in bhole majdur ke saath dokha kar raha hai, isne in sabhi ko kull 7 dino tak ki majdiri likhi hai, par yaha to raviwar ko kaam band rahta hai, matlab 31 din nahi balki sirf 27 din in sabhi ne kaam kiya hai To ganit ke hissab se
27 dino ki kull majduri 4,05,000 rupay hogi, to bach gaye kull 95,000 hajar rupay jo iski jeb mae jate..
Aur raju ye bol kar chup ho gaya aur bath gaya, Ab vikram aur sabhi kissno ki dimag mae ye baat guss gai ki, unke saath kitna bada dokha hone wala tha ek 45 sal ka insan gusse mae aage bada aur ek jor ki laat kalu ki chati mae laga di, kalu dard ke mare chik utha aur wo kissan kalu ke balo ko pakad kar bola
Kissn 1- madar chod sala kutta, hame is baat ka dukh nahi ki tune hamar saath dokha kiya, par jis Chote malik ne tujhe par bharosa kiya, tune unhi ko lutne ki kossi ki, sale kutte bsdk
Aur ek aur tamacha usne kalu ke galo par laga diya..
Kissan 2- are kaka ka surf tum hi sab kuch karoge are jara humko bhi muka do, taki iss sale ko bata sake ki dokhe ki saja ka hoti hai kyu bhaiyon
Sabhi ne ha bola aur fir, de chapal de lati, jiska jaha man hui waha kalu ko marne lage, tab vikram ne un sabhi ko awwaj de kar rok liya
Apne chote malik ki awwaj sun sabhi log piche hath gaye, par tab tak kalu ki halat kharab kar chuke the, uske ek do dant tut gaye the saath mae chahre aur sir se blood bhi aa raha tha, uske dono gall aur ankhe bhi sujh chuki thi aur hath aur pero nae bhi bahut se choto ke nisan the
Vikram - kyu re kalu, kyu kiya tune yesa, hume laga ki sayad tu sudhr gaya hoga lekin tu, wese ka wese hi raha..
Kalu vikram ke perr pakdna chah raha tha par, Vikram usse dhur hat gaya aur raju ko sabasi dene laga..
Vikram - (khushi se) sabash chote sabash, agar ajj tu nahi aata to pata nahi ye saap kab tak jahar uglta rakhta mere pith piche, par ek baat batta chote tujhe is oar sack kese hua
Raju - bhaiya jab main yaha apke apke pass batha tabhi meri nazar is kalu ke per ke pass bandhi rassi par gai jisne kuch pese bandhe hue the par puri tarha se nahi, fir ye kalu bahana bana kar jar andar se wapish aaya tab wo pese iske pero mae nahi bandhe hue the, To bhaiya mujhe laga ki kuch gadbad hai
Vikram - wa chote tera dimag to sach mae bahut tej chalta hai saath mae teri abkhe bhi.
Raju- bhaiya mujko lagta hai ki app kuch logo ko iske kamare mae sabhi chije achhi tarha se dekhne ke liye bolo, jaha tak mera vichar hai isne baki ke rupay wahi chupa kar rakhe honge..
Fir vikram ne do tin logo ko kamre ki takasi lene ko bola, Aur fir raju se bola
Vikram - Achha raju app tune isko pakda to diya ab bata ki iske saath kya karna hai..
Kissan 3- are karna ka hai malik is jese sapole ko to kuchal dena chahiya
Kissan -4- bilkul is sale ko abhi isi tangiya (कुल्हाड़ी) se kat kar yahi khet mae dafna denge..
Logo ki yesi baate aur unka gussa dekh kalu ki gand fat gai wo kapne laga..
Raju-रnahi hum kanun apkne hato mae nahi le sakte hai, wese kaka iske ghar mae kon kon hai..
Kissan 1-are pahle to sab the babu maa thi baap tha ek biwi bhi thi par iss kute ki wajha se ab koi bhi nahi hai..
Raju - hu matlab kya hai kaka main kuch samjha nahi
Kissan 2-main batata hu beta wo is sale ko bahut sarab pina aur juwa ki addat lag gai thi, ab biwi bichari kab tak sah pati, chhodkar chali gai isko, koi baccha bhi nahi hua tha, aur iske maa bap bichare kab tak saath dete wo bhi chale gaye isko chodkar iswar ke pass, fir jab aate (आटे) tel (तेल), ka bho pata chala tab kaam karne laga, aur babu ye jo kalu hai na ye pahle chote malik ke saath hi rahata tha to chote malik ne is par tarash khakar isko kaam par rakh liya, par dekho sale ko, sudhra nahi wo bolte hai na kutte ki dhum kabhi sidhi nahi hoti chahe kitni bhi kossi kar lo...
Raju- hu to iska koi bhi nahi hai, ek kaam kijiye bhaiya pahle iski marham patti kara dijiye fir isko, police ke hawale kar dijiye, sayad ye sudhar jaye...
Vikram - tum tik bol rahe ho raju yahi karna chahiye aur isko (Kalu) ko is gaon se bahar nikal diya jayega
Fir kuch logo ne kalu ko sahara diya aur bahar ki or jane lage, par kalu ke dil mae vikram thakur ke liye gussa aur badle leni ki bahwna janm le chuki thi
Kalu (man mae) - Vikram thakur tumhari te baat mujko yaad rahegi teri wajha se main, apne goan se hamesa ke liye door ho raha ho, main wada kartu hu, iska balda main le kar rahunga chahe kuch bhi ho jaye...
Idhar Vikram Raju se baat kar raha tha aur jin logo ko kamre ki talashi ke liye beja gaya tha wo apne haath mae ek potli jesa kuch laa rahe the, jisme pesse saaf nazar aa rahe the
Fir vikram aur raju ne mil kar sabhi majduro ko unki majduri di saath mae, sabhi ko tode aur pesse bhi de diye..
Vikram - app sabhi kahi jana nahi, ajj mere chote ke yaha aane ki khushi mae app sabhi ko bhar pet nasta aur khana milega
Sabhi log vikram ki jay jay karne lage, kyuki wo sabhi bahut khush nazar aa rahe the..
Vikram - are. are.. bas bas main koi raja nahi jo jay jaykar kar rahe ho jawo toda aaram karo abhi dawat main toda wakt hai, tab tak main raju se kuch bate kar leta hoon..
Chal raju toda ander chal kar baate karte hai
Dono ghar andar ja hi rahe the vikram apni kaam wali se (jo vikram ke liye khana banati hai) bola....
Vikram - achha kaki app ek kaam karo 4-5 aur aurto ko bhula lo aur hum sabhi ke liye matlab 50-60 logo ke liye Chay aur garma garam pakode aur tamatar ki chatni bana do tik hai
Kamwali- ji chote malik ho jayega app dono aaram kijiye..
Fir raju aur vikram room ander ja kar bath gaye, ab dono bilkul sant the kyuki ab jo baat in dono ke beech hone wali thi wo bahut hi, jaruri aur pechida thi..

Bahot behtareen zaberdast
Shaandaar update bhai
Raju n bahot kamal ker dia Vikram or gaon walo k liya Hero ban gaya lekin kalu itni aasani se chodne or sudherne wala nahi
Dekhte h aage kia hota h
Kamla - achha beti, bura na mane to ek baat kahu, ab kahe deti hoon, ek baat to bata teri koi bahan wahan hai kya teri tarha
Komal - par kyu kaki
Kamla- are agar hoti to, hamare raju ke liye mang leti aur kya, kyuki tum dono ki jodi bahut hi achhi lage mujko...
Tabhi kamaya ne, ek mukka mara raju ki jang par, tab raju bola
Raju- Saloni bhabhi aur kitna time lagega, mujko bahut bhuk lag rahi hai, bhabhi...
Rasoi se saloni, maya aur Pari tino aa rahe the nasta lekar
Saloni - ha.. ha.. Raju sabhi ka nasta tayar hi hai, wo bas bartano mae dalne ki wajah se time lag gaya ye lo, pari, rangili sab achhi tarha se rakh do
Tabhi tino ki najar kamla par padhi aur, boli
Saloni - Are kaki app kab aayi yaha par, koi phone nahi na.
Kamla - kyu badi bahu, main koi mahenan todi hu, jo ki phone karke yaha aungi huu
Saloni - par mene yesa kab kaha kaki, main janti hoon ye to apka hi ghar hai..
Thakuraine - kamla
Kamla - are mujh bechari ko yese dekh kar kyu dara rahi ho, malkin, kya main apni beti jesi bahu se majak bhi nahi kar sakti hoon ...
Paridhi - to kya app majak kar rahi thi kaki..
Kamla- aur nahi to kya pari beti, are yesa kabhi ho sakta hai ki main, is haveli ke kisi bhi sadsy ki bato se naraz ho jawo.. wese malkin malik (thakur) nahi dikh rahe hai..
Thakuraine - achha wo.. ajj unko koi kaam nahi tha to wo apne kamre mae aaram kar rahe hai, wese tune kyu pucha ri
Kamla - Are malkin ab itne din baad aayi hu to, sab ki khabar to rakhni hi hogi na
Raju- achha kaki app to shadi mae gai thi na, to maja waja Aya ta yese hi sukha - sukha nipat li..
Kamla - huu kahe ki shadi wadi, raju beta..
Raju- kyu kaki yese kyu bol rahi ho, kahi kuch gadbad to nahi ho gai shadi mae...
Kamla - are nahi beta tesi koi baat nahi hai, ab tumko ka bole bahut lambi baat ho jayegi..
Raju- to kaki hum mese kisko school jana hai ki time nahi hai, bolo kya baat hai, wese bhi kaki app nahi thi na to yese lag raha tha ki, ye haveli bilkul chup si ho gai..
Kamla - achha beta mujko hi sise mae utharna chahte ho, hye par koi baat nahi to sun beta..
Kamla - to beta shadi, vivha jo hai na, hamare jamane mae hua karti thi, hanshi khushi, riti riwaj aur sanskar ke saath, aur ab ki to shadi nahi rahi, wo ho gai wo..
Thakuraine - wo kya wo re kamla bol..
Kamla - are malkin wo angreji mae ka bolte hai, jaha bahut se log Hote khana wana, nacha khud
Komal - kaki kahi app party to nahi bolna chahti hoon na..
Kamla - hai ye jo bahu boli na wahi (party) ho gai hai ajj kal ki shadi.
Komal - par kaki samay ke hisab se to sabhi chijo ko ek na ek din badalna hota hi hai na..
Kamla - ha bahu bilkul par kya hum apne desh ki apne dharm ki, riti aur riwaj ko bhi bhul jaye, are jaha bhi main dekhti thi na thakuraine sab aur wo sari aurte sasuri, safed safed hi dikhti thi aur pote ja rahi thi aata (powder) aur lipstik (lipstick),
Raju- to kaki isme kya, makeup to har koi karta hai isme kya..
Kamla - are raju beta, mera ii matlab hai ki are safedi itni hi poto ki, chahre par sahi lage ab tum, sasri, bhesh ko kitna hi ragdo gay(गाय) todi ban jayegi hai, sab kali kali aurto ne itni safedi pot li saf log, chudel lag rahi thi chudel, charha safed aur hath pera kale kale hu..
Kamla ki yesi bato se sabhi log hasne lage
Raju- achha kaki to app batao ki is haveli ki bahu betiyon ke bare mae app kya sochto ho
Kamla- are isme sochna kya beta, bhagwan ne is haveli ki har aurat ko chahe beti ho ya bahu sunder banaya hai, ye jitni sunder hai itni sanskari bhi, un aurto jesi nahi,
Raju- kya baat hai kaki, kuch bhi kaho bar jis tarah se app bolti ho na maja hi aa jata hai kasam se.......
Kamaya - ab agar maja le liya to nasta bhi kar lete hain, bilkul chup chap pahle sab nasta karte hai..
Fir sabhi log aaram se nasta karne lage, abhi time hua tha lagbhg 9-30 ke ass pass, tabhi telephone bajne laga, Thakuraine uthne lagi to maya boli
Maya - Rukiye maji , main dekh leti, wese bhi agar app khate wakt uth gai to, wapis nahi khane wali ho
(phone call par)
Maya- hello kon bol raha hai..
Samne - ha hello bahu, hum bol rahe hai...
Maya is awwaj ko turant pahchan gai aur boli
Maya- pranam babuji, main maya bol rahi hu .
(bade thakur ka call tha Mumbai se)
B Thakur - ha maya bahu sada khush raho. sab badhiya hai na.
Maya- ji babuji sab kuch badiya hai yaha par, app bataye kese phone kiya apne..
B Thakur - are ha main bhul hi gaya, achha bahu ye Dinu (thakur) kaha hai, uska mobile band bata raha..main bahut samay se kosis kar raha hoon..
Maya- achha wo abhi aaram kar rahe hai babuji, ho sakta hai ki mobile mae battery low ho gai ho.. kuch kaam tha apko babuji...
B Thakur - Ha bahu bahut jaruri kaam tha Dinu se, tu ek kaam kar jaldi se Dinu ka mujhse baat kara.
Maya - tim babuji app todi der rukiye..
Thakuraine - kya hua maya, kya bole jet ji..
Maya- bol rahe hai ki. babuji se baat karni hai, lagta hai koi bahut badi baat hai..
Thakuraine - achha ruk, main abhi unko uthati hu.
Thakuraine turant room mae gai, aur do tin baar awwaj ke baad thakur sahab jaag gaye
Thakur - are thakuraine tu to kabhi bhi mujko yese jagati nahi hai kya baat hai..
Thakuraine - ji wo jet ji ka phone aaya hai, bol rahe hai bahut jaruru kaam aur apka mobile band kyu bata raha hai..
Thakur - bhaiya ka phone aaya hai, mera mobile
jab thakur sahab ne mobile dekha to uski battery low ho gai thi aur wo switch off ho gaya tha.
Thakur - ek kaam kar isko charging par laga de main abhi baat karta hoon bhaiya se.
Thakur - ha bhaiya pranam kese ho app, aur kya hua yese achanak call apne...
B Thakur - ha chote khush rahe to, aur kya hua tere mobile ko main subha se kosis kar raha tha..
Thakur - wo maff karna bhaiya par uski battery low ho gai thi, to off hai mobile abhi.
B thakur - are mobile on hi rakhna chahiye na chote, achha in bato ko chod dete hain, sun bahut jaruri baat , wo hamare samdhi ji the na, unki mout ho gai (B thakur ke bade bahu ke pita ji)
Thakur 1- are ye to bahut dhuk ki baat hai bhaiya, wese doctor ne pahle hi bata diya tha ki unki jindagi jada din ki nahi hai..
B thakur - ha wo to hai, achha sun chote ab tu to janta hai ki, vina bahu hi samdhi ji ki puri property ki makin hai, kyuki vina bahu ke alawa unka koi tha hi nahi..
Thakur - ha bhaiya main ye baat achhi tarah se janta hu, wese bhi unhone marne se pahle hi, sab kuch tay kar rakha tha...
B thakur - ha chote to ab samdhi ji ke antim sanskar aur jo bhi hai un sabhi ko karne ki jimedari hamari hi banti hai, par isme ek parsani aa rahi hai chote, kyuki wo sab property wale kaam, bhi mujko dekhne padenge aur idhar wale kaam bhi, chote kya yesa ho sakta hai ki tu aur bahu (thakuraine) yaha aa jawo, agar hum dono honge to jimedari ko achhe se nibha sakte hai aur Bahu hogi to wo vina ko achhe se samhal sakti hai,.. Par agar tu khali hoga to, warna main bhi janta hu ki, maha panchayat ke kaam kaaj...
Thakur - nahi.. nahi.. bhaiya main khali hi hu, aur maha panchayat ke kaam to main phone se bhi kara sakta hu.. app chinta mat kijiye
B thakur - acchi baat hai chote, to main ajj sham ki flight ki ticket kara deta hoon, achha chote tu paridhi ko bhi saath la lena, wo kya, uski Mumbai wali friend ke papa ki death ho hai to, tik hai chote ab main rakhta hoon..
Thakur - achha tik hai bhaiya..
(phone call khatm)
Tab tak sabhi ka nasta bhi pura ho chuka tha aur sabhi hall mae aa gaye..
Thakuraine - kya hua ji app paresan lag rahe ho, koi baat hai kya
Fir thakur sahab sabhi ko sab kuch bata dete hain, pari nahi jana chahti thi par jab usko apni friend ke baare mae pata chala tab wo raji ho gai
To ye decided ho gaya ki thakur, thakuraine aur paridhi tino Mumbai Jane wale hai aur wo shan ko niklenge..
Tabhi thakur sahab ne komal ko, kuch bola jisko sun sabhi log chonk gaye
B thakur - acchi baat hai chote, to main ajj sham ki flight ki ticket kara deta hoon, achha chote tu paridhi ko bhi saath la lena, wo kya, uski Mumbai wali friend ke papa ki death ho hai to, tik hai chote ab main rakhta hoon..
Thakur - achha tik hai bhaiya..
(phone call khatm)
Tab tak sabhi ka nasta bhi pura ho chuka tha aur sabhi hall mae aa gaye..
Thakuraine - kya hua ji app paresan lag rahe ho, koi baat hai kya
Fir thakur sahab sabhi ko sab kuch bata dete hain, pari nahi jana chahti thi par jab usko apni friend ke baare mae pata chala tab wo raji ho gai
To ye decided ho gaya ki thakur, thakuraine aur paridhi tino Mumbai Jane wale hai aur wo sham ko niklenge..
Thakur - thakuraine dekhe mujko to jada tayari karne ki jarurat nahi tu apna dekh le
Thakuraine - kya matlab hai apka ji, ki main apna dekh lu..
Raju- are kuch nahi amma ab, babuji to dhoti wale hai, jada jarurat nahi unko kapde ki, par app ko to har din do sadi lagti hai na...
Thakuraine - kya kaha tune badmash mujko do sadi lagti hai har roh...
Raju- are nahi Amma, tum to janti hoon main kitna masum hu, main to apko babuji ke bolne ka matlab samjha raha tha...
Thakuraine - Kya te matlab tha apka ji, mere bare main mae , main ja rahi hoon apne kamre mae, app khud saman band lena ..
Aur thakuraine gusse se chali gai, waha se, aur thakur sahab dekhte rahe
Thakur - ye kya bol diya tune beta, abhi to wo kuch nahi bolegi kyuki tum sab yahi par ho, par akele mae..
Raju - to kya hua babuji todi dat kha lena, isme kya,
Thakur - achha beta subha wali baat ka badla ke raha hai tu, hai na..
Raju- ye app kya bol rahe ho app babuji, ap to jante ho main kitna masum hu...
Thakur - ha.. ha.. beta janta hu tu kitna masum hai.. Mumbai se aakar batata hu main..
Raju- ha.. ha.. babuji dekh lenge kon jada daat khata hai, main ta app , accha kamla kaki jawo Amma ki madad karo, hun sab jante hai ki, wo khud hi babuji ka sara saman band (pack) kar degi unki madad karo..
Kamla - ha ye sahi yaad karaya mujko tune, itne dino bahar rahne ki wajha se adat todi chut si gai gai.. abhi jati hu..
Thakur - achha komal beti ek baat to bata jara tu mujko..
Komal - ji babuji puchiya kya baat hai..
Thakur - beti ab main tere bare mae to janta hu, par kabhi tere pati se nahi mila hu, tum dono saath mae rahte ho kya yahi..
Thakur sahab ke is sawal par ek pal ke liye komal ka face expression badal gaya, jisko maya aur saloni ne bakhubi pahchan liya, par komal turant normal ho kar boli
Komal- nahi babuji hum saath nahi rahte hai, wo kya hai, mere pati bhi doctor hai aur wo *** * hospital mae job par hai, to bahut hi kam, hum saath rahte hai, sayad mahine mae 1-2 din.. par kyu babuji...
Thakur - beti agar teri iicha hu, matlab agar tu chahe to, main chahta hoon ki jab tak hum Mumbai se wapis na jaye tu bhi tahi haveli mae ruk ja, ab hamare Jane se haveli toda khali sa ha Jayega, aur teri to yaha do saheliyan bhi hai, magar ye mat sochna ki main ko jor de raha hu, agar tera man ho to hi ha bolna beti....
Ab thakur sahab ke is baat par sabhi log tode chonk gaye khas kar, hamara raju jo ki sochne laga..
Raju(man mae) - ye bhagwon ye bhabhi ek din ke liye aayi thi, meri band baja ji, agar 1-2 hafto ke liye ruk gai to kya hoga ...
Kamaya (man mae) - hu jab babuji ne komal se uske pati ke bare mae pucha to ek Mint ke liye uske experience badal gaye the, huu kuch to chupa rahi hai komal, aur mene bhi is baat par gir nahi kiya...
Tab tak komal decided kar chuki thi ki usko kya karna hai..
Komal - Tik hai babuji mae tayar hu, par babuji mera sara saman aur wo todi bahut medic saman bhi...
Thakur - main khysh hu beti ki tune mere bato ka maan rakha aur tu chinta mat kar beti, main abhi hi teri zaroorat ka jo bhi saman hai hai, wo haveli ke baju wale room mae rakhwa deta hoon aur tu, is haveli jis bhi room ko pasand karegi waha tere baki saman rakh deta hoon.
Thakur - achha pari beti sun
Paridhi - jj chachaji..
Thakur - bhaiya (b thakur) ne bola hai ki hume waha lagbhg 15-20 din lag sakte hai to, tu uske hisab se apni packing karna tik hai, aur ho sake to abhi hi suru kar de ye kaam
Paridhi - ji chacha ji main abhi karti hoon ye kaam, (Saloni se) bhabhi ke aap todi si mere madad karogi packing mae...
Saloni - are ye bhi koi puchne ki baat hai pari chal, main madad karti hoon..
Aur saloni aur paridhi, nikal gaue waha se..
Thakur - achha komal beti, kya - kya saman lana hai, waha se uski ek list bana kar mujko de de isse aasani hogi.., ya fir tu hi chal hamare saath to aur jada achha hoga..
Komal - ji babuji, main apke saath hi chali jati hoon..
Aur komal bhi thakur sahab ke saath apne ghae se saman sift karane ke liye chali gai.. aur ab hall mae sirf, raju aur kamaya hi the,
Raju- ha.. ha.. kyu nahi (man mae) ab kya ho gaya re, kahi kuch mil to nahi gaya, ek mints mere kapdo se to kahii ..
Aur dono upper raju ke room mae chale gaye, is wakt sabhi log busy the, thakuraine aur kamla, thakur sahab aur komal saman sift kara rahe the, saloni aur paridhi packing kar rahi thi aur maya aur rangili kitchen mae thi
Kamaya gai aur bed ke pass bath gau aur raju ko bhi apne pass bathne ko bola, dono chup rahe fir kamaya boli..
Kamaya - To Raj ab jo main apse puchne wali hu, uska mujko sahi sahi jawab chahiye aur mujhse jhut bolne ki ya fir mujko apni bato mae fasane ki koshis nahi karenge boliye..
ab raju ki fat chuki thi, kyuki kamaya ne sari bate seriously boli thi, to raju ne sirf ha mae sir hila diya..
Kamaya - huu to raj subha jab apne mujko apne kapde diye the to.. usme kisi ke honto ki lipstik ke nisan the , to boliye kon hai wo kamini
Raju- rukiye rukiye.. main apko sab kuch sahi - sahi bata dunga par abhi nahi
Kamaya - kya par abhi kyu nahi raj, mujko abhi janana hai..
Raju- nahi abhi apko kuch nahi bataunga, raat mae apko sab kuch bata dunga , par apko bhi ye wada katna hoga ki yadi app mujse kuch bhi chipa rahi ho to, apko bhi, har baat mujko batani hogi..
Ab kamaya todi sock ho gai, kyuki raju ne ye baat sidhe uski ankho, mae dekh kar rahi thi..
Kamaya - tik hai raj to ajj raat ka intjaar rahe ga hum dono ko, main ati hun apne room se..
Aur bol kar kamaya turant apne room mae gai aur ek phone call kiya, jab phone utha tab kamaya ne kuch bola to samne wale ne kiso aur ko phone diya..
(Phone par) -
Kamaya - hello main bol rahi hu, main ek pareshani mae fashi hui hu..
Samne - ha bol beti kyaa baat hai, janti hoon tune mere pass phone kiya matlab raju ko lekar hi baat hogi hai na...
Kamaya - app to janti ho na mere raju ke bare mae dadi
(to ye samne wali hamari dadi ji hai)
Dadi- ha janti hoon sab kuch bata kya baat hai
Kamaya - dadi wo baat yesi hai ki, ajj subha jab raju haveli aaye tab, unke kapdo par kisi ke lipstick ka dag laga hua tha , aur fir
(wahi jo baat raju aur kamaya ke bich hui thi, wo sari baate, kamaya ne bata di raju ko)
Dadi- hu to Raju tujko itna payar karta hai ki wo apni aur paro ke bich jo bhi hua uske bare mae tujko batane wala hai
Kamaya - paro.. paro achha wo kajri kaki ki bahu na, kya matlab ka iska dadi
..
Dadi - hu to sun beti ki, rat ko kya hua tha paro aur raju ke bich
(fir dadi ne sari baat bata di kamaya ko, jisse wo gussa hone lagi, fir jab usko ye baat pata chali ki, paro ki halat bhi uski jesi hi hai, tab wo sant ho gai, fir subha jo bhi baat paro kajri aur raju ke bich hui wo sab kuch bhi)
Dadi - to beti ye baat hai, jo raju tujko batane wala hai, ajj rat ko, uske pass itni himmat hai aur sayad tere upper visvas bhi, par tere kya, kamaya kya tere ander itni himmat aur vishvas hai...
Kamaya - app hi bataie ki main kya karu dadi
dadi - hu to sun beti, jo baat mujko meri sans aur neri maa dono ne mujko kahi thi wo main tujko bata rahi hu ajj..
"Jo Rishto ka mahal jhut ki niv par bana hota hai, wo ek na ek din gir hi jata hai,
Par jo ghar, sachai ki niv par bana ho, usko bhale hi chote mote, nisan aa jaye par wo hamesa khada rahta hai,"
Dadi - sayad ab tujko tere sawalo ka jawab mil gaya hoga kamaya......
Kamaya - ji dadi main samjh gai ki mujko kya karna hai age...