• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,934
32,162
259
Update 95

Pichle update mae apne dekha ki kese, raju ne apni harkato se kamla ki chut ko gila kar diya or usko apni panty saaf karne ke liye majboor kar diya or saath hi kamla ki jagah maya aa gai..


Ab age chalte hai

Ab kyuki raju maya ke saath itna khula nahi tha to usne aage kuch nahi kiya na hi tino mae se koi kuch bola, par ye seen bahut hi jabardast tha 2 sundar aurte jiska dil raju chura chuka tha, bas usko maya ki haalat ke bare mae koi andaja nahi tha ya fir wo anjan ban raha tha, todi hi der mae raju ka room aa chuka tha or abhi tak jo chupi thi usko kamaya ne toda...


Kamaya- maya cahlo chalte hai , bahut der bhi ho chuki hai, raj ko aram bhi karne hai..



Raju- are nahi bhabhi mujko kaha nind aayegi abhi, app to janti hi ho na mujko itni jaldi se nind nahi aati hai



Kamaya- apko aarma karna padega samjhe, wese bhi apke pero mae chott lagi hai, main abhi medicin le kar aati hu... Chalo maya



Maya- ha to tu ja na yaar, main tab tak yaha tera wait karti hu,tere aane tak raj se kuch bate bhi ho jayegi..



Maya jada kuch nahi boli oo turant room ke andar chali gai, idhar kamaya ke jate hi Maya raju ke per ke pass bath gai or boli..


Maya- raj to aaj kaha kaha gaye the app, matlab gaon mae ghum kar maja aaya ki nahi..



Raju- Ji bhabhi bahut maja aaya,tandi hawa,nadi or hare hare khet bahut hi acha laga or AJ phali baar chote bhaiya( veer) se bhi mila accha laga mujko..



Maya- oo matlab tum veer se mil chuke ho,

Tabhi kamaya pani or medicin lekar aa gai or uske aate hi maya tirachi nazaro se kamaya ko dekhne lagi jese ki koi sawal ho jisaka jawab kamaya hi de sakti hai usko..


KaMaya - Raj chalo soo jawo,ajj ap bahut chal liye wo, uper se apke pere mae dard bhi hai main apko aram ki jarurat hai..


Ye bol kamaya or maya ne raju ko uske bad par lita diya or boli ki


Kamaya- raj app aram karo, mujko maya se kuch important baat karni hai, maya jara bahar aana to..


Maya - ok chalo raj chalti hu good night sweet dreams,

Or usko anak mar kar bahar chali gai jaha kamaya ne usko uske room mae ane ko bola ishara karke... Dono room mae gaye door lock kiya dono saant the kuch der tak or ye chupi maya ne todi..


Maya- ab kuch bolege bhi kamo ( short name) yaha yese hi timepass karna hai, wese bhi raat ke 11 bajne wale hai tujko jo bhi bolan hai jaldi bol warna mae cahli sone..

Ye bol maya , mud kar jane lagi tabhi kamaya ne kuch yesa bola jisko sun maya ke kadam ruk gaye or wo todi sock 😮 mae chali gai or turant mudi or kamaya ke bagal mae jaa kar bath gai or uske kando ko pakad kar boli..


Maya- kamaya kya jo mere kano ne suna oo sahi suna ya mere kaan baj rahe hai bol


Kamaya- nahi maya tune sahi suna mainne yahi bola ki, main raj ko sab kuch sach batane wali hu mera attit..


Maya- kamaya dekh main samajh sakti hu, par isme sirf teri baat nahi hai, matlb veer bhaiya ka raz bhi to juda hua hai isme tu kese..

Maya apni baat pura kare isse pahle kamaya ne ek or boom fod diya.. Or wo boli.


Kamaya- veer ne raju ko apne hisse ka sach bata diya hai maya


Maya- what 🤨 ye tu kya bol rahi ye kab hua kese huwa or kyu, matlb mujko tune kuch batya hi nahi or ek baat bata kya beer ne sab kuch bata diya hai..


Kamaya- ha unka call yaha tha, or unhonne apne sare razz raj ko bata diye hai, ab meri baari, par dar lag raha hai.. Ki kya raj meri majburi samjh jayenge ya nahi


Maya- jab tu yaha tak aa chuki hai to ab piche mudne ka koi matlb nahi hai kamaya, jis raste par tu chal padi hai tujko uski manjil to pani hi pdegi or jaha tak raj ka sawla hai mujko nahi lagta ki wo teri baat nahi samjhnge, to bas dil khol kar apni baat bata de baki Time par chod de jaa, ab main bhi chal rahi hu, subha milte hai..


Or Maya age kych nahi boli bas kamaya ko hag kiya or apne room mae chal di, darwaja band kiya or wo sochne lagi


Maya- ajj kamaya mujko diya hua apna promise pura karane wali hai, matlb next number mera hai, mujko bhi unko apne dil ki baat batane padegi hmm?


Ab ye kis raz ki baat ho rahi hai or kon sa promise jo in dono ne thi ek dusare se, ane wale updates mae apko is baat ka pata chalega


Maya bhi kuch der Sant rahi or fir sochi ki jo hoga dekha jayega

Kamaya ( man mae) - dar mat kamaya dar mat,jo hoga wo hokar rahega,wede bhi tu kabse ye soch hi rahi thi,or wese bhi mujko Raj ke upper viswas hai...


or ye bol raj ke room mae chal di.. Jaha raj bathroom mae gaya hua tha to kamaya wait karne lagi Idhar kheto mae veer ek jaam liye hatha tha or upper dekh bola,

Veer- ye uper wale jo karam mene kiye uska dand meri kamaya ko nahi dena, usko payar ki jarurat hai or wo sirf raju hi dekh sakta hai..

Ajj 3 zindgaio mae badlawa ane wala tha, or us badlawa ka naam tha Raj, raat abhi jawan thi or Raj ke maan mae bhi bahut sawal the jiska jawab Raj ko chahiye tha
Dekhte hai kya hoga, kon sa razz kamaya chupa rahi thi ajj tak or maya ko kyu pata hai


To be continued
 
Top