• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Obsession

Status
Not open for further replies.

parkas

Well-Known Member
34,308
72,238
303
update - 5

pichle update me aapne padha ki kaise abhik aur divit me shart lagti hai..aur divit apni shart puri karta hai.

ab aage...

sab apne rooms me high hoke pade the. kal raat jo kand hua tha usse sab ke dimag hile hue the. mujhe chhodhkar aur jab dimag hila ho to ek hi cheej hai jo usko apni jagah wapas la sakti hai aur wo hai daru.

to kal raat takreeban 2 se 2:30 baje tak hum logo ne pee. uske baad ye sab to neend me kho gaye. aur bacha main to kuch time tak to peeta raha fir jab kuch uljhan hui..to is uljhan ko khatam karne bike leke nikal pada manali ki roads par aur wakai me kya najara tha.

chain se sota hua sahar aur jaagte hum. manjil kasam se manali ke pahado par malana cream ke sathjo sukun hai wo aur kahi nahi..aisa unsab ka kahna hai jo is sukun ko paane ke liye himanchal ke taraf apna rukh karte hai. main bhi isiliye aaya tha.

par afsos sab tha sirf sukun ko chhodhkar. aur sukun kaha tha. iska mujhe bhi nahi pata ya yun kahu ki pata hai par kahna nahi chahta.

bas isi kashmkash me kat rahi hai apni..aur rahi baat meri ki main kaun hoon.

to main hoon...
Divit Singh Rathore.

aur jo room me pade so rahe hai wo hai mere child hood friends.

Rudra.

Adhitva.
Kiyan.
Ziyan.

Ruhan.

inke alawa mera koi aur dost nahi hai kyonki kabhi jarurat hi nahi padi. hum sab hi ek dusre ke liye kaafi hai. aur hum hi nahi balki humare parents bhi childhood friends hai. humari boarding bhi sath hui thi. aur bechlors me bhi hum sab sath me hai.

jaha Ruhan electrical engineering ka student hai. wahi Rudra mechanical ka Adhitva ki dilchaspi chemistry me thi to wo chemical me gaya. Kiyan ziyan aur main hum IT ke students hai. iske alawa meri knowledge finance me root to fruit tak hai.

aur agar apne baare me kahu to main koi bhi kaam karta hoon to obsession ke sath. ya to karunga nahi aur agar karunga to extreme level pe jaake.

boarding meri manali me hui thi. aur reason sirf itna sa hai mera anger. main short temper tha bachpan me. khair anger issue to abhi bhi hai. par ab itna nahi hai. ab control me hai. mera anger us level ka tha ki dimag satka to main apne samne khade insaan ka lohaj nahi karta tha. fir wo bada ho budha ho baccha ho jawan ho aurat ho ya aadmi ho.

isi wajah se meri kabhi kisi se itni jyada bani nahi. rishtedaro se to bilkul bhi nahi. wajah one and only my anger.

ladai jhagda aam baat thi. baat kisi ki sahan hoti nahi thi aur ye ab bhi hai. gali dena nahi pasand aur na hi sunna. nature me bhi introvert hoon. in pancho ke alawa kisi se kabhi baat nahi ki.

different type ki martial arts aati hai. aur wo kaise to bhaut choti umra me training start kar di thi. reason hai mera driver kyonki use is type ki movies pasand thi. aur jab tak main ghar me tha. wo mera personal driver tha. Dad ne lagwaya tha mere liye. wo roj movie dekhta fir mujhe uske baare me batata pahle mujhe ghanta interest nahi tha martial arts me. fir ek movie dekhi tah martial arts ka obsession aisa chada to ab tak nahi utra pahle bhi sirf study khelne ke naam par sirf practice karta tha. meri martial arts ke baare me mere dosto ke alawa kisi ko nahi pata nahi mere ghar me.

aur un sab ko bhi sirf itna pata hai ki main martial arts janta hoon. baki mere master kaun hai. mujhe kaun kaun si aati hai ye nahi pata unko.

continued...

Bahut hi shaandar update diya hai Kratos bhai....
Nices and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: Smith_15 and Naik

Kratos

Anger can be a weapon if you can control it use it
1,313
4,305
159
update - 6

ahhhh bc lagta hai kal jyada le li. bc lagta hai pure system ki chud gayi hai. ab much time tak control karna padega. mobile kaha gaya bc..ek to sar ghoom raha hai.upar se mobile ka pata nahi.

aa raha hoon bhosdi ke...mar kyon raha hai. sabar nahi kya mc.

darasal hua ye tha ki ziyan ka mobile raat bhar wash bein me pada tha. ek to hangover upar se mobile ke laude lag gaye wo alag. isiliye uska dimag kharab tha. aur bachi kuchi kasar adhitva ne door peet peet ke puri kar di.

in kiyan room...abe kiyan ye phone dekh raat bhar pani me gira tha. kuch ho sakta hai.

kiyan - phone ka kuch nahi ho sakta.

ziyan - bhosdi ka tu laude ka IT genius hai.

kiyan - madarchod...IT genius hoon bhagwan nahi. haa par file aur documents jitne bhi hai wo mil jaayenge..matlab data saara mil jayega but phone jaayega. soch le kya karna hai.

ziyan - phone kisko chahiye..apne ko data se matlab hai.

ziyan - mc data kaise milega...

kiyan - maine ek software banaya hai..jisme hum sab ka data safe hai.

kab banaya...ek sath sab ke muh se nikla.

kiyan - kuch time pahle..

hume bataya kyon nahi.

kiyan - kyonki mujhe pata hai..jab group me sab gandmare ho to kisi ek ko balance karna padta hai.

Ok...

aur wahi apna divit lake kinare aaram se leta hua tha. tabhi uske peeche se ek aawj aayi aur is aawaj ko sunte hi wo seedha khada ho gaya bit gardan uski jhuki hi thi.

good morning shifu..

shenzu - tumhe mere saame aise khade hone ki jarurat nahi hai divit..main tumhara master nahi hoon. maine humesha se hi tumhe apna chota bhai mana hai.

divit - par aapne ne bhi mujhe kaafi kuch sikhaya hai.

shenzu - galat maine tumhe sikhaya nahi..balki mere paas jo tha. wo tumhe bataya hai. sekha tumne hai. by the way kal tumhe sab ke samne ye nahi karna tha.

divit - i know..but kya karu control nahi hua.

shenzu - divit tumhe control karna hoga. tum sab ke samne apne moves apni arts aise hi nahi dikha sakte. meditation kab se nahi kiya.

divit - around one week se.

shenzu - aur wo kyon ye tumhe bhi pata hai ki dhyan tumhare liye kitna jaruri hai waise to sabko karna chahiye par tumhe kuch jyada hi karna hai. it helps to control your anger.

divit - main koshish karunga ki dubara aisa nahi ho. aur master kaise hai.

shenzu - humesha ki tarah jaise hone chahiye waise hi hai.

chalo main chalta hoon. mujhe kuch kaam hai aur waha jaldi pahuchna hai.

divit - ok

iske baad shenzu apne raaste nikal jaate hai. aur divit wapas hotel ki taraf.
 
Nice and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: Smith_15 and Naik

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174

Sahi kaha jb dost gandmare ho to kisi na kisi ko balance bna kr rakhna hi chahiye... Superb update bhai sandar jabarjast
 
Naik

Well-Known Member
23,337
80,999
258

Kiyan ek dam sahi kaha ki jab saare dost ek jaise ho gandmare ho tow kisi ek ko tow thoda samajh daar hona padega
Ab kiyan samajh daari k badolat ziayan ko uska data tow mil jayega
Dekhte h aage kia hota h
Bahot khoob shaandaar update bhai
 
  • Like
Reactions: Smith_15

Kratos

Anger can be a weapon if you can control it use it
1,313
4,305
159
update - 7

pichale update me aapne padha ki divit ko lake kinare shenzu milte hai..aur wahi room me ziyan ka hangover sab dekh rahe the.

ab aage.

mahiyavanshi house..

dushyant mahiyavanshi..gujarat me shayad hi koi aisa hoga jo is naam ko nahi janta ho. number 1 shipping company ke malik hai. aur sath me dimond company ke bhi. jab se business sambhala tha. tab se is position ko hold kiye hue the. aur bhi kai business me partnership hai kai me investment hai. morning time mahiyavanshi house me sab apne breakfast me busy the.

aaj dhishwa aa raha hai. itna sunte hi sabka dhyan dushyant ke taraf tha.

abhiraj - kab aa raha hai.

dushyant - raat tak pahuchega. hum charo ko nikalna hai afternoon tak jinte bhi kaam hai niptalo fir niklenge.

abhiraj - ok. aur baaki sab bhi aa rahe hai.

dushyant - yep..

rana palace rudragarh...is time pura palace jagmaga raha tha. kyonki best buddies kafi time baad ek dusre se mil rahe the. waise to ye palace rana family ka main residence nahi hai. soumit rana ke grandfather ne ye palace banwaya tha.

dheere dheere andhera bhi hone laga tha. rana palace ki jagmagaht palace ko aur bhi khubsurat bana diya tha. wahi humare sab buddies bhi aa gaye the.

sudrega nahi haramkhor aate hi peena shuru abe dhang se raat to ho jaane de.

ye bolne wala dushyant tha.

bhai pee nahi raha tha. check kar raha tha ki drinks perfect hai ya nahi. kyonki tujhe to pata hai agar dhishwa ko kuch bhi imperfect laga to sau bate sunayega.

ruk main bhi dekhta hoon. isi ke sath soumit aur dushyant preprations dekhne lage.

ye tum dono kar kya rahe ho.

soumit and dushyant - final checking.. hello devyani looking pretty.

devyani - sudhar jao kameeno.

matlab tarif karo to dikkat na karo to dikkat had hai yar.

Raat ka time chand apne shawab par tha. chat par lagi mahfil me sab apne apne group me baithe the. jaha ladies ka apna ek group tha. wahi gents ka apna alag group. jaam ka daur chal raha tha. sab the sivya dhishwa singh rathore ko chhodhkar.

maan - dhishwa kaha rah gaya..sab to aa gaye even indra, parinee, sanghmitra aur veer bhi aa gaye but jisne ye get to gether rakkha wo hi gayab hai. kyon veer kaha hai dhishwa.

veer - iska jawab indra bhaiya se pucho.

kyon indra dhishwa kaha rah gaya.

Indra - kyon dushyant kitne baje ka time diya tha.

dushyant - 9:15 ka kaha tha. aane ka

soumit - matlab abhi aane me 1 minut hai.

maya - main nahi manti college time ki baat alag thi. jab mr. perfect time ke punctual the. ab wo baat nahi

dushyant - lagi shart...agar time se aaya to tu gana gayegi.

inka shor sunkar mahila mandal bhi idhar aa gaya aur fir count down shuru aur theek 9:15 pe ek ke baad kuch gadiya andar enter hui. aur usme se utra dhishwa singh rathore. ek hath jeb me ek hath me scotch.

6'6" ki height perfect physic chehre par ek gurur sharp eyes koi kahega nahi. Ki ye insaan apne fifties me hai.

dushyant - time dekh moti correct 9:15 hue hai. ab taiyar ho jaa.

maya - seriously sanghmitra tera pati aaj bhi nahi badla.

sanghmitra - jo badal jaaye wo dhishwa singh rathore nahi.

maan - ye aaj bhi aisa he hai. pahle jeb me hipflask rahta tha. ab uski jagah hath me glass.

mitra isne to chhodh diya tha na.

sanghmitra - chhodh diya tha. par jab se divit ghar se gaya hai tab se wapas pahle jaise ho gaya hai. itna kahne ke baad apni aankho se nami saaf kar leti hai.

divit ka jikra sunte hi ek baar sabki aankho me nami aa jati hai. udhar dhishwa bhi ye dekh leta hai. par jaise usko aadat thi. aansoo rokne ki ya fir usne apne aasu sukha liye the.

hi hello karne ke baad sab wapas baith kar baate karne lagte hai...

wahi in sab ke beech maan jo ek tak dhishwa ko dekh raha tha.
dhishwa usko dekhta pakar bolta hai..mujhe pata hai tu kya kahne wala hai aur yaha sab ke man me kya chal raha hai.

maan - jab pata hai to kab tak aisa chalega tu khud bhi ghut ghut kar jee raha hai. aur humari halat bhi kuch alag nahi hai.

dhishwa - main chah kar bhi kuch nahi kar sakta akhir dad ne vachan jo diya hai chahcha ko.

soumit - to wo kaun sa tera saga chacha hai.

indra - wo baat nahi hai tumhe pata hai papa ka hisab ek baar jo kah diya wo kah diya.

dushyant - tabki chacha ye jante hai ki wo kitne neech log hai..sala muh se gali nikal kar muh ko ganda karna.

sarthak - kisne socha tha. chacha jisko sabse jyada pyar karenge usko hi apne se door karna padega. waise us din hua kya tha.

kyon veer tumhe to pata hai.

veer - pata ho ya na ho par main divit ki kasam se bandha hoon. aur uski kasam mere liye dad se bhi badh kar hai.

rohit - hum sab ne pata karne ki kitni koshish kari par jaise sab kuch regisitan me jasb ho gaya ho. uske baad se hi tauji ne wo jagah aur palace choodh diya aur aaj itne time baad bhi waha nahi gaye. lekin aaj bhi wo manjar bhulaye nahi bhulta kaise us umra me divit ne kya khoon bahaya tha. charo taraf sirf lasho ke dher the. aur unke beech khoon me nahaya khada hua apna divit.

fir inki mahfil yuhi chalti rahti hai. der raat tak jaagne ke baad sab apne room me jaa kar so jate hai.

Continued...

update - 8 Introduction

dada - jairaj singh rathore. (75)
dadi - gayatri singh rathore.70)

1st son - indra singh rathore.(53)
wife - parinee singh rathore.(50)

1st daughter - adhisha singh rathore.(26)
2nd daughter - diwija singh rathore.(24)

2nd son- dhishwa singh rathore.(51)
wife - netra singh rathore.(48)

1st daughter - mawya singh rathore.(26)
son - divit singh rathore.(20)

third son - veer singh rathore.(40) shadi nahi ki reason aage pata chalega.

mahiyavanshi's -

shakti singh mahiyavanshi.(78)
wife - neelam singh mahiyavanshi.75)

1st son - dushyant singh mahiyavanshi.(52)
wife - naina singh mahiyavanshi.(52)

daughter - manya singh mahiyavanshi (26).

son - ruhan singh mahiyavanshi.(21)

2nd son - abhiraj singh mahiyavanshi.(50)
wife - rayna singh mahiyavanshi.(45)

daughter - navya singh mahiyavanshi. (25)

Rana family -

father - late. bhaan singh rana.(80)
mother - late. nirmala singh rana.(77)
(both died in plane crash)

1st son - soumit singh rana.(51)
wife - minakshi singh rana.(48)

son - rudra singh rana.(20)

2nd son - maan singh rana.(50)
wife - purnima singh rana.(47)

1st daughter - nidhi singh rana.(27)
2nd daughter - shruti singh rana.(26)

jaisingh family -

father - vikram jaisingh.(75)
mother - swarna jaisingh.(68)

1st son - rohit jaisingh.(52)
wife - sania jaisingh.(45)

1st son - ayansh jaisingh.(28)
wife - meghna jaisingh.(28)

2nd daughter - megha adhityaa.(27)
3rd daughter - riti adhityaa(25)

son - adhitva adhityaa.(21)

Raghuvanshi family -
father - jaidev raghuvanshi (75) died.
mother - poonam raghuvanshi (70) died.

1st son- devraj raghuvanshi.(52)
wife - devyani raghuvanshi.(46)

son - kiyan and ziyan raghuvanshi.(20)

sister - maya swaika.(46)
husband - sarthak swaika.(44)

1st daughter - divya raghuvanshi.(27)
2nd daughter - mahira raghuvanshi.(25)

ye sab lagbhag ek hi umra ke hai...sirf veer ko chhodhkar kyonki wo late paida hua tha. aise hi inke bacche bhi hai. kyonki in sab ki marriage bhi aage peeche hui thi. veer dhishwa aur indra ko bhaiya kahta hai. baki sab ko naam se bulata hai. kyonki dhishwa aur indra ko chhodhkar baki sabse dosto wala rishta hai. ye sab ek hi college se paasout hai. bas aage peeche nikle hai. inki bibiya bhi usi college se paasout hui hai. sab ki love marriage hui hai. sab ek dusre ke senior rhe.( Inki college life dekhni ho to batana detail update de dunga)

family business ke alawa sab ek dusre ke partners bhi hai.

jairaj singh rathore gayatri singh rathore aur jaidev raghuvanshi and poonam raghuvanshi ye ek sath plane crash me mare the.

continued...

parkas

Well-Known Member
34,308
72,238
303
update - 7

pichale update me aapne padha ki divit ko lake kinare shenzu milte hai..aur wahi room me ziyan ka hangover sab dekh rahe the.

ab aage.

mahiyavanshi house..

dushyant mahiyavanshi..gujarat me shayad hi koi aisa hoga jo is naam ko nahi janta ho. number 1 shipping company ke malik hai. aur sath me dimond company ke bhi. jab se business sambhala tha. tab se is position ko hold kiye hue the. aur bhi kai business me partnership hai kai me investment hai. morning time mahiyavanshi house me sab apne breakfast me busy the.

aaj dhishwa aa raha hai. itna sunte hi sabka dhyan dushyant ke taraf tha.

abhiraj - kab aa raha hai.

dushyant - raat tak pahuchega. hum charo ko nikalna hai afternoon tak jinte bhi kaam hai niptalo fir niklenge.

abhiraj - ok. aur baaki sab bhi aa rahe hai.

dushyant - yep..

rana palace rudragarh...is time pura palace jagmaga raha tha. kyonki best buddies kafi time baad ek dusre se mil rahe the. waise to ye palace rana family ka main residence nahi hai. soumit rana ke grandfather ne ye palace banwaya tha.

dheere dheere andhera bhi hone laga tha. rana palace ki jagmagaht palace ko aur bhi khubsurat bana diya tha. wahi humare sab buddies bhi aa gaye the.

sudrega nahi haramkhor aate hi peena shuru abe dhang se raat to ho jaane de.

ye bolne wala dushyant tha.

bhai pee nahi raha tha. check kar raha tha ki drinks perfect hai ya nahi. kyonki tujhe to pata hai agar dhishwa ko kuch bhi imperfect laga to sau bate sunayega.

ruk main bhi dekhta hoon. isi ke sath soumit aur dushyant preprations dekhne lage.

ye tum dono kar kya rahe ho.

soumit and dushyant - final checking.. hello devyani looking pretty.

devyani - sudhar jao kameeno.

matlab tarif karo to dikkat na karo to dikkat had hai yar.

Raat ka time chand apne shawab par tha. chat par lagi mahfil me sab apne apne group me baithe the. jaha ladies ka apna ek group tha. wahi gents ka apna alag group. jaam ka daur chal raha tha. sab the sivya dhishwa singh rathore ko chhodhkar.

maan - dhishwa kaha rah gaya..sab to aa gaye even indra, parinee, sanghmitra aur veer bhi aa gaye but jisne ye get to gether rakkha wo hi gayab hai. kyon veer kaha hai dhishwa.

veer - iska jawab indra bhaiya se pucho.

kyon indra dhishwa kaha rah gaya.

Indra - kyon dushyant kitne baje ka time diya tha.

dushyant - 9:15 ka kaha tha. aane ka

soumit - matlab abhi aane me 1 minut hai.

maya - main nahi manti college time ki baat alag thi. jab mr. perfect time ke punctual the. ab wo baat nahi

dushyant - lagi shart...agar time se aaya to tu gana gayegi.

inka shor sunkar mahila mandal bhi idhar aa gaya aur fir count down shuru aur theek 9:15 pe ek ke baad kuch gadiya andar enter hui. aur usme se utra dhishwa singh rathore. ek hath jeb me ek hath me scotch.

6'6" ki height perfect physic chehre par ek gurur sharp eyes koi kahega nahi. Ki ye insaan apne fifties me hai.

dushyant - time dekh moti correct 9:15 hue hai. ab taiyar ho jaa.

maya - seriously sanghmitra tera pati aaj bhi nahi badla.

sanghmitra - jo badal jaaye wo dhishwa singh rathore nahi.

maan - ye aaj bhi aisa he hai. pahle jeb me hipflask rahta tha. ab uski jagah hath me glass.

mitra isne to chhodh diya tha na.

sanghmitra - chhodh diya tha. par jab se divit ghar se gaya hai tab se wapas pahle jaise ho gaya hai. itna kahne ke baad apni aankho se nami saaf kar leti hai.

divit ka jikra sunte hi ek baar sabki aankho me nami aa jati hai. udhar dhishwa bhi ye dekh leta hai. par jaise usko aadat thi. aansoo rokne ki ya fir usne apne aasu sukha liye the.

hi hello karne ke baad sab wapas baith kar baate karne lagte hai...

wahi in sab ke beech maan jo ek tak dhishwa ko dekh raha tha.
dhishwa usko dekhta pakar bolta hai..mujhe pata hai tu kya kahne wala hai aur yaha sab ke man me kya chal raha hai.

maan - jab pata hai to kab tak aisa chalega tu khud bhi ghut ghut kar jee raha hai. aur humari halat bhi kuch alag nahi hai.

dhishwa - main chah kar bhi kuch nahi kar sakta akhir dad ne vachan jo diya hai chahcha ko.

soumit - to wo kaun sa tera saga chacha hai.

indra - wo baat nahi hai tumhe pata hai papa ka hisab ek baar jo kah diya wo kah diya.

dushyant - tabki chacha ye jante hai ki wo kitne neech log hai..sala muh se gali nikal kar muh ko ganda karna.

sarthak - kisne socha tha. chacha jisko sabse jyada pyar karenge usko hi apne se door karna padega. waise us din hua kya tha.

kyon veer tumhe to pata hai.

veer - pata ho ya na ho par main divit ki kasam se bandha hoon. aur uski kasam mere liye dad se bhi badh kar hai.

rohit - hum sab ne pata karne ki kitni koshish kari par jaise sab kuch regisitan me jasb ho gaya ho. uske baad se hi tauji ne wo jagah aur palace choodh diya aur aaj itne time baad bhi waha nahi gaye. lekin aaj bhi wo manjar bhulaye nahi bhulta kaise us umra me divit ne kya khoon bahaya tha. charo taraf sirf lasho ke dher the. aur unke beech khoon me nahaya khada hua apna divit.

fir inki mahfil yuhi chalti rahti hai. der raat tak jaagne ke baad sab apne room me jaa kar so jate hai.

Continued...
Bahut hi badhiya update diya hai Kratos bhai....
Nice and lovely update...
 
  • Like
Reactions: Naik and Pta nhi
Status
Not open for further replies.
Top