- 59
- 138
- 49
Hello friends yeah ak mast or rochak kahani hai
Apko yeah kahani padhne mein bhot maja ayega.
Jese ki apne padha office office so use yeah kaha ja sakta hai k purn roop se office culture se related hai.
So my name is Abby or mein Luckhnow ka rehne wala hu.
Meri padhaipuri hogayi thi or job k talas mein bhatak ta raha aur fir corona agaya toh aur dikat agyi izi bich mere ak dost k sath baat hone lagi jo ki mumbai mein rehta tha aur wahi job bhi karta tha aur usne mujhe waha bulaiya.
Mumbai ak acha aur bhid bhad wala sehar hai aur jo ki hum chote gao se the toh humne itna sab dekha nahi tha waha ane per pehle kuch din ase gi gujar gaye uske vaad meine thak har k kaha k mujhse nahi hoga ya ha abb mujhe jana chaiye as in abb mere pass job nahi hai saving bhi khatam ho rahai hai.magar dusre hi din mere dost ka call ata hai ki mere company mein ak vaccancy hai tum abhi ajo meeting karva deta hu.
Mein waha pohch gaya waha badi badi building khubsoorat ladkia aur ase kapde mein jo mene socha nahi tha.
Mein meeting mein gaya toh jese hi andar gaya toh vaha k HR department k sath intro hua jisme se ak ladki jo ki Rosy thi voh mujhe bhit sundar aur achi lagi magar mein shy type ka tha toh use jada dekha nahi.voh mujhse sawal puchti thi mein ghabra jata tha toh usne mujhe pine ko pani diya yeah mera pehla experience tha jab kis ladki ka hath mujhe toch hua mere sarir mein current sa dod gaya mein sapno mein chala gaya ur bus kya kahu baata nahi sakta. Uske baad meri job lag gayi aur mujhe monday se join karne ko kaha.
Jaate jaate sab paper work hojane baad rosy ne mujhe akele mei cabin mein paate hue kaha monday se ana apne upper thoda kam karo aur ache se ana. Mein thank you man and jarur bolke agay magar mein iski baato ka matlab samjh na saka. Mein waah se apne dost ko sabb bata kar waha se nikal gaya aur raste bhar sochta raha asa kyu bola. Abb age ki kahani monday se suru hota hai agle part mei .

Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
Award + 3000 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
Award + 1000 Likes
200 Likes for each report